MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


o o o saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein kabhi phoolon mein dhoondhoon kabhi kaliyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan aa haa ke saajan saajan pukaaroon galiyon mein aise roothaa hai bedardi kahaa naa maane aise roothaa hai bedardi kahaa naa maane mere ji ki meri jaan ki qadar naa jaane main usi julmi ke nainaa mastaane kabhi phoolon mein dhoondhoon haa phoolon mein dhoondhoon kabhi kaliyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan aa haa ke saajan saajan pukaaroon galiyon mein bulbul samjhe phoolon ka hai ye dil mastaana bulbul samjhe phoolon ka hai ye dil mastaana bhanware samjhe kaliyon se hai mera yaarana main to apna rootha saajan deewaana kabhi phoolon mein dhoondhoon haa phoolon mein dhoondhoon kabhi kaliyon mein saajan saajan pukaaroon galiyon mein saajan saajan o ho ho saajan saajan pukaaroon galiyon mein mujh se kehti hai parbat pe ghataa chhaa chhaa ke mujh se kehti hai parbat pe click here
meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa ho meri zindagi mera pyaar yaad aa raha hai aane waala hai jo woh yaad aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa paayal kaajal kangan daaman saare tujhe bulaaye aa jaa saajan aa jaa tere apne tujhe bulaaye aa jaa aa jaa saajan aa jaa mere mehboob o mere hamsafar tujhko kya pata hai tujhe kya khabar ehsaan tere kitne hai mujhpar rab pe yakeen hai jitna utna hai tujhpar mera mehboob mera sanam aa raha hai hum to mar hi chuke the phir janam aa raha hai saajan teri dulhan tujhko pukaare aa jaa mere haathon mein mehndi tu hi racha jaa chunri meri rangeen hui hai tere rang se saajan aakar rang de mera ang ang apne rang se saajan aa jaa aa jaa saajan aa jaa tumse vafaayein bahut click here
saamne aa dekhe zamana saara saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe saamne aa dekhe zamana saara saamne aa heyy saamne aa dekhe zamana saara saamne aa maine pukara tujhe maine lalkara tujhe zara sambhal tu sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa kitne haseenon ka garoor toda hai haan haan toda hai kitne haseenon ka garoor toda hai maine jawaani mein wo din gaye wo mousam gaye haan wo din gaye wo mousam gaye rakha hai kya is kahani mein ye baat hai haan haan ye baat hai ye baat hai haan haan ye baat hai to zara sambhal tu hey sambhal ke chal tu zara sambhal tu sambhal ke chal tu hu re huu uuu uuuu puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi puraani yaad aa gayi jawaani yaad aa gayi saamne aa dekhe zamana saara saamne aa chhote miyaan to chhote miyaan are bade miyaan kya kahna aa chhote click here
hey hey ho ra ra ra ra ra ra ra ra ra he hey ho saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal arre baatein mulaakaatein hum se bhee to hongee arre hum se khulengen wo aaj naheen to kal saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge rehna hai yahaan to dono hain jawaan to bhala door kaise rahenge maana wo haseen hain to hum bhee kam naheen hain wo magrur kaise rahenge la la la la la la la la la la la la la la la saamne ye kaun aayaa dil mein huyee hulchal dekh ke bas ek hee jhalak ho gaye hum paagal aankhon hee aankhon mein baaton hee baaton mein kabhi jaan pehchaan hogee sun lo ye kahani hasina ik anjanee kisee din meherbaan hogee aankhon hee aankhon mein click here
saanjh savere adhro pe mere bas tumhara hai naam saanwariyaa bas tumhara hai naam saanjh savere adhro pe mere bas tumhara hai naam saanwariyaa bas tumhara hai naam main tumhri daasi tum mere swami main raadha tum shyaam saanwariyaa main raadha tum shyaam jaagi bhi to soyi rahi main dhyaan mein tumhre khoyi rahi main haaye main kya jaanu kya jaanu haaye main kya jaanu kab din beeta pa ni sa ni dha pa ni dha pa dha pa ma ni pa ma ga beet gayi kab shyaam saanwariyaa beet gayi kab shyaam gokul mathura teerath saare kitne sundar kitne nyaare par main naa maanu naa maanu par main naa maanu pati charnan sa jag mein koi dham saanwariyaa jag mein koi dham click here
saara din sataate ho raaton ko jagaate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho tum yaaaaad bahut aate ho tum yaad bahut aate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho tum yaad bahut aate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas deewaanon si baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas diwaanon si deewane ho tum sab ko deewaana banaate ho o thodi der ko aate ho chale jaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mujhko aisa lagta hai jaise tum bulaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai haaye chakori ka man ye jaise click here
saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai saare shaher mein ek haseen hai saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai tu na udhar dekh dekh idhar dekh tu na udhar dekh dekh idhar dekh saare shaher mein ek haseen hai saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai tu na udhar dekh dekh idhar dekh tu na udhar dekh yaar idhar dekh pyaar karega mujhse agar tu yaad karega saari umar tu pyaar karega mujhse agar tu yaad karega saari umar tu phir kisi ka naam na lega tu kabhi mujhko yaqeen hai hooooooo oooooo oooooo hoooo hoooo saare shaher mein ek haseen hai saare shaher mein ek haseen hai aur wo main hoon koi aur nahin hai tu na udhar dekh dekh idhar dekh tu na udhar dekh yaar idhar dekh sabki nigaahein mujh pe jhuki hain teri nigaahein kis pe ruki hain sab ki nigaahein mujh pe jhuki hain teri nigaahein kis pe ruki hain dekh zara aisi ada aisi nazar aur kahin hain saare shaher mein ek haseen hai aur wo click here
saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin koi nahin yehi soch kar raat bhar main soyi nahin soyi nahin soyi nahin haan soyi nahin soyi nahin soyi nahin saare shaher mein haaa aaa aap sa haaa koi nahin koi nahin mera dil jis pe fida hai wo dilbar wo mehboob ho tum mera dil jis pe fida hai wo dilbar wo mehboob ho tum thode se tum ho jhoothe aadmi par bahut khoob ho tum aye haseena badi khoobsurat hai tu haan aye haseena badi khoobsurat hai tu muskurati huyi koi murat hai tu main hoon yahaan aur tum ho wahaan o jaan e jaan khoye ho kahaan koi tumhaari cheez to khoyi nahin khoyi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin saare shaher mein aap sa koi nahin koi nahin tumko meri wafaa pe jaane kya kya gumaan ho rahe hain tumko meri wafaa pe jaane kya kya gumaan ho rahe hain kitna bhi tum chhupaao afsaane bayaan ho rahe hain ishq karta hoon aashique mera naam hai ishq karta hoon aashique click here
saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o aap ka hi tha sab ko intezaar aap ka hi tha sab ko intezaar aap ke liye sab thei bekaraar hawaayein ghataayein fizaayein baagon mein phoolon ne jhoolon ne li jhoom ke angdaai aap aaye bahaar aayee ho o o o o o saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o aap ne kiyaa aa ke ehsaan aap ne kiyaa aa ke ehsaan tha ye viraana ab hai gulistaan pukaare nazaare ye saare gulshan ki galiyon se kaliyon se suniye aawaaz ye aayee aap aaye bahaar aayee ho o o o o o saare zamaane pe mausam suhaane pe iss dil deewaane pe viraani si thi chhaayi aap aaye bahaar aayee ho o o o o o aaa aa aa oo o o o lijiye na bas ab jaane ka naam lijiye na bas ab jaane ka naam rooth jaayenge jalwe ye tamaam ye click here
saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain uthate hain bojh uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain log aate hain log jaate hain hum yahin pe khade reh jaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain chaar ka kaam hai ek ka daam hai chaar ka kaam hai ek ka daam hai khoon mat pijiye aur kuchh dijiye ik rupaiya hai kam hum khuda ki kasam badi mehnat se roti kamaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi kaam har haal mein naam ko saal mein id ki ek chhutti manaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai click here
saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi unke honthon pe mera naam to aa jaata kabhi yaad kar lete mujhe bhool hi jaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa saari duniyaa mein mujhe rang naa koi bhi mila apne armaanon ke tasveer banaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain click here
saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon kya jeena aur kya mar jaana aisa hota hai yaarana arre chhodi yaaron ne duniyaa par yaar ki baanh na chhodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai dheela chhod na dena hans ke rakhna dost lagaamen kaske arre mushkil se kaboo mein aaye ladki ho ya ghodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam click here
haayeeeee haannnnnn haaannnnn haannnn saat saheliyaaan saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha dactor hoooooo ooooo oooooo haaye haaye are sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo sabhi are doctor ki biwi naa banna kabhi naa banna kabhi raat bhar muaaa raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi raat bhar muaa sone naa de injection lagaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli ka miyaan tha driverr hoo soniyeeeee hooo hooo sach sach main kehniyaa sun lo sabhi sun lo sabhi driver di biwi naa banna kabhi naa banna kabhi haan raat bhar moyaa raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi raat bhar moyaa sone naa de bhopu bajaaye ghadi ghadi are saat saheliyaan khadi khadi fariyaad sunaaye ghadi ghadi ek saheli kaa miyaan tha darji hoooo hooo ooooo ooo sach sach main kehti hoon sun lo sabhi sun lo click here
lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa saat samundar saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi zulmi meri jaan o zulmi meri jaan tere kadmon ke neeche aa gayi saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi naa rasta maaloom naa tera naam pata maaloom naa rasta maaloom naa tera naam pata maaloom kaise mere pyaar ne tujhko dhundhaa kya maaloom seedhi tere paas seedhi tere paas main ankhiyaan meeche meeche aa gayi saat samundar saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi zulmi meri jaan tere kadmon ke neeche aa gayi saat samundar paar main tere pichhe pichhe aa gayi main tere pichhe pichhe aa gayi lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa lala la la lalaaaa maine apne chaubaare se di tujhko aawaaz maine apne chaubaare se di tujhko aawaaz neeche gali mein khada raha tu aisa tha naaraz tu uppar naa aaya click here
oh ho oo saathi mere saathi saathi mere saathi rut aati jaati rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani aise hum saathi jaise diya baati aise hum saathi jaise diya baati rab ki badi hai meherbaani rab ki badi hai meherbaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm raam ji ne saari ye duniya banaayi humne ye duniya sajaayi majdoor hum hain hum kis se kam hain hum majdoor hum hain hum kis se kam hain hum mehnat ki apni kamaayi hum hi akele donon se khele kya aag hai kya paani aa aa aa aaaa kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani oh ho oh ho hoo hooo sun mere raaja sun mere raaja aa aa paas aaja o sun mere raaja aa aa paas aaja achchhi nahin itni doori hain kaam jitne saare jahaan ke hain kaam jitne saare jahaan ke hai pyaar sabse zaroori dil na lage to sau saal ji lo kis kaam ki ye zindgaani saathi click here
saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage mausam hai suhana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage jee ko tha samjhana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage mere achhe baalma chhodo aaj baiyaan wo jhoota jo saiyaan kal aaye na jaake phir aaogi aake phir jaaogi aane jaane mein jawaani dhal jaaye na hoooo chhodo aana jaana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage jee ka burra haal hai jab se jee lagaya tujhe jee mein basaya tere ho liye jee ka tha khayaal to kaahe jee lagaya mujhe jee mein basaya ae ji boliye hooo ab kaahe pachhtaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage jaane ki to baalma marzi nahin meri darr lagda ae vairy jag waalon se hoi chhadon vi na soniyon jag se darte ho jag khud darta hai dilwaalon se hooo chhodo ye bahana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage click here
saathiyaa hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm tu mere sapnon ka meet hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tu mere honthon ka geet hai aaaaaaaa aaaaaaaa apni janmon ki preet hai saathiyaa tu mere sapnon ka meet hai tu mere honthon ka geet hai apni janmon ki preet hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa tu mere sapnon ka meet hai tu mere honthon ka geet hai apni janmon ki preet hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa saathiyaa saathiyaa sitaare jaante hain nazaare jaante hain sadaa ke hum saathi ye saare jaante hain sitaare jaante hain nazaare jaante hain sadaa ke hum saathi ye saare jaante hain hmmmm hmmm hmmm hmmmm saathiyaa tu sadiyon se mere saath hai barson puraani mulaaqat hai tu mera din meri raat hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa saathiyaa saathiyaa ye rut mastaani ye phool ye jawaani ye sab tujhse hain o mere dil jaani ye rut mastaani ye phool ye jawaani ye sab click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm saawan ka mahina pawan kare sor saawan ka mahina pawan kare shor umm hm pawan kare sor pawan kare shor are baba shor nahin sor sor sor pawan kare sor haan jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya oye purvaiya ke aage chale na koi jor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor o ho ooho o o oo o saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara marji hai tumhaari le jaao jis oor jiyaraare jhoome re aise re jaise ban maan click here
saawan ka mahinaa aa gaya hoooo hoooo oooo oooo saawan ka mahinaa aa gaya hoooo saawan ka mahinaa aa gaya hoooo hoooooo jeena nahin aata tha jin logon koooo unn logon ko jeena aa gaya hooooo ooooo saawan ka mahinaa aa gaya hooo peena nahin aata tha jinn logon ko unn logon ko peena aa gaya hai saawan ka mahinaa aa gaya kitne baras tarse ab ke baras barse kitne baras tarse ab ke baras barse ambar pe baadal dharti pe premi paagal kitne baras tarse hooooo ooooo rabb jaane kya baat huyi kaisi ye barsaat huyi tune angdaayi jo li to kaliyon koooo kaliyon ko pasinaa aa gaya hai saawan ka mahinaa aa gaya paani nahin barsa haaye barsi hai aag piya haaye paani nahin barsa haaye barsi hai aag piya kehte hain sab ke bairan barkha mein ab ke paani nahin barsaa hooo aag to phir bhujh jaati hai pyaas bahot tadpaati hai kaahe tum pyaase mujon mein iss dil kaaa iss dil ka safina aa gaya hooo saawan ka mahinaa aa gaya jeena nahin aata tha jin logon koooo unn logon ko jeena aa gaya click here
aaaaa aaaaa aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa saawan ke jhoole pade saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan pawan aanchal na chhode mera paagal huyi hai pawan aaaaa aaaaaa aaaaaaa ab kya karoon main jatan dhadke jiya jaise panchhi ude haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa dil ne pukara tumhen yaadon ke pardes se aaaaa aaaaaa aaaaaa aati hai jo des se hum uss dagar pe hain kab se khade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaaa jab hum mile the piya tum kitne naadaan the aaaaaa aaaaa aaaaa hum kitne anjaan the baali umariya mein naina lade haaaan saawan ke jhoole pade tum chale aao tum chale aao tum chale aao tum chale aao click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saajan Saajan Pukaaroon Sajan (1969) 05:37 12468
 
Poster of Sajan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:37   Song Number : 12468   

Saajan Saajan Teri Dulhan Aarzoo (1999) 07:22 21210
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik, Chorus
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Madhuri Dixit
Duration : 07:22   Song Number : 21210   

Saamne Aa Dekhe Zamana Saara Judaai (1980) 07:57 37373
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 07:57   Song Number : 37373   

Saamne Ye Kaun Jawani Diwani (1972) 04:07 18241
 
Poster of Jawani Diwani (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:07   Song Number : 18241   

Saanjh Savere Madhavi (1969) 03:15 15520
 
Poster of Madhavi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Deepa
Duration : 03:15   Song Number : 15520   

Saara Din Sataate Ho Raaste Pyar Ke (1982) 05:01 38120
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 38120   

Saare Shaher Mein Alibaba Aur 40 Chor (1980) 04:50 32057
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Hema Malini, Others
Duration : 04:50   Song Number : 32057   

Saare Shaher Mein Bairaag (1976) 05:08 21190
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 05:08   Song Number : 21190   

Saare Zamaane Pe Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 05:25 20061
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:25   Song Number : 20061   

Saari Duniyaa Ka Bojh Coolie (1983) 05:44 18284
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 05:44   Song Number : 18284   

Saari Khushiyan Hain Suhana Safar (1970) 04:21 12506
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 12506   

Saat Ajoobe Iss Duniya Mein Dharam Veer (1977) 06:18 18281
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Jeetendra
Duration : 06:18   Song Number : 18281   

Saat Saheliyan Vidhaata (1982) 09:14 12529
 
Poster of Vidhaata (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Padmini Kolhapure
Duration : 09:14   Song Number : 12529   

Saat Samundar Paar Vishwatma (1992) 06:33 21194
 
Poster of Vishwatma (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Viju Shah
On Screen Actors- 
Gulshan Grovar, Chanki Pandey
Duration : 06:33   Song Number : 21194   

Saathi Mere Saathi Aahuti (1978) 07:53 15675
 
Poster of Aahuti (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:53   Song Number : 15675   

Saathiya Nahin Jaana Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 03:50 21198
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 03:50   Song Number : 21198   

Saathiya Tu Mere Sapnon Ka Meet Hai Insaan (1982) 07:04 15182
 
Poster of Insaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Reena Roy
Duration : 07:04   Song Number : 15182   

Saawan Ka Mahina Milan (1967) 05:49 12207
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 12207   

Saawan Ka Mahina Nehle Peh Dehlaa (1976) 05:30 12415
 
Poster of Nehle Peh Dehlaa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Saira Banu
Raag- 
Tilang
Duration : 05:30   Song Number : 12415   

Saawan Ke Jhoole Pade Jurmana (1979) 05:31 21199
 
Poster of Jurmana (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman, Anu Malik
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 05:31   Song Number : 21199   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi