MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mere dilbar mujh par khafaa naa ho ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya mere dilbar mujh par khafaa naa ho mere dilbar mujh par khafaa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya jo kisi ke roke ruka naa ho kisi sang e dar par jhuka naa ho tere dar per kaise phisal gaya ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunhehri rangat dhuli dhuli ye nazar mein masti ghuli ghuli ye sunehri rangat dhuli dhuli ye ghaneri zulfen khuli khuli jo zamaane bhar ka guroor hai jo nasha hai jo bhi suroor hai wo tere shabaab mein dhal gaya ho mere dilbar mujh par khafa naa ho kahin teri bhi kuchh khata naa ho jo ye dil deewana jo ye dil deewana machal gaya kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai kahun kyun ke duniyaa raqeeb hai mera apna dil hi ajeeb hai na ye dushaman hai naa habeeb hai main kabhi na isko samjh saka kabhi apnon se bhi hua khafaa click here
john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum saahib ne bulwaaya haazir hoon main aaya hoon yaaron ka main yaar dushmanon ka dushman de dhanaa dhan john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum saahib ne bulwaaya haazir hoon main aaya hoon yaaron ka main yaar dushmanon ka dushman de dhanaa dhan john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum ye teenon naam hain mere ye teenon naam hain mere allaa jesus raam hain mere jis naam se jo chaahe jo chaahe mujhe bulaale jisne jo farmaaya jo maanga main laaya hoon yaaron ka main yaar dushmanon ka dushman de dhanaa dhan john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum john jaani janardhan tara rum pum pum pum pum ye filmon ke sitaare o o o o ye filmon ke sitaare dekho nikle chamake saare ye sabkaa dil behlaayen main inkaa dil behlaaoon ye sabkaa dil behlaayen main inkaa dil behlaaoon heroine se click here
joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega teri preet sulag jaayegi mera pyaar chhalak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega jitni nazar jhukaaogi tum utni nazar lagegi tumko jitni nazar jhukaaogi tum utni nazar lagegi nainon mein kajra mat daalo nainon mein kajra mat daalo koi raah bhatak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega teri preet sulag jaayegi mera pyaar chhalak jaayega ho joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega jab tum leti ho angdaayi dil ki dhadkan badh jaati hai jab tum leti ho angdaayi dil ki dhadkan badh jaati pairon mein ghunghroo mat baandho pairon mein ghunghroo mat baandho koi saaz chehak jaayega joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega teri preet sulag jaayegi mera pyaar chhalak jaayega ho joode mein gajra mat baandho mera geet mehak jaayega tere angon ki thirkan mein pyaase geeton ka sargam hai tere angon ki click here
kaahe dhundhe raam ko dharti aur gagan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein raam ko tu dekh le apne hi mann mein apne hi mann mein kaahe dhundhe phool jo chadhaye jaa ke charnon mein bhagwaan ke raam hi muskaate hain un phoolon ki muskaan mein raam daras ke pyaase nain jo raam base un naynan mein raam base un naynan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein path andhiyaare mein dikhate prabhu raam hi deep ki lou banke jagmagaate prabhu raam hi haath mein jo rekhayen bhagya ki raam hi raam chhupe unmein raam hi raam chhupe unmein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein jiski kirnon se khilti dharti pe dhoop hai aur kuchh nahin vo suraj raam ka hi roop hai shaam salone raam hi base chanda roopi darpan mein chanda roopi darpan mein kaahe dhundhe kaahe dhundhe raam ko dharti gagan mein kyun itni adheer hai tu raam ke milan ko raam ka hi roop hai tu dekh apne tan ko dason dishayen click here
kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka kaahe itna gumaan chhoriye ye mela do din ka legi kitnon ki jaan chhoriye ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka kaahe karta hai pyaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka o zara sun sun are ja ja ja zara sun sun are ja ja ja chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa o chal thumak thumak zara thumak thumak aaaaaaa teri khatir khol ke rakha hai dil ka darwaaja paiyyan hum nahin padne waale marji hai to aaja bada aaya dildaar chhorva ye mela do din ka ja ja dor na daar chhorva ye mela do din ka dekh zara ye kaali kaali zulfon ki zanjeeren bandhi huyi hain inmein tere jaison ki taqdeeren achchha waah waah kya samjhe lut jaayega jahaan chhoriye ye mela do din ka click here
haaye haaye kaahe ko bulayaa mujhe baalmaaaaaa kaahe ko bulayaa mujhe baalmaa pyaar mein naam se pyaar ke naam se kaahe ko bulayaa mujhe baalmaa pyaar mein naam se pyaar ke naam se radha ne yahi poochha tha ek din ruth kar shyaam se ruth kar shyaam se jaa tose bolun naa jaa tose bolun naa ghughataa kholun naa dolun naa main sang tere jaa tose bolun naa ghughataa kholun naa dolun naa main sang tere toz jo tum ruthogi aise guzrenge din mere kaise jeene nahin dega mujhe chaar din pyaar aaram se pyaar aaram se kaahe ko bulayaa mujhe baalmaa pyaar mein naam se pyaar ke naam se kaali ghataaon se thandi hawaaon se aao kahen haal dil ka kaali ghataaon se thandi hawaaon se aao kahen haal dil ka hoooo pyaar mein din to dhal jaata hai raat ko jaadoo chal jaata hai jiya lagta hai dhadakne piya aaj kal shaam se aaj kal shaam se radha ne yahi poochha tha ek din ruth kar shyam se ruth kar shyam se tauba main kaa karun tauba main kaa karun badnaami se darun mohe badi laaj aaye click here
hooo hooo hooo hooooo oooo oooo oooo ooooo oooo ooooooo oooo hoooo kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi tujhe dhoondhe mere nain nahin neend nahin chain kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi yun hi nahin chali aayi bahaaren phool yun hi nahin khile yun hi nahin chali aayi bahaaren phool yun hi nahin khile kuchh to hai kaaran kitne yungon se do premi nahin mile chhota saa jeevan lambi judaayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi parbat parbat gulshan gulshan mele milan ke lage parbat parbat gulshan gulshan mele milan ke lage ek hi pal mein neend se jaise dard hazaaron jage dil ki lagi ne li angdaayi kaali ghata chhaayi prem rutt aayi aayi aayi aayi aayi teri yaad aayi tujhe dhoondhe mere nain nahin neend nahin chain kaali ghata click here
haaye haaye kaan mein jhumka chaal mein thumka kamar pe choti latke ho gaya dil ka purza purza lage pachaasi jhatke ho tera rang hai nasheela ang ang hai nasheela rang hai nasheela ang ang hai nasheela kaan mein jhumka chaal mein thumka kamar pe choti latke ho gaya dil ka purza purza lage pachaasi jhatke ho tera rang hai nasheela ang ang hai nasheela rang hai nasheela ang ang hai nasheela nashe se palken tani tani jaan meri pe bani bani chadhti jawaani teri kaise sambhale tu husn tera matwaala hai kiske liye sambhala hai banoo rakhwaala kar de mere hawaale tu teri ye jawaani albeli ye paheli hai akeli mujhe saathi bana le haaaannn inn zulfon mein ulajh ulajh kar kai musafir bhatke ho gaya dil ka purza purza lage pachaasi jhatke ho tera rang hai nasheela ang ang hai nasheela rang hai nasheela ang ang hai nasheela teri maang mein jo main sindoor bhar doon to har raat ko chandani raat kar doon tujhe khench kar apne dil se laga loon zamin par tujhe main khuda se mila click here
Kandhe Pe Kawad Le Kar Chala click here
kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phansa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal mein do panchhi aur donon huye ghayal haye haye ho gayi mushkil kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phansa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal mein do panchhi aur donon huye ghayal haye ho gayi mushkil bandar ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi raar bhi jhuki jhuki nazron mein hai zara zara pyaar bhi ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi raar bhi jhuki jhuki nazron mein hai zara zara pyaar bhi zara zara pyaar surat hai badi bholi andaaz bade kaatil haye ho gayi mushkil kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phasa ye dil haye ho gayi mushkil are are kahaan chali are are dil ko le ke chali kahaan gori re khuli teri ghaaten saari khuli teri chori re are are dil ko le ke chali kahaan gori re khuli teri ghaaten saari khuli teri chori re khuli teri chori le bol uthe ghungru le bajne lagi paayal haye haye ho gayi mushkil le bol uthe ghungru le bajne lagi paayal haye ho gayi mushkil click here
kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali oh jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye laila naam ki texi ko milte grahak bedhange jeb mein na ho footi kaudi kangale bhooke nange lekin aaj mili kismat se aisi mast sawaari sawaari jis par meter engine accelerator breken waari ho kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye jaane kahan kahan mujhe le ke chali meri laila meri laila kabhi aage kabhi peechhe kabhi uppar kabhi neeche kabhi daayen mud jaaye kabhi baayen mud jaaye paani aur petrol barabar phir kyun ruk gayi laila samjha sautan kyon baithi iss kaaran jee hai click here
kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya waale ho duniya waale ho duniya waale hooo duniya waale ho duniya waale jo karna hai woh kar lo ji chalenge hum to aise hi humaara kya hai marenge duniya waale hooo duniya waale ho duniya waale hoooo duniya waale ho duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho teri shokh adayen kya kehne ho aaja pehna doon pyaar ke gehne teri shokh adayen kya kehne ho aaja pehna doon pyaar ke gehne tere pyaar ke gehne maine pehne to jaane mujhe kya kya kahenge duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho bhala ji kaise jiyenge duniya waale kabhi ithlaa ke chalte ho kabhi balkha ke chalte ho leja aankhen gulaabi gulaabi aise ghoor na jaise ke sharaabi leja aankhen gulaabi gulaabi ho aise ghoor na jaise ke sharaabi ye ji aankhon ke jab maikhaane khule hain phir to aa ke piyenge duniya waale jo karna hai woh kar click here
ho ho ho kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi kis ko pata tha chandni jaayegi kaali ghata chhayegi thandi phuhaar humein paas paas laayegi baat ban jaayegi dil ki dhadkan sur badlegi ghadi do ghadi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to neendiyaan ke baadal ghir ghir aaye hain hooo aakhon pe chhaye hain rang bhare sapnon ko sang sang laaye hain haan jaal bichhaye hain pyaar ki khushboo mehak rahi hai saanson ki raagni mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi mein kabhi kabhi aisa bhi to hota hai zindagi mein raah mein chalte chalte raahi kho gaye bekhudi click here
kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko hum to samjhe the hum to samjhe the ke hum bhool gaye hain unko kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kya hua aaj ye kis baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona kis liye jeeten hain hum kis liye jeeten hain hum kis ke liye jeeten hain baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya baarhaa aise sawaalaat pe rona aaya kabhi khud pe kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost kaun rota hai kisi aur ki khaatir aye dost sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya sab ko apni hi kisi baat pe rona aaya kabhi khud pe kabhi khud pe kabhi haalaat pe rona aaya baat nikli to har ik baat pe rona aaya kabhi khud pe click here
kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kab se tanha ghum rahaa hoon duniyaa ke viraane mein khaali jaam liye baitha hoon kab se iss maikhaane mein koi to hoga mera saaki koi to pyaas bhujaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kisi ne mera dil na dekha na dil ka paigaam suna mujhko bas aawara samjha jisne mera naam suna ab tak to sabne thukraaya koi to pass bithayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega kabhi to dega sannate mein pyaar bhari aawaaz koi kaun ye jaane kab mil jaaye rasten mein humraaz koi mere dil ka dard samjh kar do aansoon to bahaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega apna mujhe banayega dil mein mujhe basaayega kabhi na kabhi kahin na kahin koi na koi to aayega koi na koi to aayega click here
kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai kabhi raat din hum door thei din raat kaa ab saath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa teri aankh mein hai khumaar saa meri chaal mein hai suroor saa ye bahaar kuchh hai piye hue ye samaa nashe mein hai choor saa ye samaa nashe mein hai choor saa kabhi in fizaaon mein pyaas thi ab mausam e barsaat hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mujhe tumne kaise badal diyaa hairaan hoon main iss baat par mera dil dhadakataa hai aaj kal teri shokh nazron se poochh kar teri shokh nazron se poochh kar meri jaan kabhi mere bas mein thi ab zindagi tere haath hai wo bhi ittefaaq ki baat thi ye bhi ittefaaq ki baat hai kabhi raat din hum door thei click here
kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum chaahe zamaana kare laakhon sitam haaan haan haaan chaahe zamaana kare laakhon sitam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum sanam meri jannat hai tere kadam haayeeeee sanam meri jannat hai tere kadam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman muhabbat ke sholon mein jalta rahunga tera naam le ke main chalta rahunga thokar bhi khaa ke sambhaltaa rahunga bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee bade hain muhabbat ke hum pe karam haayeee kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman dengi sahaara jo teri nighaahen to aasaan hongi muhabbat ki raahen ke manzil hai meri ye teri hi baahen chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaan haaan haaan chale hain safar pe ye khaa ke kasam haaye kabhi tera daaman naa chhodenge hum haaye kabhi tera daaman click here
kabeer khada bazaar mein sab ki maange khair na to kisi se dosti na to kisi se bair arey ho ho ho oo ek jagah ek phool khile aur khilte hi murjhaye ek jagah ek phool khile aur khilte hi murjhaye is do rangi duniyaan ka ye raaz samajh na aaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho ek dhan waale baazigar ne taaj mahel banwaaya jisko nirdhan kaarigar ne apna khoon pilaaya mehnat ke badle mein usne haath apne katwaaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho cheer ke is dharti ka seena beej kisi ne boya na din ko aaraam kiya na raat ko pal bhar soya khet pake to uske daane aur koyi khaa jaaye kabira roye ya muskaaye kabira roye ya muskaaye arey ho ho ho ho ho ho ho ho badi puraani ho gayi duniyaan aao ise jala dein jal jaaye to raakh se iski duniyaa nayi basa dein sab ka saathi is duniyaan ka har banda kehlaaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye kabira dekh dekh muskaaye click here
kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata nazar mein shokhi labon pe masti tumhin batao yeh kaisi ada hai nazar mein shokhi labon pe masti tumhin batao yeh kaisi ada hai zara sambhal ke milao aankhe ke phir na kehna hamari khata hai ke phir na kehna hamari khata hai meri khataon pe yun muskurata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa gaya koi daman bachata yeh kaisi halchal uthi hai dil mein ke chalte chalte kadam dagmagaye yeh kaisi halchal uthi hai dil mein ke chalte chalte kadam dagmagaye nayi nayi hai abhi mohhabbat na jane aage yeh kya gul khilaye na jane aage yeh kya gul khilaye teri mohabbat ne jab bhi pukara to aa gaya koi daman bachata kadam kadam pe baharen lutata yeh kaun aaya hai aanchal udata teri nazar ka mila jo ishara to aa click here
kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ada ada mein shokhiyaan nazar nazar mein bijliyaan ke le rahi hai teri nazar meri nazar ka imtihan meri nazar ka imtihan kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain jahan pade kadam tere woh raahen khushnaseeb hain tere gale ka haar ho woh baahein khushnaseeb hain woh baahein khushnaseeb hain kadmon mein tere ae sanam humne to sar jhuka liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai khili khili yeh chaandni tere badan ka noor hai jidhar nazar uthaiye suroor hi suroor hai suroor hi suroor hai teri hansi ko dekh kar phoolon ne munh chhupa liya tujhko khuda bana liya kadmon mein tere ae sanam click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jo Yeh Dil Deewana Dharmputra (1961) 05:57 13079
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Duration : 05:57   Song Number : 13079   

John Jani Janardhan Naseeb (1981) 05:39 18095
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:39   Song Number : 18095   

Joode Mein Gajra Mat Baandho Dhoop Chhaon (1977) 05:26 36384
 
Poster of Dhoop Chhaon (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Virendra Mishra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:26   Song Number : 36384   

Kaahe Dhunde Ram Ko Hanuman Vijay (1974) 04:11 17601
 
Poster of Hanuman Vijay (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
B D Mishra
Music Director- 
Ajay Vishwanath
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:11   Song Number : 17601   

Kaahe Itna Gumaan Bharosa (1963) 04:38 19819
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Guru Dutt, Asha Parekh
Duration : 04:38   Song Number : 19819   

Kaahe Ko Bulayaa Mujhe Humshakal (1974) 05:23 13367
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:23   Song Number : 13367   

Kaali Ghata Chhaayi Kali Ghata (1979) 05:16 13508
 
Poster of Kali Ghata (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:16   Song Number : 13508   

Kaan Mein Jhumka Chaal Sawan Bhadon (1970) 05:02 20700
 
Poster of Sawan Bhadon (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 05:02   Song Number : 20700   

Kaandhe Pe Kaawar Le Kar Chala Shravan Kumar (1960) 03:22 37601
 
Poster of Shravan Kumar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anant Kumar
Duration : 03:22   Song Number : 37601   

Kaanton Mein Phansa Aanchal Do Dil (1965) 03:28 12898
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 03:28   Song Number : 12898   

Kabhi Aage Kabhi Peechhe Sadhu Aur Shaitaan (1968) 04:48 16307
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:48   Song Number : 16307   

Kabhi Ithla Ke Chalte Aap Ki Parchhaiyan (1964) 04:45 14995
 
Poster of Aap Ki Parchhaiyan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Supriya Choudhary
Duration : 04:45   Song Number : 14995   

Kabhi Kabhi Aisa Bhi Waris (1969) 03:54 11861
 
Poster of Waris (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Jitendra
Duration : 03:54   Song Number : 11861   

Kabhi Khud Pe Kabhi Hum Dono (1961) 04:00 20707
 
Poster of Hum Dono (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nanda, Sadhana
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:00   Song Number : 20707   

Kabhi Na Kabhi Kahin Sharabi (1964) 04:07 14229
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:07   Song Number : 14229   

Kabhi Raat Din Hum Door Thei Aamne Saamne (1967) 05:32 12564
 
Poster of Aamne Saamne (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:32   Song Number : 12564   

Kabhi Tera Daaman Naa Neend Hamari Khwab Tumhare (1966) 03:36 13869
 
Poster of Neend Hamari Khwab Tumhare (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:36   Song Number : 13869   

Kabira Roye Ya Muskaaye Sub Ka Saathi (1972) 04:21 40510
 
Poster of Sub Ka Saathi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:21   Song Number : 40510   

Kadam Kadam Pe Baharen Lutata Madam XYZ (1959) 03:18 32752
 
Poster of Madam XYZ (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Suresh, Shakeela
Duration : 03:18   Song Number : 32752   

Kadmon Mein Tere Ae Sanam Mohd Rafi 05:00 32157
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 05:00   Song Number : 32157   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi