MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal
HomePyarelal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sagar nahin hai to kya hai sagar nahin hai to kya hai teri aankh ka nasha to hai badal nahin hai to kya hai badal nahin hai to kya hai teri zulf ki ghata to hai sagar nahin hai to kya hai meri tamanna ki mehfil se tum yun uth ke jaane lage ho aisi bhi kya berukhi rooth kar hamse aankhe churaane lage ho churaane lage ho mausam nahin hai to kya hai mauka yeh pyaar ka to hai sagar nahin hai to kya hai hmmm hmmm hmmm hmmmm teri ghani zulf ke saaye mein chaar pal saath tere jiyenge sagar se roz peete hain aaj teri nazar se piyenge nazar se piyenge saaki nahin hai to kya hai ik shokh dilruba to hai sagar nahin hai to kya hai shayad yahi hai qayaamat ki raat maan lene ko ji chaahta hai teri kasam aaj dil hi nahin jaan dene ko jee chaahta hai jee chaahta hai qaatil nahin hai to kya hai qaafir teri ada to hai sagar nahin hai to kya hai haaye badal nahin hai to kya hai hmm hmmm hmmm hmmm sagar nahin hai to kya hai click here
saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye main manati rahi ji saiyaan ruth gaye shaam jaane lage main bulaati rahi main bulaati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye mere soone madhuban mein bahaar aa gayi mere naina mein ansuan ki dhaar aa gayi ambuwaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaa ambuwaa ki daari pe haan ambuwaa ki daari pe ambuwaa ki daari pe bairi koyaliyaa ga ga kar mujhe rulaati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye shaam jaane lage shaam jaane lage main bulaati rahi ruth gaye saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye ho saiyaan ruth gaye main manati rahi saiyaan ruth gaye saiyaan ruth gaye click here
rang mehal ke das darwaaze rang mehal ke das darwaaze na jane kaun si khidki khuli thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi sar ko jhukaaye main to chhup ke khadi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi piyaaaaaaaaaaaa kaun gali gaye shyaam piyaaaaaaaaaaaa kaun gali gaye shyaam mori sudh na lini haaye raaam piyaaaaaaaaaaaa kaun gali gaye shyaam ang mere gehne pyaasi umariya ang mere gehne pyaasi umariya jogan ho gayi main bin sawaariya haathon mein mere mehndi rachi thi mehndi mein mere ansuwan ki ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi aaaaaaaaa aaaaaaaaaaa chhod piya ghar nehar jaun chhod piya ghar nehar jaun kaun dehari ab sees jhukaun kar singaar main dulhan bani thi aisi dulhan se kunwaari bhali thi saiyan nikas gaye main na ladi thi saiyan nikas gaye main na ladi thi click here
sajnaa o sajnaa sajnaa o sajnaa sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa sajnaa o sajnaa sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa ye shaam ye tanhaayi kaise de doon kisi ko ye shaam ye tanhaayi kitne dinon ke baad aayi tu hai sajan aanchal hai mera aaj to ek ek pal hai mera oooooo sajnaa kuchh samjhe sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa nazdik laaun tujhko apne dil se bhi jyaada nazdik laaun tujhko saanson se mehkaaun tujhko keh de sitaare phere nazar chaandaniya kyun dekhe idhar oooo sajnaa aye ji sunte ho sajnaa more sajnaa hoo ooo sun kya kahe kangna laakh din tere meri to yahi ek shaam hooo sajnaaa hmmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm palken naa khulne doongi inmein tujhko chhupa ke palken naa khulne doongi ye raat naa dhalne doongi pyaar humara so naa sake aur savera ho naa sake click here
sakhi ri sakhi ri sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam naam na puchho main kaise bataaun ye kehte lajjaun main kaise bataaun ye kehte lajjaun sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam jamuna kinaare ek din main khadi thi pehli ghata ki halki halki jhadi thi kaise suhaani anokhi ghadi thi palken uttheen aur akhiyaan ladin thi sakhi re pi ka naam naam na puchho sakhi re pi ka naam naam na puchho main kaise bataaun ye kehte lajjaun main kaise bataaun ye kehte lajjaun sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam naina the jaise kamal ki pankhudiyaan baina the jaise ke bande basuriya roop tha jaise ke chanda gagan ka rang tha bhor ki pehli kiran sa sakhi re pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam naam na puchho main kaise bataaun ye kehte lajjaun main kaise bataaun ye kehte lajjaun sakhi ri pi ka naam naam na puchho sakhi ri pi ka naam click here
salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya aaya kahan se jaunga kaise aaya kahan se jaunga kaise ye na puchho tum dosto salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya mere sahib chhup gaye kyun saamne aa jayiye mere laayak koi khidmat ho to phir farmayiye mere sahib chhup gaye kyun saamne aa jayiye mere laayak koi khidmat ho to phir farmayiye aapko jiski yaad mein neend aati nahin huzoor ka wo hi gulaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya kya karun main mere dil ko dillagi ka shauk hai aap jaise dushmanon se dosti ka shauk hai yaro daalo khaak purani baton par liye huye naye payam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya salaam salaam salaam salaam salaam salaam main aa gaya liya kisi ne mera naam main aa gaya aap sab ki do hain click here
bane chaahe dushman zamaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara wo khaabon ke din wo kitaabon ke din wo khaabon ke din wo kitaabon ke din sawaalon ki raaten jawaabon ke din kai saal humne guzaare yahaan yahin saath khele huye hum jawaan huye hum jawaan tha bachpan bada aashiqaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto naa bichhadenge marr ke bhi hum dosto humen dosti ki kasam dosto pata koi poochhe to kehte hai hum ke ik dooje ke dil mein rehte hain hum rehte hain hum nahin aur koi thikaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe dostaana humara salaamat rahe dostaana humara bane chaahe dushman zamaana humara salaamat rahe click here
sanam mere sanam kasam teri kasam mujhe aaj kal neend aati hai kam sanam mere sanam kasam teri kasam tere liye hua janam mera janam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam mujhe aaj kal mujhe aaj kal neend aati hai kam neend aati hai kam mehak raha hai tu gulaab ki tarah behak rahi hai tu sharaab ki tarah mehak raha hai tu gulaab ki tarah behak rahi hai tu sharaab ki tarah ke ladkhada gaye kadam mere kadam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam tere liye hua tere liye hua janam mera janam janam mera janam ye husn ye adaa ye phool sa badan tu dekh door se naa chhoo mujhe sajan ye husn ye adaa ye phool sa badan tu dekh door se naa chhoo mujhe sajan ke aati hai mujhe sharam badi sharam sanam mere sanam sanam mere sanam kasam teri kasam kasam teri kasam mujhe aaj kal mujhe aaj kal neend aati hai kam neend aati hai kam tu apne pyaar se bheego de bas mujhe tu apne pyaar mein doobo de bas mujhe tu apne pyaar se click here
sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate bhalaa reh gaye wo kahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam dil ki baaten to chhupi si rehti hain dil ki baaten to chhupi si rehti hain wo kya jaane jo nigaahe kehti hai unhen aayegi ye zubaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam roti aankhon ko hansaanaa mushkil hai roti aankhon ko hansaanaa mushkil hai is bechaini ko chhupaanaa mushkil hai na le wo mera imtihaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam mujhse jhuthi wo kasam naa khaayenge mujhse jhuthi wo kasam naa khaayenge unkaa waadaa hai yahaan wo aayenge magar jaayegi meri jaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate bhalaa reh gaye wo kahaan aate aate sanam raah bhoole yahaan aate aate sanam click here
agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye agar dilbar ki ruswaayi humen manzoor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye humen fursat nahin milti humen fursat nahin milti kabhi aansoon bahaane se kai ghum paas aa baithe kai ghum paas aa baithe tere ik door jaane se tere ik door jaane se agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye agar tu paas aa jaaye to har ghum door ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye wafaa kaa waastaa de kar wafaa kaa waastaa de kar muhabbat aaj roti hai naa aise khel iss dil se naa aise khel iss dil se ye naazuk cheez hoti hai ye naazuk cheez hoti hai zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye zara si thes lag jaaye to sheesha choor ho jaaye sanam tu bewafaa ke naam se mashhoor ho jaaye tere rangeen honton ko tere rangeen honton ko kanwal kehne se darte hain teri iss berookhi pe hum teri iss berookhi pe hum click here
hmmmmmmm hmmmmm hmmmmmm hooooo ooooooo sarakti jaaye hai sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aahista aahista nikalta aa raha hai aaftaab hoooo ooooo nikalta aa raha hai aaftaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa hmmmmmm jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda jawaan hone lage jab wo to hum se kar liya parda hoooooo hayaa yaklakhat aayi aur shabaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab shab e phurkat ka jaaga hoon shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone do shab e phurkat ka jaaga hoon farishton ab to sone doooooo kabhi fursat mein kar lena hisaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab sawaal e wasal par unko sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna sawaal e wasal par unko adu ka khauf hai itna hoooo dabe honthon se dete hain jawaab aahista aahista sarakti jaaye hai rukh se naqaab wo click here
ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai jaago uth kar dekho jeevan jyot ujaagar hai satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram aa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram sundaram sundaram aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram raama avadh mein raama avadh mein kaashi mein shiv kanhaa vrindaavan mein dayaa karo prabhu dekhoon inko dayaa karo prabhu dekhoon inko har ghar ke aangan mein radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa o o o o o aa aa aa aa aa aa aa aa aa ek soorya hai ek soorya hai ek gagan hai ek hi dharti mata dayaa karo prabhu ek banne sab dayaa karo prabhu ek banne sab sab ka ek senaata radha mohan sharnam satyam shivam sundaram aa aa aa ishwar satya hai satya hi shiv hai shiv hi sundar hai aa aa aa aa aa satyam shivam sundaram aa aa aa satyam shivam sundaram satyam shivam sundaram aa click here
tu panchhi pardesi tu jogi hai ke jaadugar in mein se koi bhi nahin main sapnon ka saudaagar saudaagar sauda kar dil lele dil dekar dil lele dil dekar saudaagar sauda kar dil lele dil dekar saudaagar hmm hmmm sauda kar hmm hmmm dil lele dil dekar dil lele dil dekar haath kisi ka woh pakde hooo hooo haath kisi ka woh pakde jo chhode jag saara tu unche mehlon wali main beghar banjara ek dooje ke dil mein rahenge kya karna hai ghar saudaagar sauda kar ho dil lele dil dekar dil lele dil dekar tere saath main kaise pyaar ka sauda kar loon tere saath main kaise pyaar ka sauda kar loon aisa koi wada kar main jispe bharosa kar loon jo chahe likhwaale mujhse kore kaagaz par saudaagar sauda kar ho dil lele dil dekar dil lele dil dekar koooh hmmm koooh hmmm dil to hai par dil ke par dil ke armaan kahaan se laun doli sehra kangan sab saamaan kahaan se laun doli sehra kangan sab saamaan kahaan se laun thodaa saa sindoor kahin se le aa bas ja kar saudaagar hmm hmm sauda kar hmm click here
aaaaa aaaaa aaaa seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai andaaz dhadakne ka seekha andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se andaaz dhadakne ka seekha is dil ne tumhaari aankhon se is dil pe tumhaari aankhon ka ehsaan tumhaari daulat hai ehsaan tumhaari daulat hai ye dil hai tumhaari malkiyat ye jaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai kya cheez mohabbat hoti hai kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha kya cheez mohabbat hoti hai ab tak ye humen maaloom na tha jitni bhi hui hai ulfat se pehchaan tumhaari daulat hai pehchaan tumhaari daulat hai seene mein mohabbat ka pehla armaan tumhaari daulat hai ye jaan tumhaari daulat hai armaan tumhaari daulat hai click here
shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai are shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai kam ho jaata hai shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai shaadi karne ke baad hi pyaar ka maza aata hai hey shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai anha shaadi karne ke baad hi pyaar ka maza aata hai kam nahin hota pyaar aur badh jaata hai are shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai wo baaten nahin hotin wo raaten nahin hotin chhup chhup ke chori se mulakaaten nahin hotin wo baaten nahin hotin wo raaten nahin hotin chhup chhup ke chori se mulakaaten nahin hotin main tumhaari baaton mein na aaungi hoo dekho ruth ke ghar waapas chali jaaungi aisi baaton se mera dil ghabraata hai are shaadi karne se pyaar kam ho jaata hai kam nahin hota pyaar aur badh jaata hai na kangan na anguthi ye preet tumhaari jhuthi aisi laagi kisne dekhi o kabhi laagi kabhi tooti na kangan na anguthi ye preet tumhaari jhuthi aisi laagi kisne dekhi o kabhi laagi kabhi tooti lo baahon ke haar tujhe pehnaata hoon hoo click here
shaadi ke liye razaamand kar li razaamand kar li maine ik ladki pasand kar li shaadi ke liye razaamand kar li razaamand kar li maine ik ladki pasand kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li band kar li maine ik ladki pasand kar li shaadi ke liye razaamand kar li maine ik ladki pasand kar li banke bhanvraa ab baag mein banke bhanvraa ab baag mein kaliyon ke peechhe nahin bhaagunga main shaam savere bas aaj se galiyon mein ab nahin jhaankunga main nainon ki khidki maine band kar li haan band kar li maine band kar li maine ik ladki pasand kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li maine ik ladki pasand kar li meri nazron ne husn ki meri nazron ne husn ki naazuk bahaaron ko chhoo liya naaz hai mujhko taqdeer par maine sitaaron ko chhoo liya maine to kismat buland kar li haan buland kar li haan buland kar li maine ik ladki pasand kar li udati chidhiya pinjre mein band kar li udati click here
shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare kabhi ruke kabhi chale raadha chori chori piya kahe aa jiya kahe nahin gori raadha sharmaye manwa ghabraye paniyaa bharne woh jaaye na jaaye hari soche brijbala brij mein hai holi kaanha rang denge mohe haai barjori log karenge yeh ishaare ishaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare hmmmm hmmmmm hmmmmm ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi kahe shayam se na baansuri bajaaye hoooo chain kisi ka woh chitchor na churaaye hoooo dagmag dole jiyaa ki naiyaa dagmag dole jiyaa ki naiyaa chale jab purwaiyaa chhede bansi kanhaiyaa jaadoo bhare naina daare nainwa ki dori soye saara jag jaage ek chakori raat kate gin gin ke taare taare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare ho re hoooo hooooo o o o panghat pe sakhiyaan karti hai batiyaan mohan se laagi raadha ki click here
shabnam ka ye katra hai yaad kaa ik sharaara shabnam ka ye katra hai yaad kaa ik sharaara pyaar muhabbat kehta hai jisko ye zamaana saara shabnam ka ye katra hai shaq ek begaana hota hai apno ki mehfil mein aankhon mein kya dhoondh rahe hon jhaanko mere dil mein diiiilllll mein aankhen hain do chamkile pathar dil hai ek sitaara pyaar muhabbat kehta hai jisko ye zamaana saara shabnam ka ye katra hai yaad kaa ik sharaara pyaar muhabbat kehta hai jisko ye zamaana saara ye zamaana saara ye zamaana saara ye zamaana saara click here
sharifon kaa zamaane mein aji bas haal wo dekha ke sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine chhudaa ke haath apno se chali aayi main gairon meinnnnn chali aayi main gairon mein pehan li ghunghruon ki phir wohi zanjeer pairon meinnnn wohi zanjeer pairon mein main gaaungi main naachungi ishaaron pe sitamgaaro ke bagaawat chhod di maine bagaawat chhod di maine sharaafat chhod di maine naa heera hai naa moti hai naa chaandi hai naa sona haiiiii naa chaandi hai naa sona hai nahin kimat koi dil ki ye mitti ka khilona haiiiiii ye mitti ka khilona hai meri deewanagi dekho ke kehnaa maan ke iss dil ka ye daulat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine click here
hooooo oooo ooooo oooo oooo ooooo aaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa sheesha ho yaa dil ho sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai lab tak aate aate hathon se sagar chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai hoooooooooo kaafi bas armaan nahin kuchh milna aasaan nahin duniyan ki majboori hai phir taqdeer zaroori hai ye jo dushman hain aise donon razi hon kaise ek ko manaaun to duja rooth jata hai rooth jata hai rooth jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai baithe the kinare pe maujon ke ishare pe baithe the kinare pe maujon ke ishare pe hum khele toofanon se iss dil ke armanon se hum ko ye maloom na tha koi saath nahin deta koi saath nahin deta majhi chhod jata hai sahil chhoot jata hai chhoot jata hai chhoot jata hai sheesha ho yaa dil ho aakhir toot jata hai toot jata hai toot jata hai toot jata hai sheesha ho yaa dil ho duniyaa ek tamaasha hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sagar Nahin Hai To Kya Hai Natak (1975) 04:56 37735
 
Poster of Natak (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Arora, Maushmi
Duration : 04:56   Song Number : 37735   

Saiyaan Ruth Gaye Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978) 03:36 12376
 
Poster of Main Tulsi Tere Aangan Ki (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Shobha Gurtu
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Others
Raag- 
Pilu
Duration : 03:36   Song Number : 12376   

Saiyan Nikas Gaye Satyam Shivam Sundaram (1978) 04:41 12480
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Patel
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Zeenat Aman
Raag- 
Bhairavi
Duration : 04:41   Song Number : 12480   

Sajnaa O Sajnaa Abhinetri (1970) 05:46 12211
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:46   Song Number : 12211   

Sakhi Ri Pi Ka Naam Sati Savitri (1964) 03:13 39445
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:13   Song Number : 39445   

Salaam Salaam Teesri Aankh (1982) 08:06 36646
 
Poster of Teesri Aankh (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 08:06   Song Number : 36646   

Salamat Rahe Dostana Hamara (Bane Chaahe Dushman) Dostana (1980) 04:22 18292
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Shatrughan Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 18292   

Sanam Mere Sanam Hum (1991) 06:29 12359
 
Poster of Hum (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Govinda, Shilpa Shirodkar
Duration : 06:29   Song Number : 12359   

Sanam Raah Bhoole Lootera (1965) 04:21 32436
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:21   Song Number : 32436   

Sanam Tu Bewafa Khilona (1970) 06:22 12308
 
Poster of Khilona (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 12308   

Sarakti Jaaye Hai Deedar-E-Yaar (1982) 06:34 15150
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ameer Meenai
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 06:34   Song Number : 15150   

Satyam Shivam Sundarm Satyam Shivam Sundaram (1978) 06:11 21224
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Padmini Kolhapure
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:11   Song Number : 21224   

Saudagar Sauda Kar Saudagar (1991) 07:44 38097
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Vivek Mushran, Manisha Koirala
Duration : 07:44   Song Number : 38097   

Seene Mein Mohabbat Laadla (1966) 03:39 20541
 
Poster of Laadla (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:39   Song Number : 20541   

Shaadi Karne Se Pyar Kam Ho Jata Hai Chakravyuha (1978) 04:38 19970
 
Poster of Chakravyuha (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Neetu Kapoor, Rajesh Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 19970   

Shaadi Ke Liye Razaamand Kar Li Devi (1970) 03:54 31014
 
Poster of Devi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Nutan
Duration : 03:54   Song Number : 31014   

Shaam Dhale Jamuna Pushpanjali (1970) 06:27 21232
 
Poster of Pushpanjali (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishoree Sahu, Sanjay, Lalita Pawar
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 21232   

Shabnam Ka Ye Katra Hai Sharara (1984) 03:04 10688
 
Poster of Sharara (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:04   Song Number : 10688   

Sharifon Kaa Zamaane Mein Sharafat (1970) 03:59 12489
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 12489   

Sheesha Ho Ya Dil Ho Aasha (1980) 05:55 21234
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 05:55   Song Number : 21234   
Karaoke Songs of pyarelal, Sad Songs of pyarelal, Love Songs of pyarelal, Dance Songs of pyarelal, Hip-hop songs of pyarelal, Best songs of pyarelal, Super hit songs of pyarelal, hit songs of pyarelal, duet songs of pyarelal, solo songs of pyarelal, old songs of pyarelal, famous songs of pyarelal, Hindi Karaoke Songs of pyarelal, Hindi Sad Songs of pyarelal, Hindi Love Songs of pyarelal, Hindi Dance Songs of pyarelal, Hindi Hip-hop songs of pyarelal, best Hindi songs of pyarelal, super hit Hindi songs of pyarelal, hit Hindi songs of pyarelal, duet Hindi songs of pyarelal, solo Hindi songs of pyarelal, old Hindi songs of pyarelal, famous Hindi songs of pyarelal, Sing Along Songs of pyarelal, Sing Along Sad Songs of pyarelal, Sing Along Love Songs of pyarelal, Sing Along Dance Songs of pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal, Sing Along Best songs of pyarelal, Sing Along Super hit songs of pyarelal, Sing Along hit songs of pyarelal, Sing Along duet songs of pyarelal, Sing Along solo songs of pyarelal, Sing Along old songs of pyarelal, Sing Along famous songs of pyarelal