MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal
HomePyarelal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari teri yaari pe teri yaari pe jaan luta denge luta denge luta denge tere saath hai marna jeena jahaan tera girega paseena tere saath hai marna jeena jahaan tera girega paseena hum paseene pe hum paseene pe khoon baha denge baha denge baha denge aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari yoon raah mein chalte chalte koi yaar nahin ban jaata yoon raah mein chalte chalte koi yaar nahin ban jaata lagta hai ke tera mera lagta hai ke tera mera koi pichhle janam ka hai naata wo yaar hai jo dukh baante teri raahon se chunke kaante wo yaar hai jo dukh baante teri raahon se chunke kaante tere kadmon pe tere kadmon pe phool bichha denge bichha denge bichha denge aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari hum saath hon jis mehfil mein hum par dil haare duniya hum saath hon jis mehfil mein hum par dil haare duniya teri meri yaari ko teri meri click here
baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana mere jeete jee yaar tumhen meri saari jaagir mile mere jeete jee yaar tumhen meri saari jaagir mile wo khaab jo maine dekhe hain unn khaabon ki taabir mile har ek tamanna ke badle main aaj ye hasrat karta hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana meri aankhon mein neend nahin mere honthon pe pyaas nahin meri aankhon mein neend nahin mere honthon pe pyaas nahin har cheez tumhaare naam huyi ab kuchh bhi mere paas nahin tumne to loot liya mujhko main tum se shikaayat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana click here
baagh mein phool kisne khilaaye hain baagh mein phool kisne khilaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin chor kaun taare kisne churaaye hain aye chor kaun taare kisne churaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin tauba tauba ka sawaal kya tauba maine ki nahin tauba ka sawaal kya tauba maine ki nahin kaisa ye suroor hai maine pee hai ji nahin kaisa ye suroor hai maine pee hai ki nahin phir mere hosh kisne udaaye hain phir mere hosh kisne udaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin aakhir is jahaan mein hoti hai ye baat kyun aakhir is jahaan mein hoti hai ye baat kyun do aur do jama karen to bante nahin saat kyun do aur do jama karen to bante nahin saat kyun do aur do chaar kisne banaaye hain do aur do chaar kisne banaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin ye jo dil ke saaz the wo to beaawaaz the ye jo dil ke saaz the wo to beaawaaz the tere mere pyaar click here
hooooooooooo hoooo ooooooo hoooo ooooooo baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani rutt beqaraar aayi rutt beqaraar aayi doli mein sawaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mere raaja baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani phoolon ki gali mein aayin bhanvwaron ki toliyaaaaan bhanwaron ki toliyaan diye se patanga khele aankhmicholiyaan bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga jag so gaya rutt beqaraar aayi doli mein sawaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mere raaja baagon mein bahaar aayi sapna to sapnon ki baat hai pyaar meinnnn baat hai pyaar mein neend nahin aati saiyaan tere intezaar mein ho ke beqaraar tujhe dhundhun main tu kahaan kho gaya baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani aa jaa mere raaja lambi lambi baaten chheden chhoti si raat meinnnnn chhoti si raat mein saari baaten kaisi hongi ik mulaaqat mein ek hi baat mein lo dekh lo click here
baat hai ik boond si dil ke pyaale mein baat hai baat hai ik boond si dil ke pyaale mein aate aate honthon tak tufaan na ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat kya armaan wo kya dil ke liye baat kya tufaan mein jo jeene ka saamaan na ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat kya armaan wo kya dil ke liye baat kya raaz hai kya aisa hmm hmm hmm hmm dekho taalo na hmm hmm hmm hmm hum koi gair hain kya hmm hmm hmm hmm hmm phir keh daalo na hai dil ki wo lehar aisi chanchal jo ise chheda kisi matwaale ne jo ise aate aate honthon tak tufaan na ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat kya armaan wo kya dil ke liye baat kya meri aankhen padhiye hmm hmm hmm hmm hmm kuchh likha hoga hmm hmm hmm hmm hmm dhadkan sunte ho hmm hmm hmm hmm hmm dil sunta hoga waise to hai mere dil mein bhi halchul phir bhi halchul wo kya dil ke liye phir bhi tufaan mein jo jeene kaa samaan naa ban jaaye na ban jaaye na ban jaaye baat hai ik boond si dil ke pyaale mein baat hai tum kahan main click here
ho raam jiiiiiiiiiii bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena sudh budh bisraayi meri neenden churaayi mera mushkil kar diya jeenaaaa bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena ho raam jiiiiiiiiiii bada dukh deena wo deepak hai main jyoti hoon wo deepak hai main jyoti hoon wo hansta hai main roti hoon mere pyaar ki kadar use hogi magar mujhe zehar padega peena bada dukh deena bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena meri ankhiyaan mere sapne meri ankhiyaan mere sapne le gaya sab kuchh saath wo apne ye jaan nigodi jaane kaahe ko chhodi chhaliye ne sab kuchh chheenaaa bada dukh deena bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena sun kar meri raam duhaai sun kar meri raam duhaai dekho wo aaya harzaayi nirmohi ye kaisa jo main jaanti aisa to main karti pyaar kabhi naa bada dukh deena tere lakhan neee bada dukh deena bada dukh deena lakhan ne lakhan ne mere lakhan ne sajan ne sajan ne mere sajan ne sajnon ke click here
oooooooo ooooooo ooooo oooo oooo hmmmmmmmm hmmm hmmmmm bade bewafaa hain ye husn waale bade bewafaa hain ye husn waale par teri baat kuchh aur hai bade bekhabar hain ye ishq waale par meri baat kuchh aur hai bade bewafaa hain ye husn waale mit gaya jis pe ye ho gaye meharbaan aa aa aaaaa aaaaa aaa aaaa aaa aaa mit gaya jis pe ye ho gaye meharbaan husn waalon ki hai bas yahi daastaan kaise kaise naa jaane deewane dil inhin bewafaaon ne tod daale bade bewafaa hain ye husn waale tu kahin jaaneman ruth jaana nahin aa aa aaaaa aaaaa aaa aaaa aaa aaa tu kahin jaaneman ruth jaana nahin zikr tera ye tera fasaana nahin bholi bhaali hai inki soorat magar bade sangdil hain ye bhole bhaale bade bewafaa hain ye husn waale par teri baat kuchh aur hai bade bekhabar hain ye ishq waale par meri baat kuchh aur hai bade bewafaa hain ye husn waale click here
la la la la la la la la la la la la la bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan sabse pehle suno miyaan kar ke warjis bano jawaan chehra paalish kiya karo thodi maalish kiya karo ishtayil se uthe kadam seena jyaada to pet kam aye tipla ujle baalon ko rang daalo ban jaao gulfaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye seekho kartab naye naye faishan ke dhab naye naye dheela dhaala libaas kyun resham pehno kapaas kyun fan ye jaadugari ka hai armaan tum ko pari ka hai to tipal maaro mantar tedi bankar niklo waqt e shaam bade miyaan deewaane aise na bano haseena kya chaahe hum se suno tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin tanhaayi mein agar kahin aa jaaye wo nazar kahin kahiye haathon mein haath daal aye gul chehra pari jamaal muddat se dil udaas click here
bahot khubsoorat jawaan ek ladki sadak par akeli chali jaa rahi thi fakat naam ko usne pehne the kapde ajantaa ki murat nazar aa rahi thi nazar aa rahi thi koi manchala uss se takraa gaya koi manchala uss se takraa gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa hua haadsaa jo wo kaise naa hota ke ban ke qayamat wo nikli thi ghar se wo nikli thi ghar se naa dekhe koi to sharafat hai uski jo dekhe to kuchh bhi chhupe naa nazar se chhupe naa nazar se koi dil jala muft maara gaya koi dil jala muft maara gaya mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa mere doston tum karo faislaa khata kiss ki hai kiss ko den hum sajaa haseen to humesha haseen the magar haseen to humesha haseen the magar kabhi raaston pe nikalte naa the badalte the wo bhi kai roop lekin naye roz faishion badalte naa the wo badalte naa the gaya ek to dusraa aa gaya gaya ek to dusraa click here
bhor baye nit suraj uge saanjh pade dhal jaaye aise hi meri aas bandhe aur bandh bandh kar mit jaaye khabar mori naaaaaa linhi re khabar mori naaaaaa linhii re bahot din beete beete re bahot din beete khabar mori naa linhi re bahot din beete beete re bahot din beete gokul ki yeeeeeee gokul ki ye galiyaan roye madhuban ki ye kaliyaan roye jamuna roye raadha roye raswanti rang raliyaan roye more shyaaaaaam haaye roye roye mere do nainon bhaye reete bahot din beete beete re bahot din beete beete re bahot din beete sapne mein to daras dikha de kuchh dheeraj bandh jaaye kuchh dheeraj bandh jaaye sapna bhi to kiss bidh aaye jab nindiyaa nahin aaye jab nindiyaa nahin aaye more shyaaaam teri yaad yaad mein jug haari pal jeete bahot din beete beete re bahot din beete click here
Baith Ja Khadi Ho Ja click here
baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas tu kuchh kahe naa main kuchh kahoon tu kuchh kahe naa main kuchh kahoon baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas saawan gujarun kaise main ab ke saal ka saawan gujarun kaise main ab ke saal ka kaise jawaab doon kisi bhi sawaal kaa kisi bhi sawaal kaa aur baat ho koi kisi se puchh loon baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa apni aankhon mein tujhko basa loon aa apni aankhon mein tujhko basa loon aankhon pe palkon ka parda gira looooon dekhoon kisi ko na tujhe dekhne doon baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas aa baith mere paas tujhe dekhti rahoon baith mere paas baahon mein teri main yun jhool jaaun baahon mein teri main yun jhool jaaun bhool saku to main tujhe bhool jaaun tujhe bhool jaaun yaad teri aaye to main click here
ho balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage are balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage ho jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage sharma ke preetam teri prem bhari baaton se dhaanp diya re jalta deepak maine haathon se kal peepal ki chaanv mein baaten hongi gaanv mein daiya re daiya haaye re meri bairan padosan jaage jaage re kangna khan khan khan khan khan khan baajan laage ae balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak dhak dhak dhak zor se bhaage shaam ko pakda haath savere tak na chhoda re kaise bedardi se baabul ne naata joda re tauba raam duhaayi re mudd gayi meri kalaayi re mar gayi main maiyyaa haaye re jaane ib ka ho iske aage aage re paayal chhan chhan chhan chhan chhan chhan zor se baaje ae balma sipahiya haaye teri dambook se dar laage ho laage re jiyara dhak dhak dhak click here
haay re haay kya kiya jaaye aison se to raam bachaye bambai ke ye baabu dil lene dene aaye ki inse raam bachaye haan inse raam bachaye inse to raam bachaye zara inse bach ke rehna badnaami ho naa jaaye ki inse raam bachaye inse to raam bachaye roop ke ye rasiya aaye hain apne gaon mein rehne ko zulfon ki chhanv mein roop ke ye rasiya aaye hain apne gaon mein ban than ke roz aaye kabhi pyaar ke gaane gaaye dil ko sambhale kaise koyi jab pichhe hi pad jaaye ki inse raam bachaye inse to raam bachaye bambai ke ye baabu dil lene dene aaye ki inse raam bachaye taank jhaank karna inka to pehla kaam hai aison ko door se salaam hai taank jhaank karna inka to pehla kaam hai chhup chhup ke dore daalen chale ulti seedhi chaalen ghoor ke jab ye dekhen chhuri si dil par chal chal jaaye ki inse raam bachaye inse to raam bachaye bambai ke ye baabu dil lene dene aaye ki inse raam bachaye aitbaar inka karna naa kabhi bhool ke kaante milenge badle phool ke aitbaar inka karna naa click here
bandhan toote na saanwariyaa bandhan toote na saanwariyaa raam kare piya teri umar mein lag jaaye meri bhi umariyaa bandhan toote na saanwariyaa raam kare piya teri umar mein lag jaaye meri bhi umariyaa bandhan toote na laal basantiiiiiiiiiii laal basanti neele kaale kachche jagat ke rang hain saare maine to tere prem ke pakke rang mein rangli ye chunariyaa bandhan toote na saanwariyaa bandhan toote na meera krishan keeeeeeee meera krishan ke geet sunaaye mera jiya piya tere gun gaaye meera krishan ki prem pujaaran apne piya ki main baanwariyaa bandhan toote na saanwariyaa raam kare piya teri umar mein lag jaaye meri bhi umariyaa bandhan toote na click here
bansi bajao bansi bajaiya bansi bajao bansi bajaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan chaaron taraf gopiyaan achchhe phanse tum ta thaiya ta thaiya achchhe phanse tum ta thaiya ta thaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya pehle toh aayi radha akeliii pehle toh aayi radha akeli radha oo radha phir champa aayi phir chameli ab aap apna dekho tamasha raas rachao raas rachaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya chaaron taraf gopiyaan beech mein kanhaiya sach kehte aaye ye duniya wale sach kehte aaye ye duniya wale do kashtiyon mein jo panv dale do kashtiyon mein jo panv dale kya haal ho uska kuchh na puchho neeche ho manjhi upar ho naiya chaaron taraf gopiyaan hey chaaron taraf gopiyaan achchha lagaya tumne ye mela achchha lagaya tumne ye mela tum teen ho main hoon ik akela jo kheench ke le jaye main uska jor lagao haiya re haiya hmmm click here
baar baar din ye aaye baar baar dil ye gaaye baar baar din ye aaye baar baar dil ye gaaye tu jiye hazaroon saal ye meri hai aarzoo happy birthday to you happy birthday to you happy birthday to sunita happy birthday to you baar baar din ye aaye baar baar dil ye gaaye tu jiye hazaroon saal ye meri hai aarzoo o ho aa ha sunita bekaraar hoke daaman thaam loon main kiska kya misaal doon main teri naam loon main kiska nahin nahin aisaa haseen koi nahin hai jis pe ye nazar ruk jaaye bemisaal jo kehelaaye jis pe ye nazar ruk jaaye bemisaal jo kehelaaye tu jiye hazaroon saal ye meri hai aarzoo o ho aa ha sunita auroon ki tarah kuchh main bhi tohfa aaj laata main teri haseen mehfil mein phool leke aata jee ne kahaa usse kya hai phoolon ki zarurat jo bahaar khud kehlaaye har kali ka dil dhadkaaye jo bahaar khud kehlaaye har kali ka dil dhadkaaye tu jiye hazaroon saal yeh meri hai aarzoo o ho aa ha sunita phoolon ne chaman se tujhko hai salaam bheja taaroon ne gagan se tujhko click here
bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge bata doon kya laana tum laut ke aa jaana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge ooooo ooooo sajte hain jo tan pe hamare sajte hain jo tan pe hamare wo hai piya nain tumhare hai latt jo maathe pe aayi si choodi hai meri kalaai ki palat ke jab aana ye latt ye nazar laana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aaa aaaa aaaa aaaa chahat se yeh maang bharungi chahat se yeh maang bharungi bindiya ka main kaha karungi maathe pe laage suhaani si honthon ke tere nishaani si balamwa jab aana bindiya tumhi ban jana ye chhota sa nazrana piya yaad rakhoge ke bhool jaoge yaad rakhoge ke bhool jaoge aankhon mein chaand ban ke ubharna aankhon mein chaand ban ke ubharna dekho balam der na karna rehta hai dil mein tumhara dil darta hai phir bhi hamara dil bahut na tarsana tum click here
ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin bataao tumhi batao tumhen pyaar kaise karoon batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin main jaisa bhi hoon haan jaisa bhi hoon saamne hoon khada mujhe kuchh chhupaane ki aadat nahin batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin ye aankhon se aankhon ka milna hai kya ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin mujhe itni fursat mili hai kahaan mujhe itni fursat mili hai kahan jo padhta tumhare nayan ki ghazal mujhe aaj lagta hai sach maan lo ye chehra nahin hai gulaabi kanwal ye dil kaise chori kiya jaayega ye click here
bekadar bekhabar bewafa baalma ho bekadar bekhabar bewafa baalma naa main tujhko marungi naa main tujhko chhodungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma ho bekadar bekhabar bewafa baalma tere saamne mere dushman dekh banungi aaj main dulhan tere saamne mere dushman dekh banungi aaj main dulhan pehnungi shaadi ka joda teri barbadi ka joda tere khoon se rang ke main laal chunariya odhungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma aaaaaaa haaaa haaaa haaa tera koi dharm nahin tera koi imaan nahin tera koi dharm nahin tera koi imaan nahin achchha saajan kaise banega jo achchha insaan nahin tere naam se main apna naam kabhi naa jodungi aahista aahista tadpa tadpaa ke o pathar dil main tujhko todungi bekadar bekhabar bewafa baalma ek tujhe deti hoon mauka jaa mujhko phir de jaa dhokha ek tujhe deti hoon mauka jaa mujhko phir de jaa dhokha dekhen log ye aankh click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Yaar Teri Yaari Waqt Ki Deewar (1981) 06:53 38986
 
Poster of Waqt Ki Deewar (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jeetendra
Duration : 06:53   Song Number : 38986   

Baa Hosh O Hawaas Main Deewana Night In London (1967) 04:00 12139
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:00   Song Number : 12139   

Baag Mein Phool Kisne Night In London (1967) 05:05 20580
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:05   Song Number : 20580   

Baagon Mein Bahaar Aayi Mome Ki Gudiya (1972) 05:05 13768
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ratan Chopra, Tanuja
Duration : 05:05   Song Number : 13768   

Baat Hai Ek Boond Si Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971) 04:24 13410
 
Poster of Jal Bin Machhli Nritya Bin Bijli (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Abhijeet, Sandhya
Duration : 04:24   Song Number : 13410   

Bada Dukh Deena Ho Ram Ji Ram Lakhan (1989) 06:02 21060
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:02   Song Number : 21060   

Bade Bewafaa Hain Ye Roop Tera Mastana (1972) 05:59 14083
 
Poster of Roop Tera Mastana (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:59   Song Number : 14083   

Bade Miyaan Deewaane Shagird (1967) 06:12 14206
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, I S Johar
Duration : 06:12   Song Number : 14206   

Bahot Khubsoorat Ek Ladki Dostana (1980) 04:36 18067
 
Poster of Dostana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 04:36   Song Number : 18067   

Bahut Din Beete Sant Gyaneshwar (1964) 03:32 12092
 
Poster of Sant Gyaneshwar (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Surekha
Duration : 03:32   Song Number : 12092   

Baith Ja Khadi Ho Ja Amir Garib (1974) 05:33 38066
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 05:33   Song Number : 38066   

Baith Mere Paas Tujhe Yaadon Ki Kasam (1985) 06:06 18424
 
Poster of Yaadon Ki Kasam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Zeenat Aman
Duration : 06:06   Song Number : 18424   

Balma Sipahiya Dushman (1971) 03:34 17526
 
Poster of Dushman (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 03:34   Song Number : 17526   

Bambai Ka Ye Babu Hum Sab Ustad Hain (1965) 05:56 20869
 
Poster of Hum Sab Ustad Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:56   Song Number : 20869   

Bandhan Toote Na Mome Ki Gudiya (1972) 04:19 13769
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 04:19   Song Number : 13769   

Bansi Bajao Bansi Bajaiye Judaai (1980) 05:33 37372
 
Poster of Judaai (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:33   Song Number : 37372   

Bar Bar Din Ye Aaye Farz (1967) 06:04 20179
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 06:04   Song Number : 20179   

Bata Doon Kya Laana Patthar Ke Sanam (1967) 04:40 13936
 
Poster of Patthar Ke Sanam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:40   Song Number : 13936   

Batao Tumhen Pyaar Santosh (1989) 06:12 36600
 
Poster of Santosh (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:12   Song Number : 36600   

Bekhabar Bewafa Ram Lakhan (1989) 10:24 36075
 
Poster of Ram Lakhan (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 10:24   Song Number : 36075   
Karaoke Songs of pyarelal, Sad Songs of pyarelal, Love Songs of pyarelal, Dance Songs of pyarelal, Hip-hop songs of pyarelal, Best songs of pyarelal, Super hit songs of pyarelal, hit songs of pyarelal, duet songs of pyarelal, solo songs of pyarelal, old songs of pyarelal, famous songs of pyarelal, Hindi Karaoke Songs of pyarelal, Hindi Sad Songs of pyarelal, Hindi Love Songs of pyarelal, Hindi Dance Songs of pyarelal, Hindi Hip-hop songs of pyarelal, best Hindi songs of pyarelal, super hit Hindi songs of pyarelal, hit Hindi songs of pyarelal, duet Hindi songs of pyarelal, solo Hindi songs of pyarelal, old Hindi songs of pyarelal, famous Hindi songs of pyarelal, Sing Along Songs of pyarelal, Sing Along Sad Songs of pyarelal, Sing Along Love Songs of pyarelal, Sing Along Dance Songs of pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal, Sing Along Best songs of pyarelal, Sing Along Super hit songs of pyarelal, Sing Along hit songs of pyarelal, Sing Along duet songs of pyarelal, Sing Along solo songs of pyarelal, Sing Along old songs of pyarelal, Sing Along famous songs of pyarelal