MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dafli waale dafli bajaa dafli waale dafli bajaa mere ghunghroo bulaate hain aa main naachoon tu nachaa aa aa dafli waale dafli bajaa mere ghunghroo bulaate hain aa main naachoon tu nachaa aa aa dafli waale dafli waale tere bin main kyaa mere bin tu kyaa ik dooje bin hum akele donon ke mann se mann ke milan se lagte hain sargam ke mele haai haai haai tere bin main kyaa mere bin tu kyaa ik dooje bin hum akele donon ke mann se mann ke milan se lagte hain sargam ke mele tu tode ke jode tu rakhe ke chhode ye dil kiyaa tere hawaale dafli waale dafli bajaa mere ghunghroo bulaate hain aa main naachoon tu nachaa aa aa teri chham chham se meri dum dum se kyaa rang chhaane lagaa hai aankhon ke raste tu hanste hanste dil mein samaane lagaa hai haai haai haai teri chham chham se meri dum dum se kyaa rang chhaane lagaa hai aankhon ke raste tu hanste hanste dil mein samaane lagaa hai unhein bhi dikhaao unhein bhi dikhaao unhein bhi bulaao kahaan hain ye duniyaa waale dafli waale click here
daiya ri daiya aaaaaa daiya ri daiya yashoda maiya isko sambhaal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal daiya ri daiya aaaaaa daiya ri daiya yashoda maiya isko sambhaal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal paniya bharan ko jaane na de paniya bharan ko jaane na de jaayein to waapas aane na de aane na de raah na chhode raah na chhode matki phode maakhan le nikaal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal jamuna pe aisi bansi bajaayi jamuna pe aisi bansi bajaayi tan mein man mein aag lagaayi aag lagaayi neend churaayi neend churaayi raam duhaai kiya bura haal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal preet bina koi geet na jaane preet bina koi geet na jaane preet ki lekin reet na jaane reet na jaane birha ki maari birha ki maari radha bechari tadpe kitne saal bada natkhat hai tero nandlaal bada natkhat hai tero nandlaal daiya re daiya yashoda maiya isko sambhaal bada natkhat hai click here
hey danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha tum bhi shayad chup rehte hum bhi shayad chup rehte ankhon se dil ki baatein kab kehte kaise kehte kaam bada mushkil tha aasaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya kya kehne do jeena hai to jeena hai marna hai to marna hai pyaar agar karna hai to duniya se kya darna hai saari duniya ko hairaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya ae hey danke ki chot se elaan kar diya haye haye bilkul nahin logon se sharmaate the duniya se ghabraate the dekha hamne keh daala tum jo keh nahin paate the maano humne tumpe ehsaan kar diyaa danke ki chot se elaan kar diya aa hey danke ki chot se elaan kar diya hamne ye dil tumpe kurbaan kar diya danke ki chot se elaan kar diya haa haa haa danke ki chot se elaan kar diya click here
dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye kar koi jatan o bairi sajan de dawa koi aisi ke chain aa jaaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye eee eee eeeeee eeee eee eee eeeeee eeee hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm nahin vaid ka ye kaam dil pukaare tera naam aankhen karti hain salaam palken deti hai paiyaam ho ho ho ho tere bina sooni sooni haaye meri armaanon ki mehfil dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye sun le pyaar ki fariyaad kar de aaj dil aabaaaaad ye zid chhod de saiyaad warnaa dekh rakhna yaad ho ho ho ho marr jaaungi main tera jeena kar doongi mushkil dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye dard e dil badhta jaaye saari saari raat neend naa aaye click here
dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne pehle to main shaayar tha pehle to main shaayar tha aashiq banaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne aapki madhosh nazrein kar rahin hain shaayri aapki madhosh nazrein kar rahin hain shaayri ye ghazal meri nahin ye ghazal hai aapki maine to bas wo likha jo kuchh likhaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne kab kahan sab kho gayin jitni bhi thi parchhaiyaan uth gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaiyaan kab kahan sab kho gayin jitni bhi thi parchhaiyaan uth gayi yaaron ki mehfil ho gayi tanhaiyaan kya kiya shayad koi parda giraaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne dard e dil dard e jigar dil mein jagaaya aapne aur thodi der mein bas hum judaa ho jayenge aur thodi der mein bas hum judaa ho jayenge aapko dhoondunga kaise raaste kho click here
tum jo chale gaye to hogi badi kharaabi tum jo chale gaye to hogi badi kharaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi tum jo chale gaye to hogi badi kharaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi tumhen dil mein band kar loon dariyaa mein phenk doon chaabi mujhe dil mein band kar lo dariyaa mein phenk do chaabi mujhe dil mein band kar lo dariyaa mein phenk do chaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi dil mein hi mujhko rakhna aankhon mein naa basaana aankhon ki iss gali mein hai ik sharaab khaana dil mein hi mujhko rakhna aankhon mein naa basaana aankhon ki iss gali mein hai ik sharaab khaana main iss taraf gaya to ho jaaunga sharaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi kuchh tum ko ho gaya to hogi badi kharaabi aakhen bichha di maine rasta tumhaara roka phir kab milega jaane itna haseen mauka aakhen click here
daroga ji daroga ji chori ho gayi ho daroga ji chori ho gayi ho meri chori ho gayi daroga ji chori ho gayi bade naazon se dil ko paala tha aathra baras sambhala tha unnisven baras mein main barbaad ho gayi daroga ji daroga ji chori ho gayi ho daroga ji chori ho gayi kagaz kalam dawaat lo likho rapat meri sa kagaz kalam dawaat lo likho rapat meri sa chori huyi ajeeb ye sona gaya na paisa jagun main raat saari meri neend kho gayi daroga ji daroga ji chori ho gayi ho meri chori ho gayi daroga ji chori ho gayi mujhko pata tha ek din hoga zaroor dhokha mujhko pata tha ek din hoga zaroor dhokha karti thi roz band main har khidki har jharokha ghar chhod ke khula main haye kal raat so gayi daroga ji daroga ji chori ho gayi ho meri chori ho gayi daroga ji chori ho gayi ho puchhoge tum sawaal bolo lagta tha chor kaisa puchhoge tum sawaal bolo lagta tha chor kaisa rab jhoot na bulaaye uska chehra tha aap jaisa chehra tha aap jaisa tum the nahin nahin nahin tum the toh bhool click here
darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole jo sach tha tere saamne aaya hans le chaahe ro le darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole bandhan toda jaa sakta hai jag ko chhoda jaa sakta hai bandhan toda jaa sakta hai jag ko chhoda jaa sakta hai apne aapse bhaag rahe ho apne aapse bhaag rahe ho tum ho kitne bhole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole door kinaara tooti naiyaa lekin puchhe ye purvaiyaa door kinaara tooti naiyaa lekin puchhe ye purvaiyaa apne aap bane tum maajhi apne aap bane tum maajhi phir kaahe man dole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole aisi hai jeevan ki batiyaan ya to ye man meech le ankhiyaan aisi hai jeevan ki batiyaan ya to ye man meech le ankhiyaan ya phir na ghabraye jab sacchayi ghunghat khole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole jo sach tha tere saamne aaya hans le chaahe ro le darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole darpan jhoot na bole click here
Darwaza Band Kar Lo click here
das gayi das gayi das gayi das gayi naagan si zulfen teri bas jaan nikal gayi meri main gaya haye re haye haye re haye haye re haye haye re das gayi das gayin bas gayi bas gayi mere man mein nazren teri o bas jaan nikal gayi meri main gayi haye re haye haye re haye hayere haye haye re bas gayi bas gayi duniya se chori chhupte chhupaate duniya se chori chhupte chhupaate tu aise aaya ki dar gayi main to are mar gayi main deewaane tu sharmayi deke duhayi aise ghabraayi dar gaya main to mar gaya tu kya jaane mujhe kuchh ho gaya ye gaya wo gaya are das gayin das gayin naagan si zulfen teri bas jaan nikal gayi meri main gaya haye re haye haye re haye haye re haye haye re bas gayi bas gayi shaam ye suhaani rut mastaani shaam ye suhaani rut mastaani jhume jawaani ho ke diwaani mere paas na aa o haseena pyaar ki baraten pehli mulakaaten chhoti chhoti raatein lambi lambi baaten bada mushkil ho gaya jeena mera dil kho gaya ye gaya wo gaya haay re bas gayi bas gayi mere man click here
sawan ka mast mahina hai sawan ka mast mahina hai kya sagar hai kya mina hai ye peena bhi koi peena hai peena hai peena hai peena hai to muh se laga ke botal peene de daru de daru de daru oo mere bhaiya de daru de daru de daru muh se laga ke botal peene de daru are bade dinon ke baad mili hai ye daru aye hay de daru de daru bade dinon ke baad mili hai ye daru are hosh rahe na baki saaqi de daru de daru de daru oo mere bhaiya de daru de daru de daru barju bhaiya ki jai jab daru andar jayegi aahaaa jab daru andar jayegi gal sachchi bahar aayegi ye andar bahar hone do hume hasne do hume rone do hume hasne do hume rone do sab bhed bharam bharam sab bhed bharam khul jayenge sab kante pe tul jayenge sab bhed bharam khul jayenge sab kante pe tul jayenge hume bure sahi par achchhe hain kyoki hum dil ke sachche hain sachche hain sachche hain sachche hain are jhut kahe to jaan hamari le daru le daru le daru are bade dinon ke baad mili hai ye daru de daru de daru oo mere click here
aa haa haa haa aa jaaaaaaa rim rim rim rim rim rim o rum o rum o rum o rum o rum o rum chhote chhote nanhe munne pyare pyare re bachche sachche jag ke ujiyare re deep deewali ke jhoothe raat chale subha toote chhote chhote nanhe munne pyale pyale le bachche sachche jag ke ujiyare re deep deewali ke jhoothe raat chale subha toote inke aage rang pheeke sab nazar aate hain chaand taare tumse hi saare roshni paate hain inko dekhen dekh ke jhoomen baag ki daali daali phool baharon ke jhoothe aaj khile aur kal toote chhote chhote nanhe munne pyare pyare re bachche sachche jag ke ujiyare re alle wah le banku akkad bakakd bambei sau dilli number pure sau sau main laga dhaaga chor nikal ke bhaga chidiya ghar mein rani bole chai chui chap ye hanse to hans pade sab royen to sab royen inki khatir hum aap jaagen chain se ye soyen aadmi ki zindagi ka ye hai sachcha sahara aur sahare sab jhoothe aaj mile aur kal toote chhote chhote nanhe munne pyare pyare re bachche sachche jag click here
deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyaar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan khanakti hain paas hi kahin pe teri chudiyaan magar badi dooriyaan badi majbooriyan mita de lag ke gale mita de lag ke gale gile yeh subah shaam ke khade hain dil thaam ke jo chaahe salook kar na mujhse bol tu utha de zara haath hi zubaan mat khol tu salaam to kar magar salaam to kar magar badle salaam ke khade hain dil thaam ke ke hum tere pyaar mein ke hum tere pyar mein rahe na kisi kaam ke khade hain dil thaam ke deewane tere naam ke khade hain dil thaam ke click here
dekha phoolon ko kaanton pe sote huye dekha toofan ko kashti doobotein huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye dekh sakta hoon main kuchh bhi hote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ek din beegdi kismat sanwar jaayegi ye khushi hum se bach kar kidhar jaayegi ghum na kar zindagi yun guzar jaayegi raat jaise guzar gayi sote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye tu bhi sun le jo maine suna ek din tu bhi sun le jo maine suna ek din baagh mein sair ko main gaya ek din ek maalan ne mujhse kaha ek din kel kaanton se kaliyaan pirote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye nahin main nahin dekh sakta tujhe rote huye aankh bhar aayi phir kyun kisi baat par aankh bhar aayi phir kyun kisi click here
dekho dekho dekho biscope dekho dilli ka kutubminaar dekho bambai shehar ki bahaar dekho ye agre ka hai taajmahal ghar baithe saara sansaar dekho paisa phenko tamaasha dekho ho paisa phenko tamaasha dekho hohohohoho aayi re main aali biscope waali aayi re main aali biscope waali khel shuru hota hai bachcho bajaao taali ye dilli ka kutubminaar dekho ghode pe baanka sawaar dekho kalkatta ka chaurangi bazaar ghar baithe saara sansaar dekho paisa phenko tamaasha dekho ho paisa phenko tamaasha dekho ho ho ho ho ho dekho re lakhnow ki ye hai bhulbhulaiya dekho re lakhnow ki ye hai bhulbhulaiya rasta bhool na jaana chalna thaam ke baiyaan yeee paise nahin to udhaar dekho raadha se kaanha ka pyaar dekho dekho himaalaa parvat hai ye ghar baithe saara sansaar dekho paisa phenko tamaasha dekho ho paisa phenko tamaasha dekho click here
dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum aise rootho na humse khuda ke liye aise rootho na humse khuda ke liye ke hum hain taiyyar har ik saza ke liye jo chaahe keh lo humse sun lo hamse haaan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum husn to ishq ki daastan ban gaya husn to ishq ki daastan ban gaya ji ishq aise mein kyun bezuban ban gaya haan chhodo na hi keh do kuchh to bolo haan dekho dekho ji socho ji kuchh samjho ji baaghon mein phoolon ke mele hain phir kyun akele hain hum tum hum tum hum tum hum tum mehboob humaare tumhen kya pata mehboob humaare tumhen kya pata ke har kali ban gayi aaj mehbooba aise mein tum bhi hum ko dilbar keh do haaan dekho dekho ji socho ji click here
hahahaha hahaha haha mujhe sab paagal kehte hain aur main sabko paagal kehti hoon kaun sachcha kaun jhoota kya maloom are haan hum donon mein se koi ek zaroor paagal hai ya main yaa duniya dekha dekha dekha main kitni sayaani hoon hunh aeee hey hey dekho mujhe dekho kaisi main deewaani hoon deewaani re bhuli huyi jaise koi main kahaani hoon hey hey hey hey hey hey hey dekho mujhe dekho kaisi main deewaani hoon deewaani re bhuli huyi jaise koi main kahaani hoon main hoon tamaasha tamaashayi saare rone ke din maine hans ke guzaare zinda hoon jaane main kis ke sahaare koi nahin hai jo mujhko pukaare ta ra pa ra pa ra pa ta ra ru ra ru ra ta ra pa pa pa pa pa pa ru ra ru ra heyyy kahaan hai wo raaja jiski main raani hoon raani hoon rey bhuli huyi jaise koi main kahaani hoon huuhhhhh hahahahahaha jaane na re mera mann bhola bhaala kisne mujhe apne ghar se nikaala panchhi ko sone ke pinjre mein daala honthon pe kisne laga diya taala ta ra pa ra pa ra pa ta ra ru ra ru ra click here
dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa yahaan tera mera naam likha hai rastaa nahin ye aam likha hai ho ye hai darwaaja jahaan tu khadi hai andar aa jaao sardi badi hai yahaan se nazaara dekhon parbaton ka jhaakun main kahaan se kahaan hai jharokha ye yahaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa kitna haseen hai yeh ik sapna phoolon ke shaher mein hai ghar apna kya samaan hai tu kahaan hai main aaya aaya aaya aaya aajaa achha ye bataao kahaan pe hai paani baahar beh rahaa hai jharnaa deewani bijali nahin hai yahi ek ghum hai teri bindiyaa kya bijali se kam hai chhodo mat chhedo baazaar jaao jaata hoon jaaunga pehle yahaa aao shaam jawaan hai tu kahaan hai main aayi aayi aayi aayi aajaa dekho maine dekha hai yeh ik sapna phoolon ke shaher click here
meri jaan se pyaare tujhko tera desh pukaara aa jaa jaa bhaiyaa jaa beta jaa mere yaara jaa dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye maa naa kahe ke mere bete waqt pada to kaam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon hum pehle bhaaratwaasi hum pehle bhaaratwaasi phir hindu muslim sikh esaai hum pehle bhaaratwaasi naam juda hain to kya bhaarat maa ke sab bete hain bhai abdul uske bachchon ko paale jo ghar waapas raam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli andha beta yudh pe chala to naa jaa na jaa uski maa boli wo bola kam kar sakta hoon main bhi dushman ki ek goli zikr shaheedon ka ho to kyun unmein mera naam naa aaye dekho veer jawaanon apne khoon pe ye ilzaam naa aaye dekho veer jawaanon achchha chalte hainnnnnn achchha chalte hain kab aayenge ye kehna mushkil click here
tak tak tak tak tak tak tak jaise chalti hai gaadi chhak chhak chhak chhak chhak chhak chhak jaise karta hai ye dil dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak dhak kal kal kal kal kal kal kal o kaise behti hai nadiyaa chhal chhal chhal chhal chhal mere mann mein machi halchal khan khan khan khan khan khan khan khan tera kangna khanke chhan chhan chhan chhan chhan chhan chhan tere pyaar mein dole mera tan man tan man tan man tan man sun sun sun sun sun sun sun meri paayal baaje chhun chhun chhun chhun chhun main pyaar ki chhedoon dhunnn chhum chhum chhum chhum chhum chum chhum chhum chhum mera haathi naache rumjhum jhum jhum jhum meri baiyaan chhhodo tum mera jhumka ho gaya gum zara dhoondh dena tum main haan tum tum tum chup chup chup chup chup chup chup chup chup chup chup chup aa chori chori luk chhup luk chhup luk chhup hum baant len apne dukh sukh dukh sukh dukh sukh dukh sukh tham tham tham tham tham tham tham thak gaye hain zulmi hum hum hum hum hum main hoon phir click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dafli Waale Dafli Bajaa Sargam (1979) 04:49 20309
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Jaya Prada
Duration : 04:49   Song Number : 20309   

Daiya Ri Daiya Yashoda Aasra (1966) 04:12 40903
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta
Duration : 04:12   Song Number : 40903   

Danke Ki Chot Se Elaan Kar Diya Hum Hain Lajwaab (1984) 04:42 37356
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Padmini Kolhapure, Kumar Gaurav
Duration : 04:42   Song Number : 37356   

Dard E Dil Buniyad (1972) 03:29 12948
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bindu Panikkar
Duration : 03:29   Song Number : 12948   

Dard E Dil Karz (1980) 07:06 20312
 
Poster of Karz (1980)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Tina Munim, Rishi Kapoor
Duration : 07:06   Song Number : 20312   

Dariyaa Mein Phenk Doon Aas Paas (1980) 05:31 21378
 
Poster of Aas Paas (1980)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:31   Song Number : 21378   

Daroga Ji Chori Ho Gayi Gautam Govinda (1979) 05:14 38321
 
Poster of Gautam Govinda (1979)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:14   Song Number : 38321   

Darpan Jhoot Na Bole Darpan (1970) 05:22 38000
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:22   Song Number : 38000   

Darwaza Band Kar Lo Darr (1993) 06:06 36746
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv Hari
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Juhi Chawla
Duration : 06:06   Song Number : 36746   

Das Gayi Nagin Si Zulfen Teri Himmat (1970) 04:30 39323
 
Poster of Himmat (1970)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Mumtaz
Duration : 04:30   Song Number : 39323   

De Daru Karma (1986) 06:42 32689
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 06:42   Song Number : 32689   

Deep Deewali Ke Jhoothe Jugnu (1973) 04:10 13471
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:10   Song Number : 13471   

Deewane Tere Naam Ke Saudagar (1991) 04:16 32408
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:16   Song Number : 32408   

Dekh Sakta Hoon Main Majboor (1974) 04:54 13667
 
Poster of Majboor (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:54   Song Number : 13667   

Dekho Dekho Bioscope (Part 1) Dushman (1971) 04:29 21638
 
Poster of Dushman (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:29   Song Number : 21638   

Dekho Dekho Ji Farz (1967) 04:39 19213
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 04:39   Song Number : 19213   

Dekho Main Kitni Sayani Hoon Humshakal (1974) 04:08 40802
 
Poster of Humshakal (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 04:08   Song Number : 40802   

Dekho Maine Dekha Love Story (1981) 04:18 20326
 
Poster of Love Story (1981)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:18   Song Number : 20326   

Dekho Veer Jawanon Aakraman (1975) 07:11 15177
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 07:11   Song Number : 15177   

Dhak Dhak Kaise Chalti Haathi Mere Saathi (1971) 04:05 21077
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 04:05   Song Number : 21077   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi