MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin ulfat karna khel hai lekin karke nibhaanaa khel nahin jab se huye hain door wo humse jab se huye hain door wo humse dhoondh rahi hai unko nazar dhoondh rahi hai unko nazar haai re o bedard zamaane haai re o bedard zamaane ye bhi nahin hai tujhko khabar ye bhi nahin hai tujhko khabar aag lagi hai dil mein kuchh aisi jis ka bujhaana khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin laakh sataayen pyaar ke dushman laakh sataayen pyaar ke dushman bhool sakenge unko na hum bhool sakenge unko na hum aur badhegi unki muhabbat aur badhegi unki muhabbat jitne bhi honge zulm o sitam jitne bhi honge zulm o sitam kehde ye koi naadaanon se humko mitaanaa khel nahin iss duniyan mein ae dilwaalo dil ka lagaana khel nahin click here
iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko ye dil hai bada hi deewana chheda na karo iss paagal ko tum se na sharaarat kar baithe nadaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kandhe se hataa lo sar apna ye pyaar muhabbat rehne do kashti ko sambhalo maujon se toofaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein insaan ki niyyat theek nahin nikla na karo tum saj dhaj kar imaan ki niyyat theek nahin iss rang badalti duniya mein main kaise khudaa haafiz keh doon mujhko to kisi ka yakeen nahin main kaise khudaa click here
iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke jisne ye pehnaayi hai uss dildaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke uss zulf ke qurbaan labon rukhsaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke har jalwaa tha ik shola husn e yaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se jawaani maangti thi ye haseen jhankaar barson se tamanna bun rahi thi dhadkanon ke haar barson se chhup chhup ke aane waaleeeeeee chhup chhup ke aane waale tere pyaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke iss reshmi paazeb ki jhankaar ke sadke jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein jawaani so rahi thi husn ki rageen panaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein chura laaye hum unke naazneen jalwe nighaahon mein kismat se jo hua click here
itanaa to yaad hai mujhe ho o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua hoo oo oo baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o aa aa aa aa ho o o waade wafaa ke kar ke kasme utha ke kisi pe dil loota ke chala aaya nazarein milaa ke neend apni gawan ke kasak dil mein basaa ke chala aaya din to gujar jaayega ho o o o o o din to gujar jaayega haai din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi itanaa to yaad hai mujhe maare hayaa ke main to aankhein jhuka ke zaraa daaman bachaa ke chalee aayi pardaa hataa ke click here
itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar tere siwaa kisi ko naa laaya nighaah mein laakhon haseen aaye jawaani ki raah mein sadiyon se kar rahaa tha tumhaara hi intezaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar maine bhi tere vaaste kitne janam liye tab dil ke raaston pe jale pyaar ke diye ek din zaroor paaungi itna tha aitbaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par zarre hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar bekhud bana diya mujhe tere salaam ne jannat agar mile to naa loon tere saamne ye pyaar wo nasha hai ke jiska nahin utaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke aasmaan par taare hain beshumaar itna hai tumse pyaar mujhe mere raazdaar jitne ke iss zameen par click here
itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main hahahaha kitna akela kitna akela itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main hahahaha kitna akela kitna akela aye dil ghadi bhar to mil ke karen baatein aye dil ghadi bhar to mil ke karen baatein katati nahin aise tanha meri raatein sabko mila saathi jabhi aayi milan bela magar main hahahaha kitna akela kitna akela guzre dilon ka hai dhundhla nishan baaki guzre dilon ka hai dhundhla nishan baaki dil to bujha kabse ab hai dhuan baaki dukhte huye dil pe bhala kya kya nahin jhela magar main hahahaha kitna akela kitna akela itni badi duniya jahaan itna bada mela magar main kitna akela kitna akela click here
itni haseen itni jawaan raat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak saanson mein ghul rahi hai kisi saans ki mehak daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare daaman ko chhoo raha hai koi haath kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake shaayad tumhaare aane se ye bhed khul sake hairaan hoon ki aaj nayi baat kya kare jaage hai kuchh ajeeb se jazbaat kya kare itni haseen itni jawaan raat kya kare click here
itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano had ke andar ho nazakat to adaa hoti hai had se badh jaaye to aap apni sazaa hoti hai itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse jism ka bojh uthaye nahin uthta tumse zindgaani ka kada bojh sahogi kaise tum jo halki si hawaaon mein lachak jaati ho tej jhonkon ke tapedon mein rahogi kaise itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi ye naa samjho ke har ik raah mein kaliyaan hongi raah chalni hai to kaanton pe bhi chalna hoga ye naya daur hai iss daur mein jeene ke liye husn ko husn ka andaaz badlna hoga itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye koi rukta nahin thehre huye raahi ke liye jo bhi dekhega wo katra ke guzar jaayega hum agar waqt ke humraah na chalne paaye waqt hum dono ko thukraa ke guzar jaayega itni nazuk na bano haaye itni nazuk na bano click here
itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas jao dil mera lete hi akad gaye kyun ji bas haan ji bas itni si baat pe bigad gaye kal ki hai baat kuchh yaad hai tumhen kaho to zara aadhi aadhi raat sapnon mein aake diya tha jaga khake kasmein karke bas mein hoooo aag laga di meri nas nas mein jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas wah wah dil mera lete hi akad gaye nazron mein aapko basaaya humne dil bhi diya ho gaya kasoor ye huzoor humse karen ab kya ke tumpe marke ulfat karke ho ho rog lagaaye hain umar bhar ke jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas waah dil mera lete hi akad gaye rakhiye sambhaal ke saugaat dil ki aisa hi sahi samjhenge toot gayi baat dil ki aisa hi sahi bas namaste ji namaste ho ho ho aapke dil mein hum nahin baste jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas waah dil mera lete hi akad gaye kyun ji bas haan ji bas itni si baat pe bigad gaye click here
ja ja re ja deewane ja ja ja re ja deewane ja maine jo chaha tujhko apna banaya tujhko ispe akadta hai kya ja ja ri ja deewani ja ja ja ri ja deewani ja maine ehsaan kiya dil jo kurbaan kiya badh badh ke baaten na bana ja ja re ja deewane ja ja ja re ja deewane ja bura hai mera gussa jawaani ki kasam main shola ban ke tujhko jala dungi balam hai bheja mera thanda nahin hai mujhe ghum main pani banke tujhko bujha doonga sanam itna guroor na kar mujhko majboor na kar varna chakha dungi maja ja ja re ja deewani ja ja ja re ja deewani ja main ban ke machaliya chhupungi jal mein na aaungi bedardi main tere bal mein laga ke main bhi dori mein kanta dil ka fansa hi lunga tujhko bas ek pal mein na kar takraar mujhse dekhe hai lakhon tujhse apne tu shete na jata ja ja ri ja deewani ja ja ja re ja deewane ja bade hi zahreele ye naina hain mere main nagan ban ke das loongi chhed na mujhe bade hi zahreele ye naina hain mere main nagan ban ke das loongi chhed na mujhe banegi jo click here
jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye jaa tose nahin bolun ghunghat nahin kholun kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho tum to sajan mann ke chitchor bade ho munhzor bade ho ji kathor bade ho aji teer nazar ke ji jigar paar gaye hain jeet gaye tum aur hum haar gaye hain haar gaye hain ji hum haar gaye hain pakdo naa mori baiyaan saiyaan main padun paiyaan kyun chori chori mujhse yun nazren milaaye rutho naa yun albeli humne to ki atkheli kyun gori gori surat ghunghat mein chhupaaye jaa tose nahin bolun ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai ruthane ki achchhi ye reet nahin hai pher liya mukhda to preet nahin hai aji humse banaao naa piya jhuthi ye baaten jaan gaye hum teri nazron ki ye ghaaten nazron ki click here
ho ho ho ho ho ho aa aa aa aa aaaa jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki basee huyee zulf mein aayee hai sabaa pyaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa do dil ke kuchh le ke payaam aayee hai chaahat ke kuchh le ke salaam aayee hai do dil ke kuchh le ke payaam aayee hai chaahat ke kuchh le ke salaam aayee hai darr pe tere suboh khadee huyee hai deedaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa ek paree kuchh shaad see naashaad see baithee huyee shabnam mein teri yaad ki ek paree kuchh shaad see naashaad see baithee huyee shabnam mein teri yaad ki bheeg rahee hogee kahin kali see gulzaar ki jaag dil e diwaanaa rut jaagee vasl e yaar ki jaag dil e diwaanaa aa mere dil ab khwabon se munh mod le beetee huyee sab raatein yaheen chhod de aa mere dil ab khwabon se munh mod le beetee huyee sab raatein yaheen chhod de tere to din raat hain ab aankhon mein click here
jaako raakhe saaiyaan maar sake naa koye baal na beeka kar sake jo jag baireeee hoye jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan khode kuwaan auron ke liye khud usmein gir jaaye bhala kare ya bura kare tere saamne aaye jaisi karni waisi bharni hoooo oooo jaisi karni waisi bharni daata ka farmaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan teri amaanat hum leke tere dwaare aaye dukh chinta mein ek tu hi kaam humaare aaye naam hai tera bhole shankar oooo oooo naam hai tera bhole shankar teri shakti mahaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan bigaade kya uska insaan jiska rakhwaala bhagwaan click here
qaraar khoya muhabbat mein iss zamaane ne ye baat sach hi kahi hai kisi deewane ne ke jaan chali jaaye jeeya nahin jaaye jeeya jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye jeeya nahin jaaye jeeya jaaye to phir jeeya nahin jaaye ye ilzaam sar pe liyaa nahin jaaye liyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo zamaane mein nahin deewana hum sa zamaane mein nahin deewana hum sa deewana nahin ye zamaana hum sa ye kya jaane ye kya samjhe ye baaten pyaar ki ye kya jaane ye kya samjhe ye baaten pyaar ki hooooooo ke pyaar har kisi se kiyaa nahin jaaye kiyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo naa aaye kabhi neend naa aaya hai qaraar naa aaye kabhi neend naa aaya hai qaraar humaari tauba hum nahin karenge pyaar bas laao dil humara humko de do o sanam bas laao dil humara humko de do o sanam hooooo ye dil le ke waapas diyaa nahin jaaye diyaa jaaye to phir jeeya nahin jaaye ke jaan chali jaaye hoooo oooo oooo click here
aajaaa aajaaa aajaaa jaane chaman aaja o gulbadan aaja deewaana mera dil tujhe de sada main teri aankhon mein main teri saanson mein na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaaa jheel mein aksar jhoom ke lehren pehle bhi to uthti thi lekin ye toofaan na the lekin ye toofaan na the baadal ban ke rukhpe zulfen pehle bhi to udti thi lekin ye armaan na the aaja tu baahon mein pyaar ki raahon mein deewaana mera dil tujhe de sada jaane chaman aajaa yun to kal bhi in jharnon mein pyaar ki jhaanjhar bajti thi lekin ye nagma na tha yun to kal bhi in phoolon mein jaane ada tu hansti thi lekin ye jalwa na tha jalwa bhi tera hai nagma bhi tera hai na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaa aankhon ke wo paimaane jo aankhon mein lehraate the aakhir chhalakne lage aakhir chhalakne lage mere dil ke afsaane jo honthon pe reh jaate the aakhir machalne lage aakhir machalne lage tu meri jannat hai meri mohabbat hai na honge meri jaan kabhi hum click here
jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao madhosh hai zindagi chaaron taraf bekhudi madhosh hai zindagi chaaron taraf bekhudi thaamo mujhe main gira thaamo mujhe main gira lehraaye dil ki lagi jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao paani jo hum per gire ik aag tan mein lage paani jo hum per gire ik aag tan mein lage tumko khabar kya sanam tumko khabar kya sanam kehte hain ulfat isse o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao hoye hoye jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao baadal se barse nasha bheegi huyi hai fizaa baadal se barse nasha bheegi huyi hai fizaa thandi hawaa jab chale thandi hawaa jab chale kaanpe hai dil ka diyaa o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola badan pehlu mein aa jaao o mere dil mere humdum baahon mein aa jaao jaan e chaman shola click here
jaane e jigar tu hai haseen tujhsa yahaan koi nahin toone mera dil bhi le liya ek nazar mein jaane kya kiya qaatil adaayen ye gori baahen raat sharaabi chhaaya nasha aa aa aa aa jaane e jigar tu hai haseen tujhsa yahaan koi nahin toone mera dil bhi le liya ek nazar mein jaane kya kiya qaatil adaayen ye gori baahen raat sharaabi chhaaya nasha aa aa aa aa jaan e jigar tu hai haseen kaisi niraali hasinaa hai pyaar ka ek naginaa hai hamaara ye dil to machalne laga bala ka zor zor se kaisi nirali hasinaa hai pyaar ka ek naginaa hai hamaara ye dil to machalne laga bala ka zor zor se qaatil adaayen ye gori baahen raat sharaabi chhaaya nasha aa aa aa aa jaan e jigar tu hai haseen tujhsa yahaan koi nahin toone mera dil bhi le liya ek nazar mein jaane kya kiya tujh pe khudai marti hai jaan nichhavar karti hai khuda ki kasam main to dekhunga tujhi ko jhoom jhoom ke tujh pe khudai marti hai jaan nichhavar karti hai khuda ki kasam main to dekhunga tujhi ko jhoom jhoom ke qaatil click here
jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho aaj ki yeh shaam jawaan yun na chali jaaye aaj ki yeh shaam jawaan yun na chali jaaye phir se na aayegi yeh kisi ke bulaaye phir se na aayegi yeh kisi ke bulaaye phir se na aayegi yeh kisi ke bulaaye yaa hu hu jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho bolo yeh na bolo tum ho gaye ishaare bolo yeh na bolo tum ho gaye ishaare sidi sidi chot huyi dil pe humaare sidi sidi chot huyi dil pe humaare sidi sidi chot huyi dil pe humaare yaa yaa hu jaan pehchaan ho jeena aasaan ho jaan pehchaan ho jeena aasaan ho dil ko churane walon aankh na churaao naam to bataao jaan pehchaan ho jeena aasaan ho chup click here
aaaaa aaaa aaaaa aaaaa jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan sadiyaan beeti lekin tera deep na bujhane paaya teri poonji mann ki daulat sabse unchi maaya seeta jaisi shakti tujh mein seeta jaisi shakti tujh mein parwati si shaan jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan koi na tera na koi mera saare naate jhuthe toote jag ki aas to kya ghum aas na uski toote wohi tera sachcha swami maan are insaan jaan sake to jaan ghar bhi chhoota dar bhi chhuta dhundhe rain basera ghum ke gahre badal chhaaye chaaron or andhera nirdhan ke dukh dard ko kyun kar jaan sake dhanvaan jaan sake to jaan paap ki apne dekho murakh aap saza hai pata jo bhi seedhi raah se bhatke jod naa usse naata jaisi karni waisi bharani jaisi karni waisi bharani bhool na jaana naath jaan sake to jaan tere mann mein chhupkar baithe dekh tere bhagwaan jaan sake to jaan rain andheri rasta soona bhatke ja dukhiyari click here
jaane bahaar husn tera bemisaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai aayi hai mere paas tu iss aan baan se aayi hai mere paas tu iss aan baan se utri ho jaise koyi pari aasmaan se main kyaa kahoon khushi se ajab mera haal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar husn tera bemisaal hai haai ye teri mast adaayein ye baanqpan haai ye teri mast adaayein ye baanqpan kirnon ko bhi main chhoone na doonga tera badan tujh se nazar milaaye ye kis ki majaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya toone karam kiya mujhe apna banaa liya aise mille hain hum ke bichhadna muhaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Iss Duniyan Mein Ae Dil Walo Dil Ka Lagana Dillagi (1949) 03:26 13122
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyam
Raag- 
Tilang
Duration : 03:26   Song Number : 13122   

Iss Rang Badalti Duniya Rajkumar (1964) 04:34 14027
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Kedar
Duration : 04:34   Song Number : 14027   

Iss Reshmi Paazeb Ki Laila Majnu (1976) 04:36 13584
 
Poster of Laila Majnu (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Ranjeeta
Duration : 04:36   Song Number : 13584   

Itanaa To Yaad Hai Mujhe Mehboob Ki Mehndi (1971) 06:30 20597
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:30   Song Number : 20597   

Itna Hai Tumse Pyaar Suraj (1966) 04:43 14304
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 04:43   Song Number : 14304   

Itni Badi Duniya Jahaan Itna Bada Mela Toofan Mein Pyaar Kahan (1966) 03:55 37176
 
Poster of Toofan Mein Pyaar Kahan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:55   Song Number : 37176   

Itni Haseen Itni Jawaan Aaj Aur Kal (1963) 03:36 12555
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:36   Song Number : 12555   

Itni Nazuk Na Bano Vaasna (1968) 04:57 14390
 
Poster of Vaasna (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:57   Song Number : 14390   

Itni Si Baat Pe Bigad Gaye Maine Jeena Seekh Liya (1959) 03:31 40721
 
Poster of Maine Jeena Seekh Liya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:31   Song Number : 40721   

Ja Ja Re Ja Deewane Ja Grahasti (1963) 03:42 38360
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Mahmood, Shobha Khote
Duration : 03:42   Song Number : 38360   

Jaa Tose Nahin Bolun Samrat Chandragupta (1958) 03:08 14132
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:08   Song Number : 14132   

Jaag Dil E Diwaanaa Rut Jaagee Oonche Log (1965) 04:53 20605
 
Poster of Oonche Log (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 04:53   Song Number : 20605   

Jaako Raakhe (Jis Ka Rakhwala Bhagwan) Aisa Bhi Hota Hai (1971) 03:41 40526
 
Poster of Aisa Bhi Hota Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:41   Song Number : 40526   

Jaan Chali Jaye Anjaana (1969) 05:43 20752
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Duration : 05:43   Song Number : 20752   

Jaan E Chaman Aaja Raat Andheri Thi (1967) 04:38 40837
 
Poster of Raat Andheri Thi (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Akhtar Romani
Music Director- 
Usha Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 40837   

Jaan E Chaman Shola Badan Gumnaam (1965) 05:06 20610
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 05:06   Song Number : 20610   

Jaan e Jigar Tu Hai Haseen Shararat (1972) 04:48 39344
 
Poster of Shararat (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ganesh
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee
Duration : 04:48   Song Number : 39344   

Jaan Pehchaan Ho Jeena Aasaan Ho Gumnaam (1965) 05:38 13296
 
Poster of Gumnaam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Nanda
Duration : 05:38   Song Number : 13296   

Jaan Sake To Jaan Ustad (1957) 07:09 36434
 
Poster of Ustad (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Anjali Devi
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 07:09   Song Number : 36434   

Jaane Bahaar Husn Tera Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 05:10 14016
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:10   Song Number : 14016   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi