MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


more shyam more shyam pal pal more mukh se nikle nisdin tero naam more shyam more shyam tere charan ki main hoon daasi le jo aanchal thaam bhatak na jaaye jeevan asha ghir aayi hai shaam more shyam more shyam darsh ki baati ab to jala do dhoondh phiri nand gaon man ki muraliyaa jo sur khoje jinme base ghanshyam more shyam more shyam ho na saki main radha teri phir bhi pujaran hoon main hansi udaye brij ke vasi preet huyi badnaam more shyam more shyam pal pal more mukh se nikle nisdin tero naam more shyam more shyam click here
mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di bandha sar pe jab chaand taaron ka sehra bandha sar pe jab chaand taaron ka sehra chaand taaron ka sehra koi jal gaya aur kisi ne dua di koi jal gaya aur kisi ne dua di mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di khuda is mohabbat ko abaad rakhe khuda is mohabbat ko abaad rakhe abaad rakhe ke jisne umeedon ki duniya basa di ke jisne umeedon ki duniya basa di mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di bhare god ya rab khile dil ki kaliyaan bhare god ya rab khile dil ki kaliyaan khile dil ki kaliyaan muraaden ho poori mite namuraadi muraaden ho poori mite namuraadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura di mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mubarak ho dulha dulhan ko ye shaadi mile dil se dil zindagi muskura di mile dil se dil zindagi muskura click here
muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye josh e kada se bazm charagaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko maange hain phir kisiko lab e baam par hawas maange hain phir kisiko lab e baam par hawas julf e siyaah rukh pe pareshan kiye huye julf e siyaah rukh pe ik na bahaar e naaz ko taake hai phir nigaah chehra farooge mashe gulistaan kiye huye chehra farooge mashe jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din jee dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din baithe rahen tassavvure jaana kiye huye baithe rahen tassavvure gaalib humein na chhed ke phir josh e ashq se baithe hain hum tahaiya e toofaan kiye huye muddat huyi hai yaar ko mehmaan kiye huye click here
koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa khudaaa khudaa khudaa koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain hoo khudaa khudaaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai phoolon ki taazgi tu hai ho kaaliyon ki naazuki tu hai ab teri zindagi main hoon aur meri zindagi tu hai muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai aankhon se pyaar chhalka ke ho dekha jo tune sharma ke pehlun mein tere aa baithe hum do jahaan thukraa ke muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai honthon ke jaam apne hain ye suboh shaam apne hain click here
muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho haaye abhi to tum jhijhakte ho abhi to tum simatte ho ke jaate jaate jaayega hijaaaaab aahista aahista hijaab apno se hota hai nahin hota hai gairon se koi bhi baat banti hai janaaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain abhi kamsin ho kya jaano muhabbat kis ko kehte hain bahaaren tum pe laayengi shabaaaab aahista aahista bahaaren aa chuki hum par zuroorat baaghban ki hai tumhaare pyaar ka doongi jawaaaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista muhabbat rang laayegi janaaaaaab aahista aahista ke jaise rang laati hai sharaaab aahista aahista click here
muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe lag raha hai har nazar mein pyaar bhi hai berukhi bhi thoda thoda hosh bhi hai thodi thodi bekhudi bhi meri chaahat ko naa samjhe haaye naadaaan ho tum aise jaane jaana phir bata do tumko chaahun aur kaise muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe beqaraari pe humari kin khyaalon mein ye ghum ho dekhne do phool jyada khubsurat hain ke tum ho aaj chheda jo hawa ne simt jaati hai ye baahen jaane kya hai beiraada jhukti jaati hai nighaahen muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe muhabbat se tumhen dekha magar tum jaane kya samjhe jo itna bhi nahin samjhe sanam to phir tumse khuda samjhe click here
khol aankhen apni khwab e naaz se jaag mere pyaar ki aawaz se zindagi betaab hai tere liye aa gale lag jaa ussi andaaz se muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti ye keh do maut se jaa kar ke ik deewana kehta hai ye keh do ke deewana kehta hai koi deewana kehta hai meri ruhein muhabbat mujh se pehle mar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti chali aa o meri jaane tamanna dil ki mehfil mein chali aa chali aa chali aa chali aa dil ki mehfil mein meri jaan dil ki mehfil mein tu mujhse door ho ulfat gawaara kar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti chali aa chali aa chali aa chali aa chali aa click here
mujh hi mein chhup kar mujh hi se door ye kaisaa dastoor re maalik ye kaisaa dastoor mujh hi mein chhup kar mujh hi se door ye kaisaa dastoor re maalik ye kaisaa dastoor maine man ki aankhon se to dekhaa hai sau baar tujhe maine man ki aankhon se to dekhaa hai sau baar tujhe lekin tan ki aankhon se bhi darshan de ik baar mujhe darshan de phir chheen le akhiyaan ye mujhko manzoor re maalik ye mujhko manzoor mujh hi mein chhup kar mujh hi se door ye kaisaa dastoor re maalik ye kaisaa dastoor hooooooooo hooooooooo hooooooo hooo chali hawaa jab tan ko chhoo kar maine tujhe pehchaan liyaa chali hawa jab tan ko chhoo kar maine tujhe pehchaan liyaa tujh bin komal haath ye kiska hoga maine jaan liyaa dhoop hawa sab roop hain tere sab mein tera noor re maalik sab mein tera noor mujh hi mein chhup kar mujh hi se door ye kaisaa dastoor re maalik ye kaisaa dastoor sachche dil se naam loon tera nirdhan ki yahi pooja hai sachche dil se naam loon tera nirdhan ki yahi pooja hai click here
mujhe ankhiyon pe apni yakeen hai tu duniya mein sabse haseen hai mujhe ankhiyon pe apni yakeen hai tu duniya mein sabse haseen hai meethi meethi ye nigaahen keh rahi hain oye meethi meethi ye nigaahen keh rahi hain bolo kyaaaaa o tera chehra to bada hi namkeen hai tera chehra to bada hi namkeen hai tere husn ki bijli tadke ek ladke ka dil dhadke aa chheen le mere dil ko o zaalim aage badh ke tu hai kitna haseen tujhe pata hi nahin tere pehlu mein piya dil hai bhi ya nahin mujhe ankhiyon pe apni yakeen hai tu duniya mein sabse haseen hai mujhe ankhiyon pe apni yakeen hai tu duniya mein sabse haseen hai meethi meethi ye nigaahen keh rahi hain meethi meethi ye nigaahen keh rahi hain bolo kyaaaaa o tera chehra to bada hi namkeen hai tera chehra to bada hi namkeen hai teri mast jawaani jhoome tera mukhda bulbul choome kaliyon ko chhod ke bhanwra tere aage peechhe ghoome chaahe raat ho ya din khoyi rahoon tere bin meri neend gayi lutt mera chain gaya chhinn mujhe click here
mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon main raahi hoon albela aur pyaasa hoon deedaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka main kya karun ki jaalim soorat hi aisi paayi dil mera aaina hai dil mein nahin buraai mere dil ko dil mein le lo hai heera aitbaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina are sun lo duniya waalo hai nagma dil ke taar ka click here
mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam lochan mann mein jagah naa ho tooo lochan mann mein jagah naa ho to jugal charan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam jeevan de ke jaal bichhaya rach ke maaya naach nachaya chinta meri tabhi mitegi chinta meri tabhi mitegi jab chintan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam tumne laakhon paapi taare meri baari baazi haare baazi haare mere paas na punya ki punji mere paas na punya ki punji pad pujan mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam raaaam hey raaaaam raaaaaam hey raaaaaam ghar ghar atkun dar dar bhatkun kahaan kahaan apna sir patkun iss jeevan mein milo na tum to raam hey raaaam iss jeevan mein milo na tum to mujhe maran mein le lo raam le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le lo raam mujhe apni sharan mein le click here
mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mera pyaar guzre zamaane ki baat mera pyaar guzre zamaane ki baat rahe yaad kyun bhool jaane ki baat nahin koi aansun bahaane ki baat naa aansun bahaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mujhe maaf karna mere humsafar mujhe maaf karna mere humsafar kahin kho gaya main tumhen chhod kar tumhen maine aansun diye hain magar sadaa muskuraana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana click here
mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain labon se agar tum bula na sako to nigahon se tum naam lekar bula lo tumhari nigaahein bahot bolti hain zara apni aankhon pe palkein gira do mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain pata chal gaya hai ke manzil kahan hai chalo dil ke lambe safar pe chalenge safar khatm kar denge hum to wahin par jahan tak tumhaare kadam le chalenge mujhe choo rahi hain teri garm saansein mere raat aur din mehekne lage hain teri narm saanson ne aise chhua hai ke mere to paoon behekne lage hain click here
mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum yuhin apne apne safar mein gum kahin door main kahin door tum kahin door tum chale ja rahe the juda juda mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka na main chaand hoon kisi shaam ka na chiraag hoon kisi baam ka kisi baam ka main to raaste ka hoon ek diya mujhe aap kis liye mil gaye main akele yun bhi maze mein tha mujhe aap kis liye mil gaye mujhe dard e dil ka pata na tha mujhe aap kis liye mil gaye click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa mujhe tum begaana kehlo ya ke deewana magar ye deewana jaane dil ka fasaana banaawat mein dil ki haqeeqat chhupana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana o ho ho ho ho aa haa haa khayaalon mein khoyi khoyi rehti ho aise musaafir ki chalti phirti tasveer jaise adaa aashiqi ki nazar shayraana muhabbat nahin hai to phir aur kya hai ho mujhe dekh kar aap ka muskuraana mujhe dekh kar aap ka muskuraana click here
lala lala laa lala laa la lala lala lala umm hm hm hm hmm mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai nashe mein hoon lekin mujhe ye khabar hai ke iss zindagi mein sabhi pee rahe hain kisi ko mile hain chhalakte piyaale kisi ko nazar se pilaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai kisi ko nashaa hai jahaan mein khushi ka kisi ko nashaa hai gamein zindagi ka koi pee rahaa hai lahoo aadmi ka har ik dil mein masti rachaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai zamaane ke yaaro chalan hain niraale yahaan tan hain ujle magar dil hain kaale ye duniyaa hai duniyaa yahaan maalozar mein dilon ki kharaabi chhupaayee gayee hai mujhe duniyawaalo sharabi na samjho main peeta nahin hoon pilaayee gayee hai jahaan bekhudi mein kadam ladkhadaye wohi raah mujhko dikhayee gayee hai click here
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa click here
mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai mere haal par huyi hai teri khaas meharbaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen teri zulf se uthi hai ye ghataaon ki jawaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se click here
mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai chaahat ne teri mujhko kuchh iss tarah se ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera tum ho jahaan wahi par rehta hai dil bhi mera bas ik khayaal tera kya shaam kya savera mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai yeh duniya kaise badali kuchh bhi samajh na aaye kyun kar hue woh apne kal tak the jo paraaye dil ki lagan ho sachchi phir kyun na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo mujh ko banaa ke apna baaten banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm mujhe le chalo aaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main betaabiyaan le ke aaya mujhe le chalo jahaan so rahi hai meri zindgani jahaan chhod aaya main apni jawaani wahaan aaj bhi ek chaukhat pe taaza muhabbat ke sajdo ki hogi nishani muhabbat ke sajdo ki hogi nishani mujhe le chalo wo duniyaa jahaan uske naksh e kadam hain wahin meri khushiyaan wahin mere ghum hain main le aaungaaa khaak uss reh guzar ki ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain ke uss reh guzar ke tasaar e se nam hain mujhe le chalo wahaan ek rangeen chilman ke peechhe chamakta hua uska rukhsaar hoga basaa loonga aankhon mein wo roshni main yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga yunhi kuchh ilaaz e dil e zaar hoga mujhe le chalo aaaaaj phir uss gali mein jahaan pehle pehle ye dil ladkhadaaya wo duniyaa wo meri muhabbat ki duniyaa jahaan se main click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

More Shyam Pal Pal Mohd Rafi 03:41 36591
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:41   Song Number : 36591   

Mubarak Ho Dulha Aur Dulhan Ko Pak Daman (1957) 03:25 36961
 
Poster of Pak Daman (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 36961   

Muddat Huyi Hai Mohd Rafi 04:13 38710
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Year- 
1964
Lyricist
Mirza Ghalib
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:13   Song Number : 38710   

Muhabbat Ke Khudaa Brahmachari (1968) 06:23 12940
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:23   Song Number : 12940   

Muhabbat Rang Laayegi Poonam (1981) 06:14 16296
 
Poster of Poonam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ranga Rao
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Poonam Dhillon
Duration : 06:14   Song Number : 16296   

Muhabbat Se Tumhen Raton Ka Raja (1970) 04:12 14032
 
Poster of Raton Ka Raja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj, Vaishali
Duration : 04:12   Song Number : 14032   

Muhabbat Zinda Rehti Hai Changez Khan (1957) 04:28 31099
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prem Nath, Beena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 31099   

Mujh Hi Mein Chhup Kar Mujh Hi Se Door Jailor (1958) 04:19 38376
 
Poster of Jailor (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Abhi Bhattacharya
Duration : 04:19   Song Number : 38376   

Mujhe Ankhiyon Pe Apni Yakin Hai Do Dilon Ki Dastan (1966) 03:29 20496
 
Poster of Do Dilon Ki Dastan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:29   Song Number : 20496   

Mujhe Apna Yaar Bana Lo Boy Friend (1961) 03:59 12939
 
Poster of Boy Friend (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:59   Song Number : 12939   

Mujhe Apni Sharan Mein Tulsidas (1954) 03:21 14359
 
Poster of Tulsidas (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahipal
Duration : 03:21   Song Number : 14359   

Mujhe Bhool Jaana Taqdeer (1967) 03:51 14321
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:51   Song Number : 14321   

Mujhe Choo Rahi Hain Swayamvar (1980) 04:03 18006
 
Poster of Swayamvar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:03   Song Number : 18006   

Mujhe Dard E Dil Ka Aakash Deep (1965) 03:20 20979
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:20   Song Number : 20979   

Mujhe Dekh Kar Aap Ka Muskuraana Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:09 12138
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:09   Song Number : 12138   

Mujhe Duniyawaalo Sharabi Leader (1964) 04:26 20980
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 20980   

Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 04:45 12043
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:45   Song Number : 12043   

Mujhe Ishq Hai Umeed (1962) 03:24 16085
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 16085   

Mujhe Kitna Pyaar Hai Dil Tera Deewana (1962) 04:26 20982
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 20982   

Mujhe Le Chalo Aaj Phir Sharabi (1964) 06:20 14230
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:20   Song Number : 14230   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi