MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are jaan meri rooth gayi jaane kyu humse aafat mein aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri rooth gayi jaane kyu humse aafat mein hey aafat mein pad gayi jaan are laakh kahun ek nahin maane kasam se aafat mein haaye aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri rooth gayi re ho hoo ban jaao shola ya chingaari chhodun nahin main baanh tumhaari ya ye tamaasha dekhegi duniyaa ya phir maano baat hamaari ladna bhi hai tumse sanam milna bhi tumse aafat mein hey hey aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri rooth gayi re naak pe gussa aankhon mein masti thodi garajti thodi barasti naak pe gussa aankhon mein masti thodi garajti thodi barasti choom na le koi aisi ada pe honthon se chup hai aankhon se hansti pichhe hi pad jaaye bachaoooo pichhe hi pad jaaye bacho aise sanam se aafat mein aafat mein pad gayi jaan ho o o o o laakh kahun ek nahin maane kasam se aafat mein hey hey aafat mein pad gayi jaan ho ho jaan meri maan gayi maan gayi jaanu aafat se oy hooye aafat se bach gayi click here
jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa dil pe anjaani si tasveer bana deti hai bujh ke reh jaati hai jab koi tamanna dil mein ik charaag aur bhi chupke se jala deti hai jaane wo kaun hai mujhko behlaati hai naashad jo hota hoon kabhi neend mein rang milaati hai jo sota hoon kabhi jaagta hoon to haaye jaagta hoon to kayi khaab dikhaa deti hai jaane wo kaun hai kya naam hai unn aankhon kaa hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jab bhi uthti hai chhalakti hai gulaabi ki tarah der tak main to behktaa hoon sharaabi ki tarah kya kahoon chupke se haaye kya kahoon chupke se kya cheez pilaa deti hai jaane wo kaun hai roz milti hai wo tanhaa nahin rehne deti ye hai baat aur ke apna nahin kehne deti aur keh doon to haaye aur keh doon to palak hans ke jhuka deti hai jaane wo kaun hai click here
jaata hoon main mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi pyaasa tha bachpan jawaani bhi meri pyaasi pichhe ghumon ki gali aage udhasi hooo oooo main tanhaayi ka raahi koi apna na begaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke mujhko hansi bhi mili saaye liye dukh ke khul ke na roya kisi kaandhe pe jhuk ke hooooo oooo mera jeevan bhi kya hai adhura sa ik afsaana mujhe ab na bulana meri yaad bhi apne dil mein na laana mera hai kya meri manzil na koi thikana jaata hoon main tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala tha pyaar ka ek diya wo bhi bhujaa daala dhundhalaa sa bhi kahin kyun ho ujaala hooooo oooo ab unn yaadon se keh do meri duniyaan mein na click here
hmmmm jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye phoolon ki narmi hoon main sholon ki garmi hoon main phoolon ki narmi hoon main sholon ki garmi hoon main toofanon ki hulchal hoon hawaaon kaa aanchal hoon main jo dhundhe wo paaye phir bhi haath aaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye kabhi main dard jagaati hoon kabhi main zakhm mitaati hoon kabhi main dard jagaati hoon kabhi main zakhm mitaati hoon kabhi main raaz chhupaati hoon kabhi khud raaz ban jaati hoon dil toote haan saath chhute phir bhi tu pichhe aaye hoo jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye mujhse tum takraana naa aake yahaan pachhtana naa mujhse tum takraana naa aake yahaan pachhtana naa mera badan pighla sona jaan bhi jaaye khabar ho naa ye masti hai nahin sasti dilwaala hi boli lagaaye haaye jab chhaye mera jaadoo koi bach naa paaye haaye click here
apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai lala lala lala laaaa lala lala lala laaaa chalte chalte thak jaaye to chalte chalte thak jaaye to duniyaa bhojhal ban jaaye to aas kaa sooraj dhal jaaye to toofaan aandhi baadal bijli phir bhi chalte jaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai apna dard chhupana hai to geet khushi ke gaana jab jab jo jo hona hai tab tab so so hota hai click here
hooo ooooo ooooooooo hooo ooooo ooooooooo hooo hoooo hooooooo hooo oooo oooooooo ishq aur musq kade naa chhupde te chaahe lakh chhupaaiye oye ankhaan lakh jhukaa ke chaliye aye palla lakh bachaaiye ishq aur musq kade naa chhupde chaahe lakh chhupaaiye ankhaan lakh jhukaa ke chaliye palla lakh bachaaiye ishq hai sachche rabb di rehmat hooooooo oooooooooooo ishq hai sachche rabb di rehmat ishq te kyun sharmaaiye chadhde chand ne chadh ke rehna hoye chadhde chand ne chadh ke rehna kaanu parde paaiye kaanu parde paaiye jageyaa jageyaaa jageyaa kade ishq chhupan nahiyon lagayaa hoye jageyaa jageyaaa jageyaa kade ishq chhupan nahiyon lagayaa hooo hoo hooo hoo hooo hoo hooo hooo hoo hooo hoo aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa duniyaa di iss bheed de andar haan te duniyaa di iss bheed de andar je koi apnaa paaiye apne nuu khushkismat kahiye te rabb da shukar manaaiyeeeee duniyaa di iss bheed de andar je koi apnaa paaiye apne nuu khushkismat kahiye te rabb da shukar manaaiye dil click here
aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jai bhole naath jai ho prabhu sabse jagat mein oonchaa hai tu iss dar se chhota badaaaaa koi naa khaali gaya par khaali hai aanchal meraa jai bhole naath jai ho prabhu har daag dhulta hai yahaan dhulta yahaan har bhaag khulta hai yahaan khulta yahaan are main bhi usi dar pe aaya banti sab ki bigdi jahaan dhoondha zameen aasmaan mera to sab kuchh yahaan ab main aur jaaun kahaan ab aas do maalik tumhin o maalik tumhin kahin chain mujhe milta nahin haan milta nahin are din ke ujaale mein khoya mere dil ka tukda kahin mujh pe bhi ho teri chhaanv naa mulk chaahun naa gaanv de de mere bachche ko paanv jai bhole naath jai ho prabhu sabse jagat mein oonchaa hai tu click here
jaisa des waisa bhes phir kya darnaa ooooo haaye jaisa des waisa bhes phir kya darnaa are chhodo raani chhodo yunhi aahen bharnaa are kaahe ki sharam hai kudiye jaldi karnaa main nahin karna yun nahin banna main nahin karna yun nahin banna aaaaaaaaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa kaisi ye nagariyaa kaise hain ye log kaise hain ye log haaye sab ko laaga prabhu besharmi ka rog ab tu hi bata bhagwan main bhi kya karoon main bhi kya karoon main to kuchh bhi karne se naa jaane kyun daroon ghunghataa kholoon na kholoon na kholoon kholoon re are chhod de nakhraa ab to goriye are aaya hai mauka le ab tu ban sawarnaa are kaahe ki sharam hai kudiye jaldi karnaa main nahin karna yun nahin banna main nahin karna yun nahin banna mann ko dhak le gori tann ka dhakna hai bekaar dhakna hai bekaar phool naa mehke jab tak uss ka khilnaa hai bekaar are aksar aisa hota hai pehli pehli baar pehli pehli baar aa mujhse tu le le himmat thodi si udhaar jhooth boloon na boloon na boloon boloon re are click here
jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai idhar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman jaaneman teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin are teri jawaani ke sadke hum bhi hanseen kam nahin teri judaayi ka ghum hai warna koi ghum nahin bahut chaalaak hain ban raha bekhabar pyaar ke jaadoo ka ho raha hai asar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar jaaneman tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin hoo tere liye hi bani hoon main sab mein shaamil nahin dil se zara poochh apne kya main tera dil nahin naya hai silsilaa naya hai ye safar nayi hain manzilen magar hai ik dagar jaaneman jaaneman palat teri nazar yahaan hai dil tera dekhta hai kidhar mila le dil se dil pyaar se pyaar kar udhar to raat hai savera hai click here
ye hawa ye fiza ye sama aaj hai kis kadar hasin jahan sham hai jaam hai saathi hai sun bhi le dil ki tu daastaan jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa husn ki ye meherbaniyan phir kahan husn ki ye meherbaniyan phir kahan ishq ki rangee kahaniyaan phir kahan phir kahan ye sama ye sama phir kahan aa dil ki mehfil mein jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa ye nigaah ye dil ki mastiyaan ye ada ye nigaah ye dil ki mastiyaan ye ada tez hai kuchh aaj dhadkanon ki sada ye sada sun zara sun zara ye sada aa dil ki mehfil mein jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa click here
dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye naam na jaanu dhaam na jaanu naam na jaanu dhaam na jaanu kya hoga anjaam na jaanu man panchhi ghabraaye ae rii mora jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye nain kahen hum ne dhan paaya mann kose mohe kiyaa paraayaa nain kahen hum ne dhan paaya mann kose mohe kiyaa paraayaa preet thumak muskaaye ae rii mora jiya churaaye liye jaaye jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye rasiyaa saadhu kar gaya jaadu rasiyaa saadhu kar gaya jaadu na tan pe na mann pe kabu dhooni ramaa ke bharmaaye ae rii mora jiya churaaye liye jaaye dekho ji mera jiya churaaye liye jaaye click here
jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai rangon mein tera aks dhala tu na dhal saki saanson ki aanch jism ki khushboo na dhal saki tujh mein tujh mein jo loch hai meri tahreer mein nahin tahreer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin bejaan husn mein kahaan raftaar ki adaa inkaar ki adaa hai na ikraar ki adaa koi koi lachak bhee zulfein girahagir mein nahin girahagir mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin duniya mein koi cheez nahin hai teri tarah phir ek baar saamne aaja kisi tarah kya aur kya aur ik jhalak meri taqdeer mein nahin taqdeer mein nahin jo baat tujh mein hai teri tasveer mein nahin tasveer mein nahin jo baat tujh mein hai click here
jo wada kiya wo nibhana padega roke zamaana chaahe roke khudayi tumko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega tarasti nigaahon ne aawaaz di hai muhabbat ki raahon ne aawaaz di hai aa aa aa aa aa aa aa aa jaane hayaa jaane adaa chhodo tarsaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhaana padega ye mana humen jaan se jaana padega par ye samjh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega hum apni wafaa pe na ilzaam lenge tumhen dil diya hai tumhen jaan bhi denge aa aa aa aa aa aa aa aa jab ishq ka sauda kiya phir kya ghabrana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega chamkete hain jab tak ye chaand aur taare na tootenge ab aehdo paimaan humare aa aa aa aa aa aa aa aa ik dusraa jab de sadaa ho ke deewana humko aana padega jo wada kiya wo nibhana padega nibhana padega click here
jo waada kiya wo nibhaana padega roke zamana chahe roke khudai tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega sabhi ahle duniyaa ye kehte hain hamse ke aata nahin koi mulk e adam se aa aa aaa aaa aaj zara shaane wafa dekhe zamaana tumko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega ye maana hamein jaan se jaana padega par ye samajh lo tumne jab bhi pukaara humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega hum aate rahe hain hum aate rahenge mohabbat ki rasmein nibhaate rahenge aa aa aaa aaa jaane wafaa tum do sada phir kya thikaana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega hamari kahaani tumhara fasaana hamesha hamesha kahega zamana aa aa aaa aaa kaise fajaa kaisa fejaa humko hai aana humko aana padega jo waada kiya wo nibhana padega nibhana padega click here
jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai la la la la la la la har mushkil aasaan ho jaye dil ko aaraam aa jaye har mushkil aasaan ho jaye dil ko aaraam aa jaye aji baat pate ki kehta hoon main sunle mere jogi jogi jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai suraj ho balwan tej chandar yaaro banta hai wo sikandar suraj ho balwan tej chandar yaaro banta hai wo sikandar powerfull hon grah sabhi to kar lenge maal ander jogi jogi ho jogi bhag mein mere likha hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai ek din main raja banunga tera hi tota kehta hai mitne ko har cheez mit jaye haathon se rekha na jaye mitne ko har cheez mit jaye haathon se rekha na click here
ka karoon sajni aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam khoj rahin hain piya pardesi akhiyaan khoj rahin hain piya pardesi akhiyaan aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam jab bhi koi aahat hove manva mora bhaage dekho kahin toote nahin prem ke ye dhaage hai matvari preet humari chhupe na chhupaye chhupe na chhupaye sawan ho tum main hoon tohri badariya aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam hooo bhor bhayi aur sanjh dhali re samay ne lee angadaayi ye jag sara neend se hara mohe neend na aayi ho main ghabraoon dar dar jaoon aaye woh na aaye aaye woh na aaye radha bulaye kahan khoye ho kanaiya aaye na baalam ka karoon sajni aaye na baalam click here
kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana mera gora badan lachke aise jaise barkha mein dariya ka paani mera gora badan lachke aise jaise barkha mein dariya ka paani jaane kitnon ke dil doob jaayen jhoom ke naache jab ye jawaani dil ye mera jiss mein doobe kya pata wo nazar hai kahaan are re re rere rere re kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana aayega re aayega re aayega ik din wo zamaana sang tere hoga tera prem deewana haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo haaa haaa haaa haaa haaa haaa oooo hoooo hoooo oooo oooo oooo oooo kab se nazar dhundhe koi aisa deewana dekh jise gaaye jeeya prem taraana dekh kar tujh ko chanchal hiraniyaa ho gaye khud hi ghayal shikaari click here
haa haa haaa aa haa haaa lara lara lara lara aa haa kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi kabhi to milegi kahin to milegi bahaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi lambi hi sahi dard ki raahen dil ki lagan se kaam le aankhon se iss tufaan ko pee jaa aahon ke baadal thaam le door to hai par door nahin hai door to hai par door nahin hai nazaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi aa haa haaa aa haa haaa haa lara lara lara lara aa haa maana ke hai gehra andhera gum hai dagar ki chaandani maili na ho dhundhali pade na dekh nazar ki chaandani daale huye hai raat ki chaadar daale huye hai raat ki chaadar sitaaron ki manzil raahi bahaaron ki manzil raahi click here
kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kabhi bharte hain aahein aur kabhi fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai judaa bulbul hai apne phool se aur ro ke kehti hai ari duniyaa kiyaa wo zulm jo sayyad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain jahaan hain aur ab jis haal mein hain hum tumhare hain tumhi aabaad ho dil mein tumhi ko yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte humari bebasi ye hai ke hum kuchh keh nahin sakte wafaa badnaam hoti hai agar fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain tere kadmon mein rehne ki tamannaa dil mein rakhte hain judaa duniyaa ne humko kar diyaa fariyaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do hum yaad karte hain kahaan ho tum zaraa aawaaz do click here
kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kabhi sukh kabhi dukh yahi zindagi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai ye patjhad ka mausam ghadi do ghadi hai naye phool kal phir dagar mein khilenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge bhale tez kitna hawa ka ho jhonka magar apne mann mein tu rakh ye bharosa magar apne mann mein tu rakh ye bharosa jo bichhade safar mein tujhe phir milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahe koi kuchh bhi magar sach yahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai lehar pyaar ki jo kahin uth rahi hai usse ek din to kinaare milenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge kahan tak ye mann ko andhere chhalenge udaasi bhare din kabhi to dhalenge click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaan Meri Rooth Gayi Doosara Aadmi (1977) 03:27 13181
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh
Duration : 03:27   Song Number : 13181   

Jaane Wo Kaun Hai Bheegi Raat (1965) 03:21 12912
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 12912   

Jaata Hoon Main Daadi Maa (1966) 04:26 13012
 
Poster of Daadi Maa (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kashi Nath
Duration : 04:26   Song Number : 13012   

Jab Chhaye Mera Jadoo Lootmaar (1980) 05:21 20628
 
Poster of Lootmaar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tina Munim
Duration : 05:21   Song Number : 20628   

Jab Jab Jo Jo (Male) Vishwanath (1978) 04:04 14400
 
Poster of Vishwanath (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Duration : 04:04   Song Number : 14400   

Jageyaa Jageyaa Kaala Patthar (1979) 06:57 13478
 
Poster of Kaala Patthar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 06:57   Song Number : 13478   

Jai Bhole Naath Jai Ho Prabhu Kunwara Baap (1974) 03:34 16265
 
Poster of Kunwara Baap (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:34   Song Number : 16265   

Jaisa Des Waisa Bhes Des Pardes (1978) 04:40 13048
 
Poster of Des Pardes (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 04:40   Song Number : 13048   

Janeman Janeman Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 05:06 20619
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 05:06   Song Number : 20619   

Jhoom Jhoom Ke Coffee House (1957) 03:26 37002
 
Poster of Coffee House (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:26   Song Number : 37002   

Jiya Churaaye Liye Jaaye Nau Bahar (1952) 03:17 32122
 
Poster of Nau Bahar (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 03:17   Song Number : 32122   

Jo Baat Tujh Mein Hai Taj Mahal (1963) 03:25 14311
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:25   Song Number : 14311   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega Taj Mahal (1963) 03:44 20690
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 20690   

Jo Waada Kiya Wo Nibhana Padega (Sad) Taj Mahal (1963) 03:24 38958
 
Poster of Taj Mahal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Beena Roy
Duration : 03:24   Song Number : 38958   

Jogi Ho Jogi Kaamchor (1982) 04:40 36315
 
Poster of Kaamchor (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Roshan, Asrani
Duration : 04:40   Song Number : 36315   

Ka Karoon Sajni Swami (1977) 04:34 20697
 
Poster of Swami (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Deeraj, Girish Karnad
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:34   Song Number : 20697   

Kab Se Nazar Dhundhe Koi Aisa Waqt Waqt Ki Baat (1982) 05:19 18540
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Rameshwari
Duration : 05:19   Song Number : 18540   

Kabhi To Milegi Kahin Aarti (1962) 02:59 20710
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 20710   

Kahaan Ho Tum Malhar (1951) 04:32 13670
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi, Arjun
Duration : 04:32   Song Number : 13670   

Kahan Tak Ye Mann Ko Andhere Baton Baton Mein (1979) 03:41 20715
 
Poster of Baton Baton Mein (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar, Tina Munim
Duration : 03:41   Song Number : 20715   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan