Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal
HomePyarelal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain uthate hain bojh uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain log aate hain log jaate hain hum yahin pe khade reh jaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain chaar ka kaam hai ek ka daam hai chaar ka kaam hai ek ka daam hai khoon mat pijiye aur kuchh dijiye ik rupaiya hai kam hum khuda ki kasam badi mehnat se roti kamaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi kaam har haal mein naam ko saal mein id ki ek chhutti manaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai
saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi kaash ye jazbaa e dil kaam to aa jaata kabhi unke honthon pe mera naam to aa jaata kabhi yaad kar lete mujhe bhool hi jaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa khoon e dil khoon e jigar khoon e tamanna ke siwa saari duniyaa mein mujhe rang naa koi bhi mila apne armaanon ke tasveer banaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye maine to pyaar kiya aansoon bahaane ke liye saari khushiyaan hain muhabbat ki zamaane ke liye saari khushiyaan hain
saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam veer ki jodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon koi tujhko de aawaaz to main boloon koi tujhe pukare to main lab kholoon kya jeena aur kya mar jaana aisa hota hai yaarana arre chhodi yaaron ne duniyaa par yaar ki baanh na chhodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai ye ladki hai ya resham ki dor hai kitna gussa hai kitni munh zor hai dheela chhod na dena hans ke rakhna dost lagaamen kaske arre mushkil se kaboo mein aaye ladki ho ya ghodi ho ho ho ho ho ho ho ho ho saat ajoobe iss duniya mein aathavin apni jodi arre tode se bhai toote na ye dharam
oh ho oo saathi mere saathi saathi mere saathi rut aati jaati rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani aise hum saathi jaise diya baati aise hum saathi jaise diya baati rab ki badi hai meherbaani rab ki badi hai meherbaani saathi mere saathi rut aati jaati kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani hmmmm hmmmm hmmmm hmmmm raam ji ne saari ye duniya banaayi humne ye duniya sajaayi majdoor hum hain hum kis se kam hain hum majdoor hum hain hum kis se kam hain hum mehnat ki apni kamaayi hum hi akele donon se khele kya aag hai kya paani aa aa aa aaaa kahe teri meri kahaani kahe teri meri kahaani oh ho oh ho hoo hooo sun mere raaja sun mere raaja aa aa paas aaja o sun mere raaja aa aa paas aaja achchhi nahin itni doori hain kaam jitne saare jahaan ke hain kaam jitne saare jahaan ke hai pyaar sabse zaroori dil na lage to sau saal ji lo kis kaam ki ye zindgaani saathi
saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage mausam hai suhana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage jee ko tha samjhana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage mere achhe baalma chhodo aaj baiyaan wo jhoota jo saiyaan kal aaye na jaake phir aaogi aake phir jaaogi aane jaane mein jawaani dhal jaaye na hoooo chhodo aana jaana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage jee ka burra haal hai jab se jee lagaya tujhe jee mein basaya tere ho liye jee ka tha khayaal to kaahe jee lagaya mujhe jee mein basaya ae ji boliye hooo ab kaahe pachhtaana ke jee na lage saathiya maine maana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage jaane ki to baalma marzi nahin meri darr lagda ae vairy jag waalon se hoi chhadon vi na soniyon jag se darte ho jag khud darta hai dilwaalon se hooo chhodo ye bahana ke jee na lage saathiya nahin jaana ke jee na lage
saathiyaa hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm tu mere sapnon ka meet hai aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa tu mere honthon ka geet hai aaaaaaaa aaaaaaaa apni janmon ki preet hai saathiyaa tu mere sapnon ka meet hai tu mere honthon ka geet hai apni janmon ki preet hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa tu mere sapnon ka meet hai tu mere honthon ka geet hai apni janmon ki preet hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa saathiyaa saathiyaa sitaare jaante hain nazaare jaante hain sadaa ke hum saathi ye saare jaante hain sitaare jaante hain nazaare jaante hain sadaa ke hum saathi ye saare jaante hain hmmmm hmmm hmmm hmmmm saathiyaa tu sadiyon se mere saath hai barson puraani mulaaqat hai tu mera din meri raat hai khaao kasam naa ho pyaar ye kam yahi waada karo yahi reet hai saathiyaa saathiyaa saathiyaa ye rut mastaani ye phool ye jawaani ye sab tujhse hain o mere dil jaani ye rut mastaani ye phool ye jawaani ye sab
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm saawan ka mahina pawan kare sor saawan ka mahina pawan kare shor umm hm pawan kare sor pawan kare shor are baba shor nahin sor sor sor pawan kare sor haan jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya raama gajab dhaaye ye purvaiya naiya sambhalo kit khoye ho khewaiyya oye purvaiya ke aage chale na koi jor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor o ho ooho o o oo o saawan ka mahina pawan kare sor jiyaraare jhoome aise jaise ban maan naache mor maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara maujwaa kare kyaa jaane hum ko isaara jaana kahaan hai poochhe nadiyaa ki dhaara marji hai tumhaari le jaao jis oor jiyaraare jhoome re aise re jaise ban maan
aaa aaa aaa aaa aaa sabak jisko wafa ka yaad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin shehar ujda to bas jayega lekin hamara ghar naa phir aabaad hoga hamara ghar naa phir aabaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge tapas mein hum bahut mehfooz honge ke pahre par khada saiyyaad hoga ke pahre par khada saiyyaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga suna hai suna hai suna hai suna hai ab mohabbat karne wala suna hai ab mohabbat karne wala wafa ki shart se aazaad hoga wafa ki shart se aazaad hoga mohabbat mein wahi barbad hoga sabak jisko wafa ka yaad hoga hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara naam bhi lenge wo lekin hamara zikr sabke
hmm hmm hmm sadho aisa hi guru bhave sadho aisa hi guru bhave raag rang ka bhar bhar pyala peeve aur pilave sadho aisa hi guru bhave sadho naad chhipa tan mein lay man mein koi koi pata koi koi pata na pave chaand suraj ka lochan guru ka dekhe aur dikhave sadho aisa hi guru bhave sadho paramahans guruvans roop jab hriday beech biraje saat suron ki baani meri om saat suron ki baani meri omkar dhun gaave sadho aisa hi guru bhave sadho
sagar nahin hai to kya hai sagar nahin hai to kya hai teri aankh ka nasha to hai badal nahin hai to kya hai badal nahin hai to kya hai teri zulf ki ghata to hai sagar nahin hai to kya hai meri tamanna ki mehfil se tum yun uth ke jaane lage ho aisi bhi kya berukhi rooth kar hamse aankhe churaane lage ho churaane lage ho mausam nahin hai to kya hai mauka yeh pyaar ka to hai sagar nahin hai to kya hai hmmm hmmm hmmm hmmmm teri ghani zulf ke saaye mein chaar pal saath tere jiyenge sagar se roz peete hain aaj teri nazar se piyenge nazar se piyenge saaki nahin hai to kya hai ik shokh dilruba to hai sagar nahin hai to kya hai shayad yahi hai qayaamat ki raat maan lene ko ji chaahta hai teri kasam aaj dil hi nahin jaan dene ko jee chaahta hai jee chaahta hai qaatil nahin hai to kya hai qaafir teri ada to hai sagar nahin hai to kya hai haaye badal nahin hai to kya hai hmm hmmm hmmm hmmm sagar nahin hai to kya hai
saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye main manati rahi ji saiyaan ruth gaye shaam jaane lage main bulaati rahi main bulaati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye mere soone madhuban mein bahaar aa gayi mere naina mein ansuan ki dhaar aa gayi ambuwaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaa ambuwaa ki daari pe haan ambuwaa ki daari pe ambuwaa ki daari pe bairi koyaliyaa ga ga kar mujhe rulaati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye shaam jaane lage shaam jaane lage main bulaati rahi ruth gaye saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye ho saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye
rang mehal ke das darwaaze rang mehal ke das darwaaze na jane kaun si khidki khuli thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi sar ko jhukaaye main to chhup ke khadi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi piyaaaaaaaaaaaa kaun gali gaye shyaam piyaaaaaaaaaaaa kaun gali gaye shyaam mori sudh na lini haaye raaam piyaaaaaaaaaaaa kaun gali gaye shyaam ang mere gehne pyaasi umariya ang mere gehne pyaasi umariya jogan ho gayi main bin sawaariya haathon mein mere mehndi rachi thi mehndi mein mere ansuwan ki ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi aaaaaaaaa aaaaaaaaaaa chhod piya ghar nehar jaun chhod piya ghar nehar jaun kaun dehari ab sees jhukaun kar singaar main dulhan bani thi aisi dulhan se kunwaari bhali thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi
sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa sajnaa o sajnaa sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa ye shaam ye tanhaayi kaise de doon kisi ko ye shaam ye tanhaayi kitne dinon ke baad aayi tu hai sajan aanchal hai mera aaj to ek ek pal hai mera oooooo sajnaa kuchh samjhe sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa nazdik laaun tujhko apne dil se bhi jyaada nazdik laaun tujhko saanson se mehkaaun tujhko keh de sitaare phere nazar chaandaniya kyun dekhe idhar oooo sajnaa aye ji sunte ho sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm palken naa khulne doongi inmein tujhko chhupa ke palken naa khulne doongi ye raat naa dhalne doongi pyaar humara so naa sake aur savera ho naa sake
sakhi ri sakhi ri sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam naam na puchho main kaise bataaun ye kehte lajjaun main kaise bataaun ye kehte lajjaun sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam jamuna kinaare ek din main khadi thi pehli ghata ki halki halki jhadi thi kaise suhaani anokhi ghadi thi palken uttheen aur akhiyaan ladin thi sakhi re pi ka naam naam na puchho sakhi re pi ka naam naam na puchho main kaise bataaun ye kehte lajjaun main kaise bataaun ye kehte lajjaun sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam naina the jaise kamal ki pankhudiyaan baina the jaise ke bande basuriya roop tha jaise ke chanda gagan ka rang tha bhor ki pehli kiran sa sakhi re pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam naam na puchho main kaise bataaun ye kehte lajjaun main kaise bataaun ye kehte lajjaun sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam
salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya aaya kahan se jaunga kaise aaya kahan se jaunga kaise ye na puchho tum dosto salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya mere sahib chhup gaye kyun saamne aa jayiye mere laayak koi khidmat ho to phir farmayiye mere sahib chhup gaye kyun saamne aa jayiye mere laayak koi khidmat ho to phir farmayiye aapko jiski yaad mein neend aati nahin huzoor ka wo hi gulaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya kya karun main mere dil ko dillagi ka shauk hai aap jaise dushmanon se dosti ka shauk hai yaro daalo khaak purani baton par liye huye naye payam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya salaam salaam salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya aap sab ki do hain
bane chaahe dushman zamaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara wo khaabon ke din wo kitaabon ke din wo khaabon ke din wo kitaabon ke din sawaalon ki raaten jawaabon ke din kai saal humne guzaare yahaan yahin saath khele huye hum jawaan huye hum jawaan tha bachpan bada aashiqaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto humen dosti ki kasam dosto pata koi poochhe to kehte hai hum ke ik dooje ke dil mein rehte hain hum rehte hain hum nahin aur koi thikaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe
sanam mere sanam kasam teri kasam mujhe aaj kal neend aati hai kam sanam mere sanam kasam teri kasam tere liye hua janam mera janam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam mujhe aaj kal mujhe aaj kal neend aati hai kam neend aati hai kam mehak raha hai tu gulaab ki tarah behak rahi hai tu sharaab ki tarah mehak raha hai tu gulaab ki tarah behak rahi hai tu sharaab ki tarah ke ladkhada gaye kadam mere kadam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam tere liye hua tere liye hua janam mera janam janam mera janam ye husn ye adaa ye phool sa badan tu dekh door se naa chhoo mujhe sajan ye husn ye adaa ye phool sa badan tu dekh door se naa chhoo mujhe sajan ke aati hai mujhe sharam badi sharam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam mujhe aaj kal mujhe aaj kal neend aati hai kam neend aati hai kam tu apne pyaar se bheego de bas mujhe tu apne pyaar mein doobo de bas mujhe tu apne pyaar se
sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate bhalaa reh gaye wo kahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam dil ki baaten to chhupi si rehti hain dil ki baaten to chhupi si rehti hain wo kya jaane jo nigaahe kehti hai unhen aayegi ye zubaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam roti aankhon ko hansaanaa mushkil hai roti aankhon ko hansaanaa mushkil hai is bechaini ko chhupaanaa mushkil hai na le wo mera imtihaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam mujhse jhuthi wo kasam naa khaayenge mujhse jhuthi wo kasam naa khaayenge unkaa waadaa hai yahaan wo aayenge magar jaayegi meri jaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate bhalaa reh gaye wo kahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam
agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye humen fursat nahin milti humen fursat nahin milti kabhi aansoon bahaane se kai ghum paas aa baithe kai ghum paas aa baithe tere ik door jaane se tere ik door jaane se agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye wafaa kaa waastaa de kar wafaa kaa waastaa de kar muhabbat aaj roti hai naa aise khel iss dil se naa aise khel iss dil se ye naazuk cheez hoti hai ye naazuk cheez hoti hai zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye tere rangeen honton ko tere rangeen honton ko kanwal kehne se darte hain teri iss berookhi pe hum teri iss berookhi pe hum
hmmmmmmm hmmmmm hmmmmmm hooooo ooooooo sarakti jaaye hai sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab hoooo ooooo nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa hmmmmmm jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda hoooooo hayaa yaklakhat aayi aur shabaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab shab e phurkat ka jaaga hoon shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone doooooo kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab sawaal e wasal par unko sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna hoooo dabe honthon se dete hain jawaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab wo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Saari Duniyaa Ka Bojh Coolie (1983) 05:44 18284
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 05:44   Song Number : 18284   

Saari Khushiyan Hain Suhana Safar (1970) 04:21 12506
 
Poster of Suhana Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 12506   

Saat Ajoobe Iss Duniya Mein Dharam Veer (1977) 06:18 18281
 
Poster of Dharam Veer (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Jeetendra
Duration : 06:18   Song Number : 18281   

Saathi Mere Saathi Aahuti (1978) 07:53 15675
 
Poster of Aahuti (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:53   Song Number : 15675   

Saathiya Nahin Jaana Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 03:50 21198
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 03:50   Song Number : 21198   

Saathiya Tu Mere Sapnon Ka Meet Hai Insaan (1982) 07:04 15182
 
Poster of Insaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Reena Roy
Duration : 07:04   Song Number : 15182   

Saawan Ka Mahina Milan (1967) 05:49 12207
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Nutan, Sunil Dutt
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 12207   

Sabak Jisko Wafa Ka Yaad Hoga Jawaab (1985) 04:17 37347
 
Poster of Jawaab (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Smita Patil, Raj Babbar
Duration : 04:17   Song Number : 37347   

Sadho Aisa Hi Guru Sur Sangam (1985) 03:12 37620
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Girish Karnad, Jaya Prada
Duration : 03:12   Song Number : 37620   

Sagar Nahin Hai To Kya Hai Natak (1975) 04:56 37735
 
Poster of Natak (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Maushmi
Duration : 04:56   Song Number : 37735   

Saiyaan Ruth Gaye Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 03:36 12376
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
Shobha Gurtu
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Others
Raag- 
Pilu
Duration : 03:36   Song Number : 12376   

Saiyan Nikas Gaye Satyam Shivam Sundaram (1978) 04:41 12480
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Patel
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:41   Song Number : 12480   

Sajnaa O Sajnaa Abhinetri (1970) 05:46 12211
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:46   Song Number : 12211   

Sakhi Ri Pi Ka Naam Sati Savitri (1964) 03:13 39445
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:13   Song Number : 39445   

Salaam Salaam Teesri Aankh (1982) 08:06 36646
 
Poster of Teesri Aankh (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 08:06   Song Number : 36646   

Salamat Rahe Dostana Hamara (Bane Chaahe Dushman) Dostana (1980) 04:22 18292
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 18292   

Sanam Mere Sanam Hum (1991) 06:29 12359
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Govinda, Shilpa Shirodkar
Duration : 06:29   Song Number : 12359   

Sanam Raah Bhoole Lootera (1965) 04:21 32436
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:21   Song Number : 32436   

Sanam Tu Bewafa Khilona (1970) 06:22 12308
 
Poster of Khilona (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 12308   

Sarakti Jaaye Hai Deedar-E-Yaar (1982) 06:34 15150
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ameer Meenai
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:34   Song Number : 15150   
Karaoke Songs of pyarelal, Sad Songs of pyarelal, Love Songs of pyarelal, Dance Songs of pyarelal, Hip-hop songs of pyarelal, Best songs of pyarelal, Super hit songs of pyarelal, hit songs of pyarelal, duet songs of pyarelal, solo songs of pyarelal, old songs of pyarelal, famous songs of pyarelal, Hindi Karaoke Songs of pyarelal, Hindi Sad Songs of pyarelal, Hindi Love Songs of pyarelal, Hindi Dance Songs of pyarelal, Hindi Hip-hop songs of pyarelal, best Hindi songs of pyarelal, super hit Hindi songs of pyarelal, hit Hindi songs of pyarelal, duet Hindi songs of pyarelal, solo Hindi songs of pyarelal, old Hindi songs of pyarelal, famous Hindi songs of pyarelal, Sing Along Songs of pyarelal, Sing Along Sad Songs of pyarelal, Sing Along Love Songs of pyarelal, Sing Along Dance Songs of pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal, Sing Along Best songs of pyarelal, Sing Along Super hit songs of pyarelal, Sing Along hit songs of pyarelal, Sing Along duet songs of pyarelal, Sing Along solo songs of pyarelal, Sing Along old songs of pyarelal, Sing Along famous songs of pyarelal