jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai is dard ke behte dariya mein har ghum hai marham koi nahin har dard ka hissa milta hai isha ki mariyam koi nahin saanson ki ijazat milti nahin jeene ki raza mil jaati hai main waqt ka mujrim hoon lekin is waqt ne kya insaaf kiya jab tak jeete ho jalte raho jal jao to kehna maaf kiya jal jaaye zara si chingari to aur hawa mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai kuchh aise kismat waale hain ke jinki kismat hoti nahin hansna bhi mana hota hai unhe rone ki ijazat hoti nahin benaam sa mausam jeete hain berang fiza mil jaati hai jab ek kaza se guzro to ek aur kaza mil jaati hai marne ki ghadi milti hai agar jeene ki saza mil jaati hai
Jab Ek Kaza Se Guzro
Devta (1978)