Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal
HomePyarelal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta koi kisi ko chaahe to kyun gunaah samjhte hain log koi kisi ki khaatir tadpe agar to hanste hain log begana aalam hai saara yahaan to koi humaara dard nahin pehchaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta chaahat ke gul khilenge chalti rahen hazaar aandhiyaan hum to isi chaman mein baandhenge pyaar ka aashiyaan ye duniyaan bijali giraye duniyaan kaante bichhaye ishq magar kab maane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta dikhlayenge jahaan ko kuchh din jo zindagani hai aur kaise na hum milenge humne bhi dil mein thani hai aaj abhi matwaale dilon ki muhabbat waale dilon ki baat koi kya jaane hai patta patta buta buta haal humara jaane hai patta patta jaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai patta patta
peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti naya sa laage sab sansaar zara si hoye zara si haaye zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti naya sa laage sab sansaar zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti maine kam pi toone zyadaa kar le pyaala aadha aadha maine kam pi toone zyadaa kar le pyaala aadha aadha pi le lekin tu behki to laaj rahegi na maryaada badhaa na baat kar takraar zara si aur pila de yaar zara si aur pila de yaar ho peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti ho peeke shankar ji ki booti ankhiyaan khul gayin nindiya tooti utri soorat aur bikhre baal haaye ye behki are behki chaal utri soorat bikhre baal haaye ye behki behki chaal darpan laaun tujhe dikhaaun
aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen tab kahin darr ke tumhen ek nazar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen ek nazar dekha hai pehle sau baar idhar hum pe hansti hai jo duniyaan use dekha hi nahin hum pe hansti hai jo duniyaan use dekha hi nahin humne uss shaakh koooooooo humne uss shaakh ko aye deedaa e tar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar aaj ik ek nazar par mujhe mar jaane do aaj ik ek nazar par mujhe mar jaane do uss ne logooooooon hooooo uss ne logon badi mushkil se idhar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar kya galat hai jo main deewana hua sach kehna kya galat hai jo main deewana hua sach kehna aaaaaaaaa mere mehboob kooooooo mere mehboob ko tumne bhi agar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen ek nazar
o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni jubaan se ke tere naina hain zara beyimaan se matwaali ye dil kyun toda ye teer kaahe chhoda nazar ki kamaan se ke marr jaaunga main bas muskaan se pehle bhi tune ek roz ye kaha tha pehle bhi tune ek roz ye kaha tha aaungi tu na aayi waada kiya tha saiyaan banke badariyaa chhaungi tu na chhaayi mere pyaase mere pyaase naina tarse tu nikali na ghar se kaise beete wo raat suhaani tu sun le kahaani ye saare jahaan se ke tere naina hain zara beyimaan se o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni jubaan se ke tere naina hain zara beyimaan se socha tha maine kisi roz gori hanske socha tha maine kisi roz gori hanske bolegi tu na boli meri muhabbat bhari baaten sun sun ke dolegi tu na doli o sapnon mein o sapnon mein aane waali ruk jaa jaane waali kiya tune mera dil chori ye puchh le gori zameen aasmaan se ke tere naina hain zara beyimaan se o phirki waali tu kal phir aana nahin phir jaana tu apni
kahaa aap kaa ye wajah hi sahi ke hum beqadar bewafaa hi sahi bade shauk se jaaiye chhod kar magar sehne gulshan se yun tod kar phool aahistaa phenko phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain waise bhi to ye badkismat nok pe kaanton ki sote hain phool aahistaa haaan aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain phool aahistaa phenko badi khubsoorat shikaayat hai ye badi khubsoorat shikaayat hai ye magar sochiye kya sharaafat hai ye jo auron ka dil todten rehte hain lage chot unko to ye kehte hain to ye kehte hain ke phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain jo rulaate hain logon ko ek din khud bhi rote hain phool aahistaa phenko kisi shokh ko baagh ki sair mein kisi shokh ko baagh ki sair mein jo lag jaaye kaanta koi pair mein khafaa husn phoolon se ho kiss liye ye masoom hai bekhata issliye bekhata issliye phool aahistaa aahistaa phenko phool bade naazuk hote hain ye karenge kaise ghayal ye
phool ban jaaunga shart ye hai magar phool ban jaaunga shart ye hai magar apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye apni zulfon mein mujhko sajaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho kabhi kabhi sochun ke tum mere kya ho dard ho dil kaaaaaa dard ho dil ka yaa tum dawaa ho dard ban jaaunga shart ye hai magar dard ban jaaunga shart ye hai magar dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye dard e dil ki mujhi se dawaa lijiye khaab ban jaaungi shart ye hai magar apni aankhon mein mujhko basa lijiye apni aankhon mein mujhko basa lijiye aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa tumne chaaha tha afsaana main ban gaya tumne chaaha tha afsaana main ban gaya baithe bithlaaye deewana main ban gaya hosh main laaungi shart ye hai magar hosh main laaungi shart ye
phool hai baharon ka baagh hai nazaaron ka aur chaand hota hai sitaaron ka mera tuuuu uu uu uu tu hi tu phool hai baharon ka baagh hai nazaaron ka aur chaand hota hai sitaaron ka mera tuuuu tu hi tu haan mauj hai kinaaron ki raat beqaraaron ki aur tim tim saawan ki phuhaaron ki mera tuuuu uu uu uu tu hi tu mauj hai kinaaron ki raat beqaraaron ki aur tim tim saawan ki phuhaaron ki mera tuuuu tu hi tu kabhi kahin main kho jaun kahan dhunde kahan jaaye mera pata phir tu kisse puchhe jiske dil mein tu basa hai jiske dil mein tu chhupa hai wo tujhe galiyon mein kyun dhunde aaa haaaaaaaaaaan naam mastane ka ishq hai deewane ka aur teer hota hai nishaane ka meri tuuuu uu uu tu hi tu o deewaane maine socha kya kaha hai kya hua hai tune dil kyun thaam liya hai o haseena kya bataun tere dil mein mere dil ko pyaar bhara paigaam diya hai aaa haaaaaaaaaaan preet hai zamaane ki baat hai fasaane ki aur shamma hoti hai parwaane ki mera tuuuu uu uu uuu tu hi tu haan mauj hai
a b c d e f g h a b c d e f g h i j k l m n o p p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya maine jo kiya wahi tune bhi kiya maine jo kiya wahi tune bhi kiya liya diya jiya pyaar donon ne kiya p p p p p p p p p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya maine jo kiya wahi tune bhi kiya maine jo kiya wahi tune bhi kiya liya diya jiya pyaar donon ne kiya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p p p p p p p p p p p p p tere mere pyaar ke hain tere mere pyaar ke hain tere mere pyaar ke hain kisse mashhoor tere mere pyaar ke hain kisse mashhoor tere mere charche hain badi door door badi door door pyaar ne humein pyaar ne humein bada naam diya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p piya g g g g jiya piya tune mera jiya le liya p p p p p p p p p p p p p p p p hoti nahin teri meri jab mulakaat ho hoo hoo hoo hoti nahin teri meri jab mulakaat neend nahin aati
kaise karun prem ki main baat kaise karun prem ki main baat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaise karun prem ki main baat kaise karun prem ki main baat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaali kaali choodiyaan hain gore gore haath mein kaali kaali choodiyaan hain gore gore haath mein gore gore haath mein subah munh dikhaungi kya chhanaki jo raat mein subah munh dikhaungi kya chhanaki jo raat mein jodti hoon mehendi waale haath haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta raat ki dulhan ke maathe chanda ji ki bindiya raat ki dulhan ke maathe chanda ji ki bindiya chanda ji ki bindiya badi badi akhiyon mein thodi thodi nindiya badi badi akhiyon mein thodi thodi nindiya shor machadegi paayal kamjaat haaye na baaba na baaba pichhwade buddha khansta na baaba na baaba pichhwade buddha khansta kaahe jora jori
piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki mere piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki abhi aate honge abhi aayenge wo mulaaqatein hongi ho kayi baatein hongi piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki nainon se to nain mile hain waise hum din rain mile hain nainon se to nain mile hain waise hum din rain mile hain mile sadaa mele mein mile na akele mein milan wo aadha tha pura milan aaj hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki kaisi rutt hai ye matwaali saara ghar hai khaali khaali kaisi rutt hai ye matwaali saara ghar hai khaali khaali koi nahin roke jo roke humein toke jo yahaan se wahaan tak mera hi to raaz hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar ki main to chunari odh loongi aaye wo to munh mod loongi main to chunari odh loongi aaye wo to munh mod loongi ghoongta na kholoongi saiyaan ji se boloongi chhodo na chhedo na aati mohe laaz hai piya ka ghar hai ye raani hoon main raani hoon ghar
poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon ke yaar aisi hoti hai poochhe jo koi ghata ghanghor kaisi hoti hai tere jaisi hoti hai aur kaisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai gustaakhi maine kabhi ki nahin main kya paagal hoon nahin ji nahin waise to maine kabhi pee nahin par main aisa bekhabar bhi nahin poochhe jo koi mujhse sharab kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon janab aisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon ke yaar aisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai tujh ko kyun aayi hayaa kya pata tu kyun hai mujhse khafaa kya pata naa jaane zannat kya hai kya pata mujhko ye baaten bhala kya pata poochhe jo koi mujhse hoor kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon huzoor aisi hoti hai poochhe jo koi mujhse bahaar kaisi hoti hai naam tera le ke keh doon ke yaar aisi hoti hai poochhe jo koi ghata ghanghor kaisi hoti hai
prabhu more avgun chit naa dharo prabhu more avgun chit naa dharo prabhu moreeeeeeeeeee prabhu moreeeeeeeeeee prabhu more avgun chit naa dharo avgun chit naa dharo prabhu more avgun chit naa dharo maila naala janam janam ka main to keech bhara prabhuuuu maila naala janam janam ka main to keech bhara tum nirmal ganga jal mujhko chhoo kar paap haro prabhu more avgun chit naa dharo prabhu more avgun chit naa dharo bhav saagar mein phansi naav ka main bhatkaa panchhi prabhuuuu bhav saagar mein phansi naav ka main bhatkaa panchhi iss panchhi ko charan sharan do ab naa der karoooo prabhu more avgun chit naa dharo prabhu moreeeeeeeeeee prabhu moreeeeeeeeeee prabhu more avgun chit naa dharo
hmmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmmm hmmmm hmmmm prem hai kya prem hai kya ik aansoon ik qatraa jis mein saagarrrrrrrrrr doob gaye doob gaye doob gaye haaye prem hai kya ik aansoon ik qatraa jis mein saagarrrrrrrrrr doob gaye doob gaye doob gaye premi phir bhi milne ka mauka dhundh lete hain premi phir bhi milne ka mauka dhundh lete hain oonchi deewaron mein jharoka dhundh lete hain premi phir bhi milne ka mauka dhundh lete hain zamana deewana naa jaanaaaaa pyaar hai kyaa ho pyaar hai kya ik jaadoo ik parda jiske pichheeeee bhed chhupe bhed chhupe bhed chhupe ho prem hai kya ik aansoon ik qatraa jis mein saagarrrrrrrrrr doob gaye doob gaye doob gaye gori ke honton pe hain prem ki paheliyaan gori ke honton pe hain prem ki paheliyaan gori ka preetam jaane yaa jaane saheliyaan gori ke honton pe hain prem ki paheliyaan karen kya sune kya kahen kyaaaaaaa preet hai kya haaye preet hai kya ik khushboo ik barkhaa jo barse toooooooo aag lage aag lage aag lage hoooo ooooo prem hai
yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo prem kaa rog bada buraa maka naka ga bai maka naka prem kaa rog bada buraa maka naka ga bai maka naka aisa mere ko meri maa ne kaha naka naka naka bai maka naka prem kaa rog bada buraa maka naka ga bai maka naka aisa mere ko meri maa ne kaha naka naka naka bai maka naka prem kaa rog bada buraa maka naka ga bai maka naka ro ro katega din toh bekal raaton ko rahungi ro ro katega din toh bekal raaton ko rahungi nanhe se dil mein baaba kaise main ye dukh sahungi nanhe se dil mein baaba kaise main ye dukh sahungi kachchi kali hoon rang dekho zara dil dil dil bhi hai nazuk mera prem kaa rog bada buraa maka naka ga bai maka naka prem kaa rog bada buraa naka naka ga bai maka naka yo yo yo yo yo yo yo yo yo yo phir bhi karun main kya ki tu bada baanka mohe laage phir bhi karun main kya ki tu bada baanka mohe laage par kaise mera tera milan ho tu hi bata de par kaise mera tera milan ho tu hi bata de abhi abhi haath
prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga haan prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga sab ko chhod chala sab ko chhod chala haan sab ko chhod chala main saare naate tod chala mujhe ye prem ka rog laga aisi kiski kismat hogi aisi kiski kismat hogi premi se main ban gaya jogi jeevan jog mila jeevan jog mila haan jeevan jog mila mujhe ye prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga akhiyaan pyaasi manwa ghayal akhiyaan pyaasi manwa ghayal premi naache baandh ke paayal baandh ke paayal baandh ke paayal mere raam bata mujhe ye prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga ye kaanton ke haar hain saare saare saare saare saare saare saare saare saare saare saare saare saare saare muraari saare saare saare in phulon mein hain angaare phulon mein angaare phulon mein angaare jal gaya man mera mujhe ye prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga haan prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga mujhe ye prem ka rog laga
suno sunaayen ek kahaani jab aati hai rutt pe jawaani tab banti hai prem kahaani prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donon hanste hain kabhi donon rote hain prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donooon hanste hain kabhi donon rote hainnnn prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donon hanste hain kabhi donon rote hain itni si chhoti si hoti hai ik chingaari itni si chhoti si hoti hai ik chingaari jal jaati hai phoonk jaati hai jiss mein duniyaa saari chaandani raaton mein raaton mein ik deepak hota hai hota hai ik baati hoti hai kabhi donoooon jalte hain kabhi donon bhujhte hain prem kahaani mein ik ladka hota hai ik ladki hoti hai kabhi donon hanste hain kabhi donon rote hain jhoom ke parbat pe rimjhim jab aata hai saawan hooooooooo ooooo hoooo hooo hoooo hoooo jhoom ke parbat pe rimjhim jab aata hai saawan saawan mein premi paagal ho jaate hain saajan inn barsaaton mein hmmmm ik baadal hota hai
hoo oo ooo ooo ooo oo ooo ooo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro mere dil ke aaine mein zulfein aaj sawaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro meri zulfon ke saaye me aaj ki raat guzaaroo pukaro mujhe phir pukaro gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin gulshan mein aisi chhaanv aisi dhoop nahin kaliyon mein aisa rang aisa roop nahin jaao mere yaar sa phool koi le ke aao baharoo pukaro mujhe phir pukaro chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin chandni ki iss andhere mein zuroorat nahin kuchh soche kuchh dekhen humko fursat nahin jaao kahin jaa ke chhup jaao aaj ki raat sitaroo pukaro apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum apne khaabon ki jo duniyaa basayenge hum aasmaano se bhi aage nikal jaayenge hum saath humaare tum chalna ae rangeen nazaaroo pukaro mujhe phir pukaro pukaro mujhe phir pukaro
purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya mann ka wo meet banke preetam ki preet banke preet ka geet banke honthon pe aaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya jab se wo aaya neend na aayee jab se wo aaya neend na aayee neend jo aayee to raam duhaayee sapnon mein aake mujhe neend se jagaaya neend se jagaaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo o o o o o o o o o o o jhoomke maine li angdaayi jhoomke maine li angdaayi jab sapere ne been bajaayi naagan pe jaane kaisa jaadu chalaayaa jaadu chalaayaa purab disha se pardesi aaya nainon ke raste mann mein samaaya poochho na meri prem kahaani poochho na meri prem kahaani ban gayi main to aisi deewaani saara zamaana uski yaad mein bhulaaya yaad mein bhulaaya purab disha se pardesi aaya nainon ke raste
ho pyaar baantte chalo pyaar baantte hey pyaar baantte chalo pyaar baantte kya hindu kya muslmaan hum sub hain bhaai bhaai pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro pyaar hai zindagi ki nishaani ye buzurgon ka kehna hai yaaro ek hi saaz ke taar hain sab humko mil jul ke rehna hai yaaro hey socho kal kya the dekho ab kya ho tumko le na doobe kahin apni ye ladaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho raam ye hain to rehmaan tum ho ye hain kartaar to jhon tum ho naam kuchh ho magar ye na bhoolo sabse pehle to insaan tum ho hey nanhe shehjaado kal ke netaaon tumse humne kya kya ummeedein hain lagaayi pyaar baantte chalo pyaar baantte pyaar baantte chalo pyaar baantte ye
hoooo oooo oooo oooo oooo oooo hooooo oooooo oooooo ooooooo hooo hooo hooo hooo oooo oooooo ooooo logo se suna hai kitaabon mein likha hai sabne yahi kahaan hai sabne yahi kahaan hai pyaar karne waale kabhi darte nahin haan darte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin pyaar karne waale kabhi darte nahin haan darte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin pyaar karne waale kabhi darte nahin jo darte hain wo pyaar karte nahin aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo lambi deeware chunwaa do lambi deeware chunwaa do laakh bitha do pehre lambi deeware chunwaa do laakh bitha do pehre raste mein bichhaa do unche parbat saagar gehre raste mein bichhaa do unche parbat saagar gehre toofaan kab rukte hain baadal jab jhukte hain hoo toofaan kab rukte hain baadal jab jhukte hain saare keh uthate hain saare keh uthate hain pyaar karne waale kabhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Patta Patta Ek Nazar (1972) 05:10 18265
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Raag- 
Marwa
Duration : 05:10   Song Number : 18265   

Peeke Shankar Ji Ki Booti Ranbhoomi (1991) 06:26 12273
 
Poster of Ranbhoomi (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neelam Kothari
Duration : 06:26   Song Number : 12273   

Pehle Sau Baar Ek Nazar (1972) 04:27 18359
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Others
Duration : 04:27   Song Number : 18359   

Phirki Waali Raja Aur Runk (1968) 03:52 12449
 
Poster of Raja Aur Runk (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:52   Song Number : 12449   

Phool Aahistaa Phenko Prem Kahani (1975) 05:26 12429
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shashi Kapoor, Mumtaz
Duration : 05:26   Song Number : 12429   

Phool Ban Jaaunga Pyar Kiye Jaa (1966) 04:55 12440
 
Poster of Pyar Kiye Jaa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Kalpana
Duration : 04:55   Song Number : 12440   

Phool Hai Baharon Ka Jigri Dost (1969) 05:20 21104
 
Poster of Jigri Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Komal, Jitendra, Mumtaj
Duration : 05:20   Song Number : 21104   

Pi Pi Piya Prem Deewane (1992) 06:58 39984
 
Poster of Prem Deewane (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Pooja Bhatt, Vivek Mushran
Duration : 06:58   Song Number : 39984   

Pichhwade Buddha Anita (1967) 05:21 19797
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:21   Song Number : 19797   

Piya Ka Ghar Hai Ye Piya Ka Ghar (1972) 04:52 12427
 
Poster of Piya Ka Ghar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:52   Song Number : 12427   

Poochhe Jo Koi Mujhse Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 03:58 12258
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:58   Song Number : 12258   

Prabhu More Avgun Sur Sangam (1985) 02:47 12511
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
Singer- 
S Janaki
Duration : 02:47   Song Number : 12511   

Prem Hai Kya Ik Aansoo Prem Kahani (1975) 04:43 12430
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:43   Song Number : 12430   

Prem Ka Rog Dus Numbri (1976) 05:26 40866
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:26   Song Number : 40866   

Prem Ka Rog Laga Mujhe Do Premee (1980) 06:17 38860
 
Poster of Do Premee (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 06:17   Song Number : 38860   

Prem Kahaani Mein Prem Kahani (1975) 05:10 12431
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 05:10   Song Number : 12431   

Pukaro Mujhe Phir Pukaro Buniyad (1972) 04:27 12291
 
Poster of Buniyad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant - Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Farida Jalal
Duration : 04:27   Song Number : 12291   

Purab Disha Se Suraj Aur Chanda (1973) 06:02 18266
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 06:02   Song Number : 18266   

Pyaar Baantte Chalo Hum Sab Ustad Hain (1965) 06:09 12363
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 12363   

Pyaar Karne Waale Hero (1983) 06:01 21128
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 06:01   Song Number : 21128   
Karaoke Songs of pyarelal, Sad Songs of pyarelal, Love Songs of pyarelal, Dance Songs of pyarelal, Hip-hop songs of pyarelal, Best songs of pyarelal, Super hit songs of pyarelal, hit songs of pyarelal, duet songs of pyarelal, solo songs of pyarelal, old songs of pyarelal, famous songs of pyarelal, Hindi Karaoke Songs of pyarelal, Hindi Sad Songs of pyarelal, Hindi Love Songs of pyarelal, Hindi Dance Songs of pyarelal, Hindi Hip-hop songs of pyarelal, best Hindi songs of pyarelal, super hit Hindi songs of pyarelal, hit Hindi songs of pyarelal, duet Hindi songs of pyarelal, solo Hindi songs of pyarelal, old Hindi songs of pyarelal, famous Hindi songs of pyarelal, Sing Along Songs of pyarelal, Sing Along Sad Songs of pyarelal, Sing Along Love Songs of pyarelal, Sing Along Dance Songs of pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal, Sing Along Best songs of pyarelal, Sing Along Super hit songs of pyarelal, Sing Along hit songs of pyarelal, Sing Along duet songs of pyarelal, Sing Along solo songs of pyarelal, Sing Along old songs of pyarelal, Sing Along famous songs of pyarelal