MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni pawan ki baandhun paayal main ghataa ki odhun odhni morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni hoke sadke bahaar meri chaal pe mere raste mein phool bichhaye re hoke sadke bahaar meri chaal pe mere raste mein phool bichhaye gora din chamkaye rang roop ko kaali raat mujhe kaajal lagaaye re meri saheli banke hawa mere ang sang chali oo oo oo oo oo morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni kabhi peepal ke neeche chhanv mein kabhi panghat ke peechhe gaon mein kabhi peepal ke neeche chhanv mein kabhi panghat ke peechhe gaon mein aise naachti phirun main baanvri jaise baandhe hon ghunghru panv mein nadi ke maujon jaisi main hoon badi hi manchali oo oo oo oo oo morni re morni main jangal ki morni ha ha ha morni re morni main jangal ki morni mujhe ye aaj kal kya ho gaya kaun pairon mein kaanta chubho gaya click here
motiyon ki ladi hoon main phoolwaan ki chhadi hoon main re sundar badi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main motiyon ki ladi hoon main phoolwaan ki chhadi hoon main re sundar badi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main bechain hoon kitni der se baitha hai tu nigaahen kyun pher ke zara sa to mujhe dekh chhed ke bechain hoon kitni der se baitha hai tu nigaahen kyun pher ke zara sa to mujhe dekh chhed ke main bhadak gayi to phir aag naa bhujhegi ik phooljhadi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main motiyon ki ladi hoon main phoolwaan ki chhadi hoon main re sundar badi hoon main duniyaa bhulaaye ankhiyaan bichhaye kab se khadi hoon main main kaun hoon teri pyaas hoon husn ki main adaa ek khaas hoon aaj kismat se main tere paas hoon main kaun hoon teri pyaas hoon husn ki main adaa ek khaas hoon aaj kismat se main tere paas click here
mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana mubaraq ho sab ko samaa ye suhaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana hazaron tarha ke ye hote hain aansun hazaron tarha ke ye hote hain aansun agar dil mein ghum ho to rote hain aansun khushi mein bhi aankhen khushi mein bhi aankhen bhigote hain aansun inhen jaan sakta nahin ye zamaana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi ye shehnaiyaan de rahi hain duhaayi koi cheez apni huyi hai parayi kisi se milan hai kisi se milan hai kisi se judaayi naye rishton ne toda nataa purana main khush hoon mere aansuon pe na jaana main to deewana deewana deewana main to deewana deewana deewana ye bole samay ki nadi ka bahaav ye bole samay ki nadi ka bahaav ye babul ki click here
mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge zara thehro tamasha kya humara tum na dekhoge nazar kyun pher li kya ye nazara tum na dekhoge kahin par tootte hain dil kahin bajti hai shehnai mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil tumhe hum ye nahin kehte ki vada tumne toda hai tumhe hum ye nahin kehte ki vada tumne toda hai magar aye humsafar tumne jahan par saath chhoda hai ye rasta hai ki hai manzil samajh mein baat na aayi mubarak ho tujhe aye dil qayamat ki ghadi aayi khushi se aankh bhar aayi mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil mubarak ho tujhe aye dil click here
nazar roza e mustufa dhundhati hai dayar e rasool e khuda dhundhati hai mubarak ho tum sabko hajj ka mahina mubarak ho tum sabko hajj ka mahina na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna phata mere ghum se samandar ka bhi seena phata mere ghum se samandar ka bhi seena na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna wahan koi chhota na koi bada hai wahan har bashar ek saff mein khada hai wahan koi chhota na koi bada hai wahan har bashar ek saff mein khada hai mohammad ki chaukhat pe jo gir pada hai mohammad ki chaukhat pe jo gir pada hai usi ka hai marna usi ka hai jeena usi ka hai marna usi ka hai jeena na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna bahut door hoon main bahut door hoon main tere asstaan se meri haazari le le aaka yahaan se mujhe baksh de zabt ke imtihaan se ke majboor click here
hoooo muhabbat hai kya chiz kuchh to kaho kaho na bolo hoooo muhabbat hai kya chiz kuchh to kaho ho muhabbat karo aur khud jaan lo muhabbat to karta hai saara zamana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana lagaa rog humko yeh sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana muhabbat to karta hai saara zamana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana muhabbat hai kya phir yeh hai ek paheli samjh lo ki yeh hai khushi ki saheli muhabbat hai kya phir yeh hai ek paheli samjh lo ki yeh hai khushi ki saheli magar iska ghum se bhi hai dostana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana lagaa rog humko yeh sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana ishaare nighahon se karke na dekho mujhe itni pyaari nazar se na dekho ishaare nighahon se karke na dekho mujhe itni pyaari nazar se na dekho nazar ek bijri dil aashiyana muhaabbat hai kya yeh nahin koi jaana lagaa rog humko yeh sadiyon purana main teri deewani tu mera deewana kahaan ja rahe the kahaan aa gaye hum jahaan par tha aana click here
mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mera pyaar guzre zamaane ki baat mera pyaar guzre zamaane ki baat rahe yaad kyun bhool jaane ki baat nahin koi aansun bahaane ki baat naa aansun bahaana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana mujhe maaf karna mere humsafar mujhe maaf karna mere humsafar kahin kho gaya main tumhen chhod kar tumhen maine aansun diye hain magar sadaa muskuraana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake naa phir yaad aana agar ho sake mujhe bhool jaana agar ho sake mujhe bhool jaana click here
zaraaa jhoomne do ke masroor hoon main yahan hoon yahan se bahut door hoon main mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon bahut kuchh hai dil mein magar bezubaan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye jinhe yaad hoon main bhulayenge kaise likhi hoon main dil pe mitayenge kaise mujhe bazm se wo uthayenge kaise uthayenge kaise uthayenge kaise jali to shamaa thi bujhi to dhuan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye abhi chahti hoon zara muskurana kabhi phir karungi bayaan ye fasaana mujhe jaan lega kisi din zamana kisi din zamana kisi din zamana bahaar e chaman hoon ki daur e khizaan hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon mujhe dekhiye shikaste mohabbat bhalaa kaise maanu aji dard e dil ko dawa kaise maanu ke main ek butt ko khuda kaise maanu khuda kaise maanu khuda kaise maanu button ki khudaayi se main badgumaa hoon mujhe dekhiye main koi dastaan hoon bahut kuchh hai dil mein magar bezubaan hoon mujhe click here
mujhe kuchh kehna hai mujhe bhi kuchh kehna hai mujhe kuchh kehna hai mujhe bhi kuchh kehna hai pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum tum tum tum tum tum tum tum hmmm aksar koi ladki iss haal mein kisi ladke se solve saal mein jo kehti hai woh mujhe kehna hai aksar koi ladka iss haal mein kisi ladki se solve saal mein jo kehta hai wo mujhe kehna hai aksar koi ladki haan aksar koi ladka ho aksar koi ladki iss haal mein na aankhon mein neend na dil mein qaraar yahi intezaar yahi intezaar tere bina kuchh bhi achha nahin lagta sab jhoota lagta hai sacha nahin lagta na ghar mein lage dil na baahar kahin par baithi hoon kahin par khoyi hoon kahin par are kuchh na kahoon chup rahoon main nahin nahin nahin nahin nahin nahin par ab mushkil chup rehna hai mujhe kuchh kehna hai mujhe bhi kuchh kehna hai pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum pehle tum mujhe raat din nahin aur kaam kabhi teri yaad kabhi tera naam sab rang duniyaan ke phike lagte hain ik tere bol click here
aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa mujhe mat roko mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko jo hota hai jo hota hai ho jaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko main hoon zinda ye kya kam hai jab tak inn haathon mein dam hai dafli waale ko dafli bajaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko naa sona naa chandi naa ghode naa haathi naa sona naa chandi naa ghode naa haathi mere geet mere saathi main hoon dulha ye baarati mujhe geeton ki doli mujhe geeton ki doli sajaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aa ooooo ooooo oooo oooooo main bhi hoon mushkil mein tu bhi hai mushkil mein main bhi hoon mushkil mein tu bhi hai mushkil mein tera ghum hai mere dil mein mera ghum hai tere dil mein iss dil ko zara iss dil ko zara behlaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko jo hota hai jo hota hai ho jaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko click here
mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko teri yaadein mitaane ko teri yaadein mitaane ko peeta hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeti hoon ghum bhulane ko teri yaadein mitaane ko teri yaadein mitaane ko peeti hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko laakhon mein hazaaron mein ik tu na nazar aayi laakhon mein hazaaron mein ik tu na nazar aayi tera koi khat aaya na koi khabar aayi kya toone bhula daala kya toone bhula daala apne iss deewane ko mujhe peene ka shauk nahin peeti hoon ghum bhulane ko khoyi wo kitaabein dil jis dil ka hai ye kissa khoyi wo kitaabein dil jis dil ka hai ye kissa ik hissa hai paas mere tere paas hai ik hissa main poora karon kaise iss dil ke fasaane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko mil jaate agar ab hum aag lag jaati paani mein mil jaate agar ab hum aag lag jaati paani mein bachapan se wahi dosti ho click here
kuchh pyaar kar mujhe pyaar kar aaaaaaaa mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe jaane de na nan nan na na na mujhe jaane de na na nan na na na kal aane de na nan nan na nana na kal aane de na na nan na na na kal phir sahi par aaj bhi aankhen chaar kar aankhen chaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na dil mein rahin baaten kayin dil mein rahin baaten kayin yun hi gayi raaten kayi yun hi gayi raaten kayi raaten na gin do chaar din intezaar kar intezaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na marzi hai kya tu maan jaa marzi hai kya tu maan jaa kyaa maan loon naadan jaa kyaa maan loon naadan jaa zid chhod de zid chhod de zid chhod de zid chhod de sau baar kar sau click here
dil shaad tha ke phool khilenge bahaar mein maara gaya gareeb issi aitbaar mein mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota na tha manzoor kismat ko na thi marzi bahaaron ki nahin to iss gulistaan mein nahin to iss gulistaan mein kamin thi kya nazaaron ki meri nazron ko bhi koi nazaara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta mere badle tu hans leti mere badle tu hans leti tere badle main ro leta mujhe aye kaash tera dard saara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mili hai chandani jinko ye unki apni kismat hai mujhe apne muqaddar se mujhe apne muqaddar click here
mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun mujhko agar ijaazat ho to main ek geet sunaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun hey aap ke uthe kadam yun meri aawaaz pe aa gaye kuchh sher yaad husn ke andaaz pe aap ke uthe kadam yun meri aawaaz pe aa gaye kuchh sher yaad husn ke andaaz pe mujhko agar mujhko agar ijaazat ho to aage baat badhaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun heyyyyy eeeee is maje ki raat mein chandani ka naam lun aapsa koi nahin main kisi ka naam lun hey is maje ki raat mein chandani ka naam lun aapsa koi nahin main kisi ka naam lun mujhko agar mujhko agar ijaazat ho to naam koi de jaaun mehfil mein shaamil ho ke aap ka dil bahlaun heeyy heyyy hooo ooo aap ka dil behlaun aji aap ka dil behlaun main aap ka dil behlaun han han aap ka dil click here
mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na jaa na jaa na jaa na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa na aa na aa na aa na aaaaaa mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho oo ho oo ho oo ho aag aur paani ka sangam ho to kya anzaam ho aa haa aa haa aa haa naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan naam donon ka zamaane mein bahut badnaam ho haa haa haa haa haa haan jo badnaami ka dar tha to phir pyaar kyun kiya mujhko thand lag rahi hai mujhse door tu na ja na ja na ja na ja na jaaaa aag dil mein lagi hai mere paas tu na aa door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan door rehna chahiye thoda sa mulaaqaat mein aa haan aa haan haan haan kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein oo ho oo ho oo hoo kya kaha phir se to kehna haath le kar haath mein aa haa aa haa click here
mujhse bhala ye kaajal teraa mujhse bhala ye kaajal teraa nain base din rain ni soniye ni soniye ho chhod bedardi aanchal meraa chhod bedardi aanchal meraa ho gayee main bechain we soniyaa we soniyaa naam ki tu hai meri sajniyaa naam ka main hoon teraa piyaa reshami lat se khele ye gajraa door se tarse meraa jiyaa naa naa haan haan taubaa taubaa kaisi naam hai premi paagal teraa to sang laage nain we soniyaa we soniyaa ho mujhse bhala ye kaajal teraa nain base din rain ni soniye prem gali mein hogaa na balamaa tujhsaa deewaana aur koi chain udaana neend churaana seekhe ye tujhse chor koi naa naa haan haan gori kyaa hai sainyaa aap hoon main to ghaayal teraa tadpoon saari rain ni soniye ni soniye haan chhod bedardi aanchal meraa ho gayee main be chain we soniyaa we soniyaa chaahe pawan ho chaahe kiran ho chhoone na doongaa teraa badan jaltaa hai mann to mann mein chhupaa ke rakh le mujhe tu mere sajan naa naa haan haan raani kyaa hai raja roop barastaa baadal teraa click here
mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet pagal hote hain kuchh log jinko lagta hai ye rog pagal hote hain kuchh log baithe aahen bharte hain kagaj kaale karte hain dil mein aati hai jo baat likhte jaate hain din raat usse un deewanon ko kisi se ho jaati hai preet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet mujhse poochhe mere meet geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek geeton ke hain roop anek unmein se ye roop hai ek gori ke matware nain le jaate hain man ka chain gori ki matwari chaal ban jaati hai sur aur taal gori ke do meethe bol ban jaate hain man sangeet geet aise bante hain mujhse poochhe mere meet geet kaise bante hain kya hai bhed kya hai reet geet kaise bante hain mujhse poochhe mere meet click here
hmm mm mm mm mm hmm mm mm mm hooooo oh oh oooo ho oo oh oh oh ho musaafir jaane wale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale aah aa aa aah aa aa aah aa aa aah aa aa aa aah hmm mm mm mm oh oh oh ho ho badi mushkil se dil mein apne badi mushkil se dil mein apne log basaate hain kuchh sapne yeh sapne sheeshe ke khilone toot ke bas lagte hain rone dilon pe chha jaate hain yeh baadal kaale kaale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale aa aa aa aah aa aa aa aah o dariya de paniya yeh maujaan phir nahin aaniyaan yaad aayengi o hoo yaad aayengi bas janewalon ki kahaniyaan o dariya de paniya yeh maujaan phir nahin aaniyaan oh aa aa aah aa ha ha aah aah naa jaane kya chhoot raha hai ohoo naa jaane kya chhoot raha hai dil mein bas kuchh toot raha hai honthon par nahin koi click here
hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm lala laa lala lala laa ha ha haa ho ho hoo la la la la laaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do laa lala laa hey hey hey ra ra raaaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein ik qaidi ki tarah pada hai kab se ye dil seene mein pinjre ka darwaaja todo panchhi ko parwaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka dosto ye zindgi ek imtihaan hai dosto ye zindgi ek imtihaan hai jeena to mushkil hai marna aasaan hai aasaan hai oo jeene waalo zindagi ko koi andaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil click here
wait wait wait! you see the whole country of the system is juxtapositioned by the haemoglobin in the atmosphere because you are a sophisticated rhetorician intoxicated by the exuberance of your own verbosity what my name is anthony gonsalves gonsalves my name is anthony gonsalves wow wow main duniya mein akela hoon dil bhi hai khaali ghar bhi hai khaali is mein rahegi koi kismat waali haay jise meri yaad aaye jab chaahe chali aaye jise meri yaad aaye jab chaahe chali aaye roop mahal prem gali kholi number chaar sau bees excuse me please my name is anthony gonsalves main duniya mein akela hoon and say such extenuating circumstances go ask me to preclude you from such extravagance what abhi abhi isi jagah pe ik ladki dekhi hai arre dekhi hai aji dekhi hai abhi abhi isi jagah pe ik ladki dekhi hai jo mujhe ishaare karti hai par kisi se shaayad darti hai arre darti hai aaha darti hai pyaar karegi kya darne waali meri banegi koi himmat waali ho jise meri yaad aaye jab click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Morni Re Morni Pratiggya (1975) 06:09 12256
 
Poster of Pratiggya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 06:09   Song Number : 12256   

Motiyon Ki Ladi Hoon Loafer (1973) 04:25 13614
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Dharmendra
Duration : 04:25   Song Number : 13614   

Mubarak Ho Sab ko Milan (1967) 05:20 13739
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Duration : 05:20   Song Number : 13739   

Mubarak Ho Tujhe Raja Jani (1972) 04:23 37135
 
Poster of Raja Jani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 04:23   Song Number : 37135   

Mubarak Ho Tum Sabko Coolie (1983) 06:33 18455
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:33   Song Number : 18455   

Muhabbat To Karta Hai Hifazat (1987) 05:52 31526
 
Poster of Hifazat (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Madhuri Dixit
Duration : 05:52   Song Number : 31526   

Mujhe Bhool Jaana Taqdeer (1967) 03:51 14321
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 03:51   Song Number : 14321   

Mujhe Dekhiye Main Koi Lootera (1965) 05:05 32435
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 05:05   Song Number : 32435   

Mujhe Kuchh Kehna Hai Bobby (1973) 06:29 20983
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 06:29   Song Number : 20983   

Mujhe Mat Roko Mujhe Sargam (1979) 04:30 14154
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:30   Song Number : 14154   

Mujhe Peene Ka Shauk Nahin Coolie (1983) 06:26 18136
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 06:26   Song Number : 18136   

Mujhe Pyaar Kar Prem Shastra (1974) 04:54 31543
 
Poster of Prem Shastra (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:54   Song Number : 31543   

Mujhe Teri Muhabbat Ka Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 06:21 20984
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sadhana, Rajendra Kumar
Duration : 06:21   Song Number : 20984   

Mujhko Agar Ijaazat Ho Ishq Ishq Ishq (1974) 04:44 36898
 
Poster of Ishq Ishq Ishq (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:44   Song Number : 36898   

Mujhko Thand Lag Rahi Main Sundar Hoon (1971) 05:08 13659
 
Poster of Main Sundar Hoon (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 05:08   Song Number : 13659   

Mujhse Bhala Yeh Kajal The Train (1970) 05:35 18056
 
Poster of The Train (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Nanda
Duration : 05:35   Song Number : 18056   

Mujhse Poochhe Mere Meet Dil Aur Deewar (1978) 03:31 37860
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:31   Song Number : 37860   

Musaafir Jaane Wale Gadar (Ek Prem Katha) (2001) 06:08 38030
 
Poster of Gadar (Ek Prem Katha) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Sunny Deol
Duration : 06:08   Song Number : 38030   

Mushkil Mein Hai Kaun Angaar (1992) 05:49 39041
 
Poster of Angaar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:49   Song Number : 39041   

My Name Is Anthony Gonsalves Amar Akbar Anthony (1977) 05:42 18097
 
Poster of Amar Akbar Anthony (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 05:42   Song Number : 18097   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi