dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho khila wo phool kisi ke kisi chaman mein raho jo dil ki raah se guzri hai wo bahaar ho tum guzri hai wo bahaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat zahe naseeb ataa ki jo dard ki saugaat wo ghum haseen hai jiss ghum ke zimmedaar ho tum ghum ke zimmedaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein chadhaun phool yaa aansun tumhaare kadmon mein meri wafaaon ki ulfat ki yaadgaar ho tum ulfat ki yaadgaar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum mujhe qaraar nahin mujhe qaraar nahin jab se beqarar ho tum jab se beqarar ho tum dhadkte dil ki tamanna ho mera pyaar ho tum
Dhadkte Dil Ki Tamanna
Shama (1961)

Kammo, Kumud Tripathi, Leela Mishra, Mumtaj Begum, Nimmi, Renu Maakar, Suraiya, Tarun Bose, Tuntun (Uma Devi)