MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed-Rafi
HomeMohammed-Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum hans rahe hain phool jo gaa rahaa hai gulsitaan gaa rahaa hain gul jahaan gaa rahaa hai aasmaan tu hi tu ki hai sadaa tu hi tu ki hai sadaa laakh mein hazaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum sharm se jo hai dari aa nahin rahi hansi bekhudi mein bekhudi kar rahi hai gudgudi hum na hain karaar mein hum na hain karaar mein dil na hai karaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein bhool jaayein saare ghum ishq mein zarar nahin kuchh humein khatar nahin ishq mein zarar nahin kuchh humein khatar nahin bijliyon se darr nahin bijliyon se darr nahin jal bhi jaayein aashiyaan jal bhi jaayein aashiyaan aa magar bahaar mein bhool jaayein saare ghum doob jaayein pyaar mein baj rahi hai dhun yahi raat ke sitaar mein click here
bhoola hua fasana humko na tha sunana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua bhoola hua fasana humko na tha sunana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua deewar e dil pe ubhara beete dinon ka saya deewar e dil pe ubhara beete dinon ka saya bhooli hai baat koi itna to yaad aaya jane wo baat kya hai bechain hai deewana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua yunhi tadap tadap ke humne guzari ratein yunhi tadap tadap ke humne guzari ratein baaten bana bana ke tumne chhupayi baaten lekin nahin sunenge ab hum koi bahana ab chup na raho bas aage kaho phir kya hua phir kya hua phir kya hua phir kya hua click here
bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena pyaar ki masti chhaayi huyi hai pyaar ki masti chhaayi huyi hai neend si mujh ko aayi huyi hai neend se dekho jagaa nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena aankhon mein sapne jhoom rahe hain aankhon mein sapne jhoom rahe hain geet labon ko choom rahe hain geeton ko aahen bana nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena zindagi aakhen malne lagi hai zindagi aakhen malne lagi hai shamma si dil mein jalne lagi hai shamma jala ke bhujha nahin dena zamaana kharab hai dagaa nahin dena ji dagaa nahin dena bhula nahin dena ji bhula nahin dena zamaana kharab click here
bhule afsaane phir se yaad aaye bhule afsaane phir se yaad aaye aaj duniya mein phir se hum bhi hain phir mohabbat ne chutkiyaan li hain phir teri zulf ke chha gaye saaye bhule afsaane phir se yaad aaye bhule afsaane phir se yaad aaye phir wahi main hoon aur wahi yaadein phir wahi dil hai dil mein fariyaadein aake mil jaaoge sabra aa jaaye bhule afsaane phir se yaad aaye bhule afsaane phir se yaad aaye teri mehfil se uth gaye the hum tod baithe the pyaar ke sab bharam aaj nikli hai labse phir wahi haaye bhule afsaane phir se yaad aaye bhule afsaane phir se yaad aaye click here
aaaa aa aa aaaa bina tumhare maza kya hai aise jeene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein bina tumhare humen chand aisa lagta hai bina tumhare humen chand aisa lagta hai ke jaise zakhm ho aaaa aa aa aaaa ke jaise zakhm ho is aasma ke seene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein yeh mere pyaar ka dhokha nahin hai aye hasrat yeh mere pyaar ka dhokha nahin hai aye hasrat hasi hai unki hasi hai unki sitaron ke har nageene mein viraha ki aag lagi hai bhadkate seene mein bina tumhare maza kya hai aise jeene mein click here
saathiya re ee sathiya re ee ee ee bol mere saathiya bol mere saathiya kitna mujhse pyaar hai bol mere saathiya kitna kitna mujhse pyaar hai jitni sagar ki gehraayi jitni ambar ki unchaayi itna tumse pyaar hai bol mere saathiya kitna mujhse pyaar hai ye barkha jab chhede in boondon ke saaz ko ye barkha jab chhede in boondon ke saaz ko mera dil tab tarse teri hi aawaz ko jab jab koyal geet sunaaye bhanwra gungun gaaye hmmm tab tum samjho tab tum jano meri hi pukaar hai bol mere saathiya kitna mujhse pyaar hai bol mere saathiya kitna mujhse pyaar hai hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm rang daala ye jeevan humne tere pyaar mein rang daala ye jeevan humne tere pyaar mein ye tan mann tera hai tu hai dil ke taar mein sadiyan beetin tum par marte naam tumhara japte mausam badle hum na badle ye apna ikraar hai bol mere saathiya kitna kitna mujhse pyaar hai jitni sagar ki gehraayi jitni ambar ki unchaayi itna tumse pyaar hai bol mere saathiya kitna mujhse pyaar hai hmm click here
bolo bolo kuchh to bolo pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no phir jo ho ho so ho ho ho phir jo ho ho so ho haaye pyaar ho to keh do yaar kaahen ko nazar ghabraayi si hai mahfil bhi hai tanhaai bhi hai kaahen ko nazar ghabraayi si hai mahfil bhi hai tanhaai bhi hai chhupe chhupe tum ruke ruke hum sochon zara bolo bolo kuchh to bolo dil na todo gussa chhodo thokar lage na sambhalon sanam pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no phir jo ho ho so ho ho ho phir jo ho ho so ho haaye pyaar ho to keh do yaar kahaan chaleji zara haal suno kisi dil waale ka sawaal suno kahaan chaleji zara haal suno kisi dil waale ka sawaal suno wahaan khade tum yahaan khade hum socho zaraa bolo bolo kuchh to bolo dil na todo gussa chhodo ab to nighahen mila lo sanam pyaar ho to keh do yes pyaar nahin to keh do no phir jo ho ho so ho ho ho phir jo ho ho so ho haaye pyaar ho to keh do yaar aap ki addaon ka hisaab nahin laakhon click here
bolo bolo kuchh to bolo saamne waale le gaye baazi arre himmat kar ke aage aao duniyaa hogi tumse raazi o ho ho bolo bolo kuchh to bolo saamne waale le gaye baazi arre himmat kar ke aage aao duniyaa hogi tumse raazi dekho gayaa waqt aata dubaara nahin phir ye na kehna kisi ne pukaara nahin ho o o o o dekho gayaa waqt aata dubaara nahin phir ye na kehna kisi ne pukaara nahin ho bolo bolo bolo kuchh to bolo saamne waale le gaye baazi poochho na yaar kyaa huaa dil kaa qaraar kyaa huaa poochho na yaar kyaa huaa dil kaa qaraar kyaa huaa poochho na yaar kyaa huaa dil kaa qaraar kyaa huaa tumpe to hum marr mite hain abhi se jaane humaara aage kyaa hogaa ayya ya yaa yaa yaa yaa yaa tumne pyaar se humko ek baar keh daalaa hai yaar to nibhaa denaa itna beqraar koi bhi nahin dekho meraa haal dekhte ho naa dekho na yaar kyaa huaa dil kaa qaraar kyaa huaa tumpe to hum marr mite hain abhi se jaane humaara aage kyaa hogaa poochho na yaar kyaa huaa dil pe thaa humein kitna aitbaar click here
boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se moti ke rang rutt ke qatre damak rahe hain yaa reshmi latton mein zugnun chamak rahe hain aanchal mein jaise bijli kondhe yahaan wahaan se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se dekhen to koi aalam bheege se pairhan kaa paani mein hai ye shola yaa noor hai badan kaa angdaai le rahe hain armaan jawaan jawaan se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se pehlu mein aa ke mere kya cheez lag rahi ho baahon ke daayare mein tasveer lag rahi ho hairaan hoon ke tum ko dekhun kahaan kahaan se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se sadke utar rahe hain tum par ye aasmaan se boonden nahin sitaare tapke hain kenhkashaa se click here
brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara mann hi mann kyun jale radhika mohan to hai sabka pyara mann hi mann kyun jale radhika mohan to hai sabka pyara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara jamna tat par nand ka laala jab jab raas rachaaye re jamna tat par nand ka laala jab jab raas rachaaye re tan mann dole kaanha aisi bansi madhur bajaaye re sudh budh bhooli khadi gopiyan jaane kaisa jadoo daara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara rang salona aisa jaise chhaayi ho ghat saawan ki rang salona aisa jaise chhaayi ho ghat saawan ki ae ri main to huyi deewani mann mohan mann bhavan ki tere karan dekh saanvre chhod diya maine jag saara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara mann hi mann kyun jale radhika mohan to hai sabka pyara brindaban ka krishan kanhaiya sabki aankhon ka taara click here
ho lal laa badtameez kaho yaa kaho jaanwar mera dil tere dil pe fidaa ho gaya bachaao koi sambhalo koi o meri jaane jaan main tabaah ho gaya ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa badtameez kaho yaa kaho jaanwar mera dil tere dil pe fidaa ho gaya bachaao koi sambhalo koi o meri jaane jaan main tabaah ho gaya ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa kitne meethe hain lab tere jaane ghazal tu bura bhi kahe to lage hai bhala kitne meethe hain lab tere jaane ghazal tu bura bhi kahe to lage hai bhala inhin andaaz ne ho maar daala humen naa tumhaari khata naa humaari khata ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa badtameez kaho yaa kaho jaanwar mera dil tere dil pe fidaa ho gaya bachaao koi sambhalo koi o meri jaane jaan main tabaah ho gaya ho lal laa ho lal laa ho lal laa ho lal laa meri ulfat se nafrat na kar sang dil dekh iski badaulat ye duniyaa bani meri ulfat se nafrat na kar sang dil dekh iski badaulat ye duniyaa bani ishq ki aag mein jal ke hasti mita click here
bura maan gaye wo bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye apne gajre ke har ik phool ki taarif suni apne gajre ke har ik phool ki taarif suni zakham e dil humne dikhaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah wo to har roz rulaate hain ghataaon ki tarah humne ik roz rulaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye sirf itni si khata par humen dushman jaana sirf itni si khata par humen dushman jaana sir ko kadamon mein jhukaaya to bura maan gaye pyaar aankhon se jataaya to bura maan gaye haal e dil humne sunaaya to bura maan gaye click here
nazar wo jo dushman pe bhi meharbaan ho nazar wo jo dushman pe bhi meharbaan ho zubaan wo jo ik pyaar ki daastaan ho kisi ne kaha hai mere dosto kisi ne kaha hai mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho kisi ne kaha hai mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho buri hai buraayi mere dosto bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho zamaane mein sab zindagi yun guzaare zamaane mein sab zindagi yun guzaare gulistaan mein rehtin hain jaise bahaaren ye kahaani yahi hai zindagani yahi hai ye kahaani yahi hai zindagani yahi hai jiyo aap auron ko bhi jeene do bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho hansi hain bahot zulf ke bhi fasaane hansi hain bahot zulf ke bhi fasaane muhabbat ki baaten wafaa ke taraane ye taraane sunaao ye fasaane sunaao ye taraane sunaao ye fasaane sunaao magar yaad rakho mere saathiyo bura mat suno bura mat dekho bura mat kaho kisi ne click here
swapn jhade phool se meet chubhe shool se lut gaye singaar sabhi baagh ke babool se aur hum khade khade bahaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe neend bhi khuli na thi ke haaye dhup dhal gayi paanw jab talak uthe ke zindagi phisal gayi paat paat jad gaye ke shaakh shaakh jal gayi chaah to nikal saki na par umar nikal gayi par umar nikal gayi geet ashq ban gaye swapn ho dafan gaye saath ke sabhi diye dhuwaan pehan pehan gaye aur hum jhuke jhuke mod par ruke ruke umr ke chadaav ka utaar dekhte rahe kya shabaab tha ke phool phool pyaar kar utha kya kamaal tha ke dekh aaina sihar utha iss taraf zamin aur aasmaan udhar utha thaam kar jigar utha ke jo mila nazar utha ke jo mila nazar utha ek din magar yahaan aisi kuchh hawaa chali lut gayi kali kali ke ghut gai gali gali aur hum lute lute waqt se pite pite kaagazi sharaab ka khumaar dekhte rahe carwaan guzar gaya gubaar dekhte rahe haath the mile ke zulf chaand ki sanwaar doon honth the khule ke har click here
chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan mere seene mein bhi dil hai hain mere bhi kuchh armaan mujhe patthar to naa samjho main hoon aakhir ek insaan raah meri wohi jis pe duniya chali raah meri wohi jis pe duniya chali chaahe koi mujhe junglee kahe kehne do ji kehta rahe hum pyaar ke tufaanon mein ghiren hain hum kya karen chaahe koi mujhe junglee kahe sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag sard aahen keh rahin hain hai ye kaisi balaa ki aag sote sote zindagaani ghabaraa ke uthi hai jaag main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan main yahaan se wahaan jaise ye aasmaan chaahe koi mujhe junglee kahe kehne click here
chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hoooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana dil ye humara tune naa jaanaa sikhaa hai humne bhi waada nibhaana waada nibhaana chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare saagar ki do lehren pukaare mil ke rahenge dono kinaare donon kinaare chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho click here
chaal suhani haye baat rasili haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani haye baat rasili haye haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani tumne to humko maar hi dala dega gawaahi uparwala desi nazar se hans kar dekha dil nahin sambhla lakh sambhala chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani humse na rootho shokh hasinaa baat hamari maan bhi jao nain ki dori bandh lo dil se hoye nazuk nazuk hath badhao chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani mast adayen tauba tauba khwab dikhaye tauba tauba reshmi palke jaise katari dard badhaye tauba tauba chaal suhani baat rasili lagti ho jaise pariyon ki shehzaadi chaal suhani haye baat rasili haye haye lagti ho jaise haye pariyon ki shehzaadi chaal suhani click here
aaaa aaoo sambhal ke baitho zara chhaon mein bahaaron ki aaaa aaaa aaaa kahin nazar na lage tumko chaand taaron ki chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai is tarah dard e mohabbat ka na ikraar karo hoooo is tarah dard e mohabbat ka na ikraar karo ye to sarkaar mere pyaar ki ruswaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se dhal chuki raat ye aanchal to hataa do rukh se kis liye chaand se chehre pe ghata chhayi hai pyaar bhi karta hai shikwe bhi kiya karta hai hoooooo pyaar bhi karta hai shikwe bhi kiya karta hai saari duniya se niraala mera saudaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai tumne kya dil ke jalaane ki kasam khayi hai chaand hai taare bhi hain aur yeh tanhaai hai click here
chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya tumko chehre se parda hatana na tha chaandani ko yeh kya ho gaya chaandani ko yeh kya ho gaya tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar kitna jawaan raat kitni haseen aaj chalte huye tham gayi hai zameen tham gayi hai zameen aankh taare jhapakne lage aankh taare jhapakne lage aisi ulfat ka jaadoo jagana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye kyun chhaa gaye do dilon ki hai manzil yahaan do dilon ki hai manzil yahaan tum na aate to hum ko bhi aana na tha tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya click here
chaand jaisa badan phool sa perhan jane kitne dilon pe sitam dhayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin ruk ke zulfen hata lo khuda ke liye yun na uljhan mein dalo khuda ke liye dil ki deewanagi aur badh jayegi dil ki deewanagi aur badh jayegi ishq kuchh aur gustakh ho jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega chaand jaisa badan phool sa perhan berukhi ka asar kuchh na hoga yahan maan jao na lo iss kadar imtihaan apni ruswaiyon ka hamen darr nahin apni ruswaiyon ka hamen darr nahin soch lo tumpe ilzaam aa jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega chaand jaisa badan phool sa perhan rang kyun udd gaya dil pe kyun hath hai dil lagaya to darne ki kya baat hai muskura kar zara ik nazar dekh lo muskura kar zara ik nazar dekh lo chalte chalte zamaana thahar jayega ajkal tum qayamat se kuchh kam nahin jo bhi dekhega deewana ho jayega click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhool Jayen Sare Gham Nausherwan-E-Adil (1957) 03:54 12108
 
Poster of Nausherwan-E-Adil (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Parvez Shamsi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Raj Kumar
Duration : 03:54   Song Number : 12108   

Bhoola Hua Fasana Sau Saal Baad (1966) 03:20 36775
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Nath
Duration : 03:20   Song Number : 36775   

Bhula Nahin Dena Bara-dari (1955) 03:18 12837
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Ajeet
Duration : 03:18   Song Number : 12837   

Bhule Afsaane Phir Se Yaad Aaye Samay Bada Balwan (1969) 03:17 19299
 
Poster of Samay Bada Balwan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 19299   

Bina Tumhare Maza Kya Hai Street Singer (1966) 03:47 32951
 
Poster of Street Singer (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Suraj
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:47   Song Number : 32951   

Bol Mere Saathiya Lalkar (The Challenge) (1972) 04:11 18532
 
Poster of Lalkar (The Challenge) (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Duration : 04:11   Song Number : 18532   

Bolo Bolo Kuchh To Bolo Dil Deke Dekho (1959) 04:22 11895
 
Poster of Dil Deke Dekho (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:22   Song Number : 11895   

Bolo Bolo Kuchh To Bolo Zamaane Ko Dikhana Hai (1981) 07:29 17894
 
Poster of Zamaane Ko Dikhana Hai (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 07:29   Song Number : 17894   

Boonden Nahin Sitaare Saajan Ki Saheli (1980) 05:31 14123
 
Poster of Saajan Ki Saheli (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Duration : 05:31   Song Number : 14123   

Brindaban Ka Krishan Kanhaiya Miss Mary (1957) 03:22 13753
 
Poster of Miss Mary (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Gemini Ganesan, Jamuna
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 13753   

Budtameez Kaho Yaa Budtameez (1966) 04:08 12944
 
Poster of Budtameez (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:08   Song Number : 12944   

Bura Maan Gaye Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:09 12759
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 12759   

Bura Mat Suno Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:15 20239
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:15   Song Number : 20239   

Carwaan Guzar Gaya Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:17 15654
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 06:17   Song Number : 15654   

Chaahe Koi Mujhe Junglee Kahe Junglee (1961) 03:48 12170
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:48   Song Number : 12170   

Chaahe Paas Ho Chaahe Door Ho Samrat Chandragupta (1958) 03:25 12049
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:25   Song Number : 12049   

Chaal Suhani Haye Preetam (1971) 05:31 32533
 
Poster of Preetam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 32533   

Chaand Hai Taare Bhi Hain (Sambhal Ke Baitho Zara) Rooplekha (1962) 03:44 38624
 
Poster of Rooplekha (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Nashad
On Screen Actors- 
Mahipal, Vijaya Chaudhari
Duration : 03:44   Song Number : 38624   

Chaand Jaane Kahaan Main Chup Rahungi (1962) 02:53 11889
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 02:53   Song Number : 11889   

Chaand Jaisa Badan Rustom-E-Baghdad (1963) 03:40 32219
 
Poster of Rustom-E-Baghdad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chandrashekhar
Duration : 03:40   Song Number : 32219   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi