aa aa aa aa aa aa aa aaa aa aa nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa aa aa nazar ki khata hai na dil ki khata hai nazar ki khata hai na dil ki khata hai humen bhi pata hai tumhen bhi pata hai ye jaadu sa ulfat ka jo chal gaya hai jo hona tha aakhir wohi ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa aa aa aa badhi ja rahi hai meri beqaraari badhi ja rahi hai meri beqaraari na thi dil pe aisi to beikhtiyaari diya dard jo bhi nazar mein tumhari wohi dard badh ke dawa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai aa haa aa haa aa aa aa aa aa muhabbat ki shamma to jalti rahegi muhabbat ki shamma to jalti rahegi dilon ki tamanna machalti rahegi ye wo daasta hai jo chalti rahegi zamaana to yun hi khafa ho raha hai mera dil hi mujhse juda ho raha hai nazar ko sambhalo ye kya ho raha hai
Nazar Ko Sambhalo Ye Kya Ho Raha Hai
Cobra Girl (1963)