MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le are main hoon deewaana tera main hoon deewaana tera soorat meri pehchaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ho masiha dekh hans ke apne is bimaar ko hum milenge tod kar duniya ki har diwaar ko ae mere roothe sanam kehna tu mera maan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le yaad kar yaad kar yaad kar yaad kar kaise kahaan dil reh gaya tha toot kar yaad kar yaad kar ek din main le gaya tha tera sab kuchh loot kar yaad kar yaad kar mujhse vaapas aaj tu apne sabhi armaan le jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he jaaneman jaane jigar jaane tamanna jaan le he he click here
hmmmmmm jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai tasveeron pe marta hoon waqt guzaara kartaa hoon main mehboob ki galiyon kaa koi aashique badnaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin dil par baadal chhaye hain par aankhon mein barsaat nahin kaisa main deewana hoon aisa main mastaana hoon pyaas to hai inn honthon par lekin haathon mein jaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman click here
jaani o jaani jaani o jaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaldi se aaja mil jaa ke beeti jaaye ye jawaani jaani o jaani jaani o jaani bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai bigda naseeba banne ke liye ek ishaara tera kaafi hai aashique ke jeene marne ke liye itna sahaara tera kaafi hai tujh pe loota doonga mitaa doonga main ye zindagaani jaani o jaani jaani o jaani aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein aankhon mein teri tasveer liye dhoondh raha hoon tujhe raste mein teri gali mein tera deewana bech raha hai dil saste mein kar le ye sauda le jaa de jaa raani dil ki nishaani jaani o jaani jaani o jaani click here
jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar gusse se hai pyaar bada pyaar se aitbaar jab aa jaaye aa jaana main karoonga intezaar are jaanu meri jaan main tere qurbaan jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan are nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le nazron se na tol mujhe dil se kaam le tu jis ki woh tere bin kyun kisi ka naam le jaanu meri jaan main tere qurbaan o jaanu meri jaan main tere qurbaan are main tera tu meri jaane saara hindustaan main tera tu meri jaane saara hindustaan hey hey hey hey click here
jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz aati hai chor chor chor chor chor chor chor chor sahron ki galiyon mein jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz aati hai chor chor chor chor chor chor chor chor sahron ki galiyon mein jab andhera hota hai aadhi raat ke baad log band kamron mein chain se jab sote hain log band kamron mein chain se jab sote hain yeh jaagta hai saari raat bhagta hai taale toote hote hain jab savera hota hai yaa pap pap pap papa papa papa para pa pa aa para aa ra hey ra hey ra hey raa jab andhera hota hai aadhi raat ke baad sun lo pehredaaron hosh mein rehna yaaron sun lo pehredaaron hosh mein rehna yaaron saath ghumti hai naagan raat jhoomti hai albela mastaana woh savera hota hain yaaa pap pap pap papa papa papa para pa pa aa para aa ra hey ra hey ra hey raa jab andhera hota hai aadhi raat ke baad ek chor nikaltaa hai kaali si sadak pe yeh aawaaz click here
na hasna mere ghum pe insaaf karna jo main ro padun to mujhe maaf karna jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke maheene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai yaaron ka ghum kya hota hai maaloom na tha anjaanon ko saahil pe khade ho kar hum ne dekha aksar tufaanon ko ab ke shaayad hum bhi doobe maujon ke safeene mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein aise to thhes na lagti thi jab apne rootha karte the itna to dard na hota tha jab sapne toota karte the ab ke shaayad dil bhi toote ab ke shaayad hum bhi roye saawan ke mahine mein jab dard nahin tha seene mein tab khaak mazaa tha jeene mein iss kadar pyaar to koi karta nahin marne click here
ho o o o o o o o o aa aa aa aa aa aa aa jab hum jawaan honge jaane kahaan honge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega tere khayaalon se ise aabaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge aise hasti thi wo aise chalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi sabse teri baatein tere baad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge zehar judaai ka peena pad jaaye to bichhad ke bhi hum ko jeena pad jaaye to zehar judaai ka click here
jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bhi chaand nikla aur taare jagmagaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye hooooo aaaa hmmmm apna koi taraana maine nahin banaaya apna koi taraana maine nahin banaaya tumne mere labon pe har ek sur sajayaa hoooooo jab jab mere taraane duniyaa ne gungunaaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon ek pyaar aur wafa ki tasveer maanta hoon tasveer kya tumhe main taqdeer manta hoon hoooooo dekhi nazar ne khushiyaan ya dekhe ghum ke saaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai mumkin hai zindgaani kar jaaye bewafaai lekin yeh pyar woh hai jis mein nahin judaai hoooooo is pyaar ke fasaane jab jab zuban pe aaye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad aaye jab jab bahaar aayi aur phool muskuraye mujhe tum yaad aaye mujhe tum yaad click here
jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke dil mein khatak jaata hai ho jab jab dekhoon main jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon arre jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon kehti hain kya kya ye meri aankhen karta hoon kitni aankhon se baaten ye pyaar mera jaane kahaan raste mein atak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka dekhe kabhi na soorat tu meri dekhoon kabhi na soorat main teri par kya karun main aanchal nigoda sar se sarak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke click here
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai click here
jab tum chale jaoge to yaad bahot aaoge tum chale jaoge yaad bahot aaoge jab tum chale jaoge to yaad bahot aaoge dil behlaane ki koi tadbeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana meri aankhon ne ik khwaab dekha hai jaise kaanton mein gulaab dekha hai kisi chehre pe naqaab dekha hai meri aankhon ne ik khwaab dekha hai tum mere iss khwaab ki taabeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aisa na ho main majboor ho jaoon aa ke paas tumse door ho jaoon sheeshe ki tarah main choor ho jaoon aisa na ho main majboor ho jaoon mere haathon mein meri takdeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana chund log dhoke baaz hote hain unke dil mein kuchh raaz hote hain dillagi ke bhi andaaz hote hain chund log dhoke baaz hote hain kasmon waadon ki koi zanjeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana tum chale jaoge to yaad bahot click here
jadoo teri nazar khushboo tera badan jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu tu kisi aur ki ho na jana kuchh bhi kar jaaonga main deewana tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain maang loonga tujhe aasmaan se chheen loonga tujhe is jahaan se tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan click here
jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega o marjina nach hasina mushkil kar de sab ka jeena nahin to nahin to jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega o marjina nach hasina mushkil kar de sab ka jeena nahin to nahin to jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega nachegi teri jawaani dekhegi duniya deewani har cheez hai mere bas mein kya aag hai kya hai paani o nachegi teri jawaani dekhegi duniya deewani har cheez hai mere bas mein kya aag hai kya hai paani are chhu mantar chhu dekh idhar tu pehen le inko le yeh ghunghru warna gajab ho jayega ye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega mana tujhe maine mana tu jadugar hai deewana bebas mujhe kar diya yun thehra hai sara zamana aah mana tujhe maine mana tu jadugar hai deewana bebas mujhe kar diya yun thehra hai sara zamana bas had kar di o bedardi batla kya hai teri marzi kab tak mujhe tadpayega hu hu hu aye jadugar jadu kar jayega kisi ko samajh nahin aayega kismat kaa chamka click here
hey jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar ke pyala tere naam ka piya ho ho ho ho gir jaaungi main mar jaaungi jo tune mujhe thaam na liya ho saun rab di hey jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar ke pyala tere naam ka piya ho ho ho ho gir jaaungi main mar jaaungi jo tune mujhe thaam na liya ho saun rab di ek ke do hmm do ke chaar hmm mujh ko to hmm dikhte hain aisa hi hota hai jab do dil milte hain ek ke do do ke chaar mujh ko to dikhte hain aisa hi hota hai jab do dil milte hain sar pe zameen paanv ke neeche hai aasmaan ho saun rab di saun rab di saun rab di saun rab di jai jai shiv shankar kaanta lage na kankar ke pyala tere naam ka piya ho ho ho gir jaaungi main mar jaaungi jo tune mujhe thaam na liya ho saun rab di o more raaja bade jat naate ki ture tere fulwaari re kandhe pe hmm sar rakh ke hmm tum mujh ko hmm sone do masti mein jo chahe ho jaaye hone do kandhe pe sar rakh ke tum mujh ko sone do masti mein click here
saachi joton waali maataa teri jai jai kaar tune mujhe bulaya sherawaliye main aaya main aaya sherawaliye o jotaawaliye pahadawaliye o mehrawaliye hooo ooooo tune mujhe bulaya sherawaliye main aaya main aaya sherawaliye saara jag hai ik banjaara saara jag hai ik banjaara sabki manzil tera dwaara oonche parbat lamba rasta oonche parbat lamba rasta par main reh naa paaya sherawaliye hooo ooooo main aaya main aaya sherawaliye soone mann mein jal gayi baati tere path mein mil gaye saathi soone mann mein jal gayi baati tere path mein mil gaye saathi munh kholun kya tujhse maangun munh kholun kya tujhse maangun bin maange sab paaya sherawaliye hooo ooooo main aaya main aaya sherawaliye kaun hai raaja kaun bhikhari kaun hai raaja kaun bhikhari ek barabar tere saare pujaari tune sabko darshan de ke tune sabko darshan de ke apne gale lagaaya sherawaliye o jotaawaliye pahadawaliye o mehrawaliye tune mujhe bulaya sherawaliye main aaya main aaya sherawaliye o prem se bolo o click here
jaise ko taisa mila kaisa mazaa aaya maarun ke chhodun teri taange todun bata teri marzi hai kya jaise ko taisa mila kaisa mazaa aaya maarun ke chhodun teri taange todun bata teri marzi hai kya bol jaise ko taisa mila kaisa mazaa aaya maarun ke chhodun teri taange todun bata teri marzi hai kya mujrim tera naam hai tujhpe ye ilzaam hai seedhe saadhe bhole bhaale logon ko sataana tera kaam hai mujrim tera naam hai tujhpe ye ilzaam hai seedhe saadhe bhole bhaale logon ko sataana tera kaam hai ye khata hai teri ye sazaa hai teri tu aage bhaage to main peechhe daudun bata teri marzi hai kya jaise ko taisa mila kaisa mazaa aaya maarun ke chhodun teri taange todun bata teri marzi hai kya kuchh jaante wo nahin pehchante wo nahin laaton ke jo bhoot hote hain baaton se to maante wo nahin kuchh jaante wo nahin pehchante wo nahin laaton ke jo bhoot hote hain baaton se to maante wo nahin aa gayi wo ghadi bol kaisi padi aa main zara teri baahen marodun bata teri marzi hai kya click here
aaa aa aaa jamuna kinaare aaja chhaliya pukaare aaja raadha jaaye na jamuna kinaare aaja chhaliya pukaare aaja raadha jaaye na ho paniya bharan panaghat pe aaye na raadha jaaye na jaaye na raadha jaaye na hoooo hooooo hooooo hoooo chaar kadam chale aur ruk jaaye chaar kadam chale aur ruk jaaye bairan aankh nigodi jhuk jaaye bairan aankh nigodi jhuk jaaye laaj ke pehare ko tod wo paaye na jaaye na jaaye na raadha jaaye na man dole jag bole baavariya pama gamaga saarenisa pama gamaga nisa dhani dha nireni rega nire gama pamapa gamare nidha nire sa man dole jag bole bawariya tod na laaye kahin khaali gagariya tod na laaye kahin khaali gagariya ankhiyon mein jamuna jal bhar laaye na raadha jaaye na jamuna kinaare aaja chhaliya pukaare aaja raadha jaaye na hoo paniya bharan panaghat pe aaye na raadha jaaye na jaaye na raadha jaaye na click here
Jashan E Baharaa Mehfil E Yaara Abaad Rahe, Ho Aaj Ki Raat Sabko Yaad Rahe click here
yahan wahan saare jahaan mein tera raaj hai yahan wahan saare jahaan mein tera raaj hai jawaani o diwaani tu zindabaad jawaani o diwaani tu zindabaad tere hi to sar pe mohabbat ka taaj hai tere hi to sar pe mohabbat ka taaj hai jawaani o diwaani tu zindabaad jawaani o diwaani tu zindabaad tu baharon ka ishaara besaharon ka sahaara tu baharon ka ishaara besaharon ka sahaara sar pe tere haan haan tere bojh hai saara tere jawan haathon mein duniya ki laaj hai tere jawan haathon mein duniya ki laaj hai jawaani o diwaani tu zindabaad jawaani o diwaani tu zindabaad tere liye kasmein nahin kasmein nahin rasmein nahin tere liye kasmein nahin kasmein nahin rasmein nahin tu kisi ke haan kisi ke bas mein nahin juda sabhi rasmon se tera har riwaaj hai juda sabhi rasmon se tera har riwaaj hai jawaani o diwaani tu zindabaad jawaani o diwaani tu zindabaad peeche hai bachpan deewaana aage budhaapa sayaana peeche hai bachpan deewaana aage budhaapa sayaana saath tere haan haan tere click here
jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar raat din honton pe tera naam jo rehta hai raat din honton pe tera naam jo rehta hai aa sama ja dil mein mera pyaar ye kehta hai do din ki jawaani rut suhaani aani jaani duniyaa faani o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar aaj main na jaane dunga door nigaahon se aaj main na jaane dunga door nigaahon se paas main bitha lunga yun thaam ke baahon se chhodo ye sharmana ye ghabraana dil dhadkaana jee tarsaana o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar jeena hai tera ban kar marna hai tere dar par o meri jaan e tamanna o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar o o meri jaan e jigar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaaneman Jaane Jigar (Happy) Ghazab (1982) 04:44 39690
 
Poster of Ghazab (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Rekha
Duration : 04:44   Song Number : 39690   

Jaaneman Jaaneman Jaaneman (1976) 05:39 20618
 
Poster of Jaaneman (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 05:39   Song Number : 20618   

Jaani O Jaani Raja Jani (1972) 03:18 14045
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:18   Song Number : 14045   

Jaanu Meri Jaan Shaan (1980) 07:10 18211
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:10   Song Number : 18211   

Jab Andhera Hota Hai Raja Rani (1973) 05:50 14047
 
Poster of Raja Rani (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:50   Song Number : 14047   

Jab Dard Nahin Tha Seene Mein Anurodh (1977) 05:09 31110
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:09   Song Number : 31110   

Jab Hum Jawaan Honge Betaab (1983) 05:28 20631
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Suny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:28   Song Number : 20631   

Jab Jab Bahaar Taqdeer (1967) 05:35 20632
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 05:35   Song Number : 20632   

Jab Jab Dekhoon Main Teri Taraf Takkar (1980) 05:32 37668
 
Poster of Takkar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 05:32   Song Number : 37668   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jab Tum Chale Jaoge Bullet (1976) 04:24 12947
 
Poster of Bullet (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Parveen Babi
Duration : 04:24   Song Number : 12947   

Jadoo Teri Nazar Darr (1993) 04:26 20604
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Shahrukh Khan
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:26   Song Number : 20604   

Jadugar Jadu Kar Jayega Alibaba Aur 40 Chor (1980) 05:13 38524
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:13   Song Number : 38524   

Jai Jai Shiv Shankar Aap Ki Kasam (1974) 05:38 20639
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 05:38   Song Number : 20639   

Jai Mata Di Aasha (1980) 07:01 21390
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 07:01   Song Number : 21390   

Jaise Ko Taisa Mila Jaise Ko Taisa (1973) 04:36 13408
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Others
Duration : 04:36   Song Number : 13408   

Jamuna Kinaare Aaja Mehbooba (1976) 04:30 32331
 
Poster of Mehbooba (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Raag- 
Maru-Bihag
Duration : 04:30   Song Number : 32331   

Jashan E Baharaa Abdullah (1980) 04:01 32286
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:01   Song Number : 32286   

Jawaani O Diwaani Tu Aan Milo Sajna (1970) 04:59 21425
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:59   Song Number : 21425   

Jeena Hai Tera Ban Kar Do Bhai (1969) 03:07 20479
 
Poster of Do Bhai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Jeetendra
Duration : 03:07   Song Number : 20479   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi