Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBagasri
HomeBagasri
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaj mile mann ke meet aaj mile mann ke meet ghungharuon ki lai pe aaj ghungharuon ki lai pe aaj naachne lagi hai preet aaj mile mann ke meet aaj mile mann ke meet chandrma sa gora badan jhilmilaaye jaise kiran chandrma sa gora badan jhilmilaaye jaise kiran choom raha unke charan jhoom jhoom ke sangeet aaj mile mann ke meet aaj mile mann ke meet unki preet phool ki lagannnnnn aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa unki preet phool ki lagan lipat gayi jaise agan unki preet phool ki lagan lipat gayi jaise agan mann mein mere aan base mann mein mere aan base jaise baansuri mein geet aaj mile mann ke meet aaj mile mann ke meet ankhiyaan ye ban ke chakor dekhen hain chanda ki aur ankhiyaan ye ban ke chakor dekhen hain chanda ki aur saanwali saloni rain aaj dheere dheere bheet aaj mile mann ke meet aaj mile mann ke meet ghungharuon ki lai
main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati main diye ki aisi baati jal na saki jo bujh bhi na paati aa mil mere jeevan sathi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tum sang janam janam ke phere bhool gaye kyun saajan mere tadpat hoon main saanjh savere ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si main nadiya phir bhi main pyaasi bhed ye gehra baat zaraa si bin tere har saans udaasi ooooo aaja reeeee main to kab se khadi iss paar ye ankhiyaan thak gayi panth nihaar aaja reeeee pardesi
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaaaaaaaa bedardi dagabaaz jaa jaa re jaa aaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa dha ni dha ni dha sa ni dha ma ga re re sa ni dha pa ma ga re sa ni sa ma bansi bajaaye bansi bajaaye dil bharmaaye meethi dhun mein kya samjhaaye kaahe chhaliya mann lalchaaye jaa re jaa jaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaa bedardi dagabaaz jaa jaa re jaa nis din tere aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa nis din tere roop niraale tann ke ujle mann ke kaale bhes badal kar dore daale jaa re jaa jaa bedardi dagabaaz jaa tu naahi balmaa mora jaa jaa jaa re jaa bana naa batiyaaaaaaaa bedardi dagabaaz jaa jaa re jaa
chah barbaad karegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha maut bhi hum pe hansegi humen maaluuuum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha chhayi ghanghor ghata chand sitaare na rahe wo ummeedein na rahin ab wo sahaare na rahe gair to gair hi the wo bhi hamaare na rahe hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa thaaaa
deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana wohi hai dil wohi hain hum magar nazar mein naya hai fasaana deewane tum deewane hum naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi naye andaaz liye aayi hai ye raat nayi zara sa chhed bhi do aaj koi baat nayi nayi mehfil nayi halchal hai kahaan hum jaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale yahan nazron mein kayi rang bhare daur chale phir bhi pyaas ka hai daur zara aur chale jale shamma uthe shole jale kyu parwaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nahin hai hosh mein wo hosh ki jo baat kahe nashe mein jhoome to lo hansti huyi raat kahe koi kitna humen roke rukenge mastaane na deewane tum deewane hum kise hai ghum kya kahe ye zamaana deewane tum deewane hum
ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke saari umar ke badle maine maangi thi ye shaam aaj yahin kho jaaungi main unki baahen thaam re unki baahen thaam pyaar mila aanchal bhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke aaj papihe tu chup rehna main bhi hoon chup chaap dil ki baat samajh lenge saanwariya apne aap re saanwariya apne aap dekh zara dheeraj dhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke
hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya faasla pyaar mein dono se mitaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi wo ghadi yaad hai jab tum se mulaqaat huyi ik ishaara hua do haath badhe baat huyi dekhte dekhte din dhal gaya aur raat huyi wo samaa aaj talak dil se bhulaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kya khabar thi ke milen hain to bichhadne ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye kismaten apni banaayi hain bigadane ke liye pyaar ka baag lagaaya tha ujadne ke liye is tarah ujada ke phir hum se basaaya na gaya hum se aaya na gaya tum se bulaaya na gaya hum se aaya na gaya yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai yaad reh jaati hai aur waqt guzar jaata hai phool khilta bhi hai aur khil ke bikhar jaata hai sab chale jaate hain kab dard e jigar
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya ye zameen so gayi aasmaan so gaya so gaya pyaar ka suhaag jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag jaag jaag jaag jaag aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag raakh ban chuki hai aag raakh ban chuki hai aag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama rooth ke mujh se
meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein oooo rasiyaaaa manbasiyaaa nas nas mein ho tum hi samaaye mere naina kare bainaa mera dard naa tum sun paaye jeeya mora pyaasa raha saawan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein kuchh kehte kuchh sunte kyun chale gaye dil ko masal ke meri duniyaa huyi sooni bhujha aas ka deepak jal ke chhaya re andheraa meri ankhiyan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein tum aao ke naa aao piya yaad tumhaari mere sang hai tumhen kaise ye bataaun meri preet ka niraala ik rang hai laaga ho ye neha jaise bachpan mein meri baat rahi mere mann mein kuchh keh naa saki uljhan mein mere sapne adhure huye nahin poore aag lagi jeevan mein meri
mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane nikalti dil ke taaron se jo hai jhankaar kya jaane usse to qatl karna aur tadpana hi aata hai gala kis ka kata kyun kar kata talwaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane dawa se faayada hoga ke hoga zehar e kaatil se dawa se faayada hoga ki hoga zehar e kaatil se maraz ki kya dawa hai ye koi bimaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo karo fariyaad sar takraa wo apni jaan de daalo tadapte dil ki haalat husn ki deewaar kya jaane mohabbat hi na jo samjhe wo zaalim pyaar kya jaane pyaar kya jaane
naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re raadha ki laaj bhari ankhiyon ke dore raadha ki laaj bhari ankhiyon ke dore dekhoge kaise ab gokul ke chhore dekhoge kaise ab gokul ke chhore dekho mohan ka manvaa dole re raadha naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa yaad karo jamuna kinaare saanwariyaa phodi thi raadha ki kaahe gagariyaa phodi thi raadha ki kaahe gagariyaa iss kaaran naa tum sang bole re raadha naa bole naa bole naa bole re naa bole naa bole naa bole re ghunghat ke patt naa khole re raadha naa bole naa bole naa bole re ruthi huyi yun naa maanegi
tune o rangeele kaisa jaadu kiya tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya baahon mein chhupaa ke ye kya kiya o re piya ho oo tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya paas bulaa ke gale se lagaa ke tune to badal daali duniya naye hain nazaare naye hain ishaare rahi na wo kal waali duniya paas bulaa ke gale se lagaa ke tune to badal daali duniya naye hain nazaare naye hain ishaare rahi na wo kal waali duniya sapne dikhaa ke ye kya kiya o re piya ho oo tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya o mere saajan kaisi ye dhadkan shor machaane lagi mann mein jaise leharaye nadiya ka paani lehar uthe re mere tan mein o mere saajan kaisi ye dhadkan shor machaane lagi mann mein jaise leharaye nadiya ka paani lehar uthe re mere tan mein mujh mein samaa ke ye kya kiya o re piya ho oo tune o rangeele kaisa jaadu kiya piya piya bole matwaala jiya baahon mein
ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji saamne ho tum to ankhein hain nashe mein choor de ke banhon ka sahara le chalo kahin door aaj har ek cheez mein hai aaj har ek cheez mein hai rang aur dilkashi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji aaaa keh rahi hain hamse lehren thaam lo patwaar saath ho jo tum hamare ja lagenge paar pyaar mein jo tum mile ho pyaar mein jo tum mile mujhe mil gayi zindgi bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji chhed di moujon ne meri zindagi ki dhun hans ke tum bolo balam to jhoomta hai mann teri muskaanon se mere teri muskaanon se mere geet ki dhun saji chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Mile Mann Ke Nawab Sirajuddaulla (1967) 06:55 13852
 
Poster of Nawab Sirajuddaulla (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Bagasri
Duration : 06:55   Song Number : 13852   

Aaja Re Pardesi Madhumati (1958) 04:30 20876
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:30   Song Number : 20876   

Bedardi Dagabaaz Bluff Master (1963) 03:07 12926
 
Poster of Bluff Master (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Tintal
Duration : 03:07   Song Number : 12926   

Chah Barbaad Karegi Shahjehan (1946) 03:17 11233
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11233   

Deewane Tum Deewane Hum Bezubaan (1962) 03:30 19185
 
Poster of Bezubaan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Helen
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:30   Song Number : 19185   

Ghadi Ghadi Mora Dil Madhumati (1958) 03:09 13642
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:09   Song Number : 13642   

Hum Se Aaya Na Gaya Dekh Kabira Roya (1957) 04:25 13042
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Anoop Kumar
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:25   Song Number : 13042   

Jaag Dard E Ishq Anarkali (1953) 05:21 12671
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:21   Song Number : 12671   

Meri Baat Rahi Meri Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:20 14116
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Asha Bhosle
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 14116   

Mohabbat Hi Na Jo Samjhe Parchhain (1952) 03:07 13920
 
Poster of Parchhain (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Noor Lakhnavi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
V Shanta Ram
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:07   Song Number : 13920   

Naa Bole Naa Bole Re Azaad (1955) 03:08 12764
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:08   Song Number : 12764   

Tune O Rangeele Kudrat (1981) 03:35 21391
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Raag- 
Bagasri
Duration : 03:35   Song Number : 21391   

Ye Sama Ye Khushi Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:20 37496
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Azra, suresh
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 37496