MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


premi hoon pagal hoon main pagal hoon main pagal hoon main roop ka aanchal hoon main aanchal hoon main aanchal hoon main pyar ka baadal hoon main parbaton se aaj main taqra gaya tumne di aawaaz lo main aa gaya ho parbaton se aaj main takra gaya tumne di aawaaz lo main aa gaya tumne di aawaaz lo main aa gaya tum bulao main naa aaun aisa harjayee nahin tum bulao main naa aaun aisa harjayee nahin itne din tum ko hi meri itne din tum ko hi meri yaad tak aayee nahin aa gaya yaadon ka mausam aa gaya tumne di aawaaz lo main aa gaya tumne di aawaaz lo main aa gaya umra hi aisi hai kuchh yeh tum kisi se puchh lo umra hi aisi hai kuchh yeh tum kisi se puchh lo ek saathi ki jarurat ek saathi ki jarurat padati hai har ek ko dil tumhara is liye ghabara gaya tumne di aawaaz lo main aa gaya tumne di aawaaz lo main aa gaya khol kar in band aankhon ko jharokho ki taraah khol kar in band aankhon ko jharokho ki taraah chor aawara hawaa ke chor aawara hawaa ke mast jhonko ki taraah click here
reshmaa baadal reshmaa baadal baadal baadal baadal tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun naam mera le ke aawaazen dete ho aawaazen dete ho aawaazen dete ho aankhon ke ishaaron se tum mujhko bulaayaa karo tum yaad naa aaya karo haaye tum yaad naa aaya karo panghat par pardesi pyaasa marr jaayega panghat par pardesi pyaasa marr jaayega ye dil deewana hai ye dil deewana hai ye kuchh kar jaayega ye kuchh kar jaayega apne deeewane par zulfon kaa saaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai aise jaise koi kaanta saa chubhata hai kaanta saa chubhata click here
aaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aa aaa aaa aaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaa tumhein husn de ke khuda ne sitamgar banaaya banaaya tumhein husn de ke khuda ne sitamgar banaaya tumhein husn de ke khuda ne sitamgar banaaya banaaya chalo is bahaane tumhein bhi khuda yaad aaya ji aaya chalo is bahaane tumhein bhi khuda yaad aaya chalo is bahaane tumhein bhi khuda yaad aaya ji aaya chalo is bahaane tumhein bhi aaa aaa aa aaa aaa aaaa aaaa sitamgar nahin ho to rukh se ye parda hata do ho ho oo zara apne chehre ki hum ko jhalak to dikha do aaa aaa aa aaa aaa aaaa apni aahon mein asar paida karo dard e dil dard e jigar paida karo baad mein jalwe humaare dekhna pehle is kaabil nazar paida karo aji dil kya jigar kya mohabbat ki nazar kya ke sar patthar se takrao to us pe ho asar kya apni aahon mein asar paida karo dard e dil dard e jigar paida karo baad mein jalwe humaare dekhna pehle is kaabil nazar paida karo arre sitamgar nahin ho to rukh se ye click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega duniyaan chale udhar hi jidhar ye nigaah ghume shabnam ko dekh lo agar bankar sharaab jhoome nasha hi nasha ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kajraare nain bhanware palkein jo kholte hain dilon ki bisaat kya hai imaan bhi dolte hain button ke khuda ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kahaan ye damakta mukhada kahaan aisa noor hoga jisne banaaya tumko use bhi guroor hoga khuda ki ada ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega tumhein jo bhi dekh lega kisi ka na ho sakega pari ho bala ho kya ho tum tumhein jo bhi dekh lega click here
tumhen dekha hai maine gulsitaan mein tumhen dekha hai maine gulsitaan mein tumhen dekha hai maine gulsitaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai koi ho baaaaat koi ho baat koi ho fasaana tumhen hi yaad kartaa hai zamaana tumhaara zikr hai har daastaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai sukun inn seeeeee aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa sukun inn se inhi se beqaraari khuda ke naam se zulfen tumhaari khudaayi tarr rahi hai do jahaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai tumhi ho meharbaan tumhi sitamgar badal sakta hai iss dil ka muqaddar tumhaari ek naa mein ek haan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai qayaamat hai qayaamat hai duhaayi hai khudaayaa kisi kaafir ko dil mein hai basaaya ke rakh li aag apne aashiyaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai maine gulsitaan mein ke jannat dhundh li hai iss jahaan mein tumhen dekha hai click here
tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya jhoote balam bhole sanam maine tujhe pehchaan liya haaye tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diyaa tune mujhpe chhode nazron ke teer kyun o ooo tune mujhpe daali lat ki zanjeer kyun kuchh bhi kaho pyaar mein to tune hi pehla waar kiya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya kya haseen hai mausam mastaana hai sama ooo oo aaj bus tum jaisa deewana hai samaa ae ji suno ye to kaho mujhko deewana kisne kiya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya dil to dil hai jaan bhi tujhpe kurbaan hai oo oo jaan to jaan hai tujhpe sadke imaan hai maine tujhe tune mujhe aaj se apna maan liya tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya jhoote balam bhole sanam maine tujhe pehchaan liya haaye tumhi ne dil mera chheen ke mujhko rula diya click here
tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari kisi gair se hum mohabbat karen to khuda chheen le zindgaani humaari tumhi se huyi hai yahi zulfen yahi nazren yahi dar hai hamaara jahaan chhoden magar chhoden na hum daaman tumhaara kasam lelo kasam lelo yeh waada hai na tootega kahin aur apne ye sajde lutaaye to ho jaaye ruswa jawaani hamaari tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari tumhi se huyi hai na tumko bhi khabar hoti tumhein yun pyaar karte gujarti hai jo is dil pe na hum izhaar karte agar bas mein agar bas mein yeh dil hota to chup rehte magar kya karen ab jubaan e nazar se lagi bolne bezubaani humaari tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari tumhi se huyi hai koi heere koi moti koi ye phool laaya humaara dil fakat naame mohabbat leke aaya mohabbat se mohabbat se jyada kya hansi hoga yahi hai humaari nigaahon click here
ik din bahaar ne phoolon se ye kaha kaanton ki nok par khilte ho tum magar hanste ho jhoom kar zakhmon ko choom kar insaanon ke liye deewaanon ke liye mushkil ye kaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai ho tumko salaam hai hooo tumko salaam hai kahiye saahebaan ye daastaan kaisi lagi ye daastaan nahin haan haan ji haan nahin koi paiyaam hai tumko salaam hai koi paiyaam hai tumko salaam hai ho tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai afsos kya afsos kya ke dil khushiyon se tha bhara thoda sa ye agar chhalkaa to kya hua thoda sa ye agar chhalkaa to kya hua aadhaa chhalak gaya khaali nahin hua aadhaa bharaa hua abhi ye jaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai koi paiyaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumne to bas mujhe tumne to bas mujhe jeena sikha diya jalwa dikha diya parda utha diya jalwa dikha diya parda utha diya har zakhm click here
tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o haseena kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi tumse o deewane kabhi muhabbat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya aag sulag gayi nas nas mein neend rahi naa raha chain bas mein todi jaaye naa ab mujh se pyaar ki ye rasmen kasmen aa gayi bulbul to bas mein tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi tauba meri tauba ye apni haalat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere dil ne mujhe dhokha de diya log ye mujhko hai samjhaate beet rahi thi hanste gaate maine tumhen kisliye chheda raahon mein aate jaate mujhe sab hai sataate tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi tauba meri tauba ke ye shararat na maine karni thi magar mere dil ne mujhe dhokha de diya haaa magar mere click here
heyyyyy aeeee ae ae ae heyyyy ae ae tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath humne chahe the phool bhi humne paayi na dhool bhi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya door gayilyon mein raat bhar jhilmilati hai chandani tune humen kya diya ri zindagi bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa geet gaata hai tere hi duniyaa mein har aadmi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi click here
hmm mm mm hmm mmm mmmmm tune mujhe pehchaana nahin jaana main koi anjana nahin aashiq hoon main tere naam kaa deewaana hoon main deewana nahin tune mujhe pehchaana nahin jaana main koi anjana nahin aashiq hoon main tere naam kaa deewaana hoon main deewana nahin hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm naam bataa ke tu kehti hai to woh nahin koi aur hai tune di thi yeh angoothi yeh kehti hai tu hai jhoothi hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm kaanta na tha jo nikal gaya kaagaz na tha jo kho gaya likhaa hai yeh dil pe tere tu hai meri main hoon teraaaa hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm tune mujhe pehchaana nahin jaana main koi anjana nahin aashiq hoon main tere naam kaa deewaana hoon main deewana nahin hmm mm mm hmm mmm hmm mmm mmmmm click here
ud chala ud chala panchhi ban ke man mera saagar ke paar ud chala panchhi ban ke man mera saagar ke paar tu bhi aa sang mere dekh nazaara ye ek baar ud chala panchhi ban ke man mera saagar ke paar tu bhi aa sang mere dekh nazaara ye ek baar ud chala panchhi ban ke man mera saagar ke paar ud chala ye zindagi bas ek baar milti hai milti hai ye zindagi bas ek baar milti hai milti hai murjha ke phir ye kali kab khilti hai bhar le apna daaman in phoolon ka kya aitbaar ud chala panchhi ban ke man mera saagar ke paar ud chala ek doosre ko aa saathi bana lein hum bana lein hum ek doosre ko aa saathi bana lein hum bana lein hum donon akele hain mela saja lein hum donon mil ke jhoomen naachen aur kar lein pyaar ud chala panchhi ban ke man mera saagar ke paar ud chala aaa aa aa aaa aa aa leke tera naam maine pukaara hai pukaara hai leke tera naam maine pukaara hai pukaara hai samjhe to kaafi yahi ek ishaara hai tera mera kya naata hai tu saawan hai main hoon bahaar ud chala click here
uddja kaale kaanwan tere munh vicch khand paawan leja tu sandesa mera main sadke jaawaan baagon mein phir jhoole padh gaye pakk gayian mitthiyaan ambiyaan ye chhoti see zindagi te raata lambbiyaan lambbiyaan o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi chham chham karta aaya mausam pyaar ke geeton ka hoooo chham chham karta aaya mausam pyaar ke geeton ka raste pe ankhiyaan rasta dekhen bichhde meeton ka aaj milan ki raat na chhedo baat judaai waali main chupp tu chupp pyaar sune bas pyaar hi bole khaali o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi hoye o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi hoo ho hoo hoo ta ra ra ta ra ra ta ra ra ta ra ra ra aa aa o mitra o yaara yaari tod ke mat jaana hooooo o mitra o yaara yaari tod ke mat jaana maine jagg chhoda tu mujhko chhod ke mat jaana aisa ho nahin sakta ho jaaye to mat ghabraana main daudi aaungi tu bass ik awaaz lagaana o ghar aaja pardesi ke teri meri ik jindadi o ghar click here
ho upar wale upar wale upar wale upar wale o upar wale tera jawaab nahin o upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin teri meharabaniyon ka jawaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin ho upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna o upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna mujhko biwi kaa pyaar diya jannat jaisa gharbaar diya mujhko biwi kaa pyaar diya jannat jaisa gharbaar diya har haal mein khush rehta hai tu dariya ki tarah behta hai tu o tu nahin tum nahin aap main are do beton kaa baap main isse bada koi khitaab nahin upar wale tera jawaab nahin kab de kya de hisaab nahin ho upar wale taram pam jhimnak jhimnak jhimna taram pam jhimnak jhimnak jhimna tu ek haath se leta hai to sau haathon se deta hai tu ek haath se leta hai to sau haathon se deta hai iss dil ko diye armaan bade mujh par hain tere ehsaan click here
uth neend se mirziyaa jaag ja teri saaheba kare pukaar tu ek akela bhaag jaa tere peechhe ghudsawaar wo aa gaye badla lain nu haa haa tere dushman mere veer bedardi teer kamaan se teri chaati denge cheer aisa lagta hai pyaar ke nahin achchhe kuchh sanjog hum ko mar ke bhi soniyaan nahin milne denge log sun saaheba saath yakeen ke rakh pyaar ki laaj zara meri baggi se daran farishte te jatt se dare khuda aane de unko saamne hone de lahu luhaan chup chaap tamasha dekh tu tere sadke meri jaan ye baat nahin wo jaante mere dushman tere veer jo maar sake mujhe soniyee hee hee hee nahin bana abhi wo teer ho hoo oo oo hoo hoo oo oo hoo hoo oo oo oo haare click here
ho ho sachchai chhup nahin sakti banaawat ke wasoolon se ke khushboo aa nahin sakti kabhi kaagaz ke phoolon se main intezaar karoon ye dil nisaar karoon main tujh se pyaar karoon ho magar kaise aitbaar karoon jhoota hai tera waada waada tera waada waada tera waada waada tera waada waada tera waada waade pe tere maara gaya banda main seedha saadha waada tera waada waada tera waada waada tera waada waada tera waada tumhaari zulf hai yaa sadak ka mod hai ye tumhaari aankh hai yaa nashe ka tod hai ye kahaa kab kyaa kisi se tumhein kuchh yaad nahin humaare saamne hain humaare baad nahin kitaabein husn mein to wafaa ka naam nahin are muhabbat tum karogi tumhaara kaam nahin muhabbat tum karogi tumhaara kaam nahin agar ke khoob ho tum meri mehboob ho tum agar ke khoob ho tum meri mehboob ho tum nigaahe gair se bhi magar mansoob ho tum kisi shaayar se poochho ghazal ho ya rubaai bhari hai shayari mein tumhaari bewafaai ho daaman mein tere phool hain kam aur kaante hain click here
jiniyaaa tann mere lagiyaaan tainu ik lage te tu jaanee gulaam faridaa dil othe deiyyeee jithe agla kadar vi jaane veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve chaahe jo sulook kar mujhe manzoor kar jurm zaroor das mera ve veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve ankhiyon mein bas ke ankhiyon se dad ke leta nahin hans ke salaam tu itna to kaam kar mujhe badnaam kar koi bhi lagaa ke ilzaam tu kar kuchh bahana kaun sa naa maana huqm huzoor das tera veee veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve achchaa kiya tune tod diyaa tune dil mera bada magroor tha apni wafaa pe sharm o hayaa pe kabhi mujhe itna guroor tha kadmon mein tere rakh diya sar le toota guroor bas mera ve veriyaa ve aye aye ho o hoooo kiya kya kusoor maine tera ve veriyaa ve yahaan nahin chalta zor dilon ka yahaan dastoor chalte hainnn gal sunn sajna chal mere balma duniyaa se door chalte hain yahaan nahin rehna itna to click here
wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai oye kya baat hai aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai oye kya baat hai aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin hmmm chhote bachhon ko sikhana bada aasaan hai bade bachchon ko sikhaayen kis tarah heyyy deewanon ko samjhayen log bade shouk se sayaanon ko samjhayen kis tarah ho logon aao tum bhi dekho aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin lala lala lala laa wallah kya nazaara hai mausam bada pyaara hai oye kya baat hai aisa tamaasha yahin maine dekha kahin maine dekha nahin hmmm jhootha aur kachaa har rishtaa jahaan kaa toote to ho jaaye bas dushmani sachchaa aur pakka ek rishtaa hai pyaar ka jiska hai naam dost dosti jhootha aur kachaa har rishtaa jahaan kaa toote to ho jaaye bas dushmani hoye hoye hoye sachchaa aur pakka ek rishtaa hai pyaar ka jiska hai naam dost dosti ho jisne click here
ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai samjhe na waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai jab itna mashhoor na tha yaaro mera naam tab paani naa milta tha ab milte hain jaam kal ye raat andheri thi aaj suhaani raat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai sun kar meri baaton ko hai duniya hairaan dekhte rah gaye sab maine maar liya maidaan kal dil mein veerani thi aaj magar baraat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai aaj tu jaanegi mujhko aye mere mehboob bhola bhaala hoon lekin aadmi hoon main khoob kal tha jiska intezaar aaj wo mulaqaat hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai kal tak main akela tha aaj zamana saath hai hey waqt waqt ki baat hai waqt waqt ki baat hai click here
himaalaa ki bulandi seeeeeeee suno aawaaaz hai aayiiiiii kaho maaon seee de bete kaho behno se de bhaai watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga rahegi jab talak duniyaa ye afsaana bayaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga himaala keh rahaa hai iss watan ke naujawaano se khada hoon santari ban ke main sarhad pe zamaanon se bhala iss waqt dekhoon kaun mera paasbaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga chaman waalon ki gairat ko hai saiyaadon ne lalkaara utho har phool se keh do ke ban jaaye wo angaara nahin to doston ruswaa humaraa gulsitaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga rahegi jab talak duniyaa ye afsaana bayaan hoga watan pe jo fida hoga amar wo naujawaan hoga humaare ek padosi ne humaare ghar ko loota hai humaare ek padosi ne humaare ghar ko loota hai bharam ek dost ki bas dosti kaa aise toota hai ke ab har dost pe duniyaan ko dushman kaa gumaan hoga watan pe jo fida click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tum Ne Di Awaaz Betaab (1983) 05:09 21365
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Suny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:09   Song Number : 21365   

Tum Yaad Naa Aaya Jeene Nahi Doonga (1984) 05:14 21373
 
Poster of Jeene Nahi Doonga (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Anita Raj
Duration : 05:14   Song Number : 21373   

Tumhein Husn De Ke Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963) 10:27 38628
 
Poster of Jab Se Tumhe Dekha Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dattaram Wadkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Shashi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 10:27   Song Number : 38628   

Tumhein Jo Bhi Dekh Lega Majboor (1964) 05:03 31102
 
Poster of Majboor (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Waheeda Rehman
Raag- 
Adana
Duration : 05:03   Song Number : 31102   

Tumhen Dekha Hai Maine Chandan Ka Palna (1967) 05:04 11819
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:04   Song Number : 11819   

Tumhi Ne dil Mera Chheen Ke Air Mail (1960) 03:23 36994
 
Poster of Air Mail (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sardul Kwatra
On Screen Actors- 
Ranjan, Malini
Duration : 03:23   Song Number : 36994   

Tumhi Se Huyi Hai Shuru Mera Dost (1969) 05:24 39658
 
Poster of Mera Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 39658   

Tumko Salaam Hai Aasha (1980) 06:23 15577
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 06:23   Song Number : 15577   

Tumse O Haseena Farz (1967) 06:08 21371
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant, Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Babita
Duration : 06:08   Song Number : 21371   

Tune Humen Kya Diya Zindagi Zindagi (1972) 04:59 14459
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 04:59   Song Number : 14459   

Tune Mujhe Pehchana Nahin Raju Chacha (2000) 04:52 16786
 
Poster of Raju Chacha (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Ajay Devgan, Kajol
Duration : 04:52   Song Number : 16786   

Ud Chala Panchhi Lafange (1975) 05:57 18224
 
Poster of Lafange (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:57   Song Number : 18224   

Uddja Kaale Kaanwan Gadar (Ek Prem Katha) (2001) 05:00 16742
 
Poster of Gadar (Ek Prem Katha) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Sunny Deol, Amisha Patel
Duration : 05:00   Song Number : 16742   

Upar Wale Tera Jawab Avtaar (1983) 06:22 36197
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:22   Song Number : 36197   

Uth Neend Se Mirziyaa Pratiggya (1975) 05:08 38256
 
Poster of Pratiggya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:08   Song Number : 38256   

Vaada Tera Vaada Dushman (1971) 04:48 12252
 
Poster of Dushman (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 04:48   Song Number : 12252   

Veriyaa Ve Kiya Naam (1986) 05:06 21400
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:06   Song Number : 21400   

Wallah Kya Nazara Hai Ishq Ishq Ishq (1974) 07:10 15155
 
Poster of Ishq Ishq Ishq (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman, Zarina Wahab
Duration : 07:10   Song Number : 15155   

Waqt Waqt Ki Baat Hai Bhola Bhala (1978) 04:30 37613
 
Poster of Bhola Bhala (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:30   Song Number : 37613   

Watan Pe Jo Fida Hoga Phool Bane Angaare (1963) 06:34 15189
 
Poster of Phool Bane Angaare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Gujri-Todi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:34   Song Number : 15189   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi