Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRagini
HomeRagini
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar main puchhoon jawaab doge dil kyun mera tadap raha hai oooooooo tere bhi dil mein hai pyaar kuchh kuchh mere bhi dil mein zara zara hai agar main puchhoon jawaab doge hooooo hoooo hoooo hoooo hooo hooo hooo bura naa maanooo to main apne haathon ye bikhri zulfen sanwaar doon main hooooo hoooo hoooo hoooo hooo hooo hooo hooo haseen palkon ki chhanv mein ab ye saara jeevan guzaar doon main ye dil ki baaten koi naa samjhe sanam zamaana bada bura hai agar main puchhoon jawaab doge nazar bacha ke agar mein jaaun to mera daaman naa thaam lena hooooo hoooo hoooo hoooo hooo hooo hooo hooo koi jo poochhe ye kya hua hai kabhi bhi mera naa naam lena laga ke dil se rakhenge hum to ye dard tera diya hua hai agar main puchhoon jawaab doge hooooooo ooooo oooo oooo ooooo oooo hooooooo ooooo oooo oooo ooooo oooo
baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun badi betaab hain aankhein issi ko pyaar kehte hain ohhhh nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nazar ka milke jhuk jaana ise iqraar kehte hain nigaahon ko na yun roko jo milti hain to milne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye hoo tere liye baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun khuda jab husn deta hai nazakat aa hi jaati hai ooo hooo badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai badal jaate hain tewar bhi shararat aa hi jaati hai khataayen sar jhuka dengi zara zulfen machalne do baaje ghunghroo chhun chhun chhan chhun dil ki dhadkan sun sun sun sun dil ke diye roshan huye
bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon bada hai dhoka teri nazar mein main kis tarah aitbaar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki ye bheeni bheeni hawa ki khushboo mehek hai tere hi tan badan ki sambhal ke bolo chatak na jaaye koi naveli kali chaman ki meri kali tum meri kali tum agar kaho to main zindagi ko bahaar kar loon bada hai dhoka teri nazar main main kis tarah aitbaar kar loon hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke hazaar baatein hain aisi dil mein jo ruk gayi hain jabaan pe aa ke jo baat lab pe machal rahi hai wo aaj keh doon nazar mila ke kisi ki ho ke kisi ki ho ke ye chain kho ke main dil ko kyun bekraar kar loon bahut haseen hain tumhari aankhein kaho to main inse pyaar kar loon gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara gino na ab dhadkane humari na aur lo imtihaan humara ise na
chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ki baat pehchano suna hai chehre ko suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko saaz e dil chhed diya hai to ye nagmaa sun lo bikhri bikhri hai mere pyaar ki kirne sun lo isi kiran ko sanam aaftaab kehte hain humin nahin humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko aaj tak dekhi nahin aisi dehakti aankhen daal do hans ke inn aankhon mein chhalati aankhen sambhal ke peena ise sab sharaab kehte hain humin nahin hoye humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ke baat pehchano suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko
ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana de uthe daag lo usse hai mahino keh sunaana haaye haaye ye zaalim zamaana dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar uth ke wo chal diye kehte hi reh gaye hum fasaana haaye haaye ye zaalim zamaana koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar pad raha hai magar muskurana haaye haaye ye zaalim zamaana ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana
jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya jab dil hi toot gaya ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ulfat kaa diyaa humne iss dil mein jalaaya tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ummeed ke phoolon se iss ghar ko sajjayaa tha ek bhedi loot gaya ek bhedi loot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen maaloom naa tha itni mushkil hai meri raahen mushkil hai meri raahen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen armaan ke bahe aansoon hansrat ne bhari aanhen har saathi chhoot gaya har saathi chhoot gaya hum jee ke kya karenge hum jee ke kya karenge jab dil hi toot gaya
khamosh nigahen ye sunaati hain kahaani khamosh nigahen ye sunaati hain kahaani lo aaj chali thokaren khaane ko jawaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen ye maan liya panchhi ye maan liya kaat liye par hai kisi ne par dil ki kahaani to hai piya ko sunaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen harsoo hai andhera to diyaa ik bhi jale kyun phooti huyi qismat ko hai ab thokaren khaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen hai raat suhaani diye jalte hain hazaaron hai raat suhaani diye jalte hain hazaaron hasrat ke andhere se bani aaj deewaani aaj deewaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen chhaaya diye tere ujade huye dil ki hai tasveer paani ki rawaani mein charagon ki rawaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen har baar ujaada teri furkat mein junoon se har baar ujaada teri furkat mein junoon se seene se laga rakhi hai ek teri nishaani ek teri nishaani khaamosh nigahen khaamosh nigahen bazaar mein dhoonda tujhe galiyon mein pukaara apsoch kisi ne na suni aur na maani aur na
kitni haseen ho tum kitni haseen ho tum kitni haseen kitni haseen kitni kitni haseen ho tum ye gesuon ke saaye meri zindagi pe chhaye lagte to ho paraaye dil ke kareeb ho tum kitni haseen aa aa aa kitni haseen kitniiiii kitni haseen ho tum rukh se nakaab utha do soyi fiza jagaa do pehle humein bata do kiska karaar ho tum kitni haseen aa aa aa kitni haseen kitniiii kitni haseen ho tum jumdish teri nazar mein jo jaam hai safar mein palkon ki rehguzar mein chup ke se aa mile tum kitni haseen aa aa aa kitni haseen kitniiii kitni haseen ho tum chaandi ka ye badan hai ya chaand ki kiran hai iski bhi anjuman hai hosho hawaas hain gum kitni haseen aa aa aa kitni haseen kitniiii kitni haseen ho tum
Kya Hua Maine Agar
Lamberghini
mera dil bahaaron ka wo phool hai mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi kisi ne jalaya nahin ye chaman ise baghban ki nazar lag gayi ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya ye sach hai ke tumne mujhe ghum diya tumhe phir bhi maine na ruswa kiya kisi ne jo poochha to ye keh diya mujhe aasman ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin mujhe is zamaane ne loota nahin ye dil badnasibi se toota nahin sitamgar koi mujhse rutha nahin kisi meharban ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye nazar muskurayi thi jiske liye usi ne nigahon ko aansu diye jahan dil deewane ne sajde kiye usi aasta ki nazar lag gayi mera dil bahaaron ka wo phool hai jise gulsitan ki nazar lag gayi
meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan betaab hawaaein aise mein khushboo na udaa len baalon ki khilti huyi kaliyaan chupke se rangat na churaa len gaalon ki ye rang kahin bant jaaye naa ye husn bikhar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan in phool si naazuk baahon se har shaakh lachakna seekh na le yoon jaan ke gehri saans na lo har mauj chhalakna seekh na le lehraa ke tumhaare aanchal tak har shokh nazar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaaaan tum yoon hi qayaamat lagti ho ab aur adaayen jaane do maathhe pe ye bal kyun daale hain is darjaa sazaayen jaane do itna bhi kisi se rootho na koi jee se guzar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan meri jaan na zulfen kholo kahin raat thehar na jaaye meri jaan
mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zara chal tham ke zara aye shola badan meri jaan nikalti jaati hai chal tham ke zaraa har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote hai chaal mein tezi jaise ek teer kamaan se chhoote jab chalti ho tum jab chalti ho tum kehte hain sabhi hatt jao qayamat aati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere hain aas lagaye baithe hum jaise to laakh sapere kitna bhi zeher kitna bhi zeher naagin mein rahe jab been baje phans jaati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo aankhon mein basa lunga main ye dil jo mujhe de daalo nadaan ho tum nadaan ho tum nadaano se har cheez
aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa aa aa nazar ki khata hai na dil ki khata hai nazar ki khata hai na dil ki khata hai humen bhi pata hai tumhen bhi pata hai ye jaadu sa ulfat ka jo chal gaya hai jo hona tha aakhir wohi ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa aa aa aa badhi ja rahi hai meri beqaraari badhi ja rahi hai meri beqaraari na thi dil pe aisi to beikhtiyaari diya dard jo bhi nazar mein tumhari wohi dard badh ke dawa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa muhabbat ki shamma to jalti rahegi muhabbat ki shamma to jalti rahegi dilon ki tamanna machalti rahegi ye wo daasta hai jo chalti rahegi zamaana to yun hi khafa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai
periyaare periyaare parvatha nirayude panineere kulirum kondukunungi nadakkum malayaali pennaanu nee oru malayaali pennaanu nee mayilaadum kunnil pirannu pinne mayilaanji kaattil valarnnu mayilaadum kunnil pirannu pinne mayilaanji kaattil valarnnu nagaram kaanaatha naanam maaraatha naadan pennanu nee oru naadan pennaanu nee ponnalakal ponnalakal njorinjuduth pokaanorungukayaanalallo ponnalakal ponnalakal njorinjuduth pokaanorungukayaanallo malayattoor palliyil perunnaalu koodanam sivaraathri kaanenam nee aaluva sivarathri kaanenam nee malayattoor palliyil perunnaalu koodanam sivaraathri kaanenam nee aaluva sivarathri kaanenam nee naadaake thelineeru nalkenam aadodi paattukal paadenam naadaake thelineeru nalkenam aadodi paattukal paadenam kadalil nee chellanam kaamukane kaananam kalyaanamariyikkenam ninde kalyaanamariyikkenam kadalil nee chellanam kaamukane kaananam kalyaanamariyikkenam ninde kalyaanamariyikkenam periyaare periyaare parvatha nirayude panineere
phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam wo pehli mulaqaat mein wo pehli mulaqaat mein wo pehli mulaqaat mein rangeen ishaare phir baaton hi baaton mein wo taqraar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam wo jhoomta balkhaata wo jhoomta balkhaata wo jhoomta balkhaata hua sarv e kharamat main kaise bhula doon teri raftaar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam kab aaye the wo kab gaye kab aaye the wo kab gaye kab aaye the wo kab gaye kuchh yaad nahi hai aankhon mein basa hai wohi deedar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam pyaar ka aalam pyaar ka aalam pyaar ka aalam haaye pyaar ka aalam
tu hai mera prem devta tu hai mera prem devta in charnon ki daasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara main gauri tu kanth humara aa aa aa aa aa aa aa main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara ang lagao pyaas bujhao ang lagao pyaas bujhao nadiya hokar pyaasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage dum dum dum dum dumru baaje aa aa jaa aa aa aa aa dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage hoke rahegi jeet usiki hoke rahegi jeet usiki jiski kalaa se shanker jaage mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta
ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se oooooo oo ho naina lad gaye bhole bhaale kaise dagabaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo ho naina lad gaye bhole bhaale kaise dagabaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo haaye re duhaayi teri zulmi piyaa hoooo add ke anaadi piyaa ye kya kiya haaye zulmi piya ye kya kiya haaye zulmi piya uuee main mar gayi laaj ke maare dekha kiss andaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo laagi nazariyaa tori jaadu bhari hooooo maangi bahaare humne bijli giri haaye jaadu bhari bijli giri haaye jaadu bhari dil ke soye armaan jaage teri hi aawaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo naina lad gaye bhole bhaale kaise dagabaaz se ooooooooo tumko piya dil diya kitne naaz se ooooooooo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Main Puchhoon Shikari (1963) 03:19 11893
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Ragini, Ajeet
Duration : 03:19   Song Number : 11893   

Baaje Ghunghroo Shikari (1963) 03:36 35916
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
G S Kohali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini
Duration : 03:36   Song Number : 35916   

Bahut Haseen Hain Tumhari Aankhein Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:08 36993
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:08   Song Number : 36993   

Chaman Ke Phool Shikari (1963) 03:37 14244
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Ajeet, Ragini
Duration : 03:37   Song Number : 14244   

Ghum Diye Mustqil Shahjehan (1946) 02:56 14215
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal, Ragini
Raag- 
Asavari
Duration : 02:56   Song Number : 14215   

Jab Dil Hi Toot Gaya Shahjehan (1946) 03:33 20630
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Ragini
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 20630   

Khamosh Nigahen Ye Sunaati Hain Daasi (1944) 05:15 16424
 
Poster of Daasi (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Amar Nath
On Screen Actors- 
Ragini
Duration : 05:15   Song Number : 16424   

Kitni Haseen Ho Tum Yeh Dil Kisko Doon (1963) 03:23 40242
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Ragini
Duration : 03:23   Song Number : 40242   

Kya Hua Maine Agar Yeh Dil Kisko Doon (1963) 03:38 11434
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Ragini
Duration : 03:38   Song Number : 11434   

Lamberghini Doorbeen & Ragini 03:38 40311
 
Poster of Doorbeen & Ragini
 
Category
Indipop
Lyricist
The Doorbeen
Music Director- 
The Doorbeen
Singer- 
The Doorbeen
On Screen Actors- 
The Doorbeen, Ragini Tandan
Duration : 03:38   Song Number : 40311   

Mera Dil Bahaaron Ka Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:32 37751
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ragini, Sailesh Kumar
Duration : 04:32   Song Number : 37751   

Meri Jaan Na Zulfen Kholo Awara Badal (1964) 03:44 37104
 
Poster of Awara Badal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Ajit, Ragini
Duration : 03:44   Song Number : 37104   

Mukhde Pe Tere Bijli Ki Chamak Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:25 36987
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Ragini
Duration : 04:25   Song Number : 36987   

Nazar Ko Sambhalo Ye Kya Ho Raha Hai Cobra Girl (1963) 03:30 37537
 
Poster of Cobra Girl (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
S N Tripathi
On Screen Actors- 
Mahipal, Ragini
Duration : 03:30   Song Number : 37537   

Periyare Periyare Bharya (1962) 03:23 32366
 
Poster of Bharya (1962)
 
Category
Malayalam
Year- 
1962
Music Director- 
G Devarajan
On Screen Actors- 
Sathyan, Ragini
Duration : 03:23   Song Number : 32366   

Phir Aane Laga Yaad Wohi Yeh Dil Kisko Doon (1963) 04:34 16337
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Ragini
Duration : 04:34   Song Number : 16337   

Tu Hai Mera Prem Kalpana (1960) 03:43 12093
 
Poster of Kalpana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Padmini, Ragini
Raag- 
Lalit
Taal- 
Tintal
Duration : 03:43   Song Number : 12093   

Tumko Piya Dil Diya Shikari (1963) 03:32 12019
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Helen, Ragini
Duration : 03:32   Song Number : 12019   
Karaoke Songs of ragini, Sad Songs of ragini, Love Songs of ragini, Dance Songs of ragini, Hip-hop songs of ragini, Best songs of ragini, Super hit songs of ragini, hit songs of ragini, duet songs of ragini, solo songs of ragini, old songs of ragini, famous songs of ragini, Hindi Karaoke Songs of ragini, Hindi Sad Songs of ragini, Hindi Love Songs of ragini, Hindi Dance Songs of ragini, Hindi Hip-hop songs of ragini, best Hindi songs of ragini, super hit Hindi songs of ragini, hit Hindi songs of ragini, duet Hindi songs of ragini, solo Hindi songs of ragini, old Hindi songs of ragini, famous Hindi songs of ragini, Sing Along Songs of ragini, Sing Along Sad Songs of ragini, Sing Along Love Songs of ragini, Sing Along Dance Songs of ragini, Sing Along Hip-hop songs of ragini, Sing Along Best songs of ragini, Sing Along Super hit songs of ragini, Sing Along hit songs of ragini, Sing Along duet songs of ragini, Sing Along solo songs of ragini, Sing Along old songs of ragini, Sing Along famous songs of ragini