MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand-Bakshi
HomeAnand-Bakshi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer iss rang se jaane bane jeevan ki tasveer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer jiss ko khushi se jeena ho ye baat wo jaan le marzi ho jo bhagwaan ki hans ke use maan le maan leeeee jiss se bane ghum bhi khushi hai ye wo hi tadbeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer do roz ki ye zindagi kiss cheez ka naam hai har ik subah hai bekhabar anjaan har shaam hai shaam haiiiii kisko pata toote kahaan saanson ki zanjeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer kaise koi jaane bhala khaabon ki taabeer aakaash pe baitha hua likhta hai wo taqdeer click here
are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye haan log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye o dekho o kidhar o udhar wo wahan haye haye haye are log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye kahe gussa unhe aa gaya haan ham ko maza aa gaya ho ho gussa unhen aa gaya ho ham ko maza aa gaya yun dagmagaaye kadam jaise nasha chhaa gaya is dil ke sare arma nikal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi sathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki daulat ke kanton se kaliyan bhali pyaar ki ho nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki dekho hamaare raste badal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye dhanwaan dekhe zara haan ye khel click here
Logo Ye Kiski Arthi Chali click here
logon ki zubaan par apna naam hai pehla logon ki zubaan par apna naam hai pehla hum mein se har ek hai nehle pe dehla o ho logon ki zubaan par apna naam hai pehla logon ki zubaan par apna naam hai pehla hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla soyi hai ye duniya hum jaage ho peechhe hain sab humse hum aage are pakad sake na yaar itna bhaage soyi hai ye duniya hum jaage peechhe hain sab humse hum aage pakad sake na yaar itna bhaage ho apna rasta chhod de hat baaju o chhaila apna rasta chhod de hat baaju o chhaila hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla ye meri main iska deewaana sunta hai tu kyun ye afsaana tera yahaan kya kaam tu begaana ye meri main iska deewaana sunta hai tu kyun ye afsaana tera yahaan kya kaam tu begaana ye hai mera majnu main hoon iski laila ye hai mera majnu main hoon iski laila hum mein se har ek hai nehle pe dehla nehle pe dehla hum hanske jeete hain marte hain ho duniya mein sab humse darte hain are bade bade bas click here
maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se laga le ke aur mera koi nahin maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se laga le ke aur mera koi nahin phir na sataunga kabhi paas bula le gale se laga le ke aur mera koi nahin ke aur mera koi nahin bhool meri chhoti si bhool jao maata bhool meri chhoti si bhool jao maata aise koi apno se rooth nahin jaata rooth gaya hoon main tu mujhko mana le gale se laga le ke aur mera koi nahin maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se laga le ke aur mera koi nahin ke aur mera koi nahin god mein teri aaj tak main pala hoon god mein teri aaj tak main pala hoon unglee pakad ke teri maa main chala hoon tere bin mujhko ab kaun sambhale gale se laga le ke aur mera koi nahin ke aur mera koi nahin naa to yahan andhiyara na koi jyot hai naa to yahan andhiyara na koi jyot hai naa to yahan jeevan hai naa yahan maut hai tune kiya hai mujhko kiske hawaale gale se laga le ke aur mera koi nahin maa mujhe apne aanchal mein chhupa le gale se click here
maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo jaan lo jag mein kaun apna hai kya yahaan sach hai aur kya sapna hai jaan lo jag mein kaun apna hai kya yahaan sach hai aur kya sapna hai maa ne kaha tha o betaa sapnon ke pichhe na daudo sapne sapne apne apne apnon se munh na modo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo ho sake gar to pyaar na tum karna pyaar ho jaaye to duniya se na darna ho sake gar to pyaar na tum karna pyaar ho jaaye to duniya se na darna maa ne kaha tha o betaa karke waada kabhi na todo pyaar ke raste chalte chalte wapas kadam na modo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo deepak baati bankar saathi saath kisi ka na chhodo maa ne kaha tha o betaa kabhi dil kisi ka na todo click here
maajhi naiyya dhundhe kinaara o maajhi naiyya dhundhe kinaara kisi naa kisi ki khoj mein hain ye jag saara maajhi naiyya dhundhe kinaara kabhi na kabhi to samjhoge tum ye ishaara maajhi naiyya dhundhe kinaara aisi koi mauj nahin jiss ko koi khoj nahin aisi koi mauj nahin jiss ko koi khoj nahin ooooo hooooooo koi naa koi to har kisi ko lagta hai pyaara maajhi naiyya dhundhe kinaara maajhi naiyya dhundhe kinaara jeevan path par chalte huye ik din thak kar chalte huye jeevan path par chalte huye ik din thak kar chalte huye ooooo hooooooo kahin naa kahin main tham loonga aanchal tumhaara maajhi naiyya dhundhe kinaara maajhi naiyya dhundhe kinaara jaise seeta raam mile jaise raadha shyaam mile jaise seeta raam mile jaise raadha shyaam mile ooooo hooooooo kabhi naa kabhi to milan hoga tumse humara maajhi naiyya dhundhe kinaara maajhi naiyya dhundhe kinaara ho maajhi naiyya dhundhe kinaara ho maajhi naiyya dhundhe kinaara click here
maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re arre maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re devki maa ne janam diya aur maiya yashoda ne paala aaa aaa devki maa ne janam diya aur maiya yashoda ne paala tu gokul ka gwala binda ban ka baansuri waala o aaj teri bansi fir baaji mere man ke dhaam re kitne tere roop re kitne tere naam re ho maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re kaali naag ke saath lada tu zalim kans ko maara aaaa kaali naag ke saath lada tu zalim kans ko maara baal awastha mein hi tune khela khel ye saara tera bachpan tera jeevan jaise ek sangraam re kitne tere roop re kitne tere naam re oo maakhan chor nand kishor manmohan ghanshaam re kitne tere roop re kitne tere naam re tune sabka chain churaaya o chitchor kanhaiya aaaa tune sabka chain churaaya o chitchor kanhaiya o jaane kab ghar aaye dekhen raah yashoda maiya are vyakul click here
huhuuuuuu laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya yaaron mere ishq ka manzoor parmit ho gaya maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa dekhen kaisi picture banti hai aur kitni der chalti hai dekhen kaisi picture banti hai aur kitni der chalti hai action kaisa hota hai direction kaisa hota hai music bhi hai romance bhi hai iss mein discoooooooo iss mein disco dance bhi hai waah waah kya love story hai naam bhi chori chori hai ye dil heroine ke gale ka locket ho gaya maamlaa fit ho gaya ye hero hit ho gaya laaaaaa la lala la lala la lalaaaaa khushkismat ye kamra hai jis mein chaand ye utraa hai khushkismat ye kamra hai jis mein chaand ye utraa hai raat se keh do tham jaaye baat zara jam jaaye tu bole to gaaun main kaun sa geet sunaaun main hmmmmmmm hum tum ek kamre mein band hon aur chabi kho jaaye tere nainon ki bhool click here
hmmm maan jayiye maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye maan jayiye maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye sharam se jhuki aankh ki ruki saans ki kya hai marzi pehchaan jayiye maan jayiye maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye maan jayiye maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye dilon ki mulakaat ka jawaan raat ka kya hai matlab pehchaan jayiye maan jayiye maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye pyaar mein ye din raat bade rangeen hone waale hain pyaar mein ye din raat bade rangeen hone waale hain ek the hum phir do huye ab teen hone waale hain na giniye aage bas balam hamaari kasam aap hain bade hi anjaan jayiye maan jayiye maan jayiye ehhmmm baat mere dil ki jaan jayiye inn baaton se ek haseena rooth jayegi dekho inn baaton se ek haseena rooth jayegi dekho chup ho jao neend hamaari toot jayegi dekho yahaan neend ka kaam kya liya naam kya aap hain bade hi nadaan jayiye maan jayiye maan jayiye baat mere dil ki jaan jayiye aa aaa aaa aaaa wo harjaayi jo click here
Maang Loonga Main Tujhe click here
maangi thi ek dua jo qabool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi ummeed ki kali khil ke phool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi hum sochte the ye dil muft mein diya hum sochte the ye dil muft mein diya kitna haseen magar tohfaa humen mila keemat humare pyaar ki wasool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi ab ke bahaar mein dil mera khil gaya oooo ooooo ooooo ab ke bahaar mein dil mera khil gaya jiss ki thi aarzoo wo mujhko mil gaya jannat mere liye ab fazool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi ummeed ki kali khil ke phool ho gayi maangi thi ek dua jo qabool ho gayi click here
maar diya jaaye ke chhod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye maar diya jaaye ke chhod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye jaam diya jaaye ke zehar diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye kaanch ki choodiyaan bhi maine khankayeen apni zulfein bhi maine to bikharaeen kaanch ki choodiyaan bhi maine khankayeen apni zulfein bhi maine to bikharaeen tujh ko zanzeer haann zanzeeren tujh ko haan haan tujh ko zanzeer lekin pasand aayeen qaid kiya jaaye ke chhod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye aa rahi hai hansi teri kahani pe aa raha hai taras teri jawani pe aa rahi hai hansi teri kahani pe aa raha hai taras teri jawani pe aaj tu hai meri tu hai tu hai meri aaj tu hai meri meharbaani pe tod diya jaaye dil jod diya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye bol tere saath kya sulook kiya jaaye ek bhujhti hui shamma ke click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi laaj kaa ghunghat chup ke taale laaj kaa ghunghat chup ke taale maine aakhir tod hi daale hoti hai to ho jaaye ab duniyaa mein ruswaayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi phir naa kahin ye ghum mil jaaye hooo phir naa kahin ye ghum mil jaaye aaj hi kyun naa hum mil jaaye kya saathi kya baaraati kya doli kya shehnaayi maar gayi mujhe teri judaayi das gayi ye tanhaayi teri yaad jo aayi phir aankhon mein neend nahin aayi har mushkil aasaan ho jaati pehle agar ho pehle agar ye haan ho jaati humne haan karne mein tauba kitni der click here
ladies and gentleman mujh pe hain sabke nain sab ke hain dil bechain ke main aaya hoon leke saaz haathon mein mehfil ki mastaani ho mastaani raaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein mehfil ki mastaani ho mastaani raaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein shokh hasinon ko main aawaz de raha hoon haan main muhabbat ko naye andaaz de raha hoon hans kar baaton baaton mein in dilkash mulaqaaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein chhed ke dilon ko main yeh kaam kar rahaa hoon haan naam jawaani ka main badnaam kar rahaa hoon bas kar sabki aankhon mein nagmon ki baaraton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein geet mere sun ke naujawaan jaagte hain haan neend nahin aati kyun armaan jaagte hain thaam ke dil ko haathon mein jalte hain barsaaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein mehfil ki mastaani ho mastaani raaton mein main aaya hoon leke saaz haathon mein click here
main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila ye naam tha mera pehla aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila hey main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila ye naam tha mera pehla aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila o chhaila main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila sun le dil ka ye afsaana tera mera pyaar puraana sun le dil ka ye afsaana tera mera pyaar puraana maana ik behrupiyaa hoon main lekin tera hoon deewana aadat meri buri sahi par dil ka main nahin maila aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila haa haa haa haa main babu chhaila babu chhaila main babu chhaila babu chhaila ye jo apne peechhe daude beemari peechha naa chhode ye jo apne peechhe daude beemari peechha naa chhode aise premi aise paagal duniyaa mein milte hain thode jaane ye hai paan ka chhakka yaa chidiyaa ka nehlaa aaj se main ban gaya re majnu dekh ke tujhko laila main babu chhaila babu chhaila main babu click here
are suno re suno ek baat sunaun oye suno re suno ek baat sunaun jhuth hai ya sach hai ye tum jaano are jhuth hai ya sach hai ye tum jaano main bairaagi main bairaagi naachun gaaun main bairaagi naachun gaaun are suno re suno ek baat sunaun are suno re suno ek baat sunaun jhuth hai ya sach hai ye tum jaano jhuth hai ya sach hai ye tum jaano main bairaagan main bairaagan naachun gaaun main bairaagan naachun gaaun hoooo oooo hoooo oooo hooo oooo hoooo oooo hooo ooo ooo oooo hooo dekho in bedardon ko chhod ke laaj ke pardon ko gali gali mein aurten chhedti phirti hain hum mardon ko aapne sach farmaaya hai sachcha shor machaya hai mardon ke din beet gaye aurat ka zamaana aaya hai main na maanun tum na maano main kya jaanun tum kya jaano main to sabka dil behlaaun main bairaagi main bairaagi naachun gaaun main bairaagi naachun gaaun hooooo likhne waala likhta hai ek aisa chashma bikta hai jis chashme ke andar se bhai andhon ko bhi dikhta hai jag mein aise bande hain click here
main chalta hoon mujhe jaane do main chalta hoon mujhe jaane do chale jaana honthon pe dil ki baat aane do chale jaana honthon pe dil ki baat aane do o main chalta hoon mujhe jaane do main chalta hoon mujhe jaane do chale jaana honthon pe dil ki baat aane do chale jaana honthon pe dil ki baat aane do o main chalta hoon mujhe jaane do main chalta hoon mujhe jaane do yakin karo kisi tarah milenge kal isi tarah yakin karo kisi tarah milenge kal isi tarah kal to kitni door hai mera dil majboor hai thehro thodi der to dil ka haal sunaane do o main chalta hoon mujhe jaane do main chalta hoon mujhe jaane do laa la la la la la la la la la la la la la la la abhi mile abhi chale rahe mujhe bade gile abhi mile abhi chale rahe mujhe bade gile sab gile mit jaayenge jab gale lag jaayenge itne door baithe ho thoda paas to aane do uumm hmmmm humm ruru ru ru ru main chalta hoon mujhe jaane do khuli hawa hansi shama ruko zara chale kahaan khuli hawa hansi shama ruko zara chale click here
chup pare hatt soniye mujhe gaane de hmm sa ma ga pa ma pa hmmm pa ma ma ga hahahaha are bichu ban kar dank mar dunga main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon katra nahin ae main dariya hoon katra nahin mujhe koi mujhe koi khatra nahin haan mujhe koi khatra nahin main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon main dariya hoon katra nahin mujhe koi khatra nahin haaaan mujhe koi khatra nahin na darrrr allah ke naam pe na dar na darr naaaaaaa na dar tera aashiq hoon main koi jeb katra nahin koi jeb katra nahin teri umar hai nazani ari madam lipstick powder lagane se umar thodi kam ho jati hai teri umar hai nazani zyada hai zyada hai satrah nahin zyada hai satrah nahin main dariya hoon katra nahin mujhe koi khatra nahin haaaan mujhe koi khatra nahin chale rao chale rao sa re ga ma pa dha ni sa chale rao chale rao sa ni dha pa ma ga re sa chale rao hi hi pakad ke aha oh ho aha oh ho mahal to ye rangeen hai goa ki garmi ki shiddat hai muzzath e bangal click here
main dhund raha tha sapnon mein tumko anjaanon apnon mein main dhund raha tha sapnon mein tumko anjaanon apnon mein raste mein mujhe ik phool mila to maine kaha maine kaha aye phool tu kitna sundar hai lekin tu raakh hai mauj nahin jaa mujhko teri khoj nahin main dhund raha tha sapnon mein main deewana anjaane mein jaa pahuncha phir maikhaane mein raste mein mujhe ik jaam mila to maine kaha maine kaha aye jaam tu kitna dilkash hai lekin tu haar hai jeet nahin jaa teri meri preet nahin main dhund raha tha sapnon mein main badh kar apni hasti se guzraa taaron ki basti se raste mein mujhe phir chaand mila to maine kaha maine kaha aye chaand tu kitna roshan hai par dilbar tera naam nahin jaa tere bas ka kaam nahin deepak ki tarah jalte jalte jeevan path par chalte chalte raste mein mujhe sansaar mila to maine kaha maine kaha sansaar tu kitna achchhaa hai lekin zanjeer hai dor nahin jaa tu mera chitchor nahin main dhund raha tha sapnon mein kuchh aur chala main banjaara click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Likhta Hai Wo Taqdeer Taqdeer (1967) 03:38 16329
 
Poster of Taqdeer (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 03:38   Song Number : 16329   

Log Jal Gaye Raaste Pyar Ke (1982) 05:30 38121
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:30   Song Number : 38121   

Logo Ye Kiski Arthi Chali Dil Aur Deewar (1978) 05:12 36905
 
Poster of Dil Aur Deewar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 05:12   Song Number : 36905   

Logon Ki Zubaan Par Nehle Peh Dehlaa (1976) 04:39 39735
 
Poster of Nehle Peh Dehlaa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Saira Banu
Duration : 04:39   Song Number : 39735   

Maa Mujhe Apne Aanchal Men Chhota Bhai (1966) 04:26 15567
 
Poster of Chhota Bhai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahesh Kumar
Duration : 04:26   Song Number : 15567   

Maa Ne Kaha Tha Beta Chacha Bhatija (1977) 04:27 10470
 
Poster of Chacha Bhatija (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Yogita Bali
Duration : 04:27   Song Number : 10470   

Maajhi Naiyya Dhundhe Uphaar (1971) 05:10 14383
 
Poster of Uphaar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dhumal, Jaya Bachchan, Swaroop Dutt
Duration : 05:10   Song Number : 14383   

Maakhan Chor Nandkishore Takkar (1980) 04:19 39410
 
Poster of Takkar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zeenat Aman
Duration : 04:19   Song Number : 39410   

Maamla Fit Ho Gaya Main Intaquam Loonga (1982) 06:09 18550
 
Poster of Main Intaquam Loonga (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Asrani, Reena Roy
Duration : 06:09   Song Number : 18550   

Maan Jayiye Maan Himmat (1970) 05:12 39882
 
Poster of Himmat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Mumtaz
Duration : 05:12   Song Number : 39882   

Maang Loonga Main Tujhe Romance (1983) 05:35 36583
 
Poster of Romance (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Poonam Dhillon
Duration : 05:35   Song Number : 36583   

Maangi Thi Ek Dua Shakti (1982) 04:28 14218
 
Poster of Shakti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Rakhi
Duration : 04:28   Song Number : 14218   

Maar Diya Jaaye Mera Gaon Mera Desh (1971) 05:32 18003
 
Poster of Mera Gaon Mera Desh (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Laxmi Chhaya
Duration : 05:32   Song Number : 18003   

Maar Gayi Mujhe Teri Judaayi Judaai (1980) 05:41 18503
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:41   Song Number : 18503   

Main Aaya Hoon Amir Garib (1974) 06:58 12655
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 06:58   Song Number : 12655   

Main Babu Chhailla Chhailla Babu (1977) 06:17 18411
 
Poster of Chhailla Babu (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 06:17   Song Number : 18411   

Main Bairaagi Nachoon Bairaag (1976) 06:35 40675
 
Poster of Bairaag (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Saira Banu
Duration : 06:35   Song Number : 40675   

Main Chalta Hoon Raksha (1981) 03:58 20636
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 03:58   Song Number : 20636   

Main Dariya Hoon Hum Hain Lajwaab (1984) 07:41 36305
 
Poster of Hum Hain Lajwaab (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav, Kalpana Iyer
Duration : 07:41   Song Number : 36305   

Main Dhund Raha Tha Mome Ki Gudiya (1972) 08:54 13770
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Ratan Chopra, Tanuja
Duration : 08:54   Song Number : 13770   
Karaoke Songs of anand bakshi, Sad Songs of anand bakshi, Love Songs of anand bakshi, Dance Songs of anand bakshi, Hip-hop songs of anand bakshi, Best songs of anand bakshi, Super hit songs of anand bakshi, hit songs of anand bakshi, duet songs of anand bakshi, solo songs of anand bakshi, old songs of anand bakshi, famous songs of anand bakshi, Hindi Karaoke Songs of anand bakshi, Hindi Sad Songs of anand bakshi, Hindi Love Songs of anand bakshi, Hindi Dance Songs of anand bakshi, Hindi Hip-hop songs of anand bakshi, best Hindi songs of anand bakshi, super hit Hindi songs of anand bakshi, hit Hindi songs of anand bakshi, duet Hindi songs of anand bakshi, solo Hindi songs of anand bakshi, old Hindi songs of anand bakshi, famous Hindi songs of anand bakshi, Sing Along Songs of anand bakshi, Sing Along Sad Songs of anand bakshi, Sing Along Love Songs of anand bakshi, Sing Along Dance Songs of anand bakshi, Sing Along Hip-hop songs of anand bakshi, Sing Along Best songs of anand bakshi, Sing Along Super hit songs of anand bakshi, Sing Along hit songs of anand bakshi, Sing Along duet songs of anand bakshi, Sing Along solo songs of anand bakshi, Sing Along old songs of anand bakshi, Sing Along famous songs of anand bakshi