main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re paglepan ki peer wo jaane bichhade jiska meet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal kahe ye duniyaa main deewana din ko dekhun sapne deewani duniyaa kya jaane deewani duniyaa kya jaane ye sapne hain apne ye sapne hain apne ghaayal mann ki hansi udaaye ye duniyaa ki reet re main paagal chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki chhupi huyi meri kaaya mein raakh kisi parwaane ki ye mera dukhiyaa jeevan hai hoonk kisi deewaane ki mann ke toote taar bajaa kar gaaun apne geet re main paagal mera manwaa paagal paagal meri preet re main paagal
Main Paagal Mera
Ashiana (1952)

Deepti Naval, Mark Juber, Arati, Soni Razdan, Gulshan Grovar, Dalip Tahil, Jagjit Singh