jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai gunche gunche mein hans rahe ho tum inn khayaalon mein bas rahe ho tum yun mere dil mein chhup rahe ho tum jaise murli mein taan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai kuchh kaho to kahaa nahin jaata dard dil kaa sahaa nahin jaata bin tumhaare raha nahin jaata haaye mushkil mein jaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai halka halka suroor rehta hai dil to masti mein choor rehta hai baat jo bhi kahi nahin jaati wo nazar se bayaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai tum jahaan pyaar se kadam rakh do wo zamin aasmaan hoti hai jab muhabbat jawaan hoti hai har adaa ik zabaan hoti hai
Jab Muhabbat Jawaan
Jawan Mohabbat (1971)

Shammi Kapoor, Asha Parekh, Pran