MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek baar agar tu kehde ek baar agar tu kehde tu hai meri ki main hoon tera hum do albele panchhi hum do albele panchhi hum dono ka ek basera do dil dhadke hain chaunk uthi hai jawaaniyan kuchh kaha hai nighahon ne chhed ke pyaar ki kahaniyaan kuchh kaha hai nighahon ne chhed ke pyaar ki kahaniyaan mera mann hi nahin hai mere vash mein mera mann hi nahin hai mere vash mein ye kisne jaadu phera kaho ji ye kisne jaadu phera hum dono ka ek basera aa jaayen na kahin hum tum kisi ki nighaahon mein sang sang hi chalenge hum zindagi ki raahon mein sang sang hi chalenge hum zindagi ki raahon mein tujhe chheen na le koi mujhse tujhe chheen na le koi mujhse ye jag hai bada lootera suno ji ye jag hai bada lootera hum donon ka ek basera haa aa ha ha ha ha haa aa aa aa aa dekho aayi hai sitaaron ki tim timaati ye toliyaan chalo inki chhanw mein hum khele aankh michoniyan chalo inki chhanw mein hum khele aankh michoniyan toote na kabhi jeevan bhar toote na kabhi jeevan bhar ye click here
hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum kaun sunega dil ki duhaayi kisne jaani peer paraayi dil ko thokar aaj lagi to baat samjh mein humko aayi ajnabee saari khushiyaan yaar hain bas ye ghum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum insaanon kaa mol jahaan mein heera moti sona chaandi dilwaalon ki raah mein kisne daulat ki deewar utha di naa gire ye deewaren naa miten ye sitam phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum click here
ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam sehte jaayenge sitam raaz ye tere siwaa aur koi jaan naa le mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar li naa kuchh dil ki khabar bujh naa jaaye ye diya yun ke jalaaye naa jale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale click here
ek mahal ma chham chham karti rehti duyi shehzaadi ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi hey ek mahal ma chham chham karti rehti duyi shehzaadi ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi aaha ek mahal mein chham chham karti rehti do shehzaadi ek hai tan ki sone jaisi doosri man ki chaandi ek surili bansuri jaisi pancham sur ma bole ek surili bansuri jaisi pancham sur ma bole doosri hamre man ma chhupke madham sur ma bole pehle hamka ghar lai jao pehle hamka ghar lai jao pehle hamka ghar lai jao hum hai ghar ki baandhi ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi aaha ek mahal mein chham chham karti rehti do shehzaadi ek hai man ki sone jaisi dusri man ki chaandi la la laaaa la la la aaa aaa aaaa ek badi teekhi nakhrili har baat pe fu faan bole hoooo ek badi teekhi nakhrili har baat pe fu faan bole dooji kuchh aisi sharmeeli mushkil se hun haan bole humko hun haan bhali lage humko fu faan bhali lage re humko hun haan bhali lage tum le jao fu faan aandhi ek click here
ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo mere watan ke chaand sitaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna besharmi se usse nachaate ho sabke aage kya kehna baahar ki mat nakal utaaro sunlo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao magar tumhari biwi ko koi pyaar kare ro dekh na pao hosh mein aao akal ke maaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai ye hai apna desh jahaan par dil hai zinda rooh jawaan hai dekho meri or nihaaro sun lo baat click here
ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samjhaana idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samajhaana hey hey hey hey deewaane ko kya samjhayega deewaana aaahhhaaa ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana hey hey hey hey yahi click here
falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna ke thes lagti hai haay ke thes lagti hai kaliyon ke muskuraane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne ke jee rahe the haay ke jee rahe the abhi tak isi bahaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke dhuaan utha hai ye haay dhuaan utha hai ye mere hi aashiyaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya click here
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa tana ta ra na aaaa aa aaaaa garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo tumare milan ko apne prem piharva lo garva lagaaye garjat barsat bhijat aailo garjat jo lo hum tum ek dhing rahilo jo lo hum tum ek dhing rahilo to lo rahilo hiyara samaan to lo rahilo hiyara samaan saawan aailo laal chunariya saawan aailo laal chunariya de ho rangaaye garjat barsat bhijat aailo garjat barsat bhijat aailo oooo click here
garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan aayo re saawan aayo saawan aayo re garjat barsat saawan rim jhim rim jhim megha barse rim jhim rim jhim megha barse barse haan rim jhim rim jhim megha barse sar pe giyarvaa neel samaan par gayi pee ki laal chunariyaa piyaa nahin aaye garjat barsat saawan aayo re garjat barsat saawan pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore pal pal chheen chheen pawan jhakore laage tann par teer samaan teer samaan aaaaaaaaaaaaa sakhi laage tann par teer samaan nainan jale to bheegi sajariyaa agan lagaaye garjat barsat saawan aayo re laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye garjat barsat saawan aayo laayo naa sang mein humre bichhade balamvaa sakhi kaa karun haaye re haaye click here
ghadi milan ki aayi aayi tu chhutti le kar aa jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa ajab musibat aayi aayi yahaan to sun mere raja ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ghadi milan ki aayi aa jaa ri zoo zoo aa jaa munnu ko sula jaa laal palang par moti heera teenon baba so jaa aa jaari zoo zoo aa jaa jab byaah kiya to darna kya jaani bolo main to nahin bolun nahin bolun nahin ho sang nahin dolun nahin dolungi ho mat dol uppar wala dekhta hai toda kisne dil ka shivala dekhta hai dekhe ye durga maai maai hua badan mera aadhaa isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja ghadi milan ki aayi chali aa re tu sab ko neend ki goli de ke dil ke tukde ko goli dega re are aisa nahin hoga nahin hoga re hmm naa ho to main bechara kya karunga tere pyaar ke aansun pee ke so click here
hmm hmmm hmmm hmmmmm hmmm hmmm ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar kal subah dekha to baal banaati wo khidki mein aayi nazar ghar se nikalte hi aaaaaaaaaaaa maasoom chehra neechi nigaahen bholi si ladki bholi adaayen na apsaraa hai na wo pari hai lekin ye uski jaadugari hai deewaana kar de wo ek rang bhar de wo sharma ke dekhe jidhar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaa karta hoon uske ghar ke main phere hasne lage hain ab dost mere sach keh raha hoon uski kasam hai main phir bhi khush hoon bas ek ghum hai jise pyaar karta hoon main jispe marta hoon usko nahin hai khabar ghar se nikalte hi kuchh door chalte hi raste mein hai uska ghar aaaaaaaaaaaa ladki hai jaise koyi paheli kal jo mili mujh ko uski saheli maine kaha usko jaake ye kehna achchha nahin hai yun door rehna kal shaam click here
ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana chali aati qayaamat anjuman mein chali aati qayaamat anjuman mein gulon ko aag lag jaati chaman mein alag baitha alag baitha koi mastaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana jo dekha hai suna hai zindagi mein jo dekha hai suna hai zindagi mein wo banke dard reh jaata naa jee mein fakat ik khaab fakat ik khaab ik afsaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana usi deewangi mein bekhudhi mein usi deewangi mein bekhudhi mein naa khulti aankh saari zindagi mein sadaa gardish mein sadaa gardish mein ik paimaana hota khudaaya kaash main deewana hota ghum e hasti se bas begaana hota khudaaya kaash main deewana hota click here
gusse mein jo nikhraa hai uss husn kaa kya kehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna iss husn ke shole ki tasveer bana len hum tasveer bana len hum inn garm nighaahon ko seene se laga len hum seene se laga len hum pal bhar isi aalam mein pal bhar isi aalam mein aye jaane adaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna ye dehka hua chehra ye bikhri huyi zulfen ye bikhri huyi zulfen ye badhti huyi dhadkan ye chadti huyi saansen ye chadti huyi saansen samaan e kazaa ho tum samaan e kazaa ho tum samaan e kazaa rehnaa kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna pehle bhi hansi thi tum lekin ye haqeeqat hai lekin ye haqeeqat hai wo husn musibat tha ye husn qayamat hai ye husn qayamat hai auron se to badh kar ho auron se to badh kar ho khud se bhi siwaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna click here
hooooo hoooo hoooo hooooo hmmmmm aaaaaaaa tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun mujhko pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara maine dil se tujhe kyun pukaara maine dil se tujhe kyun pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hoooooo oooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo tu udhar main idhar dono ke dil hai deewane pyaar mein hmmm hmmm hmmm hmmm tu udhar hmmm hmmm hmmm hmmm main idhar aa ha ha ha ha dono ke dil hai deewane pyaar mein kudrat ne rachaa khel saara kudrat ne rachaa khel saara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun chup rahun kya karun aisa ho raha hai kyun hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun hmmm hmmm hmmm hmmm chup rahun hmmm hmmm hmmm hmmm kya karun aisa ho raha hai kyun mujhe mere khayaalon ne maara mujhe mere khayaalon ne maara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun click here
hoye ruthe saiyaan haaye ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum jhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi koi unki bhi haaye raaaaam koi unki bhi yunhi neendiya loote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana laagi toote naa haaye raam laagi toote naa chaahe duniyaa chhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se wo naa maane haaye raaaam wo naa maane kisi ka chahe dil toote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum click here
haila haila hey tari ra ra ra ri ra ri ra ra tari ra ra ra ri ra ra ra haila haila haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila huwa huwa haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re chhuna tha ek bahaana chhu liya chhu liya chhu liya hey pyaar tha ye puraana keh diya keh diya keh diya tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi tumko main maan gayi aaj pehchaan gayi nikle tum to deewaane meri chori maine pakdi gori baahen kaahe jakdi kaanpne laga hai ye jiya haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila main to mar gayi re bekhudi mein kya ye kar gayi re haila haila hua hua haila haila tune chhua haila haila jaan taras gayi re phir koyi ghata baras gayi re phir koyi ghata baras gayi re rok kar dil ko dekha na ruka na ruka na click here
humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa humaare dum se hai har ghum naa hum honge naa ghum hogaa humein ae dil kahin le chal khabar kyaa thi bahaar aa kar humaare aashiyaane par humaare aashiyaane par khabar kyaa thi bahaar aa kar humaare aashiyaane par humaare aashiyaane par nayi bijli giraaegi nayaa hum per sitam hogaa humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa tamannaaon se badli hai naa badlegi kabhi qismat naa badlegi kabhi qismat tamannaaon se badli hai naa badlegi kabhi qismat naa badlegi kabhi qismat likhaa hai jo muqaddar mein wohi teri kasam hogaa humaare dum se hai har ghum naa hum honge naa ghum hogaa humein ae dil kahin le chal badaa teraa karam hogaa click here
heyyyyyy hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum jo kamzor hain khud wo hi haath uthaaya karte hain jo darpok hain khud wo hi aankh dikhaaya karte hain dadagiri se kabhi ghabraaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum teri himmat hi kismat jo bigdi baat banaayegi shaan se tu ye kadam utha manzil khud mil jaayegi maraa maari mein khud ko uljhaaya naa karo hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum loot maar se kya milta khoon kharaaba hota hai jaisi karni waisi bharni yahin faisla hota hai dushman ki lalkaar se tum dar jaaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har click here
hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun khona mera kuchh zaroori ho gayaa mere dosto main majboor sa ho gayaaaa hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaunn ab to raat bhi lagne lagi subah subah puchhti hai mere jeene ki wajah hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun haaa haaa hmmm hmmm aaaa hmmm hmmm hmmm kehna mujhko hai main tujhse hun roothaa mere maalik tu mujhko le uthaaaaa hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun hash de ek kash ke main duuuur chala jaaun ghumte ghumte main kahin kho jaaun click here
ru ru ru ruru ru ruru ru ruru ru ru ru ru ruru ru ruru ru ruru ru hawa se halki hoon aaj huyi jo unse mulaaqaat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulaaqaat soyi nahin main saari raat thamo re thamo mera haath re udne lage hain jazbaat hawa se halki hoon aaj huyi jo unse mulaaqaat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulaaqaat soyi nahin main saari raat thamo re thamo mera haath re udne lage hain jazbaat ruru ruru ruru ruru ru ruru ruru ruru ruru ru be ba ba ba ba ba be ba ba ba ba baa aaya re sawan bheegi hawayen pyaar ki maari uljhi pedon se latayen jaane kyun mujhko lagta hai aise rim jim bundon mein barse sajana ka pyaar aaaaa aaaa aaaa hawa se halki hoon aaj huyi jo unse mulaaqaat chali re chali main to aaj huyi jo unse mulaaqaat oooo aa aa aa aa oooo aa aa aa aa wo to sharmate thoda ghabrate apnon se apne man ki baatein kyun chhupate shor macha ke sabse kahungi chori nahin ki maine kiya unse pyaar yaaa yaaa yaaa hawa se halki hoon aaj huyi jo unse click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Baar Agar Tu Malhar (1951) 03:50 32404
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Arjun, Shammi
Duration : 03:50   Song Number : 32404   

Ek Dil Sau Dushman Waqt Waqt Ki Baat (1982) 04:57 18539
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Others
Duration : 04:57   Song Number : 18539   

Ek Jhooti Si Tasalli Shisham (1952) 03:01 14251
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:01   Song Number : 14251   

Ek Mahal Mein Chham Chham Karti Swayamvar (1980) 04:38 37469
 
Poster of Swayamvar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Duration : 04:38   Song Number : 37469   

Ek Nasihat Meri Yaaro Shriman Shrimati (1982) 05:13 39214
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhi
Duration : 05:13   Song Number : 39214   

Ek To Surat Pyaari Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:43 15174
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Beena Roy
Duration : 04:43   Song Number : 15174   

Falak Milega Tujhe Ghar Ghar Mein Diwali (1955) 03:17 17600
 
Poster of Ghar Ghar Mein Diwali (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:17   Song Number : 17600   

Garjat Barsat Malhar (1951) 02:10 38664
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:10   Song Number : 38664   

Garjat Barsat Saawan Barsaat Ki Raat (1960) 03:08 12847
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Gowda-Malhar
Duration : 03:08   Song Number : 12847   

Ghadi Milan Ki Aayi Aayi Ek Baap Chhe Bete (1976) 04:33 16434
 
Poster of Ek Baap Chhe Bete (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mahamood, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:33   Song Number : 16434   

Ghar Se Nikalte Hi Papa Kahte Hain (1996) 07:24 12227
 
Poster of Papa Kahte Hain (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Jugal Hansraj
Duration : 07:24   Song Number : 12227   

Ghum E Hasti Se Bas Vallah Kya Baat Hai (1962) 03:21 14393
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:21   Song Number : 14393   

Gusse Mein Jo Nikhraa Dil Hi To Hai (1963) 03:15 13102
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:15   Song Number : 13102   

Haaye Raam Na Tum Jaano Na Hum (2002) 05:57 12042
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Hrithik Roshan
Duration : 05:57   Song Number : 12042   

Haaye Ruthe Saiyaan Devar (1966) 03:37 13056
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Bela Bose
Duration : 03:37   Song Number : 13056   

Haila Haila Koi Mil Gaya (2003) 05:47 40392
 
Poster of Koi Mil Gaya (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Preity Zinta
Duration : 05:47   Song Number : 40392   

Hamen Aye Dil Chandni Chowk (1954) 03:14 31079
 
Poster of Chandni Chowk (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shekhar, Meena Kumari
Duration : 03:14   Song Number : 31079   

Hans Tu Har Dam Lootmaar (1980) 04:56 13617
 
Poster of Lootmaar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 04:56   Song Number : 13617   

Hash De Ek Kash Inteha (1984) 05:54 40885
 
Poster of Inteha (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Rajesh Roshan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:54   Song Number : 40885   

Hawa Se Halki Hoon Aaj Vishwanath (1978) 05:25 36188
 
Poster of Vishwanath (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Satrughan Sinha, Reena Roy
Duration : 05:25   Song Number : 36188   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan