MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


basa li dil mein teri yaad aansoo ponchh liye rahe tu shaad humara hai kya jeeyen na jeeyen taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya kitne hi taare toote hoga na kabhi andhiyaaraa aasmaan par bahut hain taare dil tha ek humara dil tha ek humara toot na jaaye kyun dil uska saathi jis ka chhoot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya chaand ko apna daag hai pyaara chhupi hai koi kahaaniii main bhi chhupaye hoon seene mein kisi ki ek nisaani kisi ki ek nisaani kaise mana lun aansoo apne bhaag hi mujhse rooth gaya dekha na kisi ne dil toot gaya taara toote duniyaa dekhe dekha na kisi ne dil toot gaya dekha na kisi ne dil toot gaya click here
tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tauba tauba kya hoga hona hai jo woh hoga hota hai jo ho jaane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do jaane kiski baat karun main jaane kiska naam loon thodi der ruko main dhak dhak karte dil ko thaam loon dhak dhak dhak dhak dhak dhak mera dil hai deewana deewanon ka deewana deewane ko samjhane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do aa aa aa aa ha ha ha ha o ho ho ho o ho ho ho main bebas hoon tere bas mein mujhko ye ikraar hai par ye bulbul kab ud jaaye koi aitbaar hai ik hava ka main jhonka de jaaungi main dhokha aisa mauqa to aane do aane wala aayega jaane wala jaayega tum na maano to jaane do tumne socha hoga main aurat hoon main kamzor hoon main ghar mein kuchh aur hoon ghar se bahar kuch main aur hoon main haseena tum daaku main hoon sheesha tum patthar sheesha patthar takrane do aane click here
tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa ho ji chahe ji bhar ke tareef karun ho o kya kehna tauba hai tera jalwa tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa ho ji chahe ji bhar ke tareef karun ho o kya kehna tauba hai tera jalwa tera jalwa tauba hai tera jalwa sunte the logon se afsane tere haay par tujhko dekha nahin tha dekhe hasin to lakhon hazaaron haay koi bhi tum sa nahin tha kaali zulfen udte badal gora chaand sa chehra tera jalwa tauba hai tera jalwa are jabse dekha tauba hai tera jalwa kaliyon se phoolon se mehfil saji hai haay tera janam din aaya meri beadabi tu maaf karna haay main koyi tohfa na laya jo khud phool ho usko kya den phoolon ka guldasta tera jalwa tauba hai tera jalwa jabse dekha tauba hai tera jalwa kehti hai duniya har ek dil pe haay dilbar ka naam likha hai jaane anjaane chehre pe tere haaye kiska salaam likha hai tera mehboob click here
koi parchhayi das jaaye tan jale man murjhaye tere bin kaise din beetein sajana socha ye to akhiyon mein aansu bhar aaye raat bhar ye zehar piya nahin jaaye bheegi bheegi akhiyon mein raina kat jaaye geeton ke phoolon ki meethi meethi bhoolon ke din the wo kitne haseen aankhon mein hai chhupi saanson mein hai dabi bujhe bujhe sapne kahin sab kuchh haar ke baithi mann maar ke ye tapan ye jalan mann se na jaaye barse ghata bhi to agan barsaye aahon ka ye safar aansu ki ye umar kaise kate tanha kahaan ye jahaan hai dhuwaan do badan ek jaan kaise rahe door yahan tu kahin main kahin zindagi ye nahin beeta pal ho ya kal kyun na laut aaye tere bin kaise jiyen jiya nahin jaaye tere bin kaise din beetein sajana socha ye to akhiyon mein aansu bhar aaye click here
maine to mangi hai bas ye dua maine to mangi hai bas ye dua haaye tere jaisa bhai sab ko mile tere jaisa bhai sab ko mile maine to mangi hai bas ye dua maine to mangi hai bas ye dua haaye tere jaisa bhai sab ko mile tere jaisa bhai sab ko mile uss gulshan mein khushboo kaise na ho uss gulshan mein khushboo kaise na ho hoyee phool tere jaisa jiss mein khile phool tere jaisa jiss mein khile saaye mein tere mili khushiyan jahaan kiiiiiii saaye mein tere mili khushiyan jahaan kiii tu hi nishani hai humari aan baan ki tere liye bhaiya main laga doon baazi jaan ki tere jaisa bhai sab ko mile tere jaisa bhai sab ko mile jo bhi hoon aaj mujhe tune hi banaya haiiiii jo bhi hoon aaj mujhe tune hi banaya hai tune mujhe lachhman ka roop dikhya hai charnon mein tere maine swarg hi paaya hai tere jaisa bhai sab ko mile tere jaisa bhai sab ko mile maine to mangi hai bas ye dua maine to mangi hai bas ye dua haaye tere jaisa bhai sab ko mile tere jaisa bhai sab ko mile uss gulshan click here
tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake meri zindagi sanwaari mujhko gale laga ke baitha diya falak pe mujhe khaaq se uthake yaara teri yaari ko maine to khuda maana yaad karegi duniya tera mera afsana mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye mere dil ki ye dua hai kabhi door tu na jaaye tere bina ho jeena wo din kabhi na aaye tere sang jeena yahan tere sang mar jaana yaad karegi duniya tera mera afsana tere jaisa yaar kahan kahan aisa yaarana yaad karegi duniya tera mera afsana click here
tere pyaar ko iss tarah se bhoolana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain jo sach tha use ek fasaana banaana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain wo masoom soorat wo bhooli nighaahen rahengi sadaa dil mein aabaad ho kar naa puri huyi jo usi aarzoo mein milega humen chain barbaad ho kar ke ujdi huyi zindagi ko basaana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain tere pyaar ko iss tarah se bhoolana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain samjh mein naa aaya ke har ek khushi se ye dil aaj bezaar kyun ho gaya hai tere ghum mein behte huye aansuon se naa jaane humen pyaar kyun ho gaya hai ke bhoole se bhi ab kabhi muskurana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain tere pyaar ko iss tarah se bhoolana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain jo sach tha use ek fasaana banaana naa dil chaahta hai naa hum chaahte hain click here
teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein tere naazuk hanseen kadmon ke neeche humsafar mere are o humsafer mere jahaan hoga koi kaanta jahaan hoga koi kaanta wahaan main dil bichhaa doonga teri aankhon ki chaahat mein tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil tamanna hai ke roshan ho teri duniyaa teri mehfil teri duniyaa teri mehfil ujaala mil sake tujhko ujaala mil sake tujhko to main ghar bhi jala doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai phool kaliyaan kis ko kehte hain ke kaliyaan kis ko kehte hain lahoo mera salaamat main lahoo mera salaamat main tera jeevan saja doonga teri aankhon ki chaahat mein to main sab kuchh loota doonga mohabbat kaise ki jaati mohabbat kaise ki jaati hai duniyaa ko dikha doonga teri aankhon ki chaahat mein bahaaron cheez kya hai click here
teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya bahaar aayee thee kismat ne magar ye gul khilaaya jalaaya aashiyaan sayyaad ne par noch daale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe bhanwar ka sar na chakaraye na dil lehron ka doobe le kashtee aap kar dee maine toofaan ke hawaale mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin waapas bula le main sajde mein gira hoon mujh ko ae maalik uthha le teri duniyaan mein dil lagta nahin click here
teri meri ek jindri aake milja re mitwa teri meri ek jindri aake milja re mitwa oye hoye tadpun main chaaron ghadi haye aake milja re mitwa teri meri ek jindri aake milja re mitwa yaad jo aayen humein teri baatein yaad jo aayen yaad jo aayen humein teri baatein palkon mein gujre saari saari raatein palkon mein gujre ohh saari saari raatein rasiya ohhh badi mushkil hai padi aake milja re mitwa teri meri ek jindri aake milja re mitwaa teri deewaani teri lagan mein teri deewaani teri deewaani teri lagan mein huye pardesi apne watan mein huye pardesi oh apne watan mein rasiya ohhhh kaahe tose aankh ladi aake milja re mitwa teri meri ek jindri aake milja re mitwaa din hain rangeele raatein suhaani din hain rangeele din hain rangeele raatein suhaani jeene nahin deti rutt mastaani jeene nahin deti oh rutt mastaani rasiya ohhh toone badi der kari aake milja re mitwa teri meri ek jindri aake milja re mitwa oye hoye tadpun main chaaron ghadi haye aake milja re mitwa teri click here
teri palkon mein teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai teri palkon mein kaajal aye haseena humse behtar hai kahan qismat humari jo teri in kaali aankhon mein base rahte humesha in haseen matwaali aankhon mein ye kaajal uff ye kaajal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai ye pahle to charagon mein jala meri mohabbat mein ye kaajal phir dhuwan ban kar udda meri mohabbat mein na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai na kyun palkon mein rakh loon ye deewana tumse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai tera udta sa aanchal aye haseena humse behtar hai sataane ko hume ye teri baahein thaam kar jhule jahan se chaahe phir ye jhool kar tera badan chhu len ye aanchal uff ye aanchal aye haseena tumse behtar hai suno ji tumse behtar hai har ek naazuk se iske taar ne khaaye hazaron bal hazaron suratein badli to resham se bana aanchal iss ik bejaan ki chaahat ka kareena tumse behtar hai iss ik bejaan ki chaahat click here
teri zindagi ke raagini par teri zindagi ke raagini par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de teri zindagi ke raagini par teri zindagi ke raagini par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de dil hai mera tera deewana tu naa kahin ye bhool jaana dil hai mera tera deewana tu naa kahin ye bhool jaana aaj tere honthon ki aaj tere honthon ki baansuriyaa par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de hooooo hoooo ooooo oooo ooooo ooooo aaaaa haaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa tu naa kabhi door mujhse jaana yunhi mere dil mein tu samaana tu naa kabhi door mujhse jaana yunhi mere dil mein tu samaana gori tere pairon ki gori tere pairon ki paayaliyaa par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de prem deep kathin hai jalaana jal gaya to kathin hai bhujhaana prem deep kathin hai jalaana jal gaya to kathin hai bhujhaana jo sadaa jale wo oooooo hooooo ooooo click here
Thi Shubh Suhaag Ki Raat click here
hmm hmm hmm hey hey hey lala lala lala thoda hai thode ki zarurat hai zindagi phir bhi aa haa khoobsurat hai thoda hai thode ki zarurat hai zarurat hai jis din paisa hoga wo din kaisa hoga uss din pahiye ghumenge aur kismat ke lab choomenge bolo aisa hoga thoda hai thode ki zarurat hai sun sun sun hawaa chali sabaa chali tere aanchal se udd ke ghata chali sun sun sun kahaan chali kahaan chali main chhoone zara aasmaan chali baadal pe udna hoga thoda hai thode ki zarurat hai haan zarurat hai hooo zarurat hai humne sapna dekha hai koi apna dekha hai humne sapna dekha hai koi apna dekha hai jab raat ka ghunghat utrega aur din ki doli guzregi tab sapna pura hoga thoda hai thode ki zarurat hai zindagi phir bhi aa haa khoobsurat hai thoda hai thode ki zarurat hai click here
thokar pe hai saara zamaana jo ban jaaye mera nishaana mushkil hai uska bach jana kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein thokar pe hai saara zamaana jo ban jaaye mera nishaana mushkil hai uska bach jana kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein mana mere yaar mana hua hai tu sikaari khoob nibhaata hai tu yaari sun le zara tu maine bhi ab tak baazi nahin hai koi haari main hon tere saath aa mil ke rang wo jamaayen kuchh aise jalwe dikhaayen hum to wo hain maut ko bhi hans ke gale lagaayen kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein kyukiii saari ki saari ye duniyaa meri jeb mein hmm hmm hmm hmm mujhe hai khabar jo tere dil mein hai pyaare raaz main jaanu tere saare yahaan ka badla yahin milega aisa to aksar hua re aise na kaho panchhi kahin na udd jaayen jaal mein phir nahin aayen pyaar se iske kaatenge par hum koi samjh hi na paaye kyukiii saari ki click here
tu humko dekh aur humaari nazar se dekh meethi adaa se pyaar se pyaari nazar se dekh tu humko dekh rangat gulon se chaand se ujli si chaandni bulbul se taraane liye koyal se raagini rangat gulon se chaand se ujli si chaandni sab husn e dil fareb kiye moorti bani tu humko dekh tu humko dekh hum wo nahin ke ho na asar jinki chaah mein ye yaad rakh ke tu hai humaari nigaah mein hum wo nahin ke ho na asar jinki chaah mein lekin hai ek shart mohabbat ki raah mein tu humko dekh tu humko dekh phoolon se khelnaa hai bahaaron se aake mil milne ki baat hai ye zara muskuraa ke mil phoolon se khelnaa hai bahaaron se aake mil ae hoshdaar hosh ka pardaa utha ke mil tu humko dekh tu humko dekh aur humaari nazar se dekh meethi adaa se pyaar se pyaari nazar se dekh tu humko dekh click here
main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na manzoor manzoor mujhe hai mere sajna tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tumse jo main kahun tum karogi bas wahi haan main karungi wahi ye kabhi na sochogi kya galat hai kya sahi nahin nahin kabhi nahin ye mujhe manzoor hai sajanaa main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na pyaar ki raah mein phir wo mod aaye na tauba meri kabhi nahin meri zindagi mera saath chhod jaye na tu hai jahaan main hoon wahin ye mujhe manzoor hai sajana tu jo bole haan to haan tu jo bole na to na hey main jo bolun haan to haan main jo bolun na to na click here
uff uff o tera ye baankpan tu hi to jahan mein nahin gulbadan jaata hai ja par mujhse itna na ban hey tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin haan par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho are armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho jud jaye dil dil se haathon mein tera haath ho haan magar abhi bole mujhe tu kya jane jod bhi doon tod bhi doon main to aisi hoon naazni tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola ab to hai husn mera apni hi ada mein magan are ab to hai husn mera apni hi ada mein magan fursat hai kisko yahan dhundhe jo teri anjuman ha magar o deewane mujhe tu kya jane main hoon shola main hoon bijli aa milungi main har kahin tu mera click here
tu pee aur jee tu jee aur pee sardi mein jab piyoge yaaro sardi mein jab piyoge yaaro garam kot ban jayega ye aayi garmi to madira jal thandak tumko pahunchayega are rang bharega sapnon mein aankho mein jab ye bus jayega man to tere meet tera bus yahin kahin pe mil jayega kahe ko tu phire akela are kahe ko tu phire akela dekh zara maujon ka mela aa tu bhi aaj lahra are aao na akele kabhi raho na akele kabhi sabhi se ye kahe ye kavi ke upar niche aage pichhe chhayi kaisi masti zara pee aur jee ye gujrati wo bangali ye gujrati wo bangali ye dilwala wo dilwali main desi hoon tu pardesi phir bhi dhadkan hai ik jaisi ye madrasi wo punjabi har taale ki hai ik chabi pyaar ke mare sab bechare gore kale ye matwale worker ho ya malik mil ka are worker ho ya malik mil ka raat ka pyasa bhukha din ka aa tu aa na ghabra are udhar na chadhao kabhi paise saath laao abhi abhi ye dukan hai khuli ke pahli pahli bikri meri bechoo main to sasti zara pee aur jee ghar walon ki yaad click here
tu rutha dil toota mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de kya jaane kyun tujh pe mujhe itna pyaar aaye tu ruthe to jaise meri kismat ruth jaaye door naa ja yun aankh chura ke kya paayega mujh ko rula ke maan bhi jaa deewane mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de mere yaar muskuraa de wo pyaar phir jagaa de mere yaaaaaaaaaaaaaaar mere yaaaaaaaaaaaaaaar mere yaaaaaaaaaaaaaaar mere yaaaaaaaaaaaaaaar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tara Toote Duniya Dekhe Malhar (1951) 03:27 13671
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 03:27   Song Number : 13671   

Tauba Tauba Kya Hoga Mr Natwarlal (1979) 04:12 13784
 
Poster of Mr Natwarlal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 04:12   Song Number : 13784   

Tera Jalwa Tauba Hai Aap Ke Deewane (1980) 05:45 38137
 
Poster of Aap Ke Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rishi Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 38137   

Tere Bin Kaise Din Priyatama (1977) 04:08 37957
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh, Jeetendra
Duration : 04:08   Song Number : 37957   

Tere Jaisa Bhai Sab Ko Mile Duniya Meri Jeb Mein (1979) 03:29 16432
 
Poster of Duniya Meri Jeb Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rishi Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 16432   

Tere Jaisa Yaar Kahaan Yaarana (1981) 03:47 18072
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Amzad Khan
Duration : 03:47   Song Number : 18072   

Tere Pyaar Ko Is Tarah Maine Jeena Seekh Liya (1959) 03:18 31073
 
Poster of Maine Jeena Seekh Liya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rahil Gorakhpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ravindra Kapoor, Ameeta
Raag- 
Des
Duration : 03:18   Song Number : 31073   

Teri Aankhon Ki Chaahat Janta Hawaldar (1979) 06:07 13422
 
Poster of Janta Hawaldar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Yogeeta Bali, Hema Malini
Duration : 06:07   Song Number : 13422   

Teri Duniyaan Mein Dil Bawre Nain (1950) 03:23 12864
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 12864   

Teri Meri Ek Jindri Vallah Kya Baat Hai (1962) 03:28 20909
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:28   Song Number : 20909   

Teri Palkon Mein Kaajal Jay Vejay (1977) 04:40 36543
 
Poster of Jay Vejay (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Reena Roy
Duration : 04:40   Song Number : 36543   

Teri Zindagi Ke Raagini Jaag Utha Insan (1984) 05:36 13386
 
Poster of Jaag Utha Insan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Sridevi
Duration : 05:36   Song Number : 13386   

Thi Shubh Suhaag Ki Raat Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 06:21 38367
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Rajeev, Tanuja
Duration : 06:21   Song Number : 38367   

Thoda Hai Khatta Meetha (1977) 05:01 18209
 
Poster of Khatta Meetha (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Bindiya Goswami
Duration : 05:01   Song Number : 18209   

Thokar Pe Hai Saara Zamaana Duniya Meri Jeb Mein (1979) 05:33 16588
 
Poster of Duniya Meri Jeb Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 05:33   Song Number : 16588   

Tu Humko Dekh Zindagi Aur Hum (1962) 03:18 19933
 
Poster of Zindagi Aur Hum (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Veer Mohammed Puri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:18   Song Number : 19933   

Tu Jo Bole Haan To Haan Priyatama (1977) 03:00 36582
 
Poster of Priyatama (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Neetu Singh
Duration : 03:00   Song Number : 36582   

Tu Mera Jo Nahin Bheegi Raat (1965) 04:41 37816
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala, Pradeep Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 37816   

Tu Pee Aur Jee Des Pardes (1978) 06:09 21341
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 06:09   Song Number : 21341   

Tu Rutha Dil Toota Yaarana (1981) 03:07 18073
 
Poster of Yaarana (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 03:07   Song Number : 18073   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan