kai sadiyon se kai janmon se kai sadiyon se kai janmon se tere pyaar ko tarse mera mann aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya raahon mein kahin nazar aaya apne hi khyaalon ka saaya kuchh der mera mann lehraaya hoo ooo phir doob gayi aasha ki kiran aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sapnon se mujhe na yun behlaa paayal ke soye geet jaga sunsaan hai jeevan ki baghiyaa hoo oooo suna hai bahaaron ka aangan aa jaa aa jaa ke adhura hai apna milan kai sadiyon se
Kai Sadiyon Se
Milap (1972)

Dev Anand, Geeta Bali, Johny Walker, K N Singh, Krishna Dhavan, Rajendra
Song Title :
Kai Sadiyon Se
Album/Film :
Milap (1972)
Production :
Film Arts
Producer :
T R Fatehchand
Director :
Raj Khosla
Film Actors :
Dev Anand, Geeta Bali, Johny Walker, K N Singh, Krishna Dhavan, Rajendra
Singer :
Mukesh
OnScreen Actors :
Shatrughan Sinha