MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaherava-Tal
HomeKaherava-Tal
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meenaaaa are meenaaaa aa gaya tera deewana bata bata are kahaan hai tera thikana hum bande hai pyaar ke maange sab ki khair haaaan apni sab se dosti nahin kisi se bair ho de de pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de de de pyaar de pyaar de pyaar de re humen pyaar de duniyaan waale kuchh bhi samjhe hum hain prem deewane jahaan bhi jaayen tujhe pukare gaa ke prem taraane de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are aane ko to roz hain aate sooraj chaand sitaare haaaa phir bhi andheri hai ye duniyaa tu hi raah dikha re prem pyaar sukh chain ki barkha teri nazar se barse ye dukh dard ki aag bhujhe koi dil na pyaasa tarse de de pyaar de pyaar de re humen pyaar de ho de de pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar de re humen pyaar de are yahaan dilon ke beech khadi jo wo deewaar gira de haan dil mein soyi soyi aisi pyaar ki jyot jaga de pyaar ho dil mein to lagti hai saari duniyaan pyaari hum saari click here
dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho jo dil ki raah se guzri hai wo bahaar ho tum guzri hai wo bahaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat wo ghum haseen hai jiss ghum ke zimmedaar ho tum ghum ke zimmedaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein meri wafaaon ki ulfat ki yaadgaar ho tum ulfat ki yaadgaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum click here
aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa dhanya bhag seva ka avsar paaya dhanya bhag seva ka avsar paaya paaya dhanya bhag seva ka avsar paaya paaya dhanya bhag seva ka avsar paaya charan kamal ki dhul bana main charan kamal ki dhul bana main moksh dwaar tak aaya dhanya bhag seva ka avsar paaya paaya dhanya bhag seva ka avsar paaya hari anant hari roop ananta aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa ga pa dha sa aaaaaa ni dha pa ma ga ga pa dha sa ga pa ma ga hari anant hari roop ananta kaise koi dhyaave raag raagini ke sur sur mein raag raagini ke sur sur mein hari nij roop dikhaaya dhanya bhag seva ka avsar paaya paaya dhanya bhag seva ka avsar paaya ghat mein gunjaa naad nirantar ghat mein guuuuuuuuuuuuuunja ghat mein gunjaa naad nirantar jyot jali antar mein sau sooraj keeeee sau sooraj keeee ujiyaalee sau sooraj ke ujiyaale mein sau sooraj ke ujiyaale mein maine mujhko paaya dhanya bhag seva ka avsar paaya paaya dhanya bhag seva ka avsar paaya dharti bheetar beej click here
aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaa ooo oo ooo dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi panchhi chale ambar ko ambar ko ambar ko maajhi chale saagar ko saagar ko saagar ko pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi panchhi chale ambar ko maajhi chale saagar ko pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali doob ke suraj phir nikla saare jahan ko noor mila dil ke dwaare tumko pukare ek nayi zindagi doob ke suraj phir nikla saare jahan ko noor mila dil ke dwaare tumko pukare ek nayi zindagi pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali dheere dheere subah huyi jaag uthi zindagi aaa aaa kirnon se daaman bhar lo preet se tum tan man bhar lo jismein jitni pyaas jagi utni hi preet mili kirnon se daaman bhar lo preet se tum tan man bhar lo jismein jitni pyaas jagi utni hi preet mili pyaar ka naam jeewan hai manzil hai preetam ki gali dheere dheere subah huyi jaag click here
chhed koi aisa nagma geeton mein zamana kho jaaye dil chhed koi aisa nagma ye aah meri duniyaa ke liye ye aah meri duniyaa ke liye khushiyon ka tarana ho jaaye dil chhed koi aisa nagma aawaz mere toote dil ki duniyaa ke dilon ko tadpa de aawaz mere toote dil ki duniyaa ke dilon ko tadpa de pather ka jigar bhi sun ke jise ik baar to paani ho jaaye dil chhed koi aisa nagma hai jisne humen ye dard diya hai jisne humen ye dard diya hum usko duyaaen dete hain ye dard dawaa ban jaayega ik din jo puraana ho jaaye dil chhed koi aisa nagma hai tujhko kasam aye dil ki jalan aankhon mein naa aansun aa jaayen hai tujhko kasam aye dil ki jalan aankhon mein naa aansun aa jaayen aisa na ho tere rone se mehfil mein tamasha ho jaaye dil chhed koi aisa nagma geeton mein zamana kho jaaye dil chhed koi aisa nagma click here
dil hoom hoom kare ghabraaye ghan dham dham kare garjaaye ik boond kabhi paani ki mori ankhiyon se barsaaye dil hoom hoom kare ghabraaye teri jhori daroon sab sookhe paat jo aaye tera chhuaan laage meri sookhi daal hariyaaye dil hoom hoom kare ghabraaye jis tan ko chhuaa toone uss tan ko chhupaaun jis mann ko lage naina wo kisko dikhaaun o more chandramaa teri chaandni ang jalaaye oonchi tori ataari maine pankh liye katwaaye dil hoom hoom kare ghabraaye ghan dham dham kare garjaaye ik boond kabhi paani ki mori ankhiyon se barsaaye dil hoom hoom kare ghabraaye click here
dil jalta hai to jalne de aansu na bahaa fariyaad na kar dil jalta hai to jalne de aansu na bahaa fariyaad na kar dil jalta hai to jalne de tu parda nasheen ka aashiq hai yoon naam e wafaa barbaad na kar tu parda nasheen ka aashiq hai yoon naam e wafaa barbaad na kar dil jalta hai to jalne de maasoom nazar ke teer chala bismil ko bismil aur banaa maasoom nazar ke teer chala bismil ko bismil aur banaa ab sharm o hayaa ke parde mein yoon chhup chhup ke bedaag na kar ab sharm o hayaa ke parde mein yoon chhup chhup ke bedaag na kar dil jalta hai to jalne de hum aas lagaaye baithe hain tum vaada karke bhool gaye hum aas lagaaye baithe hain tum vaada karke bhool gaye ya soorat aake dikha jaao ya keh do humko yaad na kar ya soorat aake dikha jaao ya keh do humko yaad na kar dil jalta hai dil jalta hai dil jalta hai click here
dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai har haal mein jisne saath diya wo ek bechara dil hi to hai koi saathi na koi sahara koi manzil na koi kinara ruk gaye jis jagah dil ne roka chal diye jis taraf dil pukara hum pyaar ke pyaase logon ki hum pyaar ke pyaase logon ki manzil ka ishaara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai haar mani nahin zidagi se hans ke milte rahe har kisi se kyun na iss dil pe qurbaan jayen seh liye jisne ghum bhi khushi se sukh mein jo na khele hum hi to hain sukh mein jo na khele hum hi to hain dukh se jo na haara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai apni zindadili ke sahare humne din zindagi ke guzare warna iss be murwat jahan mein aur kabze mein kya hai hamare har cheez hai daulat walon ki har cheez hai daulat walon ki mufliss ka sahara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai click here
dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka nagma sa koi jaag utha badan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein ho o o mubaraq tumhe kisi ki larazti si baahon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka tauba ye kissne anjuman saja ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke ho o o uchhalo gulon ke tukde ke rangin fizaon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka chaliye mubaraq jashan dosti ka daaman to thama aapne kissi ka daaman to thama aapne kissi ka ho o o humen to khushi yahi hai tumhen bhi kisi ko apna kehne ki raat aayee dil jo na keh saka saagar uthao dil ka kis ko ghum hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai ho o o piyo chahe khoon e dil ho ke pite pilate hi rehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa kah sakaa nagma sa koi jaag uthaa badan mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein ho pyaar ki inhi dhadakti dhadakti fizaaon mein rahne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi ab tak dabee thi ek mauj e armaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan ho baat pyaar ki behakti behakti nigaahon se kehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi guzrein na ye shab khol doon ye julfein tumko chupaa loon moond ke ye palkein tumko chupaa loon moond ke ye palkein ho bekaraar si larajti larajti si chaaon mein rehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo na keh sakaa click here
aaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya koi looteraa aa ke loot gaya haaye koi looteraa aa ke loot gaya haaye dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya hua kya kusoor aisa saiyaan humara hua kya kusoor aisa saiyaan humara jaate huye jo tune humen naa pukaara jaate huye jo tune humen naa pukaara ulfat kaa taar toda humen majdhaar chhoda hum to chale the le ke tera hi sahaara saathi humara humse chhut gaya dil ka khilona haaye toot gaya koi looteraa aa ke loot gaya haaye koi looteraa aa ke loot gaya haaye dil ka khilona haaye toot gaya dil ka khilona haaye toot gaya aaaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa kaisi pardesi tune preet lagaayi kaisi pardesi tune preet lagaayi chain bhi khoya humne neend ganwaayi chain bhi khoya humne neend ganwaayi tera aitbaar kar ke haaye intezaar kar ke khushiyon ke badle ghum click here
dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye chand bhi hoga taare bhi honge phool chaman mein pyaare bhi honge lekin hamaraa dil na lagegaa bheegegi jab jab raat suhaani aag lagaayegi rut mastaani tu hi bata koi kaise jeeyegaa dil ke maaron ko dil ke maalik thokar laga ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye roothe rahenge aap jo humse mar jaayenge hum bhi kasam se sunle haath chhudaane se pehle jaan humari naam pe tere jaayegi ik din dilbar mere soch samajh le jaane se pehle yoon agar tum dil ki tamanaa ko mitaa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye jaate jaate ye to bataa jaa hum jeeyenge kiske liye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye dil ke tukde tukde karke muskuraa ke chal diye click here
hmmmm aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaaa aaaaa dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi koi taazaa hawaa chali hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi aaaaaa hmmm hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa hmmm hmmm hmmm aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa shor barpa hai khaana e dil mein dil mein ooooooooooooo shor barpa haiiiiiii aaaaaaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa shor barpa hai khaana e dil mein shor barpa hai khaana e dil mein koi deewar si giri hai abhi koi deewar si giri hai abhi koi deewar si giri hai abhi koi taazaa hawaa chali hai abhi dil mein ek lehar si uthi hai abhi aaaaaa hmmm hmmm hmmm aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa click here
dil mein ho tum aankhon mein tum bolo tumhein kaise chaahoon dil mein ho tum aankhon mein tum bolo tumhein kaise chaahoon pooja karoon sajdaa karoon jaise kaho waise chaahoon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu akela hoon main akela tumhein phir dil ne pukaara tumhaari yaadein sataayein nahin hai koi hamaara akela hoon main akela tumhein phir dil ne pukaara tumhaari yaadein sataayein nahin hai koi hamaara duniya ke ghum sehta hoon main birhaa ke ghum seh na paaoon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu haa haa haa haa haa haa haa haa hmm hmm hmm hmm hmm hamesha dekha yahi hai milan ke sang hai judaayi shaayad wo hoga deewana chaahat ye jisne banaayi hamesha dekha yahi hai milan ke sang hai judaayi shaayad wo hoga deewana chaahat ye jisne banaayi chahe jaloon chahe maroon phir bhi tere gun main gaaon jaanu meri jaanu jaane jaana jaanu click here
dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri main hi main dekhun tujhe piya aur naa dekhe koi main hi main dekhun tujhe piya aur naa dekhe koi ik pal bhi ye soch rahe naa kiss bidh milna hoyi sabse tujhe bacha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri naa koi bandhan jagat ka koi pehra naa deewar naa koi bandhan jagat ka koi pehra naa deewar koi naa jaane do deewane jee bhar kar len pyaar kadmon mein tere aa ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri tera hi mukh dekh ke piya raat ko main so jaaun tera hi mukh dekh ke piya raat ko main so jaaun bhor bhaye jab aankh khule to tere hi darshan paaun tujhko gale laga ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri click here
ho ho ho ho ho ho ho ho ho dil pukare aa re aa re aa re dil pukare aa re aa re aa re abhi na jaa mere saathi dil pukare aa re aa re aa re oo oo abhi na jaa mere saathi dil pukare aa re aa re aa re barson beete dil pe kaaboo paate hum to haare tum hee kuchh samjhaate samjhaati main tum ko lakhon armaan kho jaaten hain lab tak aate aate ho ho ho poochho na kitni baat padhi hai dil mein hamare dil pukare aa re aa re aa re ho ho ho abhi na jaa mere saathi dil pukare aa re aa re aa re paa ke tum ko hai kaisi matwaali aankhen meri bin kaajal ke kaali jeevan apna main bhi rangeen kar loon mil jaaye jo in hothon ki laali ho ho ho jo bhi hai apna laayi hoon sab kuchh paas tumhaare dil pukare aa re aa re aa re abhi na jaa mere saathi dil pukare aa re aa re aa re mehka mehka aanchal halke halke reh jaati ho kyun palkon se mal ke jaise sooraj ban kar aaye ho tum chal doge phir din ke dhalte dhalte ho ho ho aaj kaho to mod doon badh ke waqt ke dhaare dil pukare aa re aa re aa click here
dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai aawaaz de tu kaun si nagri mein chhupaa hai dil todne waale tu humko jo mil jaaye to haal apna sunaaye khud roye kabhi aur kabhi tujhko rulaayen kabhi tujhko rulaayen wo daag dikhaaye jo humen tune diyaa hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai seene mein teri yaad ka toofan utha hai aye dil ke sahaare dil mein to ye hasrat hai tere paas main aaun nazron se gira hoon to nazar kaise milaaun nazar kaise milaaun badnaam hoon naakaam hoon kya mujh mein raha hai aye dil ke sahaare tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai dikhlaa ke kanaara mujhe mallaah ne loota kashti bhi gayi haath se patwaar bhi chhuta patwaar bhi chhuta ab aur naa jaane meri taqdeer mein kya hai dil todne waale tujhe dil dhundh raha hai tujhe dil dhundh raha hai bechain udhar tu hai to majboor idhar hum baithe hai chhupaaye huye ashqon mein tera ghum ashqon mein tera ghum har chot ubhar click here
din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de apni to zindagi beeti hai jee ko maar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare aaaa haaa haaaa haaa ho ho hoooo aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna apni haqeeqaten mere sapnon pe waar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare aisi waisi baaten sabhi dil se nikaal de click here
din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair aasaan hai jaana mehfil se o kaise jaoge nikal kar dil se mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main yaad aayengi ye batein tumhari tadpegi mohabbat humari mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu seene ke surkh baag mein dil click here
din soona sooraj binaa aur chanda bina rain ghar soona deepak binaa jyoti bina do naiyan diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao jag mag jag mag diya jalaao saras suhaagan sunn ri saras suhaagan sunn ri eeeeeee eeeeee eeeeee saras suhagan sunn ri saras suhaagan sunn ri tere mandir mein dekh andhera tere mandir mein dekh andhera ruth naa jaaye piya tera ruth naa jaaye piya tera aaaaaaa diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya jalaao diya bhujhaao diya jalaao diya baanavo baanavo jalaao jag mag jag mag jag mag jag mag jag mag jag mag diya jalaao click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

De De Pyaar De Sharaabi (1984) 05:46 20316
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:46   Song Number : 20316   

Dhadkte Dil Ki Tamanna Shama (1961) 04:14 14220
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:14   Song Number : 14220   

Dhanya Bhag Seva Ka Sur Sangam (1985) 07:14 20330
 
Poster of Sur Sangam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Raag- 
Bhairavi
Duration : 07:14   Song Number : 20330   

Dheere Dheere Subah Huyi Haisiyat (1984) 07:28 35957
 
Poster of Haisiyat (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:28   Song Number : 35957   

Dil Chhed Koi Aisa Nagma Inspector (1956) 03:22 16445
 
Poster of Inspector (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 16445   

Dil Hoom Hoom Kare Rudaali (1993) 04:00 16858
 
Poster of Rudaali (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Bhoopen Hazarika
Singer- 
Bhupen Hazarika
On Screen Actors- 
Dimple Kapadia
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:00   Song Number : 16858   

Dil Jalta Hai To Jalne De Pehli Nazar (1945) 03:27 12136
 
Poster of Pehli Nazar (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Dr Safdar 'Aah'
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Moti Lal
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:27   Song Number : 12136   

Dil Jo Bhi Kahega Dil Hi To Hai (1963) 03:16 15630
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 15630   

Dil Jo Na Keh Saka Bheegi Raat (1965) 04:21 11818
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 11818   

Dil Jo Na Keh Saka (Female) Bheegi Raat (1965) 04:43 36052
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:43   Song Number : 36052   

Dil Ka Khilona Haaye Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:13 21319
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amita
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:13   Song Number : 21319   

Dil Ke Tukde Tukde Dada (1978) 03:35 13017
 
Poster of Dada (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kulwant Johny
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Vinod Mehra
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:35   Song Number : 13017   

Dil Mein Ek Lehar Si Ghulam Ali 07:18 18313
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 07:18   Song Number : 18313   

Dil Mein Ho Tum Aankhon Mein Tum Satyamev Jayate (1985) 06:48 31538
 
Poster of Satyamev Jayate (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Faruq
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Janki
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Meenakshi Seshadri
Raag- 
Kafi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:48   Song Number : 31538   

Dil Mein Tujhe Bitha ka Fakira (1976) 05:33 13242
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13242   

Dil Pukare Jewel Thief (1967) 05:30 20375
 
Poster of Jewel Thief (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Vyjayanthimala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:30   Song Number : 20375   

Dil Todne Waale Tujhe Dil Son of India (1962) 04:34 14275
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kamal Jeet, Kumkum
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:34   Song Number : 14275   

Din Hai Bahaar Ke Waqt (1965) 04:52 20385
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:52   Song Number : 20385   

Din Saara Guzara Junglee (1961) 03:28 11863
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 11863   

Diya Jalaao Tansen (1943) 03:12 11225
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Lyricist
Indra
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Bhagwan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:12   Song Number : 11225