MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava-Tal
HomeKaherava-Tal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain jaagi balma lagan tose laagi balma lagan tose laagi balma chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare chamak chamak kar doobe taare ek ek kar ke saare ghat te ghat te ghat gayi baatein feeke pade ujiyare chalte chalte thak gaya chanda thake na pyaar ke maare lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi neend ke mathi duniya saari sapnon mein thi khoyi ruki ruki thi mast hawayen lehar lehar thi soyi main nindiya se door rahi kyun ye na jaane koi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi chand ne kitna mujhse poochha baat koi to hogi kis ke karan jog liya hai kaun hai tera jogi main bas munh se ik na boli preet ki hoon main rogi lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa lagan tose laagi balmaa dhare dil pe haath taaron ke saath saari rain click here
lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye dil unko dhoondta hai ghum ka singaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke ik saans reh gayee hai wo bhi na toot jaaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye roti hain aaj hum par tanhaayian humari roti hain aaj hum par tanhaayian humari wo bhi na paayen shayad parchhaaiyaan humari badhate hi ja rahe hain mayusiyon ke saaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lau tharthara rahi hai ab shamen zindagi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki mar kar hi ab milenge jee kar to mil na paye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye click here
madhukarrrrrrrr shyam humaree chor madhukar shyam humaree chor madhukar shyam humaree chor madhukar shyam humaree chor mann har linon maadhuri murat mann har linon maadhuri murat nirakh nain ki khooool shyam humaree chor chooooor shyam humaree chor madhukar shyam humaree chor shir pe jaa ke mukut suhaaye shir pe jaa ke mukut suhaaye maathe tilak nain kajraare maathe tilak nain kajraare mukh sundar jyun bhooool shyam humaree chor chooooor shyam humaree chor madhukar shyam humaree chor surdaas ke chor kanhaiyaa man mohan murali ke bajaiya surdaas ke chor kanhaiyaa man mohan murali ke bajaiya man mohan murali ke bajaiya natkhat nand kishore chor shyam humaree chor madhukar shyam humaree chooooor shyam humaree chooooor shyam humaree chooooor shyam humaree chor madhukar shyam humaree chor click here
hoooooo mai riiii main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na tan man bhigo de aake aisi ghata koi chhaaye na mohe baha le jaaye aisi lehar koi aaye na oss nayan ki unke meri lagi ko bujhaaye na padi nadiya ke kinare main pyaasi mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara mukhda hai pheeka pheeka nainon mein sohe nahin kaajra koi jo dekhe maiyya preet ka vaase kahoon maazraa pee ki dagar mein baithe maila huaa ri mera aanchara latt mein padi kaisi birha ki maati mai ri haan mai ri main kaase kahoon peer apne jiya ki mai ri aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare baiyan ki chhaiyan aa ke milte nahin kabhi saanvare dukh ye milan ka leke kaah karoon kahan jaaun re aankhon mein chalte phirte roj mile piya baanvare paa kar bhi nahin unko main paati mai ri haan mai click here
main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan sajde mein husn ke jaao jahaan kahin aankhon se door dil se naa jaaoge mere huzoor jaadoo fizaaon ka chhaayaa soorur aise mein bahake to kiss kaa kusoor sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan main chali main chali behke kadam chaahe behke nazar jaayenge dil le ke jaayen jidhar pyaar ki raahon mein pyaaraa safar hum kho bhi jaayen to kya hain fikar main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan sajde mein husn ke jhuk gayaa aasmaan lo shuru ho gayee pyaar ki daastaan main chali main chali peechhe peechhe jahaan ye naa poochho kidhar ye naa poochho kahaan main chali main chali click here
haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil click here
main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai prem nagar ki ye ik sundar prem kahaani hai main ik raaja hoon hooo oooo hoooo oooo kya hoti hai prem kahaani ye bhi tu naadan naa jaani kya hoti hai prem kahaani ye bhi tu naadan naa jaani kitni pyaari pyaari teri ye naadaani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon mann mera ik mehal ho jaise tu iss mein rehti hai aise mann mera ik mehal ho jaise tu iss mein rehti hai aise jaise seep mein moti hai saagar mein paani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon premi bhanvre rang raliyon ke kya kehte hai inn kaliyon se premi bhanvre rang raliyon ke kya kehte hai inn kaliyon se ye tujhko kaise samjhaaun tu deewani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai prem nagar ki ye ik sundar prem kahaani hai main ik raaja hoon click here
main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai ik ek athah saagar sa hai ik ek athah saagar sa hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse mann poochh raha hai ab mujhse nainon ne kaha hai kya tujhse jab nain mile nainon ne kaha nainon ne kaha jab nain mile nainon ne kaha ab nain basenge nainon mein main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai inn do matwaalen nainon mein jaadoo hai jaadoo hai jaadoo hai main kyaa jaanoo kyaaaa jaadoo hai click here
main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal click here
main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane murli ki lai ne dil mera chheena taar jagaaye dil ke taar jagaaye raag bikhere jab tere dil ne raag uthaaye maine raag uthaaye mitne naa doongi ye pyaar ke taraane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane preet ki dori tum sang baandhi tum sang baandhi saiyaan tum sang baandhi bujhne naa doongi preet ka deepak kitni bhi aaye saiyaan duniyaa ki aandhi main nahin badli ye badle zamaane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane click here
main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon tere bin jee lage na akele ho sake to mujhe saath lele naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele naazni naazni tu nahin ja sakegi chhod kar zindagi ke jhamele jab bhi chhaye ghata yaad karna zara saat rangon ki umr kahaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon pyaar ki bijliyaan muskuraaye dekhiye aap par gir na jaaye dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein haai dil kahe dil kahe dekhta hi rahoon mein saamne baith kar ye adaayein na main hoon nazni na main hoon mahaazbi aap ki hi nazar hai diwaani main pyaar ka raahi hoon teri zulf ke saaye mein kuchh der thehar jaaun tum ek musaafir ho kab chhod ke chal doge ye soch ke ghabraaun main pyaar ka raahi hoon click here
hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaaaaaaa teri zulfon ke neeche aaaaa aaaaa duniyaa ko bhul deewani ab raha zamaana peechhe hmmmm hmmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa ye kaun haseen sharmaya taaron ko paseena aaya hirni ki aankhen le kar dil kaun churaane aaya dil kaun churaane aaya main soyi ankhiyaan meeche teri baahon ke neeche ab chaahe kahin bhi le jaa tu aage aur main peechhe main soya ankhiyaan meeche aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ye mere nain kanwaare teri ankhiyaan dekh ke haare o janam janam ke saathi meri maang mein bhar de taare meri maang mein bhar de taare main soya ankhiyaan meeche aaaaa aaaaa teri zulfon ke neeche aaaaa aaaaa duniyaa ko bhul deewani hmmmm hmmmm ab raha zamaana peechhe hmmm main soya ankhiyaan meeche aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa click here
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li click here
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein click here
oooommmmm man bhaavan sangeet suhaavan man bhaavan sangeet suhaavan madhur madhur madhu been bajaavan sa ma ma ma ga ga ma dha ni sa re sa ni dha pa ma ga re sa ni sa man bhaavan sangeet suhaavan aadi brahma lay sur upjaaye aaaaa aadi brahma lay sur upjaaye sapt suran ke haath sajaye maha guni naarad ne apni veena par kiske gun gaaye man bhaavan sangeet suhaavan saraswati ki taan surili sun kar dharti dol uthe aa aaa aa aaa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa saraswati ki taan surili sun kar dharti dol uthe jan kan ki sangeet sudha se dason dishayen bol uthe jal thal dole ambar dole dhara ka kan kan bol uthe mahadev ka maharaag sun sheshnaag bhi dol uthe gege tit dhage tit kata gina dha tu na gi na tu na dha tuna dha tuna dhatu na ke tagena tu na dha tu na dha tu na dha tu na ge tagena tu na dha tu na dha tu na dha aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa man bhaavan sangeet suhaavan man bhaavan sangeet suhaavan click here
man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare man re tu kaahe na dheer dhare iss jeevan ki chadhti dhalti dhoop ko kiss ne baandha rang pe kiss ne pehre daale roop ko kiss ne baandha kaahe ye jatan kare man re tu kaahe na dheer dhare utna hee upkaar samajh koi jitna saath nibhaa de janam maran ka mel hai sapna ye sapna bisra de koi na sang mare man re tu kaahe na dheer dhare o nirmohi moh na jaane jinka moh kare ho man re tu kaahe na dheer dhare click here
tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din tere sang beete the jo pal rangeen tere sang dekhe the jo sapne haseen mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein hooo kabhi chhanv mein hum chale jale dhoop mein bhi hum tum saath mein kabhi saath saath bheege barsaat mein kabhi to pata na chala din jaane kaise dhala kabhi kabhi raat kaati taare gin gin mann kare yaad woh din mann kare yaad woh din click here
mann mooooooooor mann mor hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala are kisne jaadoo daala mann mooooooooor ghir ghir aayin ghir ghir aayin beech badariya bole praan papiha piya piya piyaaaa jiya sharmaaye aye aye aye jiya sharmaaye muskaaye armaanon ki jai mala matwala hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala are kisne jaadoo daala mann mooooooooor tum suhaag ho main suhagini suhagni main suhagini tum sur ho main madhur ragini madhur ragini main suhagini tum suhaag ho tum nas nas ras ki phuhaar main rom rom madhushala matwala hua matwala kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala re kisne jaadoo daala mann mooooooooor click here
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa matwali naar thumak thumak chali jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye phool badan mukhda yun damke aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa phool badan mukhda yun damke baadal mein jyun bijali chamke geet suna ke tu chham chham ke geet suna ke tu chham chham ke lalchaaye chhup jaaye haaye haaye matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye ye chanchal kajraari aankhen aaaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa ye chanchal kajraari aankhen ye chit chor shikaari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen gayi dil cheer kataari aankhen muskaayen sharmaayen jhuk jaayen matwali naar thumak thumak chali jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye inn kadmon pe kis ka jiya na jhuk jaaye matwali naar thumak thumak chali jaaye click here
mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana kehna ke rut jawan hai aur hum taras rahe hain kaali ghata ke saaye birhan ko das rahe hain dar hai na maar dale saawan ka kya thikana saawan ka kya thikana mausam hai aashiqana suraj kahin bhi jaye tum par na dhoop aaye tum par na dhoop aaye aa aa aa aa aaaaa tum ko pukarte hain in gesuon ke saaye aa jaao main bana doon palkon ka shamiyana palkon ka shamiyana mausam hai aashiqana phirte hain hum akele baahon mein koi le le aakhir koi kahan tak tanhaaiyon se khele din ho gaye hai zalim raten hain qatilana raten hain qatilana mausam hai aashiqana aa aa aa aa aa ye raat ye khamoshi ye khwaab se nazare ye khwaab se nazare jugnoo hain ya zameen par utare huye hain taare bekhwaab meri aankhen bekhwaab meri aankhen madhosh hai zamaana madhosh hai zamaana mausam hai aashiqana ae dil click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lagan Tose Laagi Balma Dekh Kabira Roya (1957) 04:09 37482
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anita Guha, Jawahar Kaul
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:09   Song Number : 37482   

Lo Aa Gayee Unki Yaad Do Badan (1966) 05:19 20829
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20829   

Madhukar Shyam Hamare Chor Bhakta Surdas (1942) 03:19 11219
 
Poster of Bhakta Surdas (1942)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1942
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Gyan Dutt
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 11219   

Mai Ri Main Kaase Kahoon (Female) Dastak (1970) 04:53 13025
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:53   Song Number : 13025   

Main Chali Main Chali Professor (1962) 03:43 11867
 
Poster of Professor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Kalpana
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:43   Song Number : 11867   

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Main Ik Raaja Hoon Uphaar (1971) 04:35 14384
 
Poster of Uphaar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Swaroop Dutt
Raag- 
Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14384   

Main Kyaa Jaanoo Zindagi (1940) 03:12 11229
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11229   

Main Paagal Mera Ashiana (1952) 03:36 12743
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Kedar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12743   

Main Piya Teri Basant Bahar (1956) 03:44 12859
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 12859   

Main Pyaar Ka Raahi Ek Musafir Ek Hasina (1962) 03:27 20864
 
Poster of Ek Musafir Ek Hasina (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sadhana
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 20864   

Main Soya Ankhiyan Meeche Phagun (1958) 04:40 12110
 
Poster of Phagun (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:40   Song Number : 12110   

Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:32 13195
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13195   

Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 03:57 12848
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 12848   

Man Bhaavan Sangeet Suhaavan Chandramukhi (1960) 03:29 38308
 
Poster of Chandramukhi (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Manna Dey
Raag- 
Basant-Bahar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 38308   

Man Re Tu Kaahe Na Dheer Dhare Chitralekha (1964) 03:19 12184
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 12184   

Mann Kare Yaad Wo Din Aakhri Badla (1989) 05:13 31132
 
Poster of Aakhri Badla (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Mithun Chakravarti
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:13   Song Number : 31132   

Mann Mor Hua Matwala Afsar (1950) 03:04 15543
 
Poster of Afsar (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:04   Song Number : 15543   

Matwali Naar Thumak Thumak Ek Phool Char Kante (1960) 03:29 15587
 
Poster of Ek Phool Char Kante (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Maru-Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 15587   

Mausam Hai Aashiqana Pakeezah (1972) 04:56 20896
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kamal Amarohi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:56   Song Number : 20896