o janewale sun zara ye dil ka maajra o janewale sun zara ye dil ka maajra tumhi se humein pyaar tha tumhi se humein pyaar hai jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhein kabhi pyaar tha na tumhein ab pyaar hai o janewale sun zara aa bhi ja zindgi ka jaam le kar meri jaan na sata ilzaam de kar hum to jeete hain tera naam le kar tum to jeete ho mera naam le kar aaye ho pyaar ka paigaam le kar jaoge tum dil e nakaam le kar jaoge tum dil e nakaam le kar o janewale sun zara ye dil ka maajra tumhi se humein pyaar tha tumhi se humein pyaar hai jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhein kabhi pyaar tha na tumhein ab pyaar hai o janewale sun zara ja re ja dekh liya pyaar tera ye gila shikwa hai bekaar tera sar basar jhootha hai iqraar tera masiha main to hoon bimaar tera karke main jaunga deedaar tera banke dikhlaunga dildaar tera banke dikhlaunga dildaar tera jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhe kabhi pyaar tha na tumhe ab pyaar hai o janewale sun
O Janewale Sun Zara
Preet Na Jane Reet (1966)