aajaaa aajaaa aajaaa jaane chaman aaja o gulbadan aaja deewaana mera dil tujhe de sada main teri aankhon mein main teri saanson mein na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaaa jheel mein aksar jhoom ke lehren pehle bhi to uthti thi lekin ye toofaan na the lekin ye toofaan na the baadal ban ke rukhpe zulfen pehle bhi to udti thi lekin ye armaan na the aaja tu baahon mein pyaar ki raahon mein deewaana mera dil tujhe de sada jaane chaman aajaa yun to kal bhi in jharnon mein pyaar ki jhaanjhar bajti thi lekin ye nagma na tha yun to kal bhi in phoolon mein jaane ada tu hansti thi lekin ye jalwa na tha jalwa bhi tera hai nagma bhi tera hai na honge meri jaan kabhi hum juda main teri aankhon mein aajaaa aankhon ke wo paimaane jo aankhon mein lehraate the aakhir chhalakne lage aakhir chhalakne lage mere dil ke afsaane jo honthon pe reh jaate the aakhir machalne lage aakhir machalne lage tu meri jannat hai meri mohabbat hai na honge meri jaan kabhi hum
Jaan E Chaman Aaja
Raat Andheri Thi (1967)