MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana shamma usi mehfil mein jalegi jismein hoga parwaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega deewaana teri ho jaaun main daudi chali aaun mera naam leke pukaaro to zara main tera ho jaaun main jaanu dil lutaaun tabhi apni zulfen sanwaaro to zara jab ye zulfen lehraayen kaale baadal chha jaayen tauba ban jaaye afsaana sultaana sultaana tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya rokega zamaana tod ke sab deewaaren tujhko le jaayega kya chup rahenge bhala ye kab kahenge ki honthon pe apni ruki hai koi baat duniyaa ne haay to pehre hain lagaaye abhi to hai mushkil humaari mulaaqaat dushman mere so jaayen jab andhere ho jaayen mere khvaabon mein aa jaanaa sulemaan sulemaan tu na ghabraana tere mere pyaar ko kya click here
ho oo hmmm hmmm sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum beqaraar ho to mujhe kab qaraar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai main kya kahun sanam jo mere dil ka haal hai din raat main hoon aur tumhara khayal hai tumhara khayal hai tum door jab nahin ho toh main beqarar hoon tum paas jab nahin to mujhe intezar hai haan haan zarur hoga mujhe aitbaar hai tum dard do agar to usse main dawaa kahun tum dard do agar to usse main dawa kahun main jo hoon wo tumhari zafa ko wafa kahun zafa ko wafa kahun dekho gale laga lo mujhe tum to shukriya dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai dil tod do to yeh bhi tumhein ikhtiyaar hai sun ae bahar e husn mujhe tum se pyaar hai haan haah zarur hoga mujhe aitbaar hai haan zarur hoga mujhe aitbaar hai click here
suno bhai baraati suno bhai baraati are dulha dulhan ko akela zara chhodo pyaar bhari baaten karen jeevan saathi suno bhai baraati suno bhai baraati haan badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar badi mushkil se dil milte hain armaanon ke gul khilte hain jeevan mein bas ek baar saajan sajni ko akela zara chhodo mil ke gale lehraayen deepak baati suno bhai baraati suno bhai baraati haan haan uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha uppar se hum rangeele hain andar se hum sharmeele hain dekho na humein is tarha ladka ladki ko akela zara chhodo raat milan ki hai ek baar aati suno bhai baraati suno bhai baraati haan hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye hey kaam karo sab apna apna dekh rahe hain hum ek sapna premi hain khoye huye are gudda guddi ko akela zara chhodo phir dekho preet kya hai rang laati suno bhai baraati suno bhai baraati yee click here
sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala hooo oooo sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala kaise hua aise hua kaise hua aise hua hairaan hai jag saara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada hooo oooo banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada aaj se hoga wo dukh mera aaj se hoga wo dukh mera dukh hai jo tumhara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara chham chham jo baaje click here
sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata aahaa sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata arre kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tuuuu haaaa jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tu jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu dheere dheere haule haule man ki kahani aayi deewani chhupte chhupaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata ho ho ho ho hoo ho ho ho o o o hoooo ho ho ho hoooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm par yaad rakhna ye baatein kisi aur se jaa ke bairan tu kehna nahin nainon mein nindiyaan nahin aaj bas aaj humre jiya mein bhi chaina nahin chori click here
sun nitaaa sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn tune mujhe kabhi dil diya maine tujhe kabhi dil diya yaaa yaaaaad nahinnnnnn guzri huyi wo raaten teri bhooli huyi wo baaten teri tujhko yaad dilaane laga hoon o sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon hey tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua tujhko naya sanam mil gaya mujhko naya ye ghum mil gaya ye khoob hua sharmaane ghabraane lagi tu uth kar kyun jaane lagi mehfil se main jaane laga hoon sun nitaaa main tere pyaar ke geet gaane laga hoon mehfil koooooo anjaane afsaane sunaane laga hoon sun nitaaaa sun nitaaaaa sun nitaaaaa click here
sun ri pawan sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa chal tu mera aanchal thaam ke anjaane raste iss gaanv ke chal tu mera aanchal thaam ke anjaane raste iss gaanv ke saathi hai ye mere naam ke nain ye nigode kiss kaam ke dole mera mann aise jaise naiyyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa koi to ho aisa poochhe baat jo girun to pakad leve haath jo koi to ho aisa poochhe baat jo girun to pakad leve haath jo hanse roye sadaa mere saath joooo soye jaage sang din raat jo aise ho milan jaise dhoop chhaiyaan main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa sun ri pawan pawan purwaiyaa main hoon akeli albeli tu saheli meri ban jaa saathiyaa tu ban jaa saathiyaa click here
Sunle Zameen Aasman click here
suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin teri kasam ye dilkash nazaare karte hain ishaare jo samjhe koi mere sanam ye khaamosh aankhen bhi karti hain baatein jo samjhe koi samjha nahin tum samjha do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin bas jo chale to subah se lekar rahoon shaam tak main tere sang mein garr ho sake to main apne dil par tera naam likh doon har ik rang mein baaton mein na uljhaoo suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin achchhaa kabhi phir baat chhedenge marzi nahin hai tumhari abhi kuch ho gaya to badi hogi mushkil ke choti umar hai hamaari abhi main kya karoon batla do suno kaho kaha suna kuch hua kya abhi to nahin kuch bhi nahin chali hawa jhuki ghata kuch hua kya abhi to nahi suno kaho kaha suna kuch hua kya oo zara sa kuch hua to hai click here
hoooo aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa suno sajna papihe ne suno sajna papihe ne kaha sab se pukaar ke sambhal jaao chaman waalon sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna phoolon ki daaliyaan bhi yahi geet gaa rahi hain ghadiyaan piya milan ki nazdik aa rahi hai nazdik aa rahi hai hawaaon ne jo chhede hain hawaaon ne jo chhede hain fasaane hain wo pyaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna dekho na aise dekho marzi hai kya tumhari bechain kar na dena tum ko kasam humari tum ko kasam humari humin dushman na ban jaaye humin dushman na ban jaaye kahin apne qaraar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna baagon mein pad gaye hain saawan ke mast jhoole aisa sama jo dekha raahi bhi raah bhoole raahi bhi raah bhoole ke jee chaaha yahin rakh de ke jee chaaha yahin rakh de umr saari guzaar ke sambhal jaao chaman waalon ke aaye din bahaar ke suno sajna suno sajna click here
Sunte Sunte Yeh click here
Sweetheart Sweetheart click here
o taara tera mera nahin gujaara o taara tera mera nahin gujaara tu thehri gharwaali o main thehra banjaara pyaara tera pyaar hai mujhko pyaara tere liye gharbaar toh kya main chhod doon yeh jag saara mela duniya do roj ka mela o aata jaata joban jaise paani ka ik rela mela duniya do roj ka mela thaam le bainya mele mein are kaahe phire akela dhokha mere saath huwa yeh dhokha dhokha mere saath huwa yeh dhokha mera ghunghat khol gaya beimaan pavan kaa jhonka jhonka main hota kaash woh jhonka mere haath se nikal gaya hai ek sunahri mauka baadal teri aankh ka jaise kaajal baadal teri aankh ka jaise kaajal dhak dhak mann ko leke chham chham baaje teri paayal aanchal hat chhod de mera aanchal sach kehte hain premi hote hain thode se paagal o ho o ho ho ho o ho o ho ho ho choti meri do gaj lambi chotii choti meri do gaj lambi chotii baabul ko samjhayo koi ab meri umar nahin chhoti moti mat barsa aankh se moti yeh sabko maalum hai main hoon deepak tu hai jyoti raani sun click here
taare taare kitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare teri umr ho itne saal jitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare phool hain kitne pyaare phoolon se pyaara tu happy b''day to you log hain kitne nyaare logon se nyaara tu happy b''day to you aa jaa gale lag jaa mere dil ke sahaare taare taare kitne neel gagan pe taare lala lala lal lala la lala lala la tumhin mere daddy aur tum hi mere meet daddy you are very sweet mummy se seekha hai maine ye naya geet daddy you are very sweet aa jaa gale lag jaa pappa mere pyaare pyaare taare taare kitne neel gagan pe taare saalgiraah ka ye din mubaaraq mere laal jiye tu hazaaron saal tujhko kuchh ho jaaye to kya ho mera haal jiye tu hazaaron saal aa jaa gale lag jaa mere raajdulaare taare taare taare kitne neel gagan pe taare teri umr ho itne saal jitne neel gagan pe taare taare taare kitne neel gagan pe taare click here
aye ji hooooo taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi daan yatimo ko deta to daani main kehlaata daani main kehlaata khush ho jaati biwi jo uske gahne banwata uske gahne banwata maine kaagaz ki begam se kaahe aankh ladayi main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi apne dil ka chain bhi haara aur daulat bhi haari aur daulat bhi haari maalik ne insaan banaya main ban gaya juaari main ban gaya juaari gali gali mein ho gayi yaaron aaj meri ruswaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi taash ke baawan patte panje chhakke satte are sab ke sab harjaai main lutt gaya raam duhaayi main lutt gaya raam duhaayi are click here
taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai ladka aur ladki raazi phir bhi na maane qaazi ladka aur ladki raazi phir bhi na maane qaazi ye zid na chhode mere dil ko tode ye banne na de meri salma ko meri dulhan taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai ladka aur ladki raazi phir bhi na maane qaazi ye zid na chhode mere dil ko tode ye banne na de meri salma ko meri dulhan taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai lakdi beche aur na samjhe haaan lakdi beche aur na samjhe ladki ke armaanon ko mota seth tarazoo mein tole tarazoo mein tole haan tarazoo mein tole chhote insaanon ko ho jaaye buddha haan ji allah ko pyaara wah ji main kar loon shaadi khaana aabadi sulajh jaaye pal mein meri barson ki uljhan taiyabali pyaar ka dushman haai haai meri jaan ka dushman haai haai haai haai daiya ri click here
tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera kya dharti kya sooraj chanda kya dharti kya sooraj chanda jag mohmaaya ka ek phanda main hoon seedha saadha banda jag choron ka hai dera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun tan mann dhan sab hai tera kya apna aur kya begaana kya apna aur kya begaana jaan ke khaahe dhokha khaana jeevan hai bas aana jaana ek jogi ka hai phera tan mann dhan sab hai tera bin tere kya hai mera raat din main tere geet gaata rahun click here
tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do jaane kiski baat karun main jaane kiska naam loon thodi der ruko main dhak dhak karte dil ko thaam loon dhak dhak dhak dhak dhak dhak mera dil hai deewana deewanon ka deewana deewane ko samjhane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do aa aa aa aa ha ha ha ha o ho ho ho o ho ho ho main bebas hoon tere bas mein mujhko ye ikraar hai par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hai ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aisa mauqa to aane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tumne socha hoga main aurat hoon main kamzor hoon main ghar mein kuchh aur hoon ghar se bahar kuch main aur hoon main haseena tum daaku main hoon sheesha tum patthar sheesha patthar takrane do aane click here
mit gayin hazaaron jawaniyaan mit gayin hazaaron jawaniyaan deni padin jinhen qurbaaniyaan jinhen qurbaaniyaan yaad aati hain unki kahaaniyaan kahaaniyaan zindagi ne jinhen chhoda maar ke maar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke kya pata kaun kab kahaan baith jaaye thak haar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke zakhmon ke nishan silte nahin silte nahin zakhmon ke nishan silte nahin yaadon ke chaman khilte nahin bichhade to phir kahin milte nahin do panchhi kabhi ik daar ke ik daar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke faisla ye humein manzoor hai faisla ye humein manzoor hai faasla ye humein manzoor hai apni manzil bahut hi door hai bahut hi door hai ruk gaye hum kisi ko pukaar ke pukaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke iss muhabbat ke kaabil hum click here
Tera Dil Jo Kehta Hai click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sultaana Sultaana Shreeman Funtoosh (1965) 05:04 38634
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 05:04   Song Number : 38634   

Sun Ae Bahar E Husn Night In London (1967) 04:03 32958
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 04:03   Song Number : 32958   

Sun Bhai Baraati Warrant (1975) 04:48 37456
 
Poster of Warrant (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Dev Anand
Duration : 04:48   Song Number : 37456   

Sun Champa Sun Taara Apna Desh (1972) 05:38 21256
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:38   Song Number : 21256   

Sun Ja Aa Thandi Hawa Haathi Mere Saathi (1971) 05:28 21258
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 05:28   Song Number : 21258   

Sun Nita Main Tere Pyaar Ke Dil Diwana (1974) 05:07 18350
 
Poster of Dil Diwana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Jaya Bachchan, Others
Duration : 05:07   Song Number : 18350   

Sun Ri Pawan Pawan Anuraag (1972) 03:34 21261
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Hinch
Duration : 03:34   Song Number : 21261   

Sunle Zameen Aasmaan Hum Dono (1985) 03:38 37916
 
Poster of Hum Dono (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Rajesh Khanna
Duration : 03:38   Song Number : 37916   

Suno Kaho Kaha Suna Aap Ki Kasam (1974) 04:06 21265
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:06   Song Number : 21265   

Suno Sajna Papihe Aaye Din Bahar Ke (1966) 05:44 21266
 
Poster of Aaye Din Bahar Ke (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bilawal
Duration : 05:44   Song Number : 21266   

Sunte Sunte Ye Patita (1980) 05:16 39727
 
Poster of Patita (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shoma Anand
Duration : 05:16   Song Number : 39727   

Sweetheart Sweetheart Sweetheart (1971) (Unreleased) 03:14 40723
 
Poster of Sweetheart (1971) (Unreleased)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 40723   

Taara Tera Mera Nahin Banphool (1971) 05:49 39032
 
Poster of Banphool (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Babita
Duration : 05:49   Song Number : 39032   

Taare Kitne Neel Gagan Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 04:16 12582
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Bobby
Duration : 04:16   Song Number : 12582   

Taash Ke Baawan Patte Tamanna (1969) 04:53 36551
 
Poster of Tamanna (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 04:53   Song Number : 36551   

Taiyabali Pyaar Ka Dushman Amar Akbar Anthony (1977) 04:46 18152
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 18152   

Tan Mann Dhan Sab Hai Manchali (1973) 04:22 13678
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:22   Song Number : 13678   

Tauba Tauba Kya Hoga Mr Natwarlal (1979) 04:12 13784
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:12   Song Number : 13784   

Tedhe Medhe Oonche Raaste Pyar Ke (1982) 04:50 38786
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Rekha
Duration : 04:50   Song Number : 38786   

Tera Dil Kya Kehta Hai Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:22 40012
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 05:22   Song Number : 40012   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi