MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava-Tal
HomeKaherava-Tal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa jab phool koi muskata hai preetam ki sughandh aa jaati hai nas nas mein bhanver sa chalta hai madmati jalan kalpati hai yaadon ki nadi ghir aati hai har mauj mein hum to behte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain kehta hai samay ka ujiyaara ek chandra bhi aane waala hai inn jyot ki pyaasi ankhiyan ko ankhiyon se pilane waala hai jab paat hawaa se bajte hain hum chauk ke raahen takten hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaa aaaaaaa click here
hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle shabnam ke moti phoolon pe bikhre dono ki aas phalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle balkhaati bellen masti mein khellen pedon se mil ke galle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle nadiya ka paani dariya se mil ke saagar ki aur challe hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aise hi jag mein aati hain subahein aise hi shaam dhhalle hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle aa aa aa aa aa aa aa aa hey neele gagan ke talle dharti ka pyaar palle lara la lara lara la lara la la la la click here
ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la lal lalal lala la la la la lala la la la la la la la lalal lira lara lala lara lala la lalal lira lara lala lara lala la phool mein jaise phool ki khushboo dil mein hai yun tera basera dharti se ambar tak phaila chaahat ki baahon ka ghera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye la la la la la aha ha ha ha ha ha la la la la la aha ha ha ha ha ha ha la la la lira lara lala lara lala la la la la lira lara lala lara lala la suraj peechhe ghoome dharti saanjh ke peechhe ghoome savera jis naate ne inko baandha woh naata hai tera mera hohoho ho neele parbaton ki dhaara aayi dhundhne kinaara badi door se sab ko sahaara chaahiye koi hamaara chaahiye ho neele parbaton ki click here
hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye soya hua sansaar hai soya hua sansaar soya hua sansaar hai soya hua sansaar main jaagu yahaan tu jaage wahaan ik dil mein dard dabaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar main tadpun yahaan tu tadpe wahaan haaye chain jeeya nahin paaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye click here
haa aa aa aa aa raaz ki baat hai mehfil mein kahe ya na kahe bas gaya hai koi iss dil mein kahe ya na kahe kahe ya na kahe nigaahein milaane ko jee chahta hai nigaahein milaane ko jee chahta hai ho nigaahein milaane ko jee chahta hai dilo jaan lutaane ko jee wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa aa aa aa aa aa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa kehti hai duniyaa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa wo tauhmat uthane ko jee chahta hai wo tauhmat uthane ko jee aa aa aa aa aa aa aa kisi ke manaane mein lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi ji phir rooth jaane ko jee chahta hai ke phir rooth jaane ko jee wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa churaane ko jee chahta hai wo jalwa churaane ko jee ho jis ghadi meri nigaahon ko teri deed huyi wo ghdi mere liye aish ki tamheed huyi jab kabhi maine tera click here
aaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaa nukta cheen hai ghum e dil uss ko sunaye na bane uss ko sunaye na bane kya bane baat jahaan baat banaye na bane nukta cheen hai ghum e dil gair phirta hai liye yun tere khat ko ki agar koi poochhe ke ye kya hai to chhupaye na bane nukta cheen hai ghum e dil main bulata to hoon uss ko magar ae jazba e dil uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane uspe ban jaaye kuchh aisi ke bina aaye na bane nukta cheen hai ghum e dil ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ishq par zor nahi hai ye woh aatish galib ke lagaye na lage aur bujhaye na bane nukta cheen hai ghum e dil us ko sunaye na bane click here
o chaand jahaan woh jaayein o chaand jahaan woh jaayein tu bhi saath chale jaana kaise hain kahaan hain woh har raat khabar laanaa o chaand jahaan wo jaayein o chaand wo raah agar bhulen aa aa aaa wo raah agar bhulen tu raah dikha dena pardes mein raahi ko manzil ka pata dena hai pehala safar unka aur des hai anjaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand kehna mere honton par aa aa aa aaaaa kehna mere honton par rukti huyi aahein hain ya raasta unka hai ya raasta unka hai ya meri nigahein hain betaab mohabbat ka betaab hai afsaana o chaand jahaan wo jaayein o chaand aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna aye chaand kasam meri kuchh aur na tu kehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna kehna ke mera tum bin mushkil hai yahaan rehna ik dard ke maare ko achchha nahin tadpaana har raat khabar laana o chaand jahaan wo jaayein o chaand jahaan wo jaayein o chaand click here
chale aaj tum jahan se huyi zindagi parayi tumhen mil gaya thikana humen maut bhi na aayi o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele tune wo de diya ghum bemaut mar gaye hum dil uth gaya jahaan se le chal humen yahan se le chal humen yahan se kiss kaam ki ye duniyaa jo zindagi se khele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele sooni hain dil ki raahen khaamosh hain nighahen naaqam hasraton ka uthne ko hai janaaza uthne ko hai janaaza chaaron taraf lage hain barbadiyon ke mele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le hum reh gaye akele click here
bhagwaan bhagwaaaaaaan bhagwaan o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale aash niraash ke do rango se duniyaa tune sajaayi naiyya sang tufaan banaaya milan ke saath judaayi jaa dekh liya harjaai ooooo lut gayi mere pyaar ki nagri ab to neer baha leeeeee ab to neer baha leeeeeeee hooooo oooo oooo oooooo ab to neer baha le o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale aag bani saawan ki barkha phool bane angaare naagan ban gayi raat suhaani pathar ban gaye taare sab toot chuke hai sahaare ooooo ooooo jeevan apna waapas le leeeeee jeevan dene waale o duniyaa ke rakhwaale chaand ko dhundhe paagal suraj shaam ko dhundhe savera main bhi dhundhu uss preetam ko ho naa saka jo mera bhagwaan bhala ho tera ooooo ooooo kismat phuti aas naa tootiiiiii paanv mein pad gaye chhale o duniyaa ke rakhwaale aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa click here
aaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam do jism magar ik jaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam tann saunp diya mann saunp diya kuchh aur to mere pass nahin jo tum se hai mere humdum bhagwaan se bhi wo aas nahin bhagwaan se bhi wo aas nahin jiss din se huye ek duje ke iss duniyaa se anjaan hain hum ik dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam sunte hain pyaar ki duniyaa mein do dil mushkil se samaate hain kya gair wahaan apnon tak ke saaye bhi naa aane paate hain saaye bhi naa aane paate hain humne aakhir kya dekh liya kya baat hai kyun hairaan hain hum ek dil ke do armaan hain hum o mere sanam o mere sanam mere apne apna ye milan sangam hai ye ganga jamuna kaa jo sach hai saamne aaya hai jo beet gaya ik sapna tha jo beet gaya ik sapna tha ye dharti hai toofanon ki kuchh aur nahin click here
ru ruru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru ooooooo nirdayee preetam ooooooo nirdayee preetam pranay jagaa ke hriday churaa ke chup huye kyun tum ooooooo nirdayee preetam ye chanda sheetal kehlaata phir kyun mere ang jalaata ye chanda sheetal kehlaata phir kyun mere ang jalaata phool sa komal baan madan ka phool sa komal baan madan ka shool ban ke tan mein chubh jaata tum nishthur ke birha taap mein aag bani poonam ooooooo nirdayee preetam ooooooo nirdayee preetam aaaaaaaaa aaa aaaaaaa tum madhuban ke bhramar sayaani tum madhuban ke bhramar sayaani ban ke kali tera hriday na jaane gunjan mein kya man mein kya tha preet ya chhal tha kya pahchaane gunjan mein kya man mein kya tha preet ya chhal tha kya pahchaane chit ke chor kathor hriday ke kyun mile the hum ooooooo nirdayee preetam ooooooo nirdayee preetam pranay jagaa ke hriday churaa ke chup huye kyun tum ooooooo nirdayee preetam ooooooooo nirdayee preetam click here
pawan veg se udnewale ghode o pawan veg se udnewale ghode tujh pe savaar hai jo mera suhaag hai wo rakhiyo re aaj unki laaj ho o pawan veg se udnewale ghode tere kandhon pe aaj bhaar hai mewaar ka karna padega tujhe saamna pahaad ka haldi ghaati nahin hai kaam koi khilwaad ka dena jawaab wahan sheron ki dahaad ka ghadiyaan toofaan ki hain tere imtehaan ki hain ghadiyaan toofaan ki hain tere imtehaan ki hain rakhiyo re aaj unki laaj ho o pawan veg se udnewale ghode tujh pe savaar hai jo mera suhaag hai wo rakhiyo re aaj unki laaj ho o pawan veg se udnewale ghode chhakke chhuda dena tu dushmanon ki chaal ke unki chhaati pe chadhke lana suhaag mera waapas tu sambhaal ke tere itihaas mein akshar honge gulaal ke chetak mahaan hai tu bijli ka baan hai tu chetak mahaan hai tu bijli ka baan hai tu rakhiyo re aaj unki laaj ho o pawan veg se udnewale o pawan veg se udnewale ghode tujh pe savaar hai jo mera suhaag hai wo rakhiyo re aaj unki laaj ho rakhiyo re aaj unki laaj click here
dil karta o yaara dildaara mera dil karta o yaara dildaara mera dil karta aisa kuchh kar paayen yaadon mein bas jaayen hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa jalti mashaalen le ke milne ki raaton mein milne ki raaton mein aage aage hum chale yaaron ki baaraton mein yaaron ki baaraton mein phanse koi bholi bhali apni bhi baaton mein apni bhi baaton mein kisi ki kalaayi aaye apne bhi haathon mein apne bhi haathon mein hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa nit nayi dhoome mache nit naye mele hon nit naye mele hon pariyon mein ghire rahen kabhi naa akele hon kabhi naa akele hon ghum ki ghataayen hon ke khushiyon ke relen hon khushiyon ke relen hon donon se nibhane waale hum albele hon hum albele hon hoooooooo sadiyon jahaan mein ho charchaa humaraa hum saa jiyaala koi mile naa hazaaron mein mile naa hazaaron mein mare chaahen jiyen rahen agali kataaron mein agali kataaron mein jhalke humara lahoo kal ki bahaaron mein kal ki bahaaron mein ashkon click here
pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye roop rang par marta aaya sadiyon se ye zamana main mann ki sundarta dekhoon pyaar ka main deewana tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye toofan mein baahon ki patwaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mere siwaa tum aur kisi ko dil mein na aane dogi phoolon ki to baat hi kyaa hai kaanton pe saath chalogi tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye din raat wafaa ka ikraar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye mujhko har ghadi deedaar chaahiye tumhaara pyaar chaahiye mujhe jeene ke liye click here
aa aaaa aaa aa aa aaaa aaaa aa radhike toone bansari churaayi radhike toone bansari churaayi bansoori churaayi kya tere mann aayi bansoori churaayi kya tere mann aayi kaahe ko raag machaayi machaayi re radhike toone bansari churaayi radhike toone bansari churaayi de doongi keh kasmein khaaye aaa aa aa aa aa aa aa de doongi keh kasmein khaaye kahaan chhupaayi par na bataaye kahaan chhupaayi par na bataaye nat khat karat dhitaaye dhitaayi re radhike toone bansoori churaayi radhike toone bansoori churaayi na teri bairan na teri sautan aaa aaa sautan aa aa na teri bairan na teri sautan meri muraliyaa mohe sab ka mann meri muraliyaa mohe sab ka mann kari teri kaun buraayi buraayi re radhike toone bansari churaayi radhike toone bansari churaayi click here
raja ki aayegi baraat raja ki aayegi baraat rangeeli hogi raat magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat rangeeli hogi raat magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat raja ke maathe tilak lagega rani ke maang sindoor rani ke maang sindoor main bhi apne mann ki asha poori karungi zaroor poori karungi zaroor mehendi se peele honge haath saheliyon ke saath magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat rani ke sang raja doli sajaake chale jayenge pardes rani ke sang raja doli sajaake chale jayenge pardes jab jab unki yaad aayegi dil pe lagegi thes dil pe lagegi thes nainon mein hogi barsaat andheri hogi raat akeli main naachungi hai akeli main naachungi raja ki aayegi baraat rangeeli hogi raat magan main naachungi hoo magan main naachungi raja ki aayegi baraat click here
rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rog lagaya rasik balmaa hoooo jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari jab yaad aaye tihaari soorat wo pyaari pyaari neha lagaa ke haari aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa neha lagaa ke haari tadpun main ghum ki maari rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dhoondhe hain pagal naina paaye na ik pal chaina dasti hai ujali raina aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hai ujali raina kaa se kahoon main baina rasik balmaa haai dil kyun lagaya tose dil kyun lagaya jaise rog lagaya rasik balmaa hoooo click here
rasm e ulfat ko nibhaayein to nibhaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein to nibhaayein kaise har taraf aag hai daaman ko bachaayein kaise har taraf aag hai daaman ko bachaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein dil ki raahon mein uthaate hain jo duniyaa waale dil ki raahon mein uthaate hain jo duniyaa waale koi keh de ke wo diwaar girayein kaise koi keh de ke wo diwaar girayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein dard mein doobe huye nagmein hazaaron hai magar dard mein doobe huye nagmein hazaaron hai magar saaz e dil toot gaya ho to sunaayein kaise saaz e dil toot gaya ho to sunaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein bojh hota jo ghumon ka to utha bhi lete bojh hota jo ghumon ka to utha bhi lete zindagi bojh bani ho to uthaayein kaise zindagi bojh bani ho to uthaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein to nibhaayein kaise rasm e ulfat ko nibhaayein click here
ye ye ye ye aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa a aa a aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga re mann sur mein ga re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga koi taar besur na bole na bole koi taar besur na bole na bole re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jeevan hai sukh dukh ka sangam jeevan hai sukh dukh ka sangam maddham ke sang jaise pancham maddham ke sang jaise pancham dono ko ek bana bana bana bana re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga dil jo dhadke taal baje re dil jo dhadke taal baje re taal taal mein samay chale re taal taal mein samay chale re samay ke sang ho ja aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur mein ga jag hai geeton ki rajdhaani jag hai geeton ki rajdhaani sur hai raaja laiy hai raani aa aa sur hai raaja laiy hai raani raaj roop ban jaa ban jaa ban jaa ban jaa aa aa re mann sur mein ga ga ga re mann sur click here
rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein honthon pe baat jee ki aaye haaye bheegi bheegi raaton mein ho hooo hooo ho hohooo hooo oo tera mera poochhe naataa badi wo ye ghataa ghanghor hai chup hoon aise main keh doon kaise mera saajan nahin tu koi aur hai ke tera naam honthon pe mere tere sapne meri aankhon mein rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein mera dil bhi hai deewana tere naina bhi hain naadaan se kuchh na socha kuchh na dekha kuchh bhi poocha na ik anjaan se chal pade saath hum kaise aise banke saathi raahon mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haaye bheegi bheegi raaton mein badi lambi jee ki baaten badi chhoti ye barkha ki raat ji kehna kya hai sunna kya hai kehne sunne ki ab kya hai baat ji bin kahe bin sune dil ne dil se kar li baaten baaton mein ke rim jhim ke geet saawan gaaye haai bheegi bheegi raaton mein rim jhim ke geet saawan gaaye haai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Neel Gagan Ki Chhanv Amrapali (1966) 04:02 12657
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12657   

Neele Gagan Ke Talle Hamraaz (1967) 03:29 21037
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:29   Song Number : 21037   

Neele Parbaton Ki Aadmi Aur Insaan (1969) 03:13 32048
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Saira Banu
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 32048   

Neend Na Mujhko Aaye Post Box 999 (1958) 03:57 21039
 
Poster of Post Box 999 (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shakeela
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 21039   

Nigaahein Milaane Ko Jee Chahta Hai Dil Hi To Hai (1963) 06:39 12181
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:39   Song Number : 12181   

Nukta Cheen Hai Gham E Dil Mirza Ghalib (1954) 03:27 13746
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Bharat Bhushan
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 13746   

O Chaand Jahaan Woh Sharada (1957) 03:49 36472
 
Poster of Sharada (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Raj Kapoor, Shyama
Raag- 
Hamsadhwani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:49   Song Number : 36472   

O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le Le Re Uran Khatola (1955) 03:53 14369
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 14369   

O Duniyaa Ke Rakhwaale Baiju Bawra (1952) 06:14 12813
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:14   Song Number : 12813   

O Mere Sanam Sangam (1964) 04:55 11903
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11903   

O Nirdayee Preetam Stree (1961) 04:17 14286
 
Poster of Stree (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 14286   

O Pawan Veg Se Udnewale Ghode Jai Chittor (1961) 02:57 36724
 
Poster of Jai Chittor (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jay Raj, Nirupa Roy
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:57   Song Number : 36724   

O Yara Dildara Aadmi Aur Insaan (1969) 03:39 21067
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Feroz Khan
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:39   Song Number : 21067   

Pyaar Chaahiye Mujhe Manokaamnaa (1979) 04:14 12379
 
Poster of Manokaamnaa (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Kalpana Aiyar, Madhu Kapoor
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 12379   

Radhike Toone Bansari Churaayi Beti Bete (1964) 03:16 12287
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Adana
Duration : 03:16   Song Number : 12287   

Raja Ki Aayegi Baraat Aah (1953) 03:04 21149
 
Poster of Aah (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:04   Song Number : 21149   

Rasik Balmaa Haai Dil Kyun Lagaya Chori Chori (1956) 04:25 12247
 
Poster of Chori Chori (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 12247   

Rasm E Ulfat Ko Dil Ki Rahen (1973) 05:28 12224
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rehana Sultan
Raag- 
Madhuvanti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:28   Song Number : 12224   

Re Mann Sur Mein Ga Lal Patthar (1971) 04:16 12245
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Hema Malini, Vinod Mehra
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 12245   

Rim Jhim Ke Geet Anjaana (1969) 04:46 21165
 
Poster of Anjaana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Babita
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:46   Song Number : 21165