mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana ae dil kahin se unko aise mein dhoond lana aise mein dhoond lana mausam hai aashiqana kehna ke rut jawan hai aur hum taras rahe hain kaali ghata ke saaye birhan ko das rahe hain dar hai na maar dale saawan ka kya thikana saawan ka kya thikana mausam hai aashiqana suraj kahin bhi jaye tum par na dhoop aaye tum par na dhoop aaye aa aa aa aa aaaaa tum ko pukarte hain in gesuon ke saaye aa jaao main bana doon palkon ka shamiyana palkon ka shamiyana mausam hai aashiqana phirte hain hum akele baahon mein koi le le aakhir koi kahan tak tanhaaiyon se khele din ho gaye hai zalim raten hain qatilana raten hain qatilana mausam hai aashiqana aa aa aa aa aa ye raat ye khamoshi ye khwaab se nazare ye khwaab se nazare jugnoo hain ya zameen par utare huye hain taare bekhwaab meri aankhen bekhwaab meri aankhen madhosh hai zamaana madhosh hai zamaana mausam hai aashiqana ae dil
Mausam Hai Aashiqana
Pakeezah (1972)

Ashok Kumar, Jagdeesh Kanwal, Kamal Kapoor, Krishan Dhavan, Nadira, Raj Kumar, Sapru, Veena, Vijaya Laxmi