MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePyarelal
HomePyarelal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga oooooooooo palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga wo saakh hi na rahi jo thi aashiyaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar oooooooooo garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar ye shai bani thi kisi dusre jahaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye click here
na tujhse door jaa sakun na tere paas aa sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon na tujhse door jaa sakun na tere paas aa sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon chup rahun gila karun shukriya adaa karun chup rahun gila karun shukriya adaa karun sochta raha karun kya karun main kya karun na apna ghum chhupa sakun na apna ghum suna sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon kya sitam hai meharbaan aa gaya hoon main kahaan kya sitam hai meharbaan aa gaya hoon main kahaan khoob hai ye daastaan hai tera wo aasta na jis pe sar jhuka sakun na jis se sar utha sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon dil mein hai qaraar bhi dil hai beqaraar bhi dil mein hai qaraar bhi dil hai beqaraar bhi hanstee hai click here
naa jaane kaise pal mein badal jaate hain naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey kyaa jaane kaise rangon mein dhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye jud kar kahin dil jod de tootein to dil tod jaate hain ye ye phool bankar hain khilte kahin kahin dil mein kaante chubhaate hain ye jaane kahaan kis mod pe deke daga dil ko chhal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin apnon se yun bichhade hain jo unhein kyaa bichhadne ka kuchh ghum nahin magar haar kar kyon dukhon se koi zehar ghol de zindagi mein kahin sab khel hai taqdeer kaa taqdeer se hi badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey naa jaane kaise pal mein badal jaate hain ye duniyaa ke badalte rishtey rishtey kabhi toote kahaan jo click here
naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa ghunghru banaa ke paaon mein baandh le phir meharbaan humein aisaa milegaa naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa mausam rangeen hai aashiq shaukeen hai mausam rangeen hai aashiq shaukeen hai to jo chaahe kar le maukaa haseen hai phir kab naadaan humein aisaa milegaa aisaa milegaa aisaa milegaa naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa kitnaa pyaasaa hai ye paise waalaa kitnaa pyaasaa hai ye paise waalaa to isko pilaa de tu masti ka pyaalaa kahin anjaan humein aisaa milegaa aisaa milegaa aisaa milegaa naach meri bulbul naach meri bulbul ke paisaa milegaa kahaan kadar daan humein aisaa milegaa apni tamnnaa hai kitni chhoti do haath kapdaa do waqt roti apni tamnnaa hai kahaan pe makaan humein aisaa click here
paani mein aag dekho kaise laga rahi hai gora badan chhupa ke gori naha rahi hai aakash ki pari hai ya koi aur hai tu ladki nahin hai zaalim resham ki dor hai tu naagan sa roop hai tera naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera le jaunga tujhko duniya dekhegi dekhegi naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera sapera le jaunga tujhko duniya dekhegi oh le jaunga tujhko duniya dekhegi tu pahre laakh bitha le tu parde laakh gira le haan pahre laakh bitha le tu parde laakh gira le mehlon pe na itrana is dil ko na thukrana yeh dil kya mahal se kam hai jis mein hai tera baseera naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera ho leh jaunga tujhko duniya dekhegi jo pyaar kiya karte hain marne se kab darte hain jo pyaar kiya karte hain marne se kab darte hain tu apna mukh dikhla de to kitne chaand ugaa de tu zulfon ko bikhra de to kar de ghor andhera naagan sa roop hai tera main ban ke prem sapera ho leh jaunga tujhko duniya dekhegi haan gar aaj nahin kal hoga click here
nafrat ki duniyaa ko chhod ke khush rehna mere yaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar is jhoot ki nagari se tod ke nata ja pyaare amar rahe tera pyaar khush rehna mere yaar jab jaanwar koi insaan ko maare jab jaanwar koi insaan ko maare kehte hain duniyaa mein vehshi use saare ik jaanwar ki jaan aaj insaanon ne li hai chup kyun hai sansaar khush rehna mere yaar bas aakhiri sun le ye mel hai apna bas aakhiri sun le ye mel hai apna bas khatm aye saathi ye khel hai apna ab yaad mein teri beet jaayenge ro ro ke jeevan ke din chaar nafrat ki duniyaa ko chhod ke pyaar ki duniyaan mein khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar khush rehna mere yaar click here
aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin abhi dil ko milen sahaare hain sahaare hain tumhaare hain abhi nahin jaana nahin nahin nahin jaana nahin aji hum bhi to pyaar ke maare hain tumhaare hain bechaare hain nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin kaliyon ka pyaar jhule shabnam ki jholiyon mein kaliyon ka pyaar jhule shabnam ki jholiyon mein dulhan bani bahaar hai khushboo ki doliyon mein kitne khile nazaare hain nazaaron ke ye ishaare hain nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin aaaaaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aankhen taras gayin hain ab to qaraar de de aankhen taras gayin hain ab to qaraar de de main zindagi bana loon thoda saa pyaar de de dil ke dard kunwaare hain kunwaare hain tumhaare hain nahin nahin jaana nahin abhi nahin jaana nahin click here
yada yada hi dharmasya glaanirbhavati bharat abhyutthanam dharmasya tadaatmaanam srujaamyahum nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe dhan daulat aur kisi ko de dhan daulat aur kisi ko de bas de de apna pyaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe nandlaal gopaal daya karke tann mann ka na chaahe hosh rahe tann mann ka na chaahe hosh rahe tera naam na bisre bhule se tere dhyan mein itna kho jaaun tere dhyan mein itna kho jaaun paagal samjhe sansaar mujhe nandlaal gopaal daya karke aaaaaa aaaaaa main nirdhan gokul aur mathura main nirdhan gokul aur mathura tere darshan ko to jaa na sakun jab apne mann mein jhaankun main jab apne mann mein jhaankun main ho jaaye tera deedaar mujhe nandlaal gopaal daya karke rakh jaa kar apne dwaar mujhe dhan daulat aur kisi ko de bas de de apna pyaar mujhe nandlaal gopaal daya karke click here
o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love dekh kar teri taraf bahaar aaj ho rahi hai beqaraar dekh kar teri taraf bahaar aaj ho rahi hai beqaraar chhoo rahe hain phool yun tujhe jaise ho inhen bhi tujh se pyaar ye ho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love aye meri haseen dilruba mere dil mein chhup ke baith jaa aye meri haseen dilruba mere dil mein chhup ke baith jaa tujh mein mujh mein fark na rahe aa karib aa karib aa tu kho na jaaye o my love nazar na lag jaaye kisi ki raahon mein chhupa ke rakh loon aa tujhe nighahon mein tu kho na jaaye o my love saamne jo ek tu na ho dil mein koi aarzoo na ho saamne jo ek tu na ho dil mein koi aarzoo na ho manzilen hazaar ho magar manzilon ki justzoo na ho ye click here
hmmmm hmmmm hmmmm neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa chain kabhi rehtaa tha iss dil mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa oooooo ooooo ooooo oooooo log mujhse kahen dekho udhar nikla hai chaand kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand chaand kabhi rehta tha nazron mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa jhoot boli pawan kehne lagi aayi bahaaaaar hum baagh mein gaye dekha wahaan pyaar hi pyaaaar phool rehten honge chaman mein kabhi ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa baat pehle thi aur toofan se darte the hummmm baat ab aur hai ab hai humen kaahe ka ghum saath kabhi maajhi the sang lekin ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa click here
neend nigaahon ki kho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat aur mohabbat jo ho jaati hai jaan hi jaati hai so jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat duniya se judaa iski baatein duniya se judaa iski baatein guzri hain kai aisi raatein jab chaand sitaare bhi soye rahe hum unke khayaalon mein khoye rahe hum ko jagaa ke ye so jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat nazron se lapakte hain sholey nazron se lapakte hain sholey jal jaata hai dil hauley hauley ikraar karo ke inkaar karo chup chaap raho ke izhaar karo baat ye honi hai ho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat kasmein na uthaaye zamaana kasmein na uthaaye zamaana kyun ki mushkil hai daaman chhudaana har ek kasam dekho toot gayi ye jo aap click here
yaar hi mera kapda latta yaar hi mera gehnaaaaaa yaar mile to izzat samjhun kanjri ban kar rehna hmmmm ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole ho mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta uski baah ka har halkora lagta swarg ka jhuta ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole yaar mile to hoooo yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona jag ke badle yaar mile to yaar kaa mol doon duna main to nahin sharmaana ni main to nahin sharmaana ni chaahe log boliyaan bole chaahe log boliyaan bole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole thirak rahi meri pair ki click here
aaaa aaaaa nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain tum apne har kadam ka silsila is dil se paaoge tum apne har kadam ka silsila is dil se paaoge kahin jaao magar mere hi jaanib chal ke aaoge aaaa thehar jaane se kya haasil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa tumhe har mod par ik yaad aaina dikhayegi tumhe har mod par ik yaad aaina dikhayegi khayalon mein hamari hi koi tasveer aayegi aaaaaa bhulana hai bahut mushkil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain ye kaisa dard hai aankhon mein kaisi sogwari hai ye kaisa dard hai aankhon mein kaisi sogwari hai junu ho jayega ek din yahin jo beqarari hai click here
hmm hmm aaaa hmm hmm aaaa lala lala la lala lala la aaaa aaaaaa ma re ma dha hmm hmm hmm hmm ga sa ga pa hmm hmm hmm hmm nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar koyal koouke koouke gaaye malhaar koouke koouke gaaye malhaar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar koyal koouke koouke gaaye malhaar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar pa ni pa sa pa ni pa sa main hoon abhi kamsin kamsin ni dha ni dha ma pa pa ma pa ma re ga ga re ga re ni sa ga pa main hoon abhi kamsin kamsin jaanu na kuchh iss bin iss bin raatein jawaani ki raatein jawaani ki baali umar ke din aa aa aa aa kab kya ho nahin aitbaar aisa mausam dekha pehli baar koyal koouke koouke gaaye malhaar koouke koouke gaaye malhaar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar kaisi ye rutt aayi rutt aayi kaisi ye rutt aayi aaaa aa aa sun ke main sharmaayi sharmaayi sun ke main sharmaayi kaanon mein keh gayi click here
o baabu humne to pyaar kiya hai o baabu humne to pyaar kiya hai tere pyaar mein jeene marne ka tere pyaar mein jeene marne ka ikraar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai tere pyaar mein jeene marne ka ikraar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai kya duniya hai kya daulat hai kya duniya hai kya daulat hai sab raunak dil ki badaulat hai o bedarda dil to liya ab dil to liya ab jaan bhi le le humne kab inkaar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai o jaani humne to pyaar kiya hai in kadmon mein dam todenge in kadmon mein dam todenge tera daaman na chhodenge dil ka sauda humne kiya ab humne kiya ab ye tu jaane tune kya dildaar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai tere pyaar mein jeene marne ka ikraar kiya hai baabu humne to pyaar kiya hai kurbaan jaani kismat ne chor bana daala kismat ne chor bana daala tumne kuchh aur bana daala shukriya tera maine adaa ek baar nahin do baar nahin ek baar nahin do baar nahin sau baar kiya hai jaani humne bhi pyaar kiya hai o jaani click here
ooooooo ooooooooo ooooooo ooooo oooooooo ek haseena ki nigahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya ek haseena ki nigahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana deewana parvaton par ek naya aashiyana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana deewana ae mere dosto ye kahani suno husn se mel ki ishq ke khel ki o koi anjaan si koi naadaan si wo haseen dilruba koi naagin thi kya jo mujhe das gayi dil mein yun bas gayi bas gayi bas gayi dil ka aana jaana ka haay rijhana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya ek haseena ki nigahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana deewana wo achanak mere aagayi saamne haan sharam se ruk gayi aankh yun jhuk gayi uska gora badan kora kora badan reh gaya kaanp ke apna munh dhaank ke wo yun ghabra gayi zulf lehra gayi lehra gayi lehra gayi pehli mulaqaat ka aise bahana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya ek haseena ki nigaahon ka nishana ban gaya koi pardesi deewana ban gaya deewana click here
ooooooo hooooo hoooooo hoooooooooo hoooooo hoooooo oooooo aa gaya reeeeee tera paagal preetam ho janiyaaa naa ghabraao tere tann ki chaandi kharidunga sone ke bhaav o dil janiyaaaa o dil janiyaa laage naa jiya tere bina galiyon mein chaubaron mein hoooo hooo oooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ban ke chandaniyaaaa ban ke chandaniyaa aa jaa re chhup chhup ke milan kab tak andhiyaaron mein hoooo hooo oooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa o dil janiyaaaaa jo mile tha andheron mein wo din ke ujaale milega re jo mile tha andheron mein wo din ke ujaale milega re inn bechain haathon se o pyaari tera ghunghat uthega re rokegaaaaa kaise koi ooooo ooooo oooo oooo daal ke baanhon mein apni le jaaunga main gori tujhko hazaaron mein hoooo hooo oooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa o dil janiyaa aaja mann ki dagar pe tohe chameliya ki daali si lachkaaunga aaja mann ki dagar pe tohe chameliya ki daali si lachkaaunga inn baahon mein bhar ke click here
aha haaaa aaa lalala lalalalalalala o dilwaalo saaz e dil pe jhoom lo gaa lo lalala lalala lalala lalala o dilwaalo saaz e dil pe jhoom lo gaa lo lalala lalala lalala lalala baar baar aisa samaa na aayega jo gaya phir kabhi wo yahaan na aayega baar baar aisa samaa na aayega jo gaya phir kabhi wo yahaan na aayega main bhi hoon tum bhi ho hum sabhi mehmaan hain lalala lalala lalala lalala o dilwaalo saaz e dil pe jhoom lo gaa lo lalala lalala lalala lalala yaar kaun jaane kinaara hai kahaan ghum kare hum agar to guzaara hai kahaan yaar kaun jaane kinaara hai kahaan ghum kare hum agar to guzaara hai kahaan mai bhi hoon tum bhi ho hum sabhi tufaan hain lalala lalala lalala lalala o dilwaalo saaz e dil pe jhoom lo gaa lo lalala lalala lalala lalala aaaa aaaa aaj pyaar bhi ho gaya to kya hua ho gayi ye kisi se khata to kya hua aaj pyaar bhi ho gaya to kya hua ho gayi ye kisi se khata to kya hua main bhi hoon tum bhi ho hum sabhi insaan hain lalala lalala lalala lalala o click here
geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain mubaarak aap ko ye din khushiyon bhara mubaarak aap ko ye din khushiyon bhara oo geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain kisi mehfil mein kabhi chale aaye to kahin ittefaak se aankhen mil jaayen to kisi mehfil mein kisi mehfil mein kabhi chale aaye to kahin ittefaak se aankhen mil jaayen to dekhte unko dil dar jaata hai is zamaane mein kuchh humraaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain lalala la la lalala la la lala lala la lala lala la aa haha haha aa haha haha aa haha haha haha haha ha aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye aise mil jaati hai aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye inka matlab koi na samjhe daastaan e dil mein click here
hmm hmm hmm hmm hmmm o ghata saanwari thodi thodi baanwari ho gayi hai barsaat kya har saans hai behki huyi ab ki baras hai ye baat kya har baat hai behki huyi ab ki baras hai ye baat kya o ghata saanwari thodi thodi baanwari ho gayi hai barsaat kya har saans hai behki huyi ab ki baras hai ye baat kya har baat hai behki huyi ab ki baras hai ye baat kya paa ke akeli mujhe mera aanchal mere saath uljhe chhoo le achanak koi latt mein aise mera haath uljhe kyun re baadal tune aye aye aye aaah uyi tune chhuaa mera haath kya o ghata saanwari thodi thodi baanwari ho gayi hai barsaat kya har saans hai behki huyi ab ki baras hai ye baat kya har baat hai behki huyi ab ki baras hai ye baat kya aawaaz thi kal yahi phir bhi aise lehakti naa dekhi pag mein thi paayal magar phir bhi aise chhanakti naa dekhi chanchal ho gaye ghunghroo rooo mee ree ghunghroo mere raaton raat kya o ghata saanwari thodi thodi baanwari ho gayi hai barsaat kya har saans hai behki huyi ab ki baras hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Tu Zameen Ke Liye Dastaan (1972) 03:42 21012
 
Poster of Dastaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 21012   

Na Tujhse Door Jaa Sakun Pocket Maar (1974) 05:25 20113
 
Poster of Pocket Maar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:25   Song Number : 20113   

Naa Jaane Kaise Pal Mein Badal Jaate Hain Badalte Rishtey (1978) 05:31 21001
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy, Rishi Kapoor
Duration : 05:31   Song Number : 21001   

Naach Meri Bulbul Roti (1974) 04:38 18372
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:38   Song Number : 18372   

Naagan Sa Roop Hai Tera Baghavat (1982) 06:40 32519
 
Poster of Baghavat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:40   Song Number : 32519   

Nafrat Ki Duniyaa Ko Chhod Haathi Mere Saathi (1971) 04:23 21021
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raju (Elephant), Rajesh Khanna
Duration : 04:23   Song Number : 21021   

Nahin Nahin Jana Nahin Zinda Dil (1975) 03:28 14454
 
Poster of Zinda Dil (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:28   Song Number : 14454   

Nandlal Gopala Daya Karke Sadhu Aur Shaitaan (1968) 03:59 17627
 
Poster of Sadhu Aur Shaitaan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 03:59   Song Number : 17627   

Nazar Na Lag Jaaye Night In London (1967) 05:16 21035
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 05:16   Song Number : 21035   

Neend Kabhi Rahti Thi Aasra (1966) 04:39 12611
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:39   Song Number : 12611   

Neend Nigaahon Se Lootera (1965) 05:07 39764
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Nishi
Duration : 05:07   Song Number : 39764   

Ni Main Yaar Manana Ni Daag (1973) 05:53 21040
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 21040   

Nigahen Kyun Bhatakti Baharon Ki Manzil (1968) 05:47 36310
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:47   Song Number : 36310   

Nindiyaa Se Jaagi Bahaar Hero (1983) 06:20 21042
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri
Duration : 06:20   Song Number : 21042   

O Babu Humne To Pyaar Kiya Hai Teesri Aankh (1982) 06:16 12340
 
Poster of Teesri Aankh (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha, Neetu Singh
Duration : 06:16   Song Number : 12340   

O Champa Chameli Yaadon Ki Kasam (1985) 06:55 37368
 
Poster of Yaadon Ki Kasam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Zeenat Aman
Duration : 06:55   Song Number : 37368   

O Dil Janiyaa Naach Uthe Sansaar (1976) 04:27 13808
 
Poster of Naach Uthe Sansaar (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 13808   

O Dilwaalo Saaz E Dil Pe Lootera (1965) 05:22 39765
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nishi
Duration : 05:22   Song Number : 39765   

O Geet Nahin Ban Sakte Do Bhai (1969) 05:43 20490
 
Poster of Do Bhai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:43   Song Number : 20490   

O Ghata Saanwari Abhinetri (1970) 05:55 21045
 
Poster of Abhinetri (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 05:55   Song Number : 21045   
Karaoke Songs of pyarelal, Sad Songs of pyarelal, Love Songs of pyarelal, Dance Songs of pyarelal, Hip-hop songs of pyarelal, Best songs of pyarelal, Super hit songs of pyarelal, hit songs of pyarelal, duet songs of pyarelal, solo songs of pyarelal, old songs of pyarelal, famous songs of pyarelal, Hindi Karaoke Songs of pyarelal, Hindi Sad Songs of pyarelal, Hindi Love Songs of pyarelal, Hindi Dance Songs of pyarelal, Hindi Hip-hop songs of pyarelal, best Hindi songs of pyarelal, super hit Hindi songs of pyarelal, hit Hindi songs of pyarelal, duet Hindi songs of pyarelal, solo Hindi songs of pyarelal, old Hindi songs of pyarelal, famous Hindi songs of pyarelal, Sing Along Songs of pyarelal, Sing Along Sad Songs of pyarelal, Sing Along Love Songs of pyarelal, Sing Along Dance Songs of pyarelal, Sing Along Hip-hop songs of pyarelal, Sing Along Best songs of pyarelal, Sing Along Super hit songs of pyarelal, Sing Along hit songs of pyarelal, Sing Along duet songs of pyarelal, Sing Along solo songs of pyarelal, Sing Along old songs of pyarelal, Sing Along famous songs of pyarelal