MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani gardish mein hi sahi ye sitare humnashin gardish mein hi sahi ye sitare humnashin dhundengi kal hamein ye bahare humnashin imteha pyaar ke roz hote nahi pyaar wale kabhi sabra khote nahin mohabbat ho hi jati hai mohabbat ki nahin jaati hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar ki ye rutt badi tufani tu darna na oh meri raani badlega ye mausam ari deewani hum likhenge prem kahani woh mohabbat hi nahin jisme dil lut gaye woh mohabbat hi nahin jisme dil lut gaye deke kurbaniya premi khud mit gaye sochle janeman humko milna hai ab aage peechhe nahin saath chalna hai ab mohabbat raaz hai aisa jo samjhaya nahin jata hawaaon ne ye kaha fizaaon ne ye kaha aayi pyaar click here
honthon pe geet jaage mann kahin door bhaage khushi mili kaisi pankh binaaaa udun roke se na rukun khushi mili aisi honthon pe geet jaage mann kahin door bhaage khushi mili kaisi pankh binaaaa udun roke se na rukun khushi mili aisi main hoon gagan pe sitaare zameen par rang biranga hai har nazara saanson ki taaren gaane lagi hain dhadkan bani hai behti dhaara honthon pe geet jaage mann kahin door bhaage khushi mili kaisi pankh binaaaa udun roke se na rukun khushi mili aisi sargam ki dori geeton ke moti sajji sapno ki mohat mala aasha ki nagri mein aaj achanak pehla kadam ye main ne dala honthon pe geet jaage mann kahin door bhaage khushi mili kaisi pankh binaaaa udun roke se na rukun khushi mili aisi honthon pe geet jaage mann kahin door bhaage khushi mili kaisi pankh binaaaa udun roke se na rukun khushi mili aisiiiiii click here
hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka sindoor ki laali hai kisi ke suhaag mein jeete jee jal rahaa hai koi ghum ki aag mein koi ghum ki aag mein iss ke siwaa hogaa bhi kyaa anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka jaa kar nahin aanaa jise kyon dekhein wo mudke milte nahin humraahi doraahe se bichhad ke doraahe se bichhad ke maalum hai hotaa hai jo anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar anjaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka kasmein nahin nibhti dhare reh jaate hai waade ye ret ki deewaar hai jo chahe giraa de jo chahe giraa de sau kaam jafaaon ke hai ek kaam wafaa ka legaa na zamaane mein koi naam wafaa ka hota raha yunhi agar click here
ye naa hoga nahin hoga hoga kaise mano tum agar mera kehna hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega ooooo hoooooo oooo oooo ooooo oooo hooo ooooo oooo hoooo oooo chitthi ke lifaafe pe naam kya likhenge naam chhodo poochho ke paigaam kya likhenge ho likhenge ke chitthi milte hi chale aao baaghon mein phoolon ke khilte hi chale aao chamkenge taare dil mein humare aur ban ke wo mehtaab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega waada tha tumhara doge tum ik nishaani doonga abhi to hai baaki saari zindagani jab hum na honge tab shayad ye baat ho ho sakta hai aaj hi wo pyaar bhari raat ho hain wo safar mein iss sune ghar mein ban ke mehmaan wo janab aayega hum donon mil ke kaagaz pe dil ke chhithi likhenge jawaab aayega click here
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayamat tak khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge ye intezaar bhi ik imtihaan hota hai issi se ishq ka shola jawaan hota hai ye intezaar salaamat ho haaye ye intezaar salaamat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge bichhaye shauk se sajde wafaa ki raahon mein khade hain deed ki hasrat liye nighaahon mein qubool e dil ki ibaadat ho haaye qubool e dil ki ibaadat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare wo khushnaseeb hai jisko tu intkhaab kare khuda humari muhabbat ko kaamyaab kare jawaan sitaara e kismat ho jawaan sitaara e kismat ho aur tu aaye khuda kare ke qayamat ho aur tu aaye hum intezaar karenge click here
hum intezaar karenge hum intezaar karenge tera qayaamat tak khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge bujhi bujhi si nazar mein teri talaash liye bhatakte phirte hain hum aap apni laash liye yehi junoon yehi vehshat ho yehi junoon yehi vehshat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge naa denge hum tujhe ilzaam bewafaai ka magar gila to karenge teri judaai ka tere khilaaf shikaayat ho tere khilaaf shikaayat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge yeh zindagi tere kadmon mein daal jaayenge tujh hi ko teri amaanat sambhaal jaayenge humara aalam e rukhsat ho humara aalam e rukhsat ho aur tuuu aaye khuda kare ke qayaamat ho aur tuuu aaye hum intezaar karenge click here
oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo duuuu dooooooo dudu dudu du du du oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain ho bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa oooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa ooooo hoooo hum tooooo aap ke deewane hain ho bade mastaane hain bade mastaane hain aaaa haaaa ooooo hoooo hum tooo aapke deewane hain ho bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo oooooo hoooooo oooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo laa laaaaa la lala lala laa laa hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo hum tooo aapke deewane hain bade mastaane hain aaaa haaaa hoooo hoooo click here
humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili dil kisi kaa naa dukhe humne bas itnaa chaaha paap se door rahe jhooth se bachanaa chaaha paap se door rahe jhooth se bachanaa chaaha uska badla ye mila ulti chhuri humpe chali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili humpe ilzaam ye hai chor ko kyun chor kaha kyun sahi baat kahi kaahe naa kuchh aur kahaa kyun sahi baat kahi kaahe naa kuchh aur kahaa ye hai insaaf tera waah re daata ki gali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa humka mili ab to imaan dharam ki koi keemat hi nahin jaise sach bolne waalon ki zaroorat hi nahin jaise sach bolne waalon ki zaroorat hi nahin aisi duniyaa se to duniyaa teri veeran bhali ab to chaaron hi taraf band hai duniyaa ki gali humse kaa bhool huyi jo ye sazaa click here
idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala are phisal gaya ye tune kya kiya idhar chali main udhar chali jaane kahaan main kidhar chali idhar chali main udhar chali jaane kahaan main kidhar chali are phisal gayi le tere sang ho chali nazar ye kis ki humen lagi nazar ye kis ki humen lagi ke chalte chalte phisal gaye hansi hansi mein ye kya hua hum badal gaye nazar ye kis ki humen lagi ke chalte chalte phisal gaye hansi hansi mein ye kya hua hum badal gaye kyun badal gaye hum badal gaye idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala idhar chala main udhar chala jaane kahaan main kidhar chala are phisal gaya ye tune kya kiya tum itne bhole ho kis liye tum itni achchhi ho issliye kyun achchhi hoon ye bataao tum kyun bataaun main tum itne bhole ho kis liye tum itni achchhi ho issliye kyun achchhi hoon ye bataao tum kyun bataaun main kuchh bataao naa kyun bataaun main idhar chali click here
ik pal ka jeena phir to hai jaana tauhfa kya le ke jaaiye dil ye bataana ik pal ka jeena phir to hai jaana tauhfa kya le ke jaaiye dil ye bataana khaali haath aaye the hum khaali haath jaayenge bas pyaar ke do meethe bol jhilmilayenge to hans kyun ki duniya ko hai hasana aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa hooooo aankhon mein dilbar ka sapna bhi hai haan koi sapna bhi hai hooo duniya mein mera koi apna bhi hai haan koi apna bhi hai ik chehra khaas hai jo dil ke paas hai honton pe pyaas hai milne ki aas hai dilbaron ka magar kahan koi thikana aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye aa hooo jeevan khushiyon ka ek jhonka sa hai haan koi jhonka sa hai hooo aur ye jhonka ik dhoka sa hai haan koi dhoka sa hai ye kaisi hai khushi jal jal ke jo bujhi bujh bujh ke jo jali milke bhi na mili doston par kisi haal mein na ghabaraana aye mere dil tu gaaye jaa ae aaye aao aaye click here
ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin o jaate raahi ho baanke raahi meri baahon ko inn raahon ko tu chhod ke na jaa tu waapas aa jaa wo husn ke jalwe hon yaa ishq ki aagazein aazad parindon ki rukti nahin parwaazein jaate huye kadmon se aate huye kadmon se bhari rahegi raahguzar jo hum gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin hmmm aisa gazab nahin dhana piya mat jaana bideswa re humka bhi sang liye jaana piya jab jaana bideswa re hooo jaate huye raahi ke saaye mein simatna kya ik pal ke musafir ke daaman se lipatna kya jaate huye kadmon se aate huye kadmon se bhari rahegi raahguzar jo hum gaye to kuchh nahin ik raasta hai zindagi jo tham gaye to kuchh nahin yeh kadam kisi muqaam pe jo jam gaye to kuchh nahin ik raasta hai click here
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya ye to khud hai meri zulfon ke tale inn bahaaron mein akele naa phiro ye fizaayen ye nazaaren shaam ke saare aashique hain tumhaare naam ke ye fizaayen ye nazaaren shaam ke saare aashique hain tumhaare naam ke phool kehti hai hoooo hoooo hoooo hoooo phool kehti hai tumhen baad e sabbaa tumhen baad e sabbaa dekhnaa baad e sabbaa rok naa le inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya mere kadmon se bahaaron ki gali mera chehraa dekhti hai har kali mere kadmon se bahaaron ki gali mera chehraa dekhti hai har kali jaante hain sab hoooo hoooo hoooo hoooo jaante hain sab mujhe gulzaar mein mujhe gulzaar mein rang sabko mere honthon se mile inn bahaaron mein akele naa phiro raah mein kaali ghata rok naa le mujhko ye kaali ghata rokegi kya click here
in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan ye batao zara hum pankhon bina jaayenge kaise door wahan kuchh bhi ho sakta hai kuhhh bhi ho jayega hum itne nahi naadaan ho yeh batao zara hum pankhon bina jaayenge kaise door wahaan kuchh bhi ho sakta hai kuchh bhi ho jayega hum itne nahin naadaan ainai ainai ainai ainai eknai eknai eknai eknai jognai jognai jognai jognai eknai eknai eknai eknai in panchhiyon ko dekh kar jaage hai yeh armaan dharti pe hum chalte hain par chhoo lenge aasmaan aasmaan aasmaan dekhte jao tum aisa bhi ek din ek din to zaroor aayegaa hum se is duniya mein ek din har koi jab haath milayega dekhte jao tum aisa bhi ek din ek din to zaroor aayega hum se is duniya mein ek din har koi jab haath milayega gale se laga legi tumko khushi badal jayegi ek din zindagi yeh kadmo mein chhup jayega aasmaan tum click here
is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai kuchh kho bhi diyaa kuchh paa bhi liyaa kuchh kho bhi diyaa kuchh paa bhi liyaa ik raag khushi ne gaa bhi liyaa aur honthon pe fariyaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai bujhate hain chiraag bujhate hain chiraag uthtaa hai dhuwan seene mein basaa hai ghum kaa jahaan aabaad bhi hai barbaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai chaahat kaa zamaana dekhaa tha chaahat kaa zamaana dekhaa tha ik khwaab suhaana dekha tha kuchh bhool gaye kuchh yaad bhi hai dil shaad bhi hai naashaad bhi hai is dil ki haalat kyaa kahiye jo shaad bhi hai naashaad bhi hai click here
hmmmm hmmm isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal idhar kafan tak nahin laash par udhar numaayish resham ki yahaan swayamvar kare chaandani wahaan na raat kate ghum ki dharati kankar patthar maare ambar ugale angaare koi puchhe baat na iss bagiyaa mein dukhiyaa shabnam ki sukh ki umar badhaataa chal dukh ko kafan odhaataa chal mile jahaan bhi mahal use kutiyaa ke paas bulaataa chal isko bhi apnaataa chal bikaa biki sab or machi hai aane aur do aano par asmat bike doraahon par toh pyaar bike dukaanon par dagar dagar par mandir masjid qadam qadam par gurudvaare bhagvaanon ki basti mein hai zulm bahut insaanon par khidaki har khulvaataa chal saankal har katvaataa chal is par bhi roshani na ho toh dil kaa diyaa jalaataa chal isko bhi apnata chal usko bhi apnata chal raahi hain sab ek dagar ke sab par pyaar lutata chal isko bhi apnata chal hriday hriday ke beech khayiyaan lahoo bichhaa click here
itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas jao dil mera lete hi akad gaye kyun ji bas haan ji bas itni si baat pe bigad gaye kal ki hai baat kuchh yaad hai tumhen kaho to zara aadhi aadhi raat sapnon mein aake diya tha jaga khake kasmein karke bas mein hoooo aag laga di meri nas nas mein jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas wah wah dil mera lete hi akad gaye nazron mein aapko basaaya humne dil bhi diya ho gaya kasoor ye huzoor humse karen ab kya ke tumpe marke ulfat karke ho ho rog lagaaye hain umar bhar ke jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas waah dil mera lete hi akad gaye rakhiye sambhaal ke saugaat dil ki aisa hi sahi samjhenge toot gayi baat dil ki aisa hi sahi bas namaste ji namaste ho ho ho aapke dil mein hum nahin baste jao itni si baat pe bigad gaye kyun ji bas haan ji bas waah dil mera lete hi akad gaye kyun ji bas haan ji bas itni si baat pe bigad gaye click here
kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai ye ye kachcha nahi kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai door ki cheez hi kyun lagi hai haseen door ki cheez hi kyun lagi hai haseen paas ki cheez kaa kyun nahin hai yakeen dil ne kaha sabse magar insaan kyun dil ki sunta nahin kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi its magic its magic its magic its magic aayie dekhiye dekh ke sochiyee aayie dekhiye dekh ke sochiyee soch ke phir meri baat ko toliye chhota hai jo chhota nahin uss mein bhi koi badi baat hai ye kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin kuchh bhi hota hai jo kuchh bhi sab khel hai parde ke girte hi parde ke uthte hi badla nahin jo badal sakta hai ye ye kachcha nahin kuchh bhi pakka nahin click here
ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga ja sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar ja magar mudke tu dekh le ek baar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga tumse hi thi meri zindagi lekin ye kya hua tumse hi thi meri zindagi lekin ye kya hua tum bin bhi main ji raha hoon main kaisa hoon bewafa ja sanam aayegi fir laut ke ye bahaar main karungi tera intzaar haan sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar main karungi tera intzaar main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga ye baat hai aur jaanam ki tujhe main bhool na paunga main itni door chala jaunga tujhe yaad bhi na aaunga shayad kabhi kahin tumhen meri mile khabar shayad kabhi kahin tumhen meri mile khabar kar click here
mujhko jab aise dekhati ho tum rang bhar jaate hain fizaaon mein kasmasaati hai aarzooo dil mein geet ghul jaate hain hawaaon mein jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho phir main koi umeed karoon phir mujhe koi armaan ho tum shaayad meri ban jaao phir dil ko aisa gumaan ho par aisa naa ho to achchhaa hai inn baaton mein kya rakha hai mujhko aisi umeed naa do jaadoo bhari aankhon waali suno jaadoo bhari aankhon waali suno tum aise mujhe dekhaa naa karo tum aise mujhe dekhaa naa karo phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir dhadkan mein tum bas jaao phir koi ghazal main gaaun phir chaand mein tumko main dekhoon phoolon mein tumko paaun par aisa naa ho to achchhaa hai iss kaa anjaam jo click here
aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu jaadu aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu yeh kaisa hai tamaasha nayi pyaar ki hai bhaasha ab koi nahin hai niraasha yeh kaisa hai tamaasha nayi pyaar ki hai bhaasha ab koi nahin hai niraasha chup hain hum bhi chup ho tum bhi hoti hain sab baatein phir bhi are kaisa re hua ye ajooba jaadu jaadu jaadu jaadu tumhen aankhon mein basaaya tumhen dil mein bithaaya koi tumse na lenge kiraaya tumhen aankhon mein basaaya tumhen dil mein bithaaya koi tumse na lenge kiraaya tum jo humse milne aaye humne sapne naye sajaaye ab karna nibhaane ka waada jaadu jaadu jaadu jaadu aaj dharti se gagan ka aaj dharti se gagan ka phoolon se chaman ka ghataon se pawan ka ho raha milan jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu jaadu click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hawaaon Ne Ye Kaha Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002) 08:43 32648
 
Poster of Aap Mujhe Achche Lagne Lage (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan, Chorus
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 08:43   Song Number : 32648   

Honthon Pe Geet Jaage Man Pasand (1980) 05:04 19127
 
Poster of Man Pasand (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 05:04   Song Number : 19127   

Hota Raha Yunhi Malhar (1951) 03:06 32114
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 03:06   Song Number : 32114   

Hum Donon Mil Ke Kaagaz Pe Dil Ke Tumhari Kassam (1978) 03:57 16332
 
Poster of Tumhari Kassam (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Padmini Kapila, Navin Nischal
Duration : 03:57   Song Number : 16332   

Hum Intezaar Karenge Bahu Begum (1967) 03:35 12799
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Raag- 
Durga
Duration : 03:35   Song Number : 12799   

Hum Intezaar Karenge (Male) Bahu Begum (1967) 03:28 36518
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Pradeep Kumar
Raag- 
Durga
Duration : 03:28   Song Number : 36518   

Hum To Aap Ke Deewane Aap Ke Deewane (1980) 07:39 12584
 
Poster of Aap Ke Deewane (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 07:39   Song Number : 12584   

Humse Ka Bhool Huyi Janta Hawaldar (1979) 07:56 13421
 
Poster of Janta Hawaldar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Anwar Hussain
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 07:56   Song Number : 13421   

Idhar Chala Main Udhar Chala Koi Mil Gaya (2003) 06:05 11955
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 06:05   Song Number : 11955   

Ik Pal Ka Jeena Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 06:35 20576
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Vijay Akela
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lucky Ali
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Hrithik Roshan
Duration : 06:35   Song Number : 20576   

Ik Raasta Hai Zindagi Kaala Patthar (1979) 05:23 20578
 
Poster of Kaala Patthar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Rakhi
Duration : 05:23   Song Number : 20578   

In Bahaaron Mein Mamta (1966) 04:23 13672
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Suchitra Sen
Duration : 04:23   Song Number : 13672   

In Panchhiyon Koi Mil Gaya (2003) 06:34 11954
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 06:34   Song Number : 11954   

Is Dil Ki Haalat Kya Anhonee (1952) 03:13 20152
 
Poster of Anhonee (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ali Sardar Zafri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:13   Song Number : 20152   

Isko Bhi Apnata Chal Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 05:57 32976
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajeev
Duration : 05:57   Song Number : 32976   

Itni Si Baat Pe Bigad Gaye Maine Jeena Seekh Liya (1959) 03:31 40721
 
Poster of Maine Jeena Seekh Liya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:31   Song Number : 40721   

It's Magic Koi Mil Gaya (2003) 05:48 11956
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Taj
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:48   Song Number : 11956   

Jaa Sanam Na Tum Jaano Na Hum (2002) 06:59 39034
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Esha Deol, Saif Ali Khan
Duration : 06:59   Song Number : 39034   

Jaadoo Bhari Dastak (1996) 05:03 20602
 
Poster of Dastak (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Sushmita Sen
Duration : 05:03   Song Number : 20602   

Jaadoo Jaadoo Koi Mil Gaya (2003) 05:54 40391
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Ibrahim Ashk
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:54   Song Number : 40391   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan