MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava-Tal
HomeKaherava-Tal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya faasla pyaar mein dono se mitaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi ik ishaara hua do haath badhe baat huyi dekhte dekhte din dhal gaya aur raat huyi wo samaa aaj talak dil se bhulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye pyaar ka baag lagaaya tha ujadne ke liye is tarah ujada ke phir hum se basaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai phool khilta bhi hai aur khil ke bikhar jaata hai sab chale jaate hain kab dard e jigar click here
hum tujhse mohabbat kar ke sanam hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe khush hoke sahe ulfat ke sitam khush hoke sahe ulfat ke sitam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar tharraayi nazar khaamosh thei hum khaamosh thei hum iss ghum ki kasam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ye dil jo jalaa ek aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui ye dil jo jalaa ik aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui barsaat hui baadal ki tarah baadal ki tarah aawaara thei hum rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe click here
hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke duniyaan badi zaalim hai dil tod ke hansti hai duniyaan badi zaalim hai dil tod ke hansti hai ik mauj kinaare se milne ko tarasti hai kah do na koi roke kah do na koi roke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke sochaa tha kabhi do dil mil kar na judaa honge sochaa tha kabhi do dil mil kar na judaa honge maaloom na tha hum yun naakaam e wafaa honge kismat ne diye dhokhe kismat ne diye dhokhe hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke waade nahin bhoolenge kasmein nahin todenge waade nahin bhoolenge kasmein nahin todenge ye tay hai ke hum dono milna nahin chhodenge jo rok sake roke jo rok sake roke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke hum tum se judaa ho ke mar jaayenge ro ro ke mar jaayenge ro ro ke click here
humein tum se pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna sunaa ghum judaai kaa uthaate hain log jaane zindagi kaise bitaate hain log din bhi yahaan to lage baras ke samaan humein intezaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna tumhein koi aur dekhe to jaltaa hai dil badi mushkilon se phir sambhalta hai dil kyaa kyaa jatan kartein hain tumhein kya pataa ye dil beqaraar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhare bina humein tum se pyaar click here
humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaa humen tumse pyaar kitna humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaa humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa main to sadaa thi tumhri deewani aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa main to sadaa thi tumhri deewani bhool gaye saiyaan preet puraani kadr naa jaani kadr naa jaani humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa humen tumse pyaar koi daare tumpe nayanwaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa koi daare tumpe nayanwaa dekha naa jaaye mo se sajanwaa jale mora manwaa jale mora manwaa humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa humen tumse pyaar kitna ye hum nahin jaante magar jee nahin sakte tumhaare binaaaaaaa click here
humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa aankh churaayi thes lagayi dil bhi toone toda laakh chhudaya toone daaman humne saath na chhoda tere karam ko tere sitam ko tere karam ko tere sitam ko sehte rahe hum jitnaa kaun sahega itnaa kaun sahega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa tu hi tu hai inn aankhon mein aur nahin koi duja tujhko chaaha tujhko sarahaa aur tujhe hi pooja tere dar ko maan ke mandir tere dar ko maan ke mandir jhukte rahe hum jitnaa kaun jhukega itnaa kaun jhukega itnaa humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itnaa kaun karega itnaa click here
humne tujhko pyaar kiya humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna roye bhi to dil hi dil mein mehfil mein muskaaye tujh se hi hum tera ye ghum barson rahe chhupaaye pyaar mein tere chup ke chup ke pyaar mein tere chup ke chup ke jalte rahen hum jitna kaun jalega itna kaun jalega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna pyaar pe mere naaz tumhen tha yaad karo woh nazara haath pe apne likh lete the jab tum naam hamara teri ada ke bholepan pe teri ada ke bholepan pe mitte rahe hum jitna kaun mitega itna kaun mitega itna humne tujhko pyaar kiya hai jitnaa kaun karega itna kaun karega itna click here
ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun baat hai lambi matlab gol khol naa de ye sab ke pol to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun tun tun tun kuchh aise log bhi hote hainnnn kuchh aise log bhi hote hain apni galti pe rote hain apna to pet nahin bharta par das das bachche hote hain par das das bachche hote hain har saal calander chhaap diya parivaar niyojan saaf kiya to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole tun tun tun tun tun pehle to tha chola burka pehle to tha chola burka phir kat kat ke wo hua kurtaa chole ka ab choli hai bani choli se aage kya hoga choli se aage kya hoga ye faishion badhtaa badhtaa gayaa aur kapdaa tann se ghattaa gayaa to phir uske baad ik taara bole tun tun tun tun tun ik taara bole tun tun kya kahe ye tumse sun sun ik taara bole click here
in aankhon ki masti ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain mastaane hazaaron hain in aankhon se vaabasta in aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain afsaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke ik tum hi nahin tanha aa aaa ik tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva ulfat mein meri rusva iss shaher mein tum jaise iss shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain deewaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke aa aa aaa aa ik sirf humi main ko ik sirf humi main ko aankhon se pilaate hain aankhon se pilaate hain kehne ko to duniya mein kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain maikhaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke iss shamme pharoza ko aa aa aa iss shamme pharoza ko aandhi se darraate ho aandhi se darraate ho iss shamme pharoza ke iss shamme pharoza ke parwaane hazaaron hain parwaane hazaaron hain in aankhon ki masti ke click here
inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera inhi logon ne le lina dupatta mera humri naa maano bajajwaa se poochho humri naa maano saiyaan humri naa maano bajajwaa se poochho jisne jisne asharfi gaz dina dupatta mera jisne asharfi gaz dina dupatta mera ho ji ho dupatta mera hooo dupatta mera aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa humri naa maano rangrejvaa se poochho humri naa maanon saiyaaan humri naa maano rangrejvaa se poochho jisne jisne gulaabi rang dina dupatta mera jisne gulaabi rang dina dupatta mera inhi logon ne inhi logon ne inhi logon ne humri naa maano sipahiyaa se poochho humri naa maano sipahiyaa se poochho aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa humri naa maano humri naa maano sipahiyaa se poochho sipahiyaa se sipahiyaa se poochho jisneeeee jisne bajariyaa mein chheena dupatta mera jisne bajariyaa mein chheena dupatta mera inhi logon ne inhi click here
sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin ye pakka dhaaga hai ye kachchi dor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa jhuth hai ye to phir zulmi saanwariya khaa ke kasam meri beech bajariyaa keh de koi aur hai tu mera cheet chor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo mit jaaye re wo daag nahin ye jo bhujh jaaye wo aag nahin ye jo tham jaaye wo ye ghata ghanghor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi hum dono iss prem ke rogi chhod ke jag aaja ban jaayen jogi iss rog ki duniyaa mein dawaa kuchh aur nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin isaq pe zor nahin sach kehti hai duniyaa isaq pe zor nahin isaq pe zor click here
iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein patthar ki haveli ko sheeshe ke gharondon mein tinkon ke nasheman tak iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai aandhi ki tarha ud kar ik raah guzarti hai sharmaati hui koyi kadmon se utarti hai in reshmi raahon mein ik raah to wo hogi tum tak jo pahonchti hai iss mod se jaati hain iss mod se jaate hain ik door se aati hai paas aake palatti hai ik door se aati hai paas aake palatti hai ik raah akeli si rukti hai na chalti hai ye soch ke baithi hoon ik raah to wo hogi tum tak jo pahonchti hai iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain kuchh sust kadam raste kuchh tez kadam raahein patthar ki haveli ko sheeshe ke gharondon mein tinkon ke nasheman tak iss mod se jaate hain iss mod se jaate hain click here
itanaa to yaad hai mujhe ho o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua hoo oo oo baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o o o itanaa to yaad hai mujhe haai itanaa to yaad hai mujhe ke unse mulaaqaat huyi baad mein jaane kyaa hua haai baad mein jaane kyaa hua naa jaane kya baat huyi itanaa to yaad hai mujhe ho o o o aa aa aa aa ho o o waade wafaa ke kar ke kasme utha ke kisi pe dil loota ke chala aaya nazarein milaa ke neend apni gawan ke kasak dil mein basaa ke chala aaya din to gujar jaayega ho o o o o o din to gujar jaayega haai din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi din to gujar jaayega kyaa hoga jab raat huyi itanaa to yaad hai mujhe maare hayaa ke main to aankhein jhuka ke zaraa daaman bachaa ke chalee aayi pardaa hataa ke click here
ja re ja re ud ja re panchhi bahaaron ke des ja re yahaan kya hai mere pyare kyun ujad gayi bagiyaa mere mann ki ja re na daali rahi na kali ajab ghum ki aandhi chali udi dukh ki dhool raahon mein ja re ye gali hai birhan ki bahaaron ke des ja re yahaan kya hai mere pyare kyun ujad gayi bagiyaa mere mann ki ja re main beena utha na saki tere sang gaa na saki dhale mere geet aahon mein ja re ye gali hai asuwan ki bahaaron ke des ja re yahaan kya hai mere pyare kyun ujad gayi bagiyaa mere mann ki ja re ja re ud ja re panchhi bahaaron ke des ja re yahaan kya hai mere pyare kyun ujad gayi bagiyaa mere mann ki ja re click here
jaago jab ujiyaara chhaaye mann ka andhera jaaye kirnon ki raani gaaye jaago hey mere mann mohan pyaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare bheegi bheegi ankhiyon se muskaaye yeh nayi bhor tohe ang lagaaye bheegi bheegi ankhiun se muskaaye yeh nayi bhor tohe ang lagaaye baahein phaila o dukhiyaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare jisne mann ka deep jalaaya duniya ko usne hi ujala paaya jisne mann ka deep jalaaya duniya ko usne hi ujala paaya mat rehna ankhiyon ke sahaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare kiran pari gagari chhalkaaye jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye kiran pari gagari chhalkaaye jyot ka pyaasa pyaas bujhaaye phool bane mann ke angaare jaago mohan pyaare jaago jaago mohan pyaare jaago navyug choome nain tihaare jaago jaago mohan pyaare aaaaaaaaa aaaaaaa click here
jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi ajab deewaani bhayi mose anjaani bhayi pal mein paraayi dekho ho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara barsee ye kaisi dhaara kaape tan mann saara rang se ang bhigo gayi akhiyaan jaane kaise sapnon mein kho gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya mann ujiyaara chhaaya jag ujiyaara chhaaya jagmag deep sanjo gayi akhiyaan main to hoon jaagi mori so gayi akhiyaan click here
jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jisne sabko racha apne hi roop se uski pehchaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa iss anokhe jagat ki main taqdeer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon main vidhata ke haathon ki tasveer hoon ek tasveer hoon iss jahaan ke liye dharti maa ke liye shiv ka vardaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mann ke andar chhipaaye milan ki lagan apne suraj se hoon ek bichhadi kiran apne suraj se hoon ek bichhadi kiran ek bichhadi kiran phir raha hoon bhatakta main yahan se wahan aur pareshaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mere paas aao chhodo ye saara bharam jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum jo mera dukh wohi hai tumhara bhi ghum hai tumhara bhi ghum dekhta hoon tumhein jaanta hoon tumhein laakh anjaan hoon main tumhaari tarah jaane walo zaraa mud ke dekho mujhe ek insaan hoon main tumhaari tarah click here
tose naina laage tose naina laage tose naina laage piyaa saanvare nahin bas mein ab ye jiyaa saanvare tose naina laage piyaa saanvare nahin bas mein ab ye jiyaa saanvare muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai tose naina laage mili roshani tose mann jo laaga mili zindagi tose naina laage mili roshani tose mann jo laaga mili zindagi muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat ki hai daastaan zindagi muhobbat na ho to kahaan zindagi muhobbat ki hai daastaan zindagi muhobbat na ho to kahaan zindagi muhobbat to ek jaaveda zindagi hai muhobbat to ek jaaveda zindagi hai tose naina laage shamaa ko pighalane ka armaan kyun hai patange ko jalne ka armaan kyun hai isi shauk ka imtihaan zindagi hai isi shauk ka imtihaan zindagi hai pa dha ma dha pa ga re sa sa re ga ma aa aa aa aa aa aa aa aa aa pa dha ni dha pa ga re sa sa re ga ma pa pa dha ma dha pa ga re sa sa re ga ma muhobbat jise baksh de zindgaani nahin click here
jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein maayusiyon ka maayusiyon ka majmaa hai jee mein kya reh gaya hai iss zindagi mein rooh mein ghum dil mein dhuwaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai unka bhi ghum hai unka bhi ghum hai apna bhi ghum hai ab dil ke bachne ki ummeed kam hai ik kashti sau toofaan jaayen to jaayen kahaan samjhega kaun yahaan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahaan click here
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Se Aaya Na Gaya Dekh Kabira Roya (1957) 04:25 13042
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Anoop Kumar
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 13042   

Hum Tujhse Mohabbat Karke Sanam Awara (1951) 03:38 20558
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Raj Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:38   Song Number : 20558   

Hum Tum Se Judaa Ho Ke Ek Sapera Ek Lutera (1965) 05:14 20555
 
Poster of Ek Sapera Ek Lutera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Feroz Khan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:14   Song Number : 20555   

Humein Tum Se Pyaar Kitna Kudrat (1981) 04:09 20503
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Hema Malini, Rajesh Khanna
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:09   Song Number : 20503   

Humen Tumse (Female) Kudrat (1981) 05:00 13569
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Parveen Sultana
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:00   Song Number : 13569   

Humne Tujhko (Female) Dulha Dulhan (1964) 03:42 13190
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:42   Song Number : 13190   

Humne Tujhko (Male) Dulha Dulhan (1964) 03:19 20566
 
Poster of Dulha Dulhan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 20566   

Ik Taara Bole Yaadgar (1970) 11:53 20451
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:53   Song Number : 20451   

In Aankhon Ki Masti Umrao Jaan (1981) 05:44 20581
 
Poster of Umrao Jaan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:44   Song Number : 20581   

Inhin Logon Ne Pakeezah (1972) 03:59 20583
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20583   

Ishq Par Zor Nahin Ishq Par Zor Nahin (1970) 04:01 20594
 
Poster of Ishq Par Zor Nahin (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:01   Song Number : 20594   

Iss Mod Se Jaate Hain Aandhi (1975) 04:22 20588
 
Poster of Aandhi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Suchitra Sen
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:22   Song Number : 20588   

Itanaa To Yaad Hai Mujhe Mehboob Ki Mehndi (1971) 06:30 20597
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Leena Chandraavarkar
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:30   Song Number : 20597   

Jaa Re Ud Jaa Re Maya (1961) 04:26 13696
 
Poster of Maya (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:26   Song Number : 13696   

Jaago Mohan Pyaare Jagte Raho (1956) 05:38 20607
 
Poster of Jagte Raho (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:38   Song Number : 20607   

Jaane Kaise Sapnon Mein Anuradha (1960) 03:16 12724
 
Poster of Anuradha (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi Shankar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Raag- 
Manj-Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 12724   

Jaane Walo Zaraa Mud Ke Dosti (1964) 04:51 20621
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer Kumar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:51   Song Number : 20621   

Jaaveda Zindagi (Tose Naina Laage) Anwar (2007) 08:24 15078
 
Poster of Anwar (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Music Director- 
Mithoon, Pankaj Awasthi
Singer- 
Shilpa Rao, Kshitij
On Screen Actors- 
Siddharth Koirala, Nauheed Cyrusi
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:24   Song Number : 15078   

Jaayen To Jaayen (Male) Taxi Driver (1954) 03:51 14330
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:51   Song Number : 14330   

Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 03:22 12151
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 12151