MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooooo ooooo ooooo oooo ooooo aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar rukti nahin hai nazaaron pe nazar aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hooo oooo oooo ooo hawaayen jhoom rahi hain gulon ko chum rahin hain hoye hawaayen jhoom rahi hain rokun dil ko main kaise aise udaa jaaye jaise baandh liye ho kisi panchhi se parr aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar ooooo oooo ooooo ooo ooooo musaafir chalta hi jaaye kabhi bhi manzil naa aaye musaafir chalta hi jaaye dheere dheere haule haule mujhse ye dil bole kat jaaye raste mein saari umar aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar hoye aaaa haa aaaa haaa aaaa ye suhaana safar oooo ooooo oooo oooo oooo oooo mujhe ye raah naa bhula de kahin ye aur naa pahuncha de mujhe ye raah naa bhula de kaisi hai ye matwaali lambi lambi kaali kaali click here
huuuu huuuu huuuu hey aye heyyyyyyy hoooooooooo hoooooooooo ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai shoukh kaliyon ke ghunghat sarkane lage hain shoukh kaliyon ke ghunghat sarkane lage hain mast phoolon ke dil bhi dhadakne lage hain ye bahaaron ka dilkash samaa gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai jhoom kar parbaton pe ghata chhaa rahi hai jhoom kar parbaton pe ghata chhaa rahi hai pyaar ki umr shaayad kareeb aa rahi hai mera dil pyaar ki ye daastaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai ye zamin gaa rahi hai aasmaan gaa raha hai saath mere ye saara jahaan gaa raha hai bhool kar raah koi haseen aa naa jaaye bhool kar raah koi haseen aa naa jaaye iss jagah koi pardaa nashin aa naa jaaye iss jagah aaj ek naujawaan gaa raha hai click here
ho ho ho ho ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki jiske liye jeete hain log jiske liye jeete hain log bas hai kami us naam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki ho jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye jisko nahin hai armaan koi kaisi jawaani hai ye ho jiska nahin hai unwaan koi aisi kahaani hai ye o naa hai khabar aagaaz ki naa hai khabar aagaaz ki na hai khabar anjaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa pyaasa rahaa main meri gali mein saawan barsta rahaa mele mein jaise koi akelaa aise tarsta rahaa poochho na ye kaise bhalaa poochho na ye kaise bhalaa maine subah se shaam ki ye zindagi kuchh bhi sahi par ye mere kis kaam ki dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log dil behlaane ko likhte hain dil ke kisse fasaanon mein log o rakhte hain heere moti sajaake apni dookanon mein log bazaar mein click here
ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai tum to mujhe pasand ho kya main tumhen pasand hoon kya tum rajamand ho main to rajamand hoon main tumse kya bolun taqdeer kaisi hai main tumse kya bolun taqdeer kaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai ye zulf kaisi hai zanjeer jaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai hooo hoooooooo ghunghat nikaal ke piyaa baithungi main to aaj se dekho naa iss tarah mujhe marr jaaungi main laaj se ye khaab kaisa hai taabeer kaisi hai ye khaab kaisa hai taabeer kaisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai ye aankh kaisi hai haaye teer jaisi hai wo kaisa hoga jiski tasveer aisi hai wo kaisi hogi jiski tasveer aisi hai click here
aa haa haa haa haa hmm hmm hmmm hmmm la la la lala la la aaa aaa aaa aaaa haa ye ho raha hai haa ye ho na jaaye haa ye ho gaya to woh ho na jaaye ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye woh ho gaya to haye haye haye haye haye haa ye ho raha hai haa ye ho na jaaye haa ye ho gaya to woh ho na jaaye ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye woh ho gaya to haye haye haye haye haye haye haa ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye ye aur woh do nazar ke ishare ye aur woh do nazar ke ishare donon ka matlab samajhte hain saare donon ka matlab samajhte hain saare sab ko khabar hai ye sab ko pata hai ye ke ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye la la la ye ho raha hai ye ho na jaaye ye ho gaya to woh ho na jaaye ye to na todenge apni kasam ko ye to na oo na ji na ji na o ha ji ye to na todenge apni kasam ko are khelenge na khelne denge hum to inki akal pe to parda pada hai ye ho raha hai ye ho na click here
yeh jo mohabbat hai yeh unka hain kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam hahahaha rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar toote agar saagar naya saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele tute agar saagar naya saagar koi le le mere khuda dil se koi kisi ke na khele dil toot jaaye to kya ho anjaam yeh jo mohabbat hai yeh unka hain kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar rehne do chhodo bhi jaane do yaar hum na karenge pyaar aankhen kisi se naa ulajh jaayen main darta hoon yaaro hasino ki gali se main guzarta hoon hey aankhen kisi se naa ulajh jaayen main darta hoon yaaro hasino ki gali se main guzarta hoon bas door hi se kar ke salaam yeh jo mohabbat hai yeh unka hai kaam are mehboob ka jo bas lete huye naam mar jaayen mit jaayen ho jaayen badnaam click here
ooo ooo allaaah ye kaisa ye kaisa aaya zamaana ye kaisa ye kaisa aaya zamaana ye kaisa aaya zamaana ye kaisa bete ne baap ki na maani na maani na maani buddhe ki kadar na jaani haye na jaani na jaani bete ne baap ki na maani buddhe ki kadar na jaani ye meri aap beeti hai kisi film ki nahin kahaani ye kaisa prabhu ye kaisa aaya zamaana ye kaisa ye kaisa aaya zamaana ye kaisa kaisi hai ulti khopdi dekho baap jaise hi mili noukri dekho dada jii shaadi shuda sobhi shaadi shuda hoke besharam ghar mein le aaya chhokri dekho ye kaisa ye kaisa aaya zamaana ye kaisa khamosh are main bechara ja raha tha raste pe wo thi khadi aaen are main bechara ja raha tha raste pe wo thi khadi pita ji na main raaja na wo raani wo mere peechhe padi you tell me what to do dont know you tell me what to do main kya boluchi you tell me what to do you tell me what to do what to do what to do ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha chaand pe duniya pahunchi hai tum abhi tak ho neeche subah sabere jaag click here
aye babu lelo na nariyal yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo click here
yeh shama to jali roshni ke liye iss shama se kahin aag lag jaaye to yeh shama kya kare yeh shama to jali roshni ke liye iss shama se kahin aag lag jaaye to yeh shama kya kare yeh hawaa to chali saans le har koi ghar kisi ka ujad jaaye aandhi mein to yeh hawaa kya kare chal ke poorab se thandi hawaa aa gayi chal ke poorab se thandi hawaa aa gayi uth ke parbat se kaali ghata chhaa gayi yeh ghata to uthi pyaas sabki bhujhe aashiyaan pe kisi ke giri bijliyaan to yeh ghata kya kare yeh shama to jali roshni ke liye ho o o ho ho o poochhata hoon main sabse koi de jawaab poochhata hoon main sabse koi de jawaab na khuda ki bhala kya khata hai janaab na khuda le ke saahil ke jaanib chala doob jaaye safina jo majhdhaar mein to na khuda kya kare yeh shama to jali roshni ke liye wo jo uljhan si tere khayaalon mein hai wo jo uljhan si tere khayaalon mein hai wo ishaara bhi mere sawaalon mein hai yeh nigaah to mili dekhne ke liye par kahin ye nazar dhokha kha jaaye to to yeh click here
hazaaron hain jawaan hazaaron hain haseen ye andaaz kahaan har lab par tere mere pyaar ki hai daastaan hazaaron hain jawaan hazaaron hain haseen ye andaaz kahaan har lab par tere mere pyaar ki hai daastaan badal denge haqeekat mein tere khwabon ko hum bichha dungi dil main wahaan rakhe jahaan tu kadam badal denge haqeekat mein tere khwabon ko hum bichha dungi dil main wahaan rakhe jahaan tu kadam naka muchi naka muchi naka muchi naka muchi naka muchi naka muchi na tere jaisa rooh na mere jaisa pyaar dhundh le donon jahaan sanche mein dhali main teri kali tu hi mera bakhuda na tere jaisa rooh na mere jaisa pyaar dhundh le donon jahaan sanche mein dhali main teri kali tu hi mera bakhuda you are beautiful you are beautiful husn mein tu laajawaab pyaar mein tu bemisaal tera dimaag mera shabaab donon mile to ho kamaal click here
danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar yudh kar yudh kar yudh kar aahaaa ha ha ha ha ha haaa danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai danke pe chot padi hai saamne fauj khadi hai hooo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar danke pe chot padi hai haa saamne fauj khadi hai ho krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hooohooo ooo hooo ooo oo sadiyo pahle ki ye kahani aaj zubaan par aayi hai aaj zubaan par aayi hai aaj ki raat na jane kya ho shaam khabar ye layi hai shaam khabar ye layi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai tere imtihaan ki ye ghadi hai saamne maut khadi hai hoo krishan ne kaha arjun se na pyaar jata dushman se yudh kar haan yudh kar ho yudh kar yudh kar hoohooo ooo ooo ooo oo duniya wale tab jhukte han pyaar ki click here
yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole phir yaad humein aaye hai saawan ke wo jhoole wo bhool gaye hum ko unhein hum nahin bhoole unhein hum nahin bhoole iss dard ke kaaton ki chubhan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw iss shaher se achchha tha bahut apna wo gaanw panghat hai yahaan koi na pipal ki wo chhaanw pipal ki wo chhaanw pashchim mein wo purab ki pawan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman hum log sayaane sahi deewane hain lekin begaane bahut achchhe hain begaane hain lekin begaane hain lekin begaanon mein apnon ki lagan jaag uthi hai pardes mein phir yaad e watan jaag uthi hai yun neend se wo jaan e chaman jaag uthi hai click here
aaa aaaa aaaaa aaaaa zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain zamaane mein aji aise naadaan hote hain wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain shamaa ki bazam mein akar ye parwaane samajhte hain ye parwaane samajhte hain yahin par umr guzaregi ye deewaane samajhte hain magar ik raat ke haan haan magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain magar ik raat ke ye to faqat mehamaan hote hain zamaane mein aji aise kayi naadaan hote hain mohabbat sabki mehfil mein shamaa ban kar nahin jalti shamaa ban kar nahin jalti haseenon ki nazar sab pe chhuri ban kar nahin chalti jo hain taqdeer waale haan jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain jo hain taqdeer waale bas wahi qurbaan hote hain wahaan le jaate hain kashti jahaan tufaan hote hain jahaan mein dubo kar door saahil se nazara dekhne waale nazara dekhne click here
zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin zamane mein koi zamane mein koi hamara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain nasibon ke kaale sawere to hain garibon ke ghar mein andhere to hain koi chand koi sitara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye sabhi ke liye ek duniya hai ye hamaare liye gum ka dariya hai ye bhanwar hi bhanwar hai ye kinara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi kahin se kisi ne na aawaz di rahe chup khuda aur bhagwan bhi bhagwan bhi kise hamne jaa kar pukaara nahin kisi ka bhi humko sahara nahin sahara nahin sahara nahin click here
zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani zamaane mein sabse puraani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa khudaa ne ye dil kyun banayaaaa yahaan jisne bhi dil lagaayaa o sitam uss pe logo ne dhayaa kisi ne na ki meherbaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ye duniyaa hai deewaar koi tarastaa hai iss paar koi ho tadaptaa hai uss paar koi guzarti hai yun zindgaani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise jiye pyaar mein log kaise ke soni te mahiwaal jaise ho mare doob ker dono kaise ke royaa chanaa daa vi paani yahi pyaar ki hai kahaani yahi pyaar ki hai kahaani kabhi dil se dil mil sake naa kabhi zakham ye sil sake na kabhi dil se dil mil sake click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm lala lala lalaaaa lara lala lalaaaaa aaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa mausam ye beimaan masti kaa ye samaan roko o logon zameen pe girne lagaa aasmaan thumak thumak ke jhoolungi main udd ke gagan ko chhoo lungi main chaliiiii ban ke hawaaaaa rabba mereeeee mainu bachaaaaa zara saa jhoom loon main are naa re naa re naa zara saa ghoom loon main are naa re naa re naa aa tujhe choom loon main are naa re baba naa thandi thandi pawan jalta hai ye badan jee chaahtaa hai banaa loon tujhko apna sajan huaa nahin ye pehle kabhi meri chaal badal gayi abhi abhi main chaliiiii ban ke click here
zikra hota hai jab qayamat ka tere jalwon ki baat hoti hai tu jo chaahe to din nikalta hai tu jo chaahe to raat hoti hai tujhko dekha hai meri nazron ne teri taarif ho magar kaise ke bane ye nazar zubaan kaise ke bane ye zubaan nazar kaise na zubaan ko di click here
zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop beeti huyi raaton ki baaton ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye chaandni aye chaandni chaandani tere hain do roop toote huye sapnon ki apnon ki chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aadmi aye aadmi aadmi tere hain do roop dukh sukh ke jhoolon ki phoolon ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop chhaayaa wo jo ban gayi dhoop koi bhooli huyi baat mujhe yaad aayi hai khushi bhi tu laayi thi ye aansoo bhi tu laayi hai dillagi aye dillagi dillagi tere hain do roop kaise kaise waadon ki yaadon ki tu chhaayaa chhaayaa wo click here
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi click here
are zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi ha zindagi hai khel koi paas koi fail khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi ho babu samjhe kya ho lala samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude tumraia maare kil gumaraia ude para porshi uarde bole bhorkati sira kude baatein kam kar kaam jyada raka haan haan kaam se hoga naam jyada taka samjhe baatein kam kar kaam jyada raka are kaam se hoga naam jyada taka are are are are are re haan udti chidiya tere sadke gir mat jaana chalna bach ke mistar samjhe kya sistar samjhe kya khiladi hai koi anadi hai koi khiladi hai koi anadi hai koi are lad gayi ek kadam piche are baith jhoom ke pichhe ghoom o nakhre wali ha ha are log bajayenge khush hokar tali tali tali tali tali re jhoom ke peeche ghoom o nakhre wali ha ha ha are log bajayenge khush click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Suhaana (Male) Suhana Safar (1970) 05:36 14293
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:36   Song Number : 14293   

Ye Zamin Gaa Rahi Hai Teri Kasam (1982) 05:33 18040
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:33   Song Number : 18040   

Ye Zindagi Kuchh Bhi Sahi Romance (1983) 06:04 17855
 
Poster of Romance (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 17855   

Ye Zulf Kaisi Hai Piya Ka Ghar (1972) 04:20 21459
 
Poster of Piya Ka Ghar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 04:20   Song Number : 21459   

Yeh Ho Raha Hai Prem Deewane (1992) 06:43 39985
 
Poster of Prem Deewane (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vivek Mushran, Pooja Bhatt
Duration : 06:43   Song Number : 39985   

Yeh Jo Mohabbat Hai Dil Vil Pyar Vyar (2002) 05:16 36508
 
Poster of Dil Vil Pyar Vyar (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bablu Chakraborty
Duration : 05:16   Song Number : 36508   

Yeh Kaisa Aaya Zamana Humjoli (1970) 05:54 40525
 
Poster of Humjoli (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Aruna Irani
Duration : 05:54   Song Number : 40525   

Yeh Lo Re Le Lo Babu Apna Desh (1972) 04:31 14441
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 14441   

Yeh Shama To Jali Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:37 21483
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:37   Song Number : 21483   

You Are Beautiful Meri Adalat (1984) 03:40 39211
 
Poster of Meri Adalat (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Rajnikant
Duration : 03:40   Song Number : 39211   

Yudh Kar Yudh Kar Yudh (1985) 06:48 32296
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Tina Munim
Duration : 06:48   Song Number : 32296   

Yun Neend Se Wo Jaan E Chaman Dard Ka Rishta (1982) 04:55 13023
 
Poster of Dard Ka Rishta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Syam-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 13023   

Zamaane Mein Aji Aise Jeevan Mrityu (1970) 05:57 36072
 
Poster of Jeevan Mrityu (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeb Rahman, Preeti Bala
Duration : 05:57   Song Number : 36072   

Zamane Mein Koi Hamara Nahin Farishta (1984) 05:01 36168
 
Poster of Farishta (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 05:01   Song Number : 36168   

Zamane Mein Sabse Purani Lovers (1983) 09:02 13629
 
Poster of Lovers (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 09:02   Song Number : 13629   

Zara Sa Jhoom Loon Main Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995) 05:53 21493
 
Poster of Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 05:53   Song Number : 21493   

Zikra Hota Hai Jab Qayamat Ka My Love (1970) 04:34 12030
 
Poster of My Love (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Sharmila Tagore
Duration : 04:34   Song Number : 12030   

Zindagi Ae Zindagi Zindagi Zindagi (1972) 04:20 32167
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:20   Song Number : 32167   

Zindagi Aye Zindagi Yudh (1985) 03:39 18398
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:39   Song Number : 18398   

Zindagi Hai Khel Seeta Aur Geeta (1972) 04:54 38538
 
Poster of Seeta Aur Geeta (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 04:54   Song Number : 38538   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi