ek hai apni zamin ek hai apna gagan ek hai apna jahaan ek hai apna vatan apne sabhi sukh ek hain apne sabhi ghum ek hain aawaaz do aawaaz do hum ek hain hum ek hain ye waqt khone ka nahin ye waqt sone ka nahin jaago vatan khatre mein hai saara chaman khatre mein hai phoolon ke chehre zard hain zulfen fiza ki gard hain umda hua tufaan hai narve mein hindustaan hai dushman se nafrat farz hai ghar ki hifaazat farz hai bedaar ho bedaar ho aamada e paigaar ho ye hai himalay ki zamin taaj o ajanta ki zamin sangam humaari aan hai chittaud apni shaan hai gulmarg ka mahka chaman jamuna ka tat gokul ka van ganga ke dhaare apne hain ye sab humaare apne hain keh do koi dushman nazar utthe na bhoole se idhar keh do ke hum bedaar hain keh do ke hum taiyaar hain utho jawaan aan e vatan baandhe huye sar se kafan utho dakkan ki or se gang o jaman ki or se punjaab ke dil se utho satluj ke saahil se utho maharashtra ki khaak se dilli ki arz e paak se bengaal se gujraat se kashmeer ke
Awaaz Do Hum Ek Hain
Mohd Rafi