o takhat raam ki behna tu ban ja meri maina ab raaj lute ya kaaj lute jab laage tose naina raama dushman hai zamana thenge se dushman hai zamana thenge se tere dar pe jaani aaunga tujhe bana ke raani launga arey lut jaaye khazana thenge se lut jaaye khazana thenge se dushman hai zamana thenge se kyun takht raam ke bachhe mujhko naukar bola tha ab bol tujhe ek hantar doon ya maarun do laafa roye jo tera bhai o meri maina rone bhi de mujhse ho gayi baaghi meri hi saina hone bhi de main kya muh ka niwala hoon raaja hainter wala hoon paintra badal ke aaunga naye naye phir hath dikhaunga arey hainter hai purana thenge se hunter hai purana thenge se dushman hai zamana thenge se aisa waisa nahin sanam main sultanu hoon naami ye sab tu khakar namak mera karte hain namak harami namak haraam hum se haregi duniya hogi na apni haar sanam hum tum suchhe hain dono suchha humala pyaar sanam tela dil aur mela dil ek ho jayenge hilmil aisa tujhmein kho jaunga teri shakal ka main ho
Dushman Hai Zamana
Patthar Ke Sanam (1967)