MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava-Tal
HomeKaherava-Tal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa yauwan ritu sajan jaa ke naa aaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaa jaage naa neet neet jaage naa soyaa singaar soyaa singaar jhanan jhan jhanan neet naa bulaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa neet neet barase naa neet neet bar barase naa neet neet bar barase naa neet neet barase naa ras ki fuhaar ras ki fuhaar sapan jal gagan neet naa lutaaye kaahe jiyaraa tarasaaye kaahe tarasaaye jiyaraa kaahe tarasaaye jiyaraa jiyaraa click here
oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho kahin deep jalle kahin dil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera geet mere dil ki pukar hai jahan main hoon wahin tera pyaar hai mera dil hai teri mehfil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon na main sapna hoon na koi raaz hoon ik dard bhari awaaz hoon piya der na kar aa mil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke dushman hain hazaron yahan jaan ke zara milna nazar pehchaan ke kai roop mein hain qaatil zara dekh le aa kar parwaneeeeeee teri kaun si hai manzil kahin deep jalle kahin dil oo ho ho ho ho oo ho ho ho ho click here
kai sadiyon se kai janmon se kai sadiyon se kai janmon se tere pyaar ko tarse mera mann aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya kuchh der mera mann lehraaya hoo ooo phir doob gayi aasha ki kiran aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sunsaan hai jeevan ki baghiyaa hoo oooo suna hai bahaaron ka aangan aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se click here
aa aa aa aa aa aa aa aa kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer paaon padi zanjeer shyamaa paaon padi zanjeer haye kaise aaun jamuna ke teer aa aa aa aa kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara akhiyon mein kajra kalaiyon mein gajara kaahe lagaaya bairi akhiyon mein kajra reh gayi haar shingaar kiye main reh gayi haar shingaar kiye main kaun bandhaaye dheer ho kaise aaun jamuna ke teer kaise aaun kaise aaun kaise aaun jamuna ke teer re jamuna ke teer kaise aaun jamuna ke teer re kaise aaun jamuna ke teer re aaun jamuna ke teer jamuna ke teer jamuna ke teer aa aa aa aa aa aa aa aa aa shyam milan ko jiya mora tarse shyam milan ko aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaa aaa aaaa shyam milan ko jiya mora tarse kaah karun kaise nikloon main ghar se preet bhare man ki ye duniya preet bhare man ki ye duniya haye na jaane peer ho click here
kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye yun sharmaayi kismat humse khud se hum sharmaaye baaghon ko to patjhad loote loota humein bahaar ne duniyaa marti maut se lekin maara humko pyaar ne apna woh haal hai beech safar mein jaise koi loot jaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye tum kya jaano tum kya jaano kya chaaha tha kya lekar aaye hum tute sapne ghayal nagmein kuchh shole kuchh shabnam itna kuchh hai paaya humne kahein to kahaa na jaaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye aise baji shahnaayi ghar mein ab tak so na sake hum apnon ne humko itna sataaya roye to ro na sake hum ab to karo kuchh aisa yaaron hosh na humko aaye kaise kahein hum pyaar ne humko kya kya khel dhikhaaye yun sharmaayi kismat humse khud se hum sharmaaye click here
aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun badi nasamajh ho kaise samjhaaun badi nasamajh ho hum se na jeetogi tum rehne do yeh baazi kaise samjhaun aaa aaa aaaa aaa aaa aaaaa kaise samjhaaun bade nasamajh ho kaise samjhaaun bade nasamajh ho aaye gaye tum jaise sainkadon anaari kaise samjhaaun hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum dil ka saaz bajaate hain duniya ke hosh udaate hain hum saat suron ke saagar hain har mehfil mein lehraate hain har mehfil mein lehraate hain kaise samjhaaun badi na samajh ho kaise samjhaaun tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano tum saaz bajaana kya jaano tum rang jamaana kya jaano mehfil to humare dum se hai tum hosh udaana kya jaano tum hosh udaana kya jaano kaise samjhaaun bade uh samajh ho kaise samjhaaun main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par main naachun chaand sitaaron par sholon par aur sharaaron par hum aise kalaa ke deewaane chha jaayen nasheeli bahaaron par chha click here
hmmmmmmmmmmm hmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar mohe chaakar samjh nihaar kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar tu jise chaahe aisi nahin main haan teri raadha jaisi nahin main phir bhi hoon kaisi kaisi nahin main krishnaaaaaaa mohe dekh to le ek baaaaaar kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar boond hi boond main pyaar ki chun kar pyaasi rahi par laayi hoon giridhar toot hi jaaye aas ki gaagar mohnaaaaa aisi kakariyaa nahin maaaaaar kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar maati karo ya swarn banaa lo tann ko mere charnon se lagaa lo murli samjh haathon mein utha lo socho naaaaaaaa kachhuu ab hey krishan muraaaar kaanhaaaaaa kaanhaaa aan padi main tere dwaar mohe chaakar samjh nihaar chaakar samjh nihaar chaakar samjh nihaaaar kaanhaaaaaa kaanhaaa click here
kaun aaya kaun aaya kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya aankh na jaane dil pehchaane aankh na jaane dil pehchaane sooratiyaa kuchh aisi aankh na jaane dil pehchaane sooratiyaa kuchh aisi yaad karun to yaad na aaye muratiyaa ye kaisi paagal mannwaa soch mein doobaa sapnon kaa sansaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya ik pal sochun meri aashaa roop badal kar aayi ik pal sochun meri aashaa roop badal kar aayi dooje pal phir dhyaan ye aaye ho na kahin parchhaai jo pardesi ke ghar aayi ek anokhaa pyaar liye kaun aaya mere mann ke dwaare paayal ki jhankaar liye kaun aaya click here
kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya apne pe hans kar jug ko hasaaya ban ke tamasha mele mein aaya mele mein aaya hindu na muslim poorab na pahchim hindu na muslim poorab na pahchim mazhob hai apna hasna hasaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana kehta hai joker dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela dhakke pe dhakka rele pe rela hai bheed itni par dil akela par dil akela ghum jab sataaye seeti bajaana ghum jab sataaye seeti bajaana par maskare se dil na lagaana kehta hai joker saara zamaana aadhi haqeeqat aadha fasaana chashma utaaro phir dekho yaaro duniya nayee hai chehra purana kehta hai joker click here
khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa pehla milan moseeee nahin re sajan kaa rahega sada milnaaa dharti gagan kaa yug se wo hai mera yug se wo hai mera main uski reee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main aise to nahin uskeeee rang mein dhali main piya ang lag lag keeeee bhayi saanwali main mere tann pe chhanv hai mere tann pe chhanv hai usi ki reeeee khaayi hai re humne kasam sang rehneeee ki aayega re udd keee mera hans pardesi hans pardesi hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmmm mera hans pardesi click here
khamosh raat sehmi hawaa tanhaa tanhaa dil apna tanhaa tanhaa dil apna aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra ye sach hai ya sapna ye sach hai ya sapna khamosh raat sehmi hawaa tanhaa tanhaa dil apna tanhaa tanhaa dil apna aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra ye sach hai ya sapna ye sach hai ya sapna jhuki jhuki palken jab uthi naiynon mein diye madham madham adkhule honthon se hansi jhaank rahi madham madham kaise kahaan phir ho gayi uski chhavi madham madham pal pal uthti hansraten hone lagi madham madham aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra sooraj tha benoor sa uski tammana madham madham chaand bhi tha bhujha bhujha taaren bhi the madham madham jugnu dilaasa dene lage nanhi si jaan madham madham shamma bhi thak haar ke hone lagi madham madham aur door kahin roshan hua ek chehra ek chehra ek chehra jeene ka tha hum mein dum par nahin tha koi humdum khushiyon ki thi justjoo mil rahe the bas ghum hi ghum shor click here
haai hmmm hmm hmm ho o o hoooo kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon hoo khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe doston se shikaayat hai shaayad mujhe dushmanon se mohabbat hai shaayad main iss dosti dushmani se khafaa hoon main iss dosti dushmani se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon na jaane kahaan kab kise dekhtaa hoon magar main jahaan jab jise dekhtaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon samajhtaa hai wo main ussi se khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon khafaa hoon kisi baat par main kisi se khafaa hoon main zindaa hoon par zindagi se khafaa hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua hoon na jaagaa hua hoon na soyaa hua click here
kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya andhere ghar mein kisi ne hans ke charaag jaise jala diyaa sharam ke maare main kuchh na boli sharam ke maare main kuchh na boli nazar ne parda gira diya magar wo sab kuchh samajh gaye hai ke dil bhi maine ganwaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya naa pyaar dekha naa pyaar jaana naa pyaar dekha naa pyaar jaana suni thi lekin kahaaniyaa suni thi lekin kahaaniyaa jo khaab raaton mein bhi naa aayaa wo mujhko din mein dikha diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya wo rang bharte hain zindagi mein wo rang bharte hain zindagi mein badal raha hai mera jahaan koi sitaare loota raha tha kisi ne daaman bichhaa diyaa kisi ne apna bana ke mujhko muskurana seekha diya click here
kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai milti nahin hai manzil raahi jo ho akela do hon to phir jahaan bhi chaahe laga lo mela dil mil gaye to phir kya jangal bhi ek ghar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain na jaane ye hawaaein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain panchhi teri sadaayein kya kehnaa chaahti hain kuchh to hai aaj jiskaa har cheez par asar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kitna haseen hai mausam kitna haseen safar hai saathi hai khubsoorat ye mausam ko bhi khabar hai kudrat ye keh rahi hai aa dil se dil mila le ulfat se aag lekar dil ka diyaa jalaa le sachchi agar lagan hai phir kiskaa click here
koi gaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata sanskriti ke vistrit sagar par sapnon ki nouka ke under sukh dukh ki lehron par uth gir behtaa jaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata ankhon mein bhar kar pyaar amar aashish hatheli mein bhar kar koi mera sir godi mein rakh sehlaata main so jaata koi gaata main so jaata koi gaata mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal mere jeewan ka khaara jal mere jeewan ka haala hal koi apne swar mein madhumey kar barsaata main so jaata koi gaata click here
hey hey hey hey ho ho ho ho hmm hmm hmm hmm hmm hmm koi humdum na raha koi sahara na raha hum kisi ke na rahe koi humara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise shaam tanhaayi ki hai aayegi manzil kaise jo mujhe raah dikhaaye wohi taara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha aye nazaaron na hanso mil na sakoonga tumse aye nazaaron na hanso mil na sakoonga tumse wo mere ho na sake main bhi tumhara na raha koi humdum na raha koi sahara na raha kya bataaun main kahaan yunhin chala jaata hoon kya bataaun main kahaan yunhin chala jaata hoon jo mujhe phir se bulaa le wo ishaara naa raha koi humdum na raha koi sahara na raha hum kisi ke na rahe koi humara na raha click here
koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa darr aaj nahin hai qaatil ka aasaan hai rasta manzil kaa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aa nainon mein naya ek sapna hai ab saara zamana apna hai aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa duniyaa hai humari pyaar bhari duniyaa hai humari pyaar bhari koi pyaar ki dekhe jaadugari gulfaam ko mil gayi sabz pari aaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane aaaa aaaaa aa hum pyaar ke panchhi mastaane koi rang humare kya jaane nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaa aaaa nahin ek thikaana jeevan mein kal qaid mein the ab gulshan mein aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa click here
kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin leta hai dil angdaayiaan iss dil ko samjhaaye koi armaan aankhein khol de ruswaa na ho jaaye koi palkon ki thandi sej par sapnon ki pariyaan soti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin dil ki tassali ke liye jhooti chamak jhoota nikhaar jeevan to soona hi raha sab samjhein aayi hai bahaar kaliyon se koi puchhata hansti hain wo yaa roti hain aisi bhi baatein hoti hain aisi bhi baatein hoti hain kuchh dil ne kahaa kuchh bhi nahin kuchh dil ne sunaa kuchh bhi nahin click here
aa aa aa aa aa aa aa aa laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chunri mein daag chhupaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag ho gayi maili mori chunariyaa kore badan si kori chunariyaa ho gayi maili mori chunariyaa kore badan si kori chunariyaa aa aa aa jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag bhool gayi sab vachan bidaa ke kho gayi main sasuraal mein aake bhool gayi sab vachan bidaa ke kho gayi main sasuraal mein aake aa aa aa jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag kori chunariyaa aatma mori mael hai maaya jaal kori chunariyaa aatma mori mael hai maaya jaal wo duniya more baabul ka ghar ye duniya sasuraal haan jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise click here
labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko hooooo oooooo main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin main aarzoo ki tapish mein pighal rahi thi kahin tumhaare jism se ho kar nikal rahi thi kahin bade haseen theee bade haseen the jo raah mein gunaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile tumhin se janmun to shaayad mujhe panaah mile labon se choom lo aankhon se thaam lo mujhko tumhari aankhon kee ooooooo ooooooo tumhari aankhon ke saahil se door door kahin tumhari aankhon ke saahil se door door kahin main dhoondhati thi mile khushbuon ka noor kahin wahin ruki hoon wahin ruki hoon jahaan se tumhaari raah mile tumhin se janmun to click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kahe Tarasaye Jiyara Chitralekha (1964) 03:32 13003
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kalavati
Duration : 03:32   Song Number : 13003   

Kahin Deep Jale Kahin Dil Bees Saal Baad (1962) 05:48 12145
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:48   Song Number : 12145   

Kai Sadiyon Se Milap (1972) 03:34 13743
 
Poster of Milap (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shatrughan Sinha
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:34   Song Number : 13743   

Kaise Aaun Jamuna Ke Devta (1956) 04:11 32962
 
Poster of Devta (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:11   Song Number : 32962   

Kaise Kahein Hum Sharmilee (1971) 04:03 20732
 
Poster of Sharmilee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi
Raag- 
Tilang
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:03   Song Number : 20732   

Kaise Samjhaaun Badi Nasamajh Ho Suraj (1966) 03:35 36260
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 36260   

Kanha Kanha Aan Padi Shagird (1967) 05:15 14207
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Manj-Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:15   Song Number : 14207   

Kaun Aaya Mere Mann Dekh Kabira Roya (1957) 03:13 13044
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anoop Kumar
Raag- 
Ragesri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13044   

Kehta Hai Joker Mera Naam Joker (1970) 03:53 20755
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 20755   

Khaayi Hai Re Humne Talash (1969) 04:17 20756
 
Poster of Talash (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Barwa
Duration : 04:17   Song Number : 20756   

Khamosh Raat Thakshak (1999) 06:24 20758
 
Poster of Thakshak (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Mehboob
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Nethra Raghuraman, Ajay Devgan, Tabu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:24   Song Number : 20758   

Kisi Baat Par Main Kisi Se Khafaa Bemisal (1982) 05:09 20778
 
Poster of Bemisal (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Vinod Mehra, Rakhi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:09   Song Number : 20778   

Kisi Ne Apna Bana Ke Patita (1953) 03:14 13940
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 13940   

Kitna Haseen Hai Mausam Azaad (1955) 03:41 20786
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dileep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:41   Song Number : 20786   

Koi Gaata Main So Jaata Alaap (1977) 03:33 12630
 
Poster of Alaap (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha, Sanjeev Kumar
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:33   Song Number : 12630   

Koi Humdam Na Raha Jhumroo (1961) 04:33 20791
 
Poster of Jhumroo (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:33   Song Number : 20791   

Koi Pyaar Ki Dekhe Kohinoor (1960) 03:20 16264
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 16264   

Kuchh Dil Ne Kahaa Anupama (1966) 04:21 20803
 
Poster of Anupama (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 20803   

Laaga Chunri Mein Daag Chhupaaon Kaise Dil Hi To Hai (1963) 05:31 20819
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:31   Song Number : 20819   

Labon Se Choom Lo Aastha (1996) 05:50 20817
 
Poster of Aastha (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Sarang Dev
On Screen Actors- 
Rekha, Om Puri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:50   Song Number : 20817