MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal
HomePyarelal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tere jaane ki khushi aur dil udaas hai door hum huye to kya dil to dil ke paas hai tu kal chala jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu kal bichhad jaayega to main kya karunga tu mujhko bhool jaayega to main kya karunga tu kal chala jaayega teri yaad ko kahin door chhod aaun main teri yaad ko kahin door chhod aaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main iss kadar pila mujhe tujhko bhool jaaun main tujhko bhool jaaun main hosh magar aayega to main kya karunga hosh magar aayega to main kya karunga tu yaad bahot aayega to main kya karunga tu kal chala jaayega tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon tere jaisa kaun hai aur kis ka naam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon laa main isi baat par aur ek jaam loon aur ek jaam loon jaam chhalak jaayega to main kya karunga jaam chhalak jaayega to main kya karunga tu mujhko click here
tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa ke ye jo duniyaa hai ye ban hain kaanton ka tu phoolwaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan dukhan laagi hai maa teri ankhiyaan mere liye jaagi hai tu saari saari ratiyaan meri neendiyaan pe apni neendiyaan bhi tune waari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai pyaari pyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa apna nahin tujhe sukh dukh koi apna nahin tujhe sukh dukh koi main muskaaya tu muskaayi main roya tu royi mere hansne pe mere rone pe tu balihaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa maa bachhon ki jaan hoti hai maa bachhon ki jaan hoti hai woh hote hai kismat waale jin ke maa hoti hai kitni sundar hai kitni sheetal hai nyaari nyaari hai ooo maa ooo maa ooo maa ooo maa tu kitni achchhi hai tu kitni bholi hai click here
mera jaanam mera saajan mera saajan mera baalam mera baalam mera majnu mera majnu mera raanjha jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo dil waalon mein naa koi ameer hota hai naa gareeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai dil ki duniyaa se ye duniyaa door hoti hai dil kareeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai teri baaten tu hi jaane main to bas itna jaanun jaanuuuuu jaanu jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo click here
ik na ik din ye hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu mere sapnon ki raani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi main tera deewaana banonga raani tu meri deewani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi hooooooooooo ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai ye tere haathon ki angoothi prem ki pehli nishani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye aaj ho ya kal ho ye hoga ye berukhi meharbani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai tera mera naya naya milan hai ye mulaaqat puraani click here
har dil mein nafrat bhari hai koi dil saaf nahin hai maalik teri saari duniyaa mein kahin insaaf nahin hai tu mile to poochhun tujhse kya ye hai nyaay tera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera tu mile to poochhun tujhse hoooooo hoooooo neki karne waalon ko to milti yahaan buraayi hai neki karne waalon ko to milti yahaan buraayi hai khudgarzi ke toofanon mein doob gayi sachchaayi hai kisi ki nagri bas gayi dekho kisi ka loot gaya dera tu mile to poochhun tujhse hoooooo hoooooo itni umange laaye the hum dil mein samet kar le jaa rahen hain hansrate kafan mein lapet kar ab kiss par karen bharosa jab tune hi munh phera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera mujhko diya andhera mujhko diya andhera teri jhoothi duniyaa ki hum sab deewaren tod chale tujhe mubaaraq teri duniyaa hum to duniyaa chhod chale mar kar bhi naa bhool sakenge hum ehsaan ye tera tu mile to poochhun tujhse kya ye hai nyaay tera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera tu mile click here
hmmmm hmmmm tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun teri aankhen gulaabi gulaabi ban gaya main piye bin sharaabi tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun tuuuuu aise aayi ki ghata jaise chhayi chain bhi churaaya neend bhi udaayi duhai duhai meri tauba huyi baat mulakaat tere saath saari raat dekh sar pe na ye ilzaam le tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun yuuuuuun muskura ke koi jaadu jaga ke tune mere dil pe teer sa chala ke nishana banaaya meri tauba mere yaar ye bahaar bekaraar mera pyaar door jaane ka na ab naam le tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun teri aankhen gulaabi gulaabi ban gaya main piye bin sharaabi tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun click here
ka ka ka kal ki to hai ye baat jo main kehna chaahon tumko aaj meri baat sun le teri meri baat nahin baat kisi aur ki roop ki raani choron ka raaja sun lo iss ki zubaani kabhi uski zubaani hai ye unki kahani sab ko hai sunaani kyunki duniyaa mein sabse niraale hai wo wo rang birange dono khel khiladi dil ke juwari donon bade mastaane ek duje ke deewane hain wo dono parwaane ek raaja raani dil khol ke jeena inhen aata hai aur zehar bhi peena aata hai inhen hasna rona chalna phirna milna julna aur khatron se khelna aata hai kabhi dost bhi hai to kabhi dushaman bhi kabhi ghum kabhi khushi kabhi khushi kabhi ghum kabhi ghum kabhi khushi kabhi khushi kabhi ghum kabhi ladte rehte hai chup chup aur dil mein rote hain chup chup aur dost wo jab ban jaate hain to phir nachate aur gaate hain click here
tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu saanjh sawere meri jaan jalaaye saanjh sawere meri jaan jalaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye jo na bujhe tu aisi aag lagaaye aise balam se bachaaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan kaahe ko tu aisi karta hai batiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan laaj ke maare meri jhuk jaayen akhiyaan ankhiyon se ankhiyaan milaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu kaisa gazab kiya tune o saiyaan kaisa gazab kiya tune o saiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan beech bajariya ke thaam li baiyaan nikli mere mukh se haaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma kitna naadaan hai tu tujhse wo neha lagaye jo jaan ke jaan ganwaye ho raam balma kitna naadaan hai tu balma click here
tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum ko apne aap hi sahaara mil jaayega kasti koi doobti pahucha do kinare pe tum ko apne aap hi kinaara mil jayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rastaa chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai hoo tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhaara mil jaayega tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to jeevan to ek jaisa hota hai koi hansta koi rota hai sabar se jeena asaan hota hai fikar se jeena mushkil hota hai hooo thode phool hain kaante hain jo taqdeer ne baante hain tum besahaara ho to kisi ka sahaara bano tum besahaara ho to click here
tum besahara ho to kisi ka sahara bano tumko apne aap hi sahara mil jaayega kashti koi doobti pahuncha do kinare pe tumko apne aap hi kinara mil jayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to hans kar zinda rahna padta hai apna dukh khud sehna padta hai rasta chahe kitna lamba ho dariya ko to behna padta hai tum ho ek akele to ruk mat jaao chalo niklo raste mein koi saathi tumhara mil jaayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to na basti mein na veeranon mein na kheton mein na khaliyaanon mein na milta hai pyaar bazaron mein na bikta hai chain dukaanon mein dhoond rahe ho tum jisko khud ko bahar mat dhundho mann ke ander dhundo pritam pyaara mil jaayega tum besahara ho to kisi ka sahara bano tum besahara ho to click here
tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se saawan ke din aaye beeti yaadein laaye kaun jhukaakar aankhein mujhko paas bithhaaye kaisa tha pyaara roop tumhaara poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se prem ka saagar haai chaaron taraf lehaeraaye jitna aage jaaun gehra hota jaaye gham ke bhanwar mein kya kya dooba poochho mere dil se ae poochho mere dil se poochho mere dil se haai poochho mere dil se jaise jugnu ban mein tu chamke ansuwan mein ban kar phool khili ho jaane kis bagiyan mein main apni kismat pe roya poochho mere dil se haai poochho mere dil se tum bin jeevan kaise beeta poochho mere dil se haai poochho mere dil se poochho mere dil se poochho mere dil se click here
tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum pralay ke devtaa ho tum pralay ke devtaa ho main samarpit phool hoon tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum sudhaa main pyaas hoon tum mahaasagar ki seemaa main kinaare ki lehar tum mahaasangeet ke swar main adhoori saaz per tum ho kayaa main hoon chhaaya tum shamaa main bhool hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa tum ushha ki laalima ho bhor ka sindoor ho mere praanon ki ho goonjan mere mann ki mayur ho tum ho poojaa main pujaari tum sudhaa main pyaas hoon tum gagan ke chandrama ho main dharaa ki dhool hoon main dharaa ki dhool hoon tum gagan ke chandrama click here
tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar wo chaahna humen suboh shaam wo chaahna humen suboh shaam wo har nazar muhabbat ke naam bhula do bhula do wo baaten tamaam humennnnnn humen yaad hai har iqraar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar munh dekhte har ilzaam par munh dekhte har ilzaam par aise to hum nahin the magar badal hi gayi jab tumhari nazar jooooooooo jo chaahe kaho dildaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar maana tumhen nahin aitbaar maana tumhen nahin aitbaar jhutha sahi dil e beqaraar kahaan phenk den dard ki yaadgaar apnaaaaaa apna to yahi sansaar humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar tum jaao kahin tumko ikhtiyaar hum jaayen kahaan sajnaaaaa humne to kiya hai pyaar humne to kiya hai pyaar click here
tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajnaa teri yaad sataati hai neend nahin aati hai raaton mein ho teri yaad sataati hai neend nahin aati hai raaton mein tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajni tera pyaar sataata hai chain nahin aata hai raaton mein ho tera pyaar sataata hai chain nahin aata hai raaton mein tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga meri haalat jaisi hai tera haal bhi aisa hai meri haalat jaisi hai tera haal bhi aisa hai halka halka sa jeeya mein jaane dard ye kaisa hai tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajni taare ginta main rahta hoon jaagta rahta hoon raaton mein ho taare ginta main rahta hoon jaagta rahta hoon raaton mein hmm hmmm hmmm hmm hmmmmm inn bheegi fizaaon se inn thandi hawaaon se inn bheegi fizaaon se inn thandi hawaaon se aag si lagti hai jeeya mein saawan ki ghataon se tum ko bhi to aisa hi kuchh hota hoga o sajnaa ho intezaar tera karti hoon aahen main bharti hoon raaton mein intezaar tera karti hoon aahen main bharti click here
Maana Maine Maana click here
reshmaa baadal reshmaa baadal baadal baadal baadal tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo oooooo oooooo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo yaad aane se pehle tum aa jaaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun saari duniyaa ki badnaami lete hoo kyun naam mera le ke aawaazen dete ho aawaazen dete ho aawaazen dete ho aankhon ke ishaaron se tum mujhko bulaayaa karo tum yaad naa aaya karo haaye tum yaad naa aaya karo panghat par pardesi pyaasa marr jaayega panghat par pardesi pyaasa marr jaayega ye dil deewana hai ye dil deewana hai ye kuchh kar jaayega ye kuchh kar jaayega apne deeewane par zulfon kaa saaya karo tum yaad naa aaya karo tum yaad naa aaya karo dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai dil ke andar baahar ik dard saa uthta hai aise jaise koi kaanta saa chubhata hai kaanta saa chubhata click here
tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin machal rahi thi mere seene par ghani zulfein machal rahi thi mere seene par ghani zulfein pighal gayi thi jawaan raat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin diye the jab mere hathon mein tumne haath apne diye the jab mere hathon mein tumne haath apne laraz rahe the hasin haath yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the sitaare sun ke jise jhenp jhenp jaate the nigaah kehti thi wo baat yaad hai ke nahin tumhen wo bheegi huyi raat yaad hai ke nahin wo pehli pehli mulakaat yaad hai ke nahin yaad hai ke nahin hain yaad hai click here
tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari kisi gair se hum mohabbat karen to khuda chheen le zindgaani humaari tumhi se huyi hai yahi zulfen yahi nazren yahi dar hai hamaara jahaan chhoden magar chhoden na hum daaman tumhaara kasam lelo kasam lelo yeh waada hai na tootega kahin aur apne ye sajde lutaaye to ho jaaye ruswa jawaani hamaari tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari tumhi se huyi hai na tumko bhi khabar hoti tumhein yun pyaar karte gujarti hai jo is dil pe na hum izhaar karte agar bas mein agar bas mein yeh dil hota to chup rehte magar kya karen ab jubaan e nazar se lagi bolne bezubaani humaari tumhi se huyi hai shuru aur tumhi pe sanam khatm hogi kahaani humaari tumhi se huyi hai koi heere koi moti koi ye phool laaya humaara dil fakat naame mohabbat leke aaya mohabbat se mohabbat se jyada kya hansi hoga yahi hai humaari nigaahon click here
ik din bahaar ne phoolon se ye kaha kaanton ki nok par khilte ho tum magar hanste ho jhoom kar zakhmon ko choom kar insaanon ke liye deewaanon ke liye mushkil ye kaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai ho tumko salaam hai hooo tumko salaam hai kahiye saahebaan ye daastaan kaisi lagi ye daastaan nahin haan haan ji haan nahin koi paiyaam hai tumko salaam hai koi paiyaam hai tumko salaam hai ho tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai afsos kya afsos kya ke dil khushiyon se tha bhara thoda sa ye agar chhalkaa to kya hua thoda sa ye agar chhalkaa to kya hua aadhaa chhalak gaya khaali nahin hua aadhaa bharaa hua abhi ye jaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai koi paiyaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumko salaam hai tumne to bas mujhe tumne to bas mujhe jeena sikha diya jalwa dikha diya parda utha diya jalwa dikha diya parda utha diya har zakhm click here
aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaaaa tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aao baitho humare pehlu mein penhaa le lo meri jalti huyi aankhon pe ye aankhen rakh do aye mere pyaar ke khaabon ki haseen shehzaadi honth kyun kaanp rahe hain zara kuchh to bolo tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye jaan hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye aaj khelo meri zulfon se izaazat hai tumhen mujhko chhoo lo meri nas nas mein sharaare bhar do mere dildaar meri aankhon mein rehne waale main tumhaari hoon meri maang mein taare bhar do tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le aaye re ayee ayee tumne pukaara aur hum chale aaye dil hatheli par le click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Kal Chala Jaayega Naam (1986) 06:09 21330
 
Poster of Naam (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar, Sanjay Dutt
Duration : 06:09   Song Number : 21330   

Tu Kitni Achchhi Hai Raja Aur Runk (1968) 05:44 21331
 
Poster of Raja Aur Runk (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahesh Kumar
Duration : 05:44   Song Number : 21331   

Tu Mera Hero Hai Hero (1983) 08:08 13333
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:08   Song Number : 13333   

Tu Mere Sapnon Ki Raani Gora Aur Kala (1972) 05:47 21336
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:47   Song Number : 21336   

Tu Mile To Poochhun Suntan (1976) 05:17 14298
 
Poster of Suntan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 05:17   Song Number : 14298   

Tu Mujhe Thaam Le Suraj Aur Chanda (1973) 04:04 20673
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:04   Song Number : 20673   

Tu Roop Ki Raani Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993) 03:27 14082
 
Poster of Roop Ki Rani Choron Ka Raja (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Sridevi
Duration : 03:27   Song Number : 14082   

Tujh Se Woh Neha Lagaaye Shreeman Funtoosh (1965) 04:59 39759
 
Poster of Shreeman Funtoosh (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum, Kishore Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 39759   

Tum Besahara Anurodh (1977) 03:59 12726
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rita Bhaduri, Others
Duration : 03:59   Song Number : 12726   

Tum Besahara Ho (Sad) Anurodh (1977) 03:28 19156
 
Poster of Anurodh (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Rita Bhaduri, Others
Duration : 03:28   Song Number : 19156   

Tum Bin Jeevan Kaise Anita (1967) 04:31 11907
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:31   Song Number : 11907   

Tum Gagan Ke Chandrama Sati Savitri (1964) 03:25 11905
 
Poster of Sati Savitri (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Anjali Devi
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Rupak Tal
Duration : 03:25   Song Number : 11905   

Tum Jaao Kahin Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:14 13717
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 05:14   Song Number : 13717   

Tum Ko Bhi To Aisa Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 05:21 12583
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 05:21   Song Number : 12583   

Tum Mere Sapnon Mein Aana Chhod Do Madhavi (1969) 06:00 38637
 
Poster of Madhavi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Deepa
Duration : 06:00   Song Number : 38637   

Tum Yaad Naa Aaya Jeene Nahi Doonga (1984) 05:14 21373
 
Poster of Jeene Nahi Doonga (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Anita Raj
Duration : 05:14   Song Number : 21373   

Tumhen Wo Bheegi Huyi Raat Ooperwaala Jaane (1977) 04:58 38406
 
Poster of Ooperwaala Jaane (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Rehana Sultan
Duration : 04:58   Song Number : 38406   

Tumhi Se Huyi Hai Shuru Mera Dost (1969) 05:24 39658
 
Poster of Mera Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:24   Song Number : 39658   

Tumko Salaam Hai Aasha (1980) 06:23 15577
 
Poster of Aasha (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 06:23   Song Number : 15577   

Tumne Pukara Aur Hum Chale Aaye Rajkumar (1964) 05:27 15731
 
Poster of Rajkumar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sadhana
Duration : 05:27   Song Number : 15731   
Karaoke Songs of pyarelal, Sad Songs of pyarelal, Love Songs of pyarelal, Dance Songs of pyarelal, Hip-hop songs of pyarelal, Best songs of pyarelal, Super hit songs of pyarelal, hit songs of pyarelal, duet songs of pyarelal, solo songs of pyarelal, old songs of pyarelal, famous songs of pyarelal, Hindi Karaoke Songs of pyarelal, Hindi Sad Songs of pyarelal, Hindi Love Songs of pyarelal, Hindi Dance Songs of pyarelal, Hindi Hip-hop songs of pyarelal, best Hindi songs of pyarelal, super hit Hindi songs of pyarelal, hit Hindi songs of pyarelal, duet Hindi songs of pyarelal, solo Hindi songs of pyarelal, old Hindi songs of pyarelal, famous Hindi songs of pyarelal, Sing Along Songs of pyarelal, Sing Along Sad Songs of pyarelal, Sing Along Love Songs of pyarelal, Sing Along Dance Songs of pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal, Sing Along Best songs of pyarelal, Sing Along Super hit songs of pyarelal, Sing Along hit songs of pyarelal, Sing Along duet songs of pyarelal, Sing Along solo songs of pyarelal, Sing Along old songs of pyarelal, Sing Along famous songs of pyarelal