MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava-Tal
HomeKaherava-Tal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge kismat humen milne se rokegi bhala kab tak inn pyaar ki raahon mein bhatkegi wafaa kab tak kadmon ke nishaan khud hi manzil ka pata honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge ye kaisi udaasi hai jo husn pe chhayi hai hum door nahin tumse kehne ko judaayi hai armaan bhare do dil phir ek jagaah honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge aye jaane wafaa phir bhi hum tum na judaa honge sau baar janam lenge sau baar fanaah honge click here
sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara chhod de meri baanhon ko rok na meri raahon ko chhod de meri baanhon ko rok na meri raahon ko itni bhi betaabi kyaa samjhaa apni nigaahon ko sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara chanchal shokh bahaaron mein ras barsaate nazaaron mein chanchal shokh bahaaron mein ras barsaate nazaaron mein tujhko bhool na paaungi hoga milan gulzaaron mein sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara sayonaara hongi roz mulaqaten apne din apni raaten hongi roz mulaqaten apne din apni raaten kaun hamen phir rokega jee bhar kar karna baaten sayonaara sayonaara waada nibhaungi sayonaara ithlaati aur balkhaati kal phir aaungi sayonaara sayonaara click here
seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan click here
shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare kabhi ruke kabhi chale raadha chori chori piya kahe aa jiya kahe nahin gori raadha sharmaye manwa ghabraye paniyaa bharne woh jaaye na jaaye hari soche brijbala brij mein hai holi kaanha rang denge mohe haai barjori log karenge yeh ishaare ishaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare hmmmm hmmmmm hmmmmm ho ho ho ho ho ho ho ho ho koi kahe shayam se na baansuri bajaaye hoooo chain kisi ka woh chitchor na churaaye hoooo dagmag dole jiyaa ki naiyaa dagmag dole jiyaa ki naiyaa chale jab purwaiyaa chhede bansi kanhaiyaa jaadoo bhare naina daare nainwa ki dori soye saara jag jaage ek chakori raat kate gin gin ke taare taare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare shaam dhale jamuna kinaare kinaare aaja raadhey aaja tohe shayam pukaare ho re hoooo hooooo o o o panghat pe sakhiyaan karti hai batiyaan mohan se laagi raadha ki click here
so jaa so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa main balhaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye udkar roop nagar mein jaayen udkar roop nagar mein jaayen roop nagar ki sakhiyaan aaye roop nagar ki sakhiyaan aaye raja ji maala pehnaaye chume mata tihaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa click here
koshish karke dekh le dariyaa saare nadiyaan saari dil ki lagi nahin bujhti bujhti hai har chingaari hmmmmmm aa aa aa aaa aa aa solah baras ki solah baras ki baali umar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam duniyaa mein sabse pehle jisne ye dil diya duniyaa ke sabse pehle dilbar ko salaam dil se nikalane waale raste ka shukriyaa dil tak pahunchane waali dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam jisme jawaan hokar badnaam hum huye jisme jawaan hokar badnaam hum huye us shaher us gali us ghar ko salaam jisne hume milaaya jisne juda kiya us waqt us ghadi us dagar ko salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam salaam aye pyaar teri pehli nazar ko salaam milte rahen yahan hum ye hai yahaan likha is likhaawat ki zeroo zabar ko salaam saahil ki ret par yun lehraa utha ye dil saagar mein uthane waali har lehar ko salaam in mast gehari gehari aankhon ki jheel mein click here
suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile naa chhutti aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam aaj naa jaane dil ki dhadkan raaz kyun dil ka kholeee raaz kyun dil ka khole main to jaanun wo naa jaane ye tadpan kya boleeee ye tadpan kya bole padh na sake jo mann ki chitthi padh na sake jo mann ki chitthi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam pyaar ke waade kal jo kiye the aaj hai kya majbooriiii aaj hai kya majboori seh naa sakun main pass mein reh ke apne piya se dooriiii apne piya se doori jiss ki agan mein main jal uththi jiss ki agan mein main jal uththi aise sajnaa se meri kutti kutti kutti suboh aur shaam kaam hi kaam kyun nahin lete piya pyaar ka naam kaam se jiss ko mile naa chhutti kaam se jiss ko mile click here
suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge jahaan ki rut badal chuki naa jaane tum kab aaoge nazaare apni mastiyaan dikha dikha ke so gaye sitaare apni roshani luta luta ke so gaye har ek shamma jal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge tadap rahe hain hum yahan tadap rahe hain hum yahan tumhare intezaar mein tumhare intezaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein fiza ka rang aa chala hai mausam e bahaar mein mausam e bahaar mein hawa bhi rukh badal chuki naa jaane tum kab aaoge suhaani raat dhal chuki naa jaane tum kab aaoge click here
aaa aaa aaa aaa aaaaa suni jo unke aane ki aahat gareeb khanaa sajayaa hamne qadam mubarak hamaare dar pe naseeb apnaa jagayaa hamne huyi hai aamad khushamadidam ye kehnaa dil ko sikhayaa hamne khile hain aashaa ke phool mann mein ye raaz unse chhupayaa hamne wo apne neta hum unki jantaa hameshaa naata nibhayaa hamne ye teri rehmat ae mere maalik gumaan nahin tha wo payaa hamne unhen jo dekhaa jhukaa li aankhe adab se ehsaan uthayaa hamne suni jo unke aane ki aahat gareeb khaanaa sajayaa hamne click here
soyi kaliyaan aaaaaaaaaa hans padi jhuki laaj seeeee nain beena ki jhankaaaar mein tarpan laage bain supna ban saajan aaye supna ban saajan aaye hum dekh dekh muskaaye hum dekh dekh muskaaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan bichh gaye baadal ban kar saagar bichh gaye baadal ban kar saagar inderdhanush par humne jaa kar jhoole khoob jhulaaye jhoole khoob jhulaaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan neel gagan ke sunder taare neel gagan ke sunder taare chun liye phool samajh atinyaare jholi mein bhar laaye jholi mein bhar laaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan mast pawan thi hum the akele mast pawan thi hum the akele hil mil kar barkha sang khele phoole nahin samaaye ye naina bhar aaye sharmaaye supna ban saajan aaye click here
sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai haathon mein aaya na haath piya ka kahe ko mehandi rachayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka bikhar gayi sehre ki kaliyaan haar singaar bhi pad gaya feeka ghunghat hi ki aot se paya chaar ghadi bas darshan pee ka toot gaye sab sunder sapne raat milan ki naa aayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein kal tak thi rangeen baharein aaj kapas hai aur zanjeerein taaron ki gardish ke aage kaam na aayi kuchh tadbeerein hasrat thi dil ko melon ki aur mili hai tanhayi sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki shehnaai sur badle kaise kaise dekho kismat ki click here
sur ki gati main kya jaanu ek bhajan karna jaanu sur ki gati main kya jaanu ek bhajan karna jaanu arth bhajan ka bhi ati gehraa uss ko bhi main kya jaanu arth bhajan ka bhi ati gehraa uss ko bhi main kya jaanu prabhu prabhu prabhu karna jaanun prabhu prabhu prabhu karna jaanun naina jal bharnaa jaanu sur ki gati main kya jaanu gun gaayeeeeee gun gaaye prabhu nyaay naa chhode phir kyun tum gun gaate ho phir kyun tum gun gaate ho main bola main prem deewana main bola main prem deewana itni baaten kya jaanun sur ki gati main kya jaanu ek bhajan karna jaanu sur ki gati main kya jaanu click here
sur na saje kya gaaun main sur na saje kya gaaun main sur ke bina jeevan soona sur ke bina jeevan soona sur na saje kya gaaun main sur na saje dono jahaan mujh se roothe dono jahaan mujh se roothe tere bina ye geet bhi jhoote tere bina ye geet bhi jhoote sur na saje kya gaaun main sur ke bina jeevan soona sur ke bina jeevan soona sur na saje kya gaaun main sur na saje chalte gaya jeevan mera chalte gaya jeevan mera iss raat ka na hoga savera iss raat ka na hoga savera sur na saje kya gaaun main sur ke bina jeevan soona sur ke bina jeevan soona sur na saje kya gaaun main sur na saje sangeet mann ko pankh lagaaye geeton se rimjhim ras barsaaye sangeet mann ko pankh lagaaye geeton se rimjhim ras barsaaye pal ki saadhna pal ki saadhna permeshawar ki sur na saje kya gaaun main sur ke bina jeevan soona sur ke bina jeevan soona sur na saje kya gaaun main sur na saje click here
surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re nindiya ke udate paakhi re ankhiyon mein aaja saathi re raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re sachcha koi sapna dejaa mujhko koi apna dejaa anjaana sa magar kuchh pehchaana sa halka phulka shabnami resham se bhi reshami surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re nindiya ke udate paakhi re ankhiyon mein aaja saathi re raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum raat ke rath par jaane waale neend ka ras barsaane waale itna kar de ke meri ankhein bhar de aankhon mein basta rahe sapna ye hasta rahe surmayee ankhiyon mein nanha munna ik sapna de jaa re nindiya ke udate paakhi re ankhiyon mein aaja saathi re raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum raa ri raa rum o raa ri rum click here
tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaj nagri mein rang hai bahaar hai gali gali dekho ras ki phuhaar hai ho gali gali dekho ras ki phuhaar hai hoooo oooo pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai pichkaariyon mein rang bhara pyaar hai issi rang mein jeevan rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umar bhar rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo naacho naacho ri sakhi ri holi aayi re sakhi ri holi aayi re ghar ghar mein rangeeli rutt chhaayi re aaj duniyaa ne masti lootaayi re aashaaon ka daaman rang lo ho tan rang lo ho mann rang lo kheloooo khelo umang bhare rang pyaar ke le lo rang lo tann rang lo ji aaj mann rang lo tann rang lo aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa click here
tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti ik khwaab sa dekha hai taabeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti bedard muhabbat ka itna sa hai afsana bedard muhabbat ka itna sa hai afsana nazaron se mili nazaren main ho gaya deewana ab dil ke bahalne ki tadbeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao dam bhar ke liye meri duniya mein chale aao tarsi huyi aankhon ko phir shaqal dikha jaao mujhse to meri bigdi taqdeer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon tasveer nahin banti tasveer nahin banti tasveer banata hoon click here
tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se dekha hai tujhe maine mohabbat ki nazar se arre mohabbat ki nazar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se jitne bhi mile rang wo sab bhar diye tujh mein haaye bhar diye tujh mein ik rang e wafa aur hai laaun wo kidhar se are laaun wo kidhar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se saawan teri zulfon se ghata maang ke laya haaye mang ke laya bijali ne churayi hai tadap teri nazar se are tadap teri nazar se main dil mein bulakar tujhe rukhsat na karoonga haaye rukhsat na karoonga mushkil hai tera laut ke jaana mere ghar se are jaana mere ghar se tasveer banata hoon teri khoon e jigar se khoon e jigar se click here
tera jaana dil ke armaano ka lut jaana tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana tera ghum teri khushi mera ghum meri khushi tujhse hi thi zindagi hans kar hamne tha kaha jeevan bhar ka saath hai ye kal hi ki baat hai aa aa aa aa aa tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana jab jab chanda aayega teri yaad dilaayega saari raat jagaayega main ro kar reh jaaungi dil jab zid par aayega dil ko kaun manayega aa aa aa aa aa tera jaana dil ke armaano ka lut jaana koi dekheeeeeee koi dekhe ban ke taqdeeron ka mit jaana tera jaana click here
tere bin jiya na laage aa ja re aa ja re tere bin jiya na laage aa ja re aa ja re tere bin jiya na laage aa ja re aa jaaaa bin chanda ke main hoon chandaniya kaise karun singaar janam janam se pa na saki main saajan tera pyaar bin chanda ke main hoon chandaniya kaise karun singaar janam janam se pa na saki main saajan tera pyaar akhiyan beech chhupa le mujhko aa kar ang laga le mujhko aa kar ang laga le mujhko tere bin jiya na laage aa ja re aa ja re tere bin jiya na laage aa ja re aa jaaaa aankhon se tu door hai pritam duniya mujhse door preet hai meri ghayal panchhi udne se majboor aankhon se tu door hai pritam duniya mujhse door preet hai meri ghayal panchhi udne se majboor meri nagri aa na sake tu tere dware ja na sakun main tere dware ja na sakun main tere bin jiya na laage aa ja re aa ja re tere bin jiya na laage aa ja re aa jaaaa aswan ki main deep jala ke bhadkun saari rain is duniya mein chhupa hua hai mere man ka chain aswan ki main deep jala ke bhadkun click here
tere husn kiii kya taarif karun kuchh kehte huyeeeeee bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon tere husn ki kya taarif karun tere husn ki tere husn ki kya taarif karun kuchh kehte huye bhi darta hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon mere dil mein kasak si hoti hai mere dil mein mere dil mein kasak si hoti hai teri raah se jab main guzarti hoon iss baat se ye naa samjh lena ke main tujh se muhabbat karti hoon teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam teri baat mein geeton ki sargam teri chaal mein paayal ki chham chaam koi dekh le tujhko ek nazar koi dekh le tujhko ek nazar mar jaaye teri aankhon ki kasam main bhi hoon ajab ik deewana marta hoon naa aahen bhartaa hoon kahin bhool se tu naa samjh baithe ke main tujh se muhabbat karta hoon aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mere saamne jab tu aata hai jee dhak se mera ho jaata hai mere saamne jab tu aata hai jee click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Sau Baar Janam Lenge Ustadon Ke Ustad (1963) 03:21 12527
 
Poster of Ustadon Ke Ustad (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 12527   

Sayonaara Sayonaara Love In Tokyo (1966) 04:17 21227
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 21227   

Seene Mein Sulagte Tarana (1951) 03:11 12513
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12513   

Shaam Dhale Jamuna Pushpanjali (1970) 06:27 21232
 
Poster of Pushpanjali (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kishoree Sahu, Sanjay, Lalita Pawar
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:27   Song Number : 21232   

So Jaa Rajkumari Zindagi (1940) 02:52 11226
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:52   Song Number : 11226   

Solah Baras Ki Baali Ek Duuje Ke Liye (1981) 06:29 12344
 
Poster of Ek Duuje Ke Liye (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Rati Agnihotri
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:29   Song Number : 12344   

Suboh Aur Shaam Kaam Uljhan (1975) 04:00 12525
 
Poster of Uljhan (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sulaxna Pandit
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:00   Song Number : 12525   

Suhani Raat Dhal Chuki Dulari (1949) 03:28 21254
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suresh
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 21254   

Suni Jo Unke Aane Ki Satyam Shivam Sundaram (1978) 03:22 32550
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 32550   

Supna Ban Saajan Aaye Shokhiyan (1951) 03:25 12497
 
Poster of Shokhiyan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:25   Song Number : 12497   

Sur Badle Kaise Kaise Barkha (1959) 05:52 37177
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anand Kumar, Shobha Khote
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:52   Song Number : 37177   

Sur Ki Gati Main Kya Jaanu Mukesh 02:45 15522
 
Poster of Mukesh
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Naresh Bhattacharya
Singer- 
Mukesh
Raag- 
Hamir
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:45   Song Number : 15522   

Sur Na Saje Basant Bahar (1956) 03:45 12244
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:45   Song Number : 12244   

Surmayee Ankhiyon Mein Sadma (1983) 04:31 10694
 
Poster of Sadma (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Sridevi, Kamal Haasan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:31   Song Number : 10694   

Tan Rang Lo Ji Kohinoor (1960) 03:40 13559
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13559   

Tasveer Banata Hoon Bara-dari (1955) 03:31 12834
 
Poster of Bara-dari (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Khumar Barabankawi
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Chadrashekhar
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:31   Song Number : 12834   

Tasveer Banata Hoon Teri Khoon Deewana (1952) 03:10 31000
 
Poster of Deewana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Suraiya, Suresh, Madan Puri
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:10   Song Number : 31000   

Tera Jaana Dil Ke Armaano Ka Anari (1959) 03:38 21277
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:38   Song Number : 21277   

Tere Bin Jiya Parde Ke Peechhey (1971) 04:47 36323
 
Poster of Parde Ke Peechhey (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Bindu
Raag- 
Bairagi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:47   Song Number : 36323   

Tere Husn Ki Kya Taarif Leader (1964) 04:44 13607
 
Poster of Leader (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Vyjayanthimala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:44   Song Number : 13607