MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aisi rang de piyaa daag na lage kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi malmal ki hai meri choli re resham ka hai mera ghaghra ho ho ho ho ho ho hoho ho lut gaya koi mujhko dekh ke mar gaya koi ho ke baawra rang tera aur bhi aafat dhaayega ek pal mere ang se lag ja kabhi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi ho ho ho ho aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori hai abhi saiyyan meri chunari kori hai abhi kayi bal khaun ek chaal pe tere galiyon mein aisi khoyi re ho ho ho ho ho ho ho ho ho padi kiske nazar ke haaye raam chubh gayi tan mein jaisi suyi re gori tum kya karo aur hum kya karen zulmi hoti hai dil ki lagi aisi rang de piyaa daag na lage kabhi ho ho ho ho aisi rang de piyaa daag na lage kabhi saiyyan meri chunari kori click here
angrezi mein kehte hain ke i love you gujaraati maa bole tane prem karun chhoon chhoon chhoon bangaali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi aur punjaabi mein kehte hain teri to tere bin mar jaanaa main tainu pyaar karnaa tere jiyo naiyo labni o saathi ho ni baliye angrezi mein kehte hain ke i love you gujaraati maa bole tane prem karun chhoon bangaali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi aur punjaabi mein kehte hain teri to tere bin mar jaanaa main tainu pyaar karnaa tere jiyo naiyo labni o saathi ho hum tumpe itnaa dieing jitnaa see mein paani lying aakaash mein panchhi flying bhanvraa bagiyan mein gaaing hum tumpe itnaa dieing jitnaa see mein paani lying aakaash mein panchhi flying bhanvraa bagiyan mein gaaing angrezi mein kehte hain ke i love you gujaraati maa bole tane prem karun chhoon bangaali mein kehte hain aami tumaake bhaalo baashi aur punjaabi mein kehte hain teri to tere bin mar jaanaa main tainu pyaar karnaa tere jiyo naiyo labni o saathi click here
hmm hmmm hmm hmmm ankhiyon hi ankhiyon mein ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ye to kab ka socha hai ab soch zara kuchh aage mera dil to lagaa machalne jis mein kai armaan jaage tu bhi to jaan le pagle kuchh hoti hai duniyadari kuchh pyaar ki bhi rasmein hain jo pyaar se bhi hai pyaari ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya aa jhoom ke aa pahloo mein aur chhod ye rasmein kasmein kehte hain jawani mein dil rehta nahin apne bas mein phir se wahi behki baatein phir click here
apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana jis mein hon aap jaise aise zamaane mein apne dil ka kaun thikaana unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai marne ke hote hain laakhon bahaane jeene ka hai bas ek bahaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen kaam hai unka haath naa aana kaam humara preet nibhana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge hota hai dil ko hone do iss ko teer e nazar ka yunhin nishaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana click here
apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do tum jo aaye to baharon pe shabab aaya hai in nazaaron pe bhi halka sa nasha chhaaya hai apni aankhon ka nasha aur bhi badh jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do surkh honthon pe gulaabon ka guman hota hai aisa manzar ho jahaan hosh kahan rehta hai ye haseen hoth mere hothon se mil jaane do apni zulfein mere shaanon pe bikhar jaane do aaj roko na mujhe hadh se guzar jaane do click here
aur hai dil ki lagi aur dil lagana aur hai ye kahani aur hai aur woh fasana aur hai aur hai dil ki lagi rooth ke jo chal diya rooth ke jo chal diya kya khabar usko bhala kya khabar usko bhala yaad rakhna aur hai aur bhool jana aur hai aur hai dil ki lagi jo tarana lab pe aaya jo tarana lab pe aaya wo to sabne sun liya wo to sabne sun liya rah gaya jo dil hi dil mein wo tarana aur hai aur hai dil ki lagi haye kis khoobi se loota haye kis khoobi se loota bewafaa taqdeer ne bewafaa taqdeer ne meri barbaadi toh hai phir har fasaana aur hai aur hai dil ki lagi click here
aali ri roko naa koi karne do mujhko manmaani aaj mere ghar aaye wo preetam jin ke liye sab nagri chhaani aaj koi bandhan naa bhaaye aaj hai khul khelan ki thaani aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken moond moond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi palkon mein kundal daalo aur deh sugandh basaao jo dekhe mohit ho jaaye aisa roop sajaao aaj sakhiiiiiiii dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa sa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaj sakhi pee daalungi main darshan jal ki boond boond aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi madhur milan ki durlabh bela yun hi beet naa jaaye aisi rain jo vyarth ganwaaye jeevan bhar pachhtaaye sej sajaaooooo dha pa ma re sa ma pa dha ni dha pa dha pa pa sa re sa sa pa re aaaaaaa aaaaa aaaaaa sej sajaao meri saajan ki le aao kaliyaan goondh goondh aye ri jaane naa doongi aye ri jaane naa doongi main to apne rasik ko nainon mein rakh loongi palken click here
baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum zindagi mein kyon meri aa kar goom ho gaye ho aise mujhko bhula kar main pyar tera dil mein saja kar baithi hoon kab se aas laga kar dukh mere dil ke honthon pe aaye o aane wale par tum to na aaye aawaz meri aa jaao sun ke todo na sapne haye mere nayan ke is baar tumse kisi bhi jatan se main raaz apne saare kah dungi man ke khamosh rah ke ye dard paaye o aane waale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum to na aaye click here
baahon mein teri masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere masti ke gheron mein khushboo ke deron mein hum khoye jaate hain baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere masti ke gheron mein khushboo ke deron mein hum khoye jaate hain baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere khaabon mein jisko tanhaa jawaani barson se takti thi tu wohi hai chhune se jiske seene mein mere lau jaag sakti thi tu wohi hai kuchh khaab mere kuchh khaab tere yun milte jaate hain dil khilte jaate hain lab gungunaate hai saanson mein teri khushboo ke dere khushboo ke dere baahon mein teri masti ke ghere masti ke ghere bikhra ke zulfen jhuk jaao mujh pe milne do saaya tapte badan ko maine hamesha teri amaanat samjha hai apne jaan aur tan ko tu saath mere main saath tere roohon ke roohon se jismon ke jismon se sadiyon ke naate click here
aye hey baar baar tohe kya samjhaye paayal ki jhankaar hooo aye hey baar baar tohe kya samjhaye meri paayal ki jhankaar baar baar tohe kya samjhaye baar baar tohe kya samjhaye paayal ki jhankaar kya tere bin saajan laage na jiya humaar tere bin saajan laage na jiya humaar chhup chhup ke karta hai ishaare chanda sau sau baar kya aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar tere bin saajan laage na jiya humaar chalte chalte ruk gaye kyun sajan mere chalte chalte ruk gaye kyun sajan mere milte milte jhuk gaye kyun nain tere jhuke jhuke naina karte hai jhuke jhuke naina karte hai tumse ye iqraar kya tere bin saajan laage na jiya humaar aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar dariya upar chandani aayi sambhal sambhal dariya upar chandani aayi sambhal sambhal inn lehron par mann mera gaya machal machal ek baat kehta hoon tumse ek baat kehta hoon tumse na karna inkaar kyaaa aa tohe sajani le chalun nadiyaa ke paar tere bin saajan laage na jiya humaar na beeten ye raat hum click here
bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam juda na kar sakenge hum ko zamaane ke sitam o zamaane ke sitam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam le utha pyaar bhi angadaai hai dil bhi jawaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan aji aise mein liye jaate ho tum bolo kahaan door duniyaa ki nigaahon se kahin jaayenge hum o kahin jaayenge hum pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam teri do aankhon mein dikhte hain mujhe dono jahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan inhin mein kho gaya dil mera kaho dhoondhun kahaan chaand ghatta ho ghate apni muhabbat na ho kam ho muhabbat na ho kam pyaar ki duniyaa mein ye pehla kadam ho o o pehla kadam bade armaanon se rakha hai balam teri kasam o balam teri kasam pyaar ki duniyaa mein click here
Badi Pyaari Kahani Hai click here
badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se jeene ko jee rahe hain marne ka dar nahin hai apni duwaaon mein ab shayad asar nahin hai shayad asar nahin hai sunta nahin hai koi faryaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se barbaadiyon ke saaye mein ghar basa rahe hain le ab tere jahaan se hum door ja rahe hain hum door ja rahe hain barbaad hone waale barbaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se maana ke bewafa hum tum bhi to bewafa ho phir kaun si khata thi jis par ke tum khafa ho jis par ke tum khafa ho khushiyaan tumhen mubaarak na shaad hum rahenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se click here
baharon ne mera chaman loot kar khizaan ko ye ilzaam kyun de diya kisi ne chalo dushmani ki magar isse dosti naam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar main samjha nahin aye mere humnashin sazaa ye mili hai mujhe kis liye sazaa ye mili hai mujhe kis liye ke saathi ne lab se mere chheen kar kisi aur ko jaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar mujhe kya pata tha kabhi ishq mein rakeebon ko kaasid banaate nahin rakeebon ko kaasid banaate nahin khataa ho gayee mujhse kaasid mere tere haath paigaam kyun de diya baharon ne mera chaman loot kar khudaya yahan tere insaaf ke bahut maine charche sune hain magar bahut maine charche sune hain magar sazaa ki jagah ik khatavaar ko bhala tune inaam kyun de diyaa baharon ne mera chaman loot kar click here
bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke mera pehla pehla pyaar meri pehli pehli haar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi liye ansuon ke haar karoon tumse pukaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke jab nazren kisi ko naa paayengi mose ratiyaan guzaari naa jaayengi le ke dil mein intezaar kaise beetegi bahaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke click here
bahut diya dene waale ne tujh ko bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaye dua kije jo bhi de de maalik tu kar le qubool jo bhi de de maalik tu kar le qubool kabhi kabhi kaanto mein bhi khilte hain phool wahan der bhale hai andher nahin ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije denge dukh kab tak bharam ke ye chor denge dukh kab tak bharam ke ye chor aare dhalegi ye raat pyare phir hogi bhor kab ruke ruki hai samay ki nadiyaa ghabraa ke yun gila mat kije bahut diya dene waale ne tujh ko aanchal hi na samaye to kya kije beet gaye jaise ye din raina baaki bhi kat jaaye dua kije click here
banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya juda to kiya usne hum ko mila kar juda kar diya to milana na aaya milana na aaya sunna hai ke usne sitaare banaye sunna hai ke usne sitaare banaye diye saikdon aasman par jalaye aasman par jalaye bujha do humara charag e tamanna use ye diya to jalana na aaya jalana na aaya ye aahon ke shole ashkon ki ladiyan ye aahon ke shole ye ashkon ki ladiyan ye roti thi aankhon mein sawan ki jhadiya sawan ki jhadiya jigar mein laga di hai ye aag kisne ke daman bhi hum ko bachana na aaya bachana na aaya banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya bane ho ek khaak se to door kya kareeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se wohi hai jaan wohi hai tann kahaan talak chhupaaoge wohi hai jaan wohi hai tann kahaan talak chhupaaoge pehan ke reshami libaas tum badal naa jaaoge ke ek jaat hain sabhi ke ek jaat hain sabhi to baat hai ajeeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se gareeb hai wo isliye ke tum ameer ho gaye ke ek baadshah hua to sau faqeer ho gaye khata ye hai samaaj ki khata ye hai samaaj ki bhala bura naseeb kya lahoo kaa rang ek hai ameer kya gareeb kya bane ho ek khaak se jo ek ho to kyun naa phir dilon kaa dard baant lo jo ek ho to kyun naa phir dilon kaa dard baant lo labon ki pyaas baant lo ruhon ki dard baant lo laga lo sab ko tum gale laga lo sab ko tum gale habeeb kya raqeeb kya lahoo kaa rang ek click here
bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar jhutha dheeraj aas dila kar achak achanak baanh chhuda kar woh toh gaye haay woh toh gaye reh gaye yahaan hum haay kaleja thaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee woh chhaliya nikle harjaayee jin sang humne preet nibhayee rovat aaye bhor humaari rovat jaaye shaam rovat jaaye shaam bata do koi kaun gali gaye shyaam kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe aise bhag humaare phoote aaj tere sapne bhi roothe bedardi tera kya bigda meri preet phire badnaam preet phire badnaam bata do koi kaun gali gaye shyaam bata do koi kaun gali gaye shyaam click here
beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi tera mera hoga milan banenge hum dulha dulhan aur ye bahaar kya dikhaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi tera mera hoga milan banenge hum dulha dulhan aur ye bahaar kya dikhaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi dil machalne laga aise anjaam se log jaanenge mujhko tere naam se bin kiye pyaar bhi to guzaara nahin pyaar jisne kiya wo gaya kaam se meethi meethi hogi jalan mehakne lagega badan aur ye bahaar kya sajaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi gul naya khilaayegi yaar ne jo kahi baat sachchi kahi hota aaya hai jo sada hoga wohi ek dooje bina hum adhure se hain pyaar ke rang mein rang lo zindagi honthon pe inkaar hoga dil to beqaraar hoga ye bahaar aisa pyaar laayegi beliyaa ab ki ye bahaar koi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aisi Rang De Piya Babu (1985) 06:09 35893
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 06:09   Song Number : 35893   

Angrezi Mein Kehte Hain Ke I Love You Khud-daar (1982) 06:17 20136
 
Poster of Khud-daar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Parveen Babi
Duration : 06:17   Song Number : 20136   

Ankhiyon Hi Ankhiyon Nishaan (1983) 04:00 13882
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 04:00   Song Number : 13882   

Apni Nazar Se Hum Log (1951) 03:11 13355
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sajjan, Shyama
Duration : 03:11   Song Number : 13355   

Apni Zulfein Mere Taj Mahal (2005) 03:42 17564
 
Poster of Taj Mahal (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Hariharan
On Screen Actors- 
Zulfi Syed
Duration : 03:42   Song Number : 17564   

Aur Hai Dil Ki Lagi Aur Dil Ka Lagana Raag Rang (1952) 03:13 36181
 
Poster of Raag Rang (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Ashok Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 36181   

Aye Ri Jaane Naa Doongi Chitralekha (1964) 04:25 13001
 
Poster of Chitralekha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Kamod
Duration : 04:25   Song Number : 13001   

Baadal To Aaye Dillagi (1978) 03:56 16426
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:56   Song Number : 16426   

Baahon Mein Teri Masti Kaala Patthar (1979) 04:16 20176
 
Poster of Kaala Patthar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Parveen Babi
Duration : 04:16   Song Number : 20176   

Baar Baar Tohe Kya Samjhaye Aarti (1962) 05:09 12594
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Pradeep Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 12594   

Bade Armaanon Se Malhar (1951) 03:50 20186
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 03:50   Song Number : 20186   

Badi Pyaari Kahani Hai Do Roti (1957) 02:47 36570
 
Poster of Do Roti (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Johny Walker
Duration : 02:47   Song Number : 36570   

Badnaam Zindagi Se Majboori (1986) 04:43 37563
 
Poster of Majboori (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
K Kashmiri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:43   Song Number : 37563   

Baharon Ne Mera Chaman Loot Kar Devar (1966) 03:32 13053
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sharmila Tagore
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13053   

Bahe Ankhiyon Se Dhaar Hum Log (1951) 03:14 13356
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:14   Song Number : 13356   

Bahut Diya Dene Waale Soorat Aur Seerat (1963) 03:22 14280
 
Poster of Soorat Aur Seerat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Asit Sen
Duration : 03:22   Song Number : 14280   

Banayi Hai Itni Badi Shisham (1952) 03:26 14250
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 14250   

Bane Ho Ek Khaak Se Aarti (1962) 04:44 12595
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:44   Song Number : 12595   

Bata Do Koi Kaun Gali Gaye Shyam Madhu (1959) 03:28 40029
 
Poster of Madhu (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 40029   

Beliyaa Ab To Yeh Nishaan (1983) 06:50 32413
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 06:50   Song Number : 32413   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan