MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal
HomePyarelal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam meri binti sune to jaanuuuuu meri binti sune to jaanuuuu maanun tujhe main raam raam nahin to kar doonga saare jag mein tujhe badnaam duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam main nahin kehta kehte hain saare main nahin kehta kehte hain saare tune banaye chaand sitaare tu dukh door kare to mere meri bigdi banaaye to tere gun gaaun suboh shaam raam nahin to kar doonga saare jag mein tujhe badnaam duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam saathi jagat mein bas ik apna saathi jagat mein bas ik apna iss jeevan kaa aakhiri sapna wo bhi tod ke daata naa le yun munh mod ke daata naa le sir pe tu ye ilzaam raam nahin to kar doonga saare jag mein tujhe badnaam duniyaa mein tera hai bada naam aaj mujhe bhi tujhse pad gaya kaam majboori tere dar pe le aayi majboori tere dar pe le aayi aasha ki maine jyot jagaayi mann ki bhujhti jyot jagaa de meri tooti aas click here
jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan kaise dhoondhe koi unko nahin kadmon ke bhi nishaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan jaane hai wooooo jaane hai wo kaun nagariya aaye jaaye khat na khabariya aayen jab jab unki yaaden aayen honthon pe fariyaaden jaake phir na aane waale jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan mere bichhadeeeee mere bichhade jeevan saathi saathi jaise deepak baati mujhse bichhade gaye tum aise saawan ke jaate hi jaise udke baadal kaale kaale jaane chale jaate hain kahaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan kaise dhoondhe koi unko nahin kadmon ke bhi nishaan duniyaan se jaane waale jaane chale jaate hain kahaan click here
jaikaaraaaaa sheron waaaali ka durga hai meri maa ambe hai meri maa durga hai meri maa ambe hai meri maa ho bolo jai maata ki ho bolo jai maata ki jo bhi dar pe aaye wo khali na jaaye sabke kaam hai karti sabke dukh ye harti o maiya sheron waali ho bhar de jholi khali o maiya sheron waali ho bhar de jholi khali durga hai meri maa ambe hai meri maa meri maa aaaaaa sheron waaaliye poore kare armaan jo saare poore kare armaan jo saare deti hai vardaan jo saare ambeee jottaaaan waaliyeee deti hai vardaan jo saare durga hai meri maa ambe hai meri maa laata waaliyeee mehra waliyeeeee saare jag ko khel khilaaye saare jag ko khel khilaaye bichhdon ko jo khoob milaaye bichhdon ko jo khoob milaaye durgeeee meriyeeee raaaniyeeee bichhdon ko jo khoob milaaye durga hai meri maa ambe hai meri maa sheron waaliyeeee jottaan waaliyeeeeee unche mandiraan waaliyeeee sheron waliyeeeee click here
o takhat raam ki behna tu ban ja meri maina ab raaj lute ya kaaj lute jab laage tose naina raama dushman hai zamana thenge se dushman hai zamana thenge se tere dar pe jaani aaunga tujhe bana ke raani launga arey lut jaaye khazana thenge se lut jaaye khazana thenge se dushman hai zamana thenge se kyun takht raam ke bachhe mujhko naukar bola tha ab bol tujhe ek hantar doon ya maarun do laafa roye jo tera bhai o meri maina rone bhi de mujhse ho gayi baaghi meri hi saina hone bhi de main kya muh ka niwala hoon raaja hainter wala hoon paintra badal ke aaunga naye naye phir hath dikhaunga arey hainter hai purana thenge se hunter hai purana thenge se dushman hai zamana thenge se aisa waisa nahin sanam main sultanu hoon naami ye sab tu khakar namak mera karte hain namak harami namak haraam hum se haregi duniya hogi na apni haar sanam hum tum suchhe hain dono suchha humala pyaar sanam tela dil aur mela dil ek ho jayenge hilmil aisa tujhmein kho jaunga teri shakal ka main ho click here
main manaun bhala kis tarha aapko mere roothe huye meherbaan aap hain husn ki ye kali jis chaman mein khili us chaman ke aji bagbaan aap hain ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye aaj ke roz hi aap aur hum mile par mulaqat kitni purani hai ye ek din aapko yaad thi ye magar aaj bhooli huyi ek kahani hai ye ek din aapko aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap shayad mujhe aaj pehchan lein aap ki hi likhi ek taqdeer hoon aap ka rang hai aap ka roop hai aap ka rang hai aap ka roop hai aap ki hi banayi main takdeer hoon mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye mere rukh pe koi daag hai to aji di huyi aap hi ki nishani hai ye ek din aap ko main to paida huyi thi sharifon ke ghar main to paida huyi thi sharifon ke ghar is sharafat ko ilzaam kisne diya nek aurat hoon main banda parwar mujhe nek aurat hoon main banda parwar mujhe phir tawayaf ka ye naam kisne click here
bam chik chik bam chik bam bam bam chik chik bam ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum hum sab hain taale tu sab ki chaabi hum sab hain taale tu sab ki chaabi hum se na rootho maan jaao maan jaao oo bhabhi ek doosre se hain sharmsaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum iss ghar ke iss ghar ke darwaaje pe likha hai iss ghar ke darwaaje pe likha hai ek sota hai to ek jaagta hai ek sota hai to ek jaagta hai ek doosre ke hain pehredaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre se karte hain pyaar hum ek doosre ke liye beqaraar hum ek doosre ke waaste marna pade to hain taiyaar hum hain taiyaar hum ek doosre se karte click here
hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmm ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja ek chaman ki raani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek kaa naam chanda ek kaa naam chakori inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja chaandani raaton mein baaton baaton mein chaandani raaton mein bas ye donon samaa gaye ek duje ki aankon mein chaandani raaton meinnnnnn wo bhi paagal premi ye bhi prem deewani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja guzri kuchh raaten ban ke baaraten guzri kuchh raaten door hi door se kiye ishaare kar le jee ki baaten guzri kuchh raatennnnnn mann ke meet ko de di apni neend nishani inn donon ke pyaar ki sunaaun main kahaani ek gagan ka raaja phir wo din aaya sab ne samjhaaya phir wo din aaya dekho dharti gagan nahin milte kyun dhokha khaaya phir wo din aayaaaaa jhoothi aas lagaayi sachchi baat naa maani inn donon ke pyaar ki sunaaun main click here
ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile mujhko paida kiya sansaar mein do laashon ne mujhko paida kiya sansaar mein do laashon ne aur barbaad kiya kaum ke aiyaashon ne tere daaman mein bataa maut se jyaada kya hai zindagi aur bata zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile jo bhi tasveer banaata hoon bigad jaati hai jo bhi tasveer banaata hoon bigad jaati hai dekhte dekhte duniyaa hi ujad jaati hai meri kashti tera toofan se waada kya hai zindagi aur bata zindagi aur bata tera iraada kya hai ek hasrat thi ke aanchal ka mujhe pyaar mile maine manzil ko talaasha mujhe baazar mile tune jo dard diya uski kasam khaata hoon tune jo dard diya uski kasam khaata hoon itna jyadaa click here
pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar dair se tu mere armaanon ke aaine mein dair se tu mere armaanon ke aaine mein bund palkein liye baithi hai mere seene mein bund palkein liye baithi hai mere seene mein ae meri jaan e hyaa dekh idhar dekh idhar dekh idhar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar chaen dekar bhi jo bechaen banaa deti ho chaen dekar bhi jo bechaen banaa deti ho ho to shabnam si magar ho to shabnam si magar aag lagaa deti ho jab mille shor uthe haai re dil haai jigar haai jigar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar dardmandon ki sadaa ek nazar ek nazar dardmandon ki sadaa ek nazar ek nazar shiqwaa baaqi na rahe door gilaa ho jaaye shiqwaa baaqi na rahe door gilaa ho jaaye iss tarah dekh diwaane ka bhalaa ho jaaye chaahne waalon click here
ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi uski yaad chhuri banke mere dil pe chalti rahi meetha meetha dard saha bedardi se kuchh na kaha main deewani thi na jaani apne kaatil ko main dil de baithi dulhan banke sej sajaai julmi ka intezaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se sharam bahut aayi phir bhi chhedi baat bahaane se dil ka haal kaha sunke wo chup chaap raha main deewani thi na jaani aise bujdil ko main dil de baithi aaj nahin to kal samjhega maine aitbaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek click here
hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb kaun jatan karun kaun upaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin baras baras dukh badhta jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare are pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare maa ki mamtaaa neer bahaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya are pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya inko jeena kaun sikhaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu click here
aaa aaaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye deep jalaaye deep bujhaye deep jalaaye deep bujhaye kabhi hansaaye kabhi rulaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye aaaa aaaa jiya nahin laage ka karun sajna jiya nahin laage ka karun sajna tujh bin soona laage angna jiya nahin laage ka karun sajna aaye na more nainon mein nindiya saaje na more maathe pe bindiya baaje na mori paaon mein kangna jiya nahin laage kaa karun sajna aaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa aa aaaa aa aaaaa aise laage garje badra aise laage garje badra jaise tore nainon ka kajra chhodo sanwariya ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa khil gayin kaliyaan khil gayin click here
one two three one two three one two three one two three ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai sab jaane uss ke pyaar mein deewana koi ho gaya ye wo jaane naa ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai sab jaane uss ke pyaar mein deewana koi ho gaya ye wo jaane naa ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai kal use dekha to dekhta hi raha shamma ko jaise dekhe parwana na mujhe pehchana na haal e dil jaana kaha to kaha hans ke deewana kal use dekha to dekhta hi raha shamma ko jaise dekhe parwana na mujhe pehchana na haal e dil jaana kaha to kaha hans ke deewana mere dil mein rehti hai magar ye soorat meri aaj bhi wo pehchane naa ek sabz pari mere khaabon mein aati hai chali jaati hai khaabon mein aaye khayalon mein sataaye khaabon mein aaye khayalon mein sataaye main tadpun wo dekhe nazaara kahan dil haara haan main to gaya maara wo jaane naa dard humara mere dil ne uss ke pyaar ko maana hai apni zindagi ye wo maane naa ek click here
ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar na mile sansaar tera pyaar to humaara hai na mile sansaar na mile sansaar tera pyaar to humaara hai tu hai to har sahaara hai ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai ek tera saath hum akele hain shehnaaiyan chup hain to kangana bolata hai tu jo chalti hai chhoote se aangan mein chaman sa dolta hai aaj ghar humne aaj ghar humne milan ke rang se sawaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar tera pyaar to humaara hai na mile sansaar dekh aanchal mein kayi chandani rut ke nazaare bhar gaye hain nain se tere iss maang mein jaise sitaare bhar gaye hain pyaar ne iss raat pyaar ne iss raat ko aakaash se utaara hai tu hai to har sahaara hai ek tera saath ek tera saath humko do jahaan se pyaara hai tu hai to har sahaara hai na mile sansaar click here
hoye hoye hoye hoye hoye hoye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab haye haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab ye kya kiya oo deewane ab kya hoga na jaane kaam kiya ye tune bada hi kharaab ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab haye haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab hai fida mujh pe zamaana tu kadar meri na jaana chhod dun main aana jaana tod dun dil ka paimana hai fida mujh pe zamaana tu kadar meri na jaana chhod dun main aana jaana tod dun dil ka paimana par kya karun main tera nahin hai jawaab haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune sharaab aa aa aa aa hosh mein aa oo mastane dekh is zaalim deewane mere chehre par likhe hain pyaar mohabbat ke afsaane hosh mein aa oo mastane dekh is zaalim deewane mere chehre par likhe hain pyaar mohabbat ke afsaane tune padhi na kabhi mere dil ki kitaab haye haye ek to mera mastana shabaab us pe gira di re tune click here
falak se tod kar dekho sitaare log laaye hai magar main woh nahin laaya jo saare log laaye hai koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye aaj chhalka hai khushiyon se dil ka paimaana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye sabhi ke dilon ko ye dhadka raha hai samaan saaz e dil pe ghazal gaa raha hai sabhi ke dilon ko ye dhadka raha hai samaan saaz e dil pe ghazal gaa raha hai saari baaten ruk gayi hain sab ki aankhen jhuk gayi hain teri mehfil mein aaya shaayer koi mastaana tere liye teri mehfil mein aaya shaayer koi mastaana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye kehngi nighahen sunegi nighahen zubaan se na hogi bayaan ye kahaani kehngi nighahen sunegi nighahen zubaan se na hogi bayaan ye kahaani ho mubaraq ye haseen din koi samjha na tere bin mere chehre pe dil ne likha hai ik afsaana tere liye mere chehre pe dil ne likha hai ik afsaana tere liye koi nazraana click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein pehan ke rangroot fullboot paon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein pehle logon ne rakha tha mera naam nikhattu pehle logon ne rakha tha mera naam nikhattu oye do din mein jag aise ghooma jaise ghoome lattu ho lattu bharti ho kar karnail aa karnail singh ban baitha mera baabu saath mere jurnail singh ban baitha aate dekha mujhko to sab karne lage salaami aage peechhe daude chacha chaachi maama maami haan yaaron ne samaan utha kar rakha apne sar pe yaaron ne samaan utha kar rakha apne sar pe darwaaje par baithe the sab jab main pahuncha ghar pe kas kar poore jor se phir maine salute jo maara sabki chhutti ho gayi phir maine boot se boot jo maara fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein ghar ke andar jaa kar phir jab maine khola baksa ghar ke andar jaa kar phir jab maine khola baksa dekh rahe the sab yun jaise click here
furr se udd jaati thi bulbul mere haath nahin aati thi bulbul pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol furr se udd jaati thi bulbul mere haath nahin aati thi bulbul pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol roz tu bahane pe bahana banati thi aur iss deewane ko deewana banati thi kabhi dil loot kar kabhi yun hi ruth kar uth ke mere pehlu se haaye chali jaati thi jaa ke nahin aati thi dil tadpati thi pakdi gayi pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol furr se udd jaati thi bulbul mere haath nahin aati thi bulbul pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol aaj teri baaton mein main nahin aaunga haathon ki hathkadi haathon mein lagaunga nainon ki dor se baandh lunga zor se kathputli ki trah tujhko nachaunga gale se lagaunga mann mein basaunga pakdi gayi pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol click here
gaadi bula rahi hai seeti baja rahi hai gaadi bula rahi hai seeti baja rahi hai chalna hi zindagi hai chalti hi jaa rahi hai gaadi bula rahi hai seeti baja rahi hai dekho wo rail bachchon ka khel seekho sabak jawaanooo dekho wo rail bachchon ka khel seekho sabak jawaanooo sar pe hai bojh seene mein aag lab pe dhunwaa hai jaano phir bhi ye gaa rahi hai nagmen suna rahi hai gaadi bula rahi hai seeti baja rahi hai aage toofaaan pichchhe barsaat upar gagan pe bijli aage toofaaan pichchhe barsaat upar gagan pe bijli soche naa paath din ho ke raat signal hua ke nikli dekho wo aa rahi hai dekho wo jaa rahi hai gaadi bula rahi hai seeti baja rahi hai aate hain log jaate hain log paani ke jaise raile aate hain log jaate hain log paani ke jaise raile jaane ke baad aate hain yaad guzre huye wo mele yaaden mita rahi hai yaaden banaa rahi hai gaadi bula rahi hai seeti baja rahi hai gaadi bula rahi hai seeti baja rahi hai gaadi ko dekh aisi hai nek achchha bura naa dekhe gaadi click here
gaaon mein peepal peepal ki chhaiyaan gaaon mein peepal peepal ki chhaiyaan chhaiya mein panghat panghat mein paani paani mein aag lagaye rani teri jawaani gaaon mein peepal peepal ki chhaiyaan chhaiya mein panghat panghat mein paani paani mein aag lagaye ho rani teri jawaani nikali naha ke gori talaab se kuchh aise savan mein badlon se nikla ho chaand jaise nikali naha ke gori talaab se kuchh aise savan mein badlon se nikla ho chaand jaise savan mein badlon se nikla ho chaand jaise haye kanon mein jhumke mukhde pe aanchal aankhon mein kajara paaon mein payal payal se geet sunaye ho rani teri jawaani ye roop hai ya shola ye rang hai ke jadu ye nain hain ke jhoole ye zulf hain ke badal ye roop hai ya shola ye rang hai ke jadu ye nain hain ke jhoole ye zulf hain ke badal ye nain hain ke jhoole ye zulf hain ke badal hoo tera kya kehna dekhen jo naina to saari raina jage ye naina nainon se neend churaye ho rani teri jawaani gaaon mein peepal peepal ki chhaiyaan chhaiya click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Duniyaa Mein Tera Hai Loafer (1973) 06:05 13615
 
Poster of Loafer (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Om Prakash
Duration : 06:05   Song Number : 13615   

Duniyaan Se Jaane Waale Pushpanjali (1970) 02:55 20418
 
Poster of Pushpanjali (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjay, Kishoree Sahu
Duration : 02:55   Song Number : 20418   

Durga Hai Meri Maa Kranti (1981) 03:57 39460
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:57   Song Number : 39460   

Dushman Hai Zamana Patthar Ke Sanam (1967) 04:36 39425
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:36   Song Number : 39425   

Ek Din Aapko Yaad Thi Sharafat (1970) 05:50 32980
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Hema Malini
Duration : 05:50   Song Number : 32980   

Ek Doosre Se Karte Hum (1991) 04:36 13346
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:36   Song Number : 13346   

Ek Gagan Ka Raaja Darpan (1970) 06:17 13024
 
Poster of Darpan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:17   Song Number : 13024   

Ek Hasrat Thi Ke Aanchal Ka Zindagi Aur Toofan (1975) 06:14 16338
 
Poster of Zindagi Aur Toofan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Tyagi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 06:14   Song Number : 16338   

Ek Nazar Ek Nazar (1972) 05:08 18357
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Duration : 05:08   Song Number : 18357   

Ek Patthar Dil Ko Main Dil Dil Ka Heera (1979) 05:29 39370
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:29   Song Number : 39370   

Ek Ritu Aaye Gautam Govinda (1979) 05:34 13261
 
Poster of Gautam Govinda (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Raag- 
Bhatiyar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:34   Song Number : 13261   

Ek Ritu Aaye Ek Ritu Jaaye Sau Saal Baad (1966) 07:00 38696
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:00   Song Number : 38696   

Ek Sabz Pari Do Dilon Ki Dastaan (1984) 05:22 16227
 
Poster of Do Dilon Ki Dastaan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Amit Kumar, Chorus
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Padmini Kolhapure
Duration : 05:22   Song Number : 16227   

Ek Tera Saath Humko Wapas (1969) 04:47 20453
 
Poster of Wapas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ajay, Alka
Duration : 04:47   Song Number : 20453   

Ek To Mera Mastana Gora Aur Kala (1972) 04:46 20455
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Rekha
Duration : 04:46   Song Number : 20455   

Falak Se Tod Kar Dekho Aan Milo Sajna (1970) 05:49 12571
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:49   Song Number : 12571   

Fauji Gaya Jab Gaon Mein Aakraman (1975) 06:14 17439
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 06:14   Song Number : 17439   

Furr Se Udd Jaati Thi Bulbul Shaadi Ke Baad (1972) 03:16 16549
 
Poster of Shaadi Ke Baad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 03:16   Song Number : 16549   

Gaadi Bula Rahi Hai Dost (1974) 06:31 11963
 
Poster of Dost (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Abhi Bhattacharya
Duration : 06:31   Song Number : 11963   

Gaaon Mein Peepal Suraj Aur Chanda (1973) 04:13 35894
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:13   Song Number : 35894   
Karaoke Songs of pyarelal, Sad Songs of pyarelal, Love Songs of pyarelal, Dance Songs of pyarelal, Hip-hop songs of pyarelal, Best songs of pyarelal, Super hit songs of pyarelal, hit songs of pyarelal, duet songs of pyarelal, solo songs of pyarelal, old songs of pyarelal, famous songs of pyarelal, Hindi Karaoke Songs of pyarelal, Hindi Sad Songs of pyarelal, Hindi Love Songs of pyarelal, Hindi Dance Songs of pyarelal, Hindi Hip-hop songs of pyarelal, best Hindi songs of pyarelal, super hit Hindi songs of pyarelal, hit Hindi songs of pyarelal, duet Hindi songs of pyarelal, solo Hindi songs of pyarelal, old Hindi songs of pyarelal, famous Hindi songs of pyarelal, Sing Along Songs of pyarelal, Sing Along Sad Songs of pyarelal, Sing Along Love Songs of pyarelal, Sing Along Dance Songs of pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal, Sing Along Best songs of pyarelal, Sing Along Super hit songs of pyarelal, Sing Along hit songs of pyarelal, Sing Along duet songs of pyarelal, Sing Along solo songs of pyarelal, Sing Along old songs of pyarelal, Sing Along famous songs of pyarelal