MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRoshan
HomeRoshan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena jigar mein daag de gayi dakan ki ek haseena gulaab si khili huyi shabaab mein dhali huyi chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena jigar mein daag de gayi hmm hmm hmm hmm haseena bas yunhi rukna zara der aye jaan meri main band karlun inn aakhon mein tasveer teri bas yunhi rukna zara der aye jaan meri main band karlun inn aakhon mein tasveer teri nazar mein chubh ke reh gayi dakan ki ek haseena chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena gulaab si khili huyi shabaab mein dhali huyi chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena tauba ji kya rang kya roop kya baankpan hai paani mein bheega hai shola ke tera badan hai tauba ji kya rang kya roop kya baankpan hai paani mein bheega hai shola ke tera badan hai kahin khuli kahin chhupi dakan ki ek haseena chura ke dil ko le gayi dakan ki ek haseena dekho mere pyaar ne kya karishma dikhaya tujhko ajanta ki deewar se chheen laaya dekho mere pyaar ne kya karishma dikhaya tujhko click here
Deewane Do Dil Mile click here
dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum pyaar ka ye mahurat nikal jaayega nikal jaayega saans ki to bahut tez raftaar hai aur chhoti bahut hai milan ki ghadi gunthate gunthate ye ghata saanwari bujh na jaaye kahin roop ki phuljhari chudiyaan hi na tum chudiyaan hi na tum khankhnati raho ye sharmsaar mausam badal jaayega badal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum surkh honthon pe uff ye hansi madbhari jaise shabnam angaaron ki mehmaan ho jaado bunti huyi ye nasheeli nazar dekh le to khudaayi pareshaan ho muskuraao na aise muskuraao na aise chura kar nazar aaina dekh suraj machal jaayega machal jaayega dekhti hi raho aaj darpan na tum chaal aisi hai madhosh masti bhari neend suraj sitaaron ko aane lage itne naazuk kadam chum aaye agar sote sote biyaa baan gaane lage mat mahaavar rachaao mat mahaavar rachaao bahut paanv mein farsh ka marmari dil daihal jaayega daihal jaayega dekhti hi raho click here
dhoom mache dhoom aaj ki raina bhor hue tak jaage jawaani dhoom mache dhoom aaj ki raina bhor hue tak jaage jawaani hooo subah tak hum kahe ek kahaani jhoomti dhadkanon ki zubaani aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jab talak raat chale pyaar ki baat chale teri meri meri teri palken na jhapke rang lehraate rahe ang tharrate rahe tapi tapi chehron se shole si lapke hooo oo toka tohri hi kasam tod mat aur zulam hamka dai de anguthi nisaani tori hogi badi mehar baani ae kya samajhta hai hum to re praani hamra kaata toh maange na paani dhoom mache dhoom aaj ki raina bhor hue tak jaage jawaani aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa masti kuchh aur badhe nasaa kuchh aur chadhe dukh wala dhyan koi aaj hame aaye na dukh jo aaye to kya ghum sataaye to kya aadmi ko chaahiye ke kabhi ghabaraaye na hooo oo tootne wala hai dam khaaye jaata hai ye ghum bane dulhan meri bitiyaa raani umar ghar mein pade na bitaani har museebat hai aani se jaani hai ye apne guruji ki vaani dhoom mache dhoom aaj ki raina click here
iss paanch mann ke jism se kya faayda humen are pehlu mein le ke baithe hainnn dil do chhataak ka dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh o kiya yaar ne shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh chala jab nazar ka chaaku hua dil cham chamku main ho gaya aaku baaku tu meri ho gayi bhibdi tet ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh aise uss yaar ne taada chala dil pe kulhada kulhada kulhada ye kaisa fatka maara haaye mujhe kar gaya lamletiya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh pada jab prem mein ghaata to bika apna aata laga wo chaata faata are main ho gaya chatam chat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh dil ho gaya shanty flat ya rabba kher ho guru phitte muh ho guru phitte muh kiya yaar ne shanty flat ya rabba kher ho click here
dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai har haal mein jisne saath diya wo ek bechara dil hi to hai koi saathi na koi sahara koi manzil na koi kinara ruk gaye jis jagah dil ne roka chal diye jis taraf dil pukara hum pyaar ke pyaase logon ki hum pyaar ke pyaase logon ki manzil ka ishaara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai haar mani nahin zidagi se hans ke milte rahe har kisi se kyun na iss dil pe qurbaan jayen seh liye jisne ghum bhi khushi se sukh mein jo na khele hum hi to hain sukh mein jo na khele hum hi to hain dukh se jo na haara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai apni zindadili ke sahare humne din zindagi ke guzare warna iss be murwat jahan mein aur kabze mein kya hai hamare har cheez hai daulat walon ki har cheez hai daulat walon ki mufliss ka sahara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai click here
dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka nagma sa koi jaag utha badan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein jhankaar kee see tharathari hai tan mein ho o o mubaraq tumhe kisi ki larazti si baahon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka tauba ye kissne anjuman saja ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke tukde kiye hain guncha e wafaa ke ho o o uchhalo gulon ke tukde ke rangin fizaon mein rehne ki raat aayee dil jo na keh saka chaliye mubaraq jashan dosti ka daaman to thama aapne kissi ka daaman to thama aapne kissi ka ho o o humen to khushi yahi hai tumhen bhi kisi ko apna kehne ki raat aayee dil jo na keh saka saagar uthao dil ka kis ko ghum hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai aaj dil ki keemat jaam se bhi kam hai ho o o piyo chahe khoon e dil ho ke pite pilate hi rehne ki raat aayee dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayee dil jo na keh saka click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa keh sakaa wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo naa kah sakaa nagma sa koi jaag uthaa badan mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein jhankaar ki si tharthari hai tann mein ho pyaar ki inhi dhadakti dhadakti fizaaon mein rahne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi ab tak dabee thi ek mauj e armaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan lab tak jo aayi ban gayi hai toofaan ho baat pyaar ki behakti behakti nigaahon se kehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi guzrein na ye shab khol doon ye julfein tumko chupaa loon moond ke ye palkein tumko chupaa loon moond ke ye palkein ho bekaraar si larajti larajti si chaaon mein rehne ki raat aayi dil jo na keh saka wohi raaz e dil kehne ki raat aayi dil jo na keh sakaa click here
lala lala lala laaa lala lala lala laaa dil ki kaliiiii yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe dil ki kali yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe bhaabhi shaadiyaan kar chuke jitne bhi yaar the ek hum reh gaye taaliyaan maarte par duaa hai doston ki mehfil to sajti raheeeee ye jo hain beech mein chaand saa laadlaa do dilon ke jawaan pyaar kaa silsilaa iske jeevan mein khushi ki barkha barasti rahe lala lala lala laaa lala lala lala laaa dil ki kali yun hi sadaaaa khilti raheeee hansti rahe bagiyaa tumhari mehkti rahe aa haaaa aaaaa haaaaaa haaaaa hey click here
dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan dil ko mere tod ke saath mera chhod ke tune to sab paa liya maine ganwaaya jahaan dard bhari daastaan dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai tu hi bataa de mujhe main hoon kahaan tu kahaan main hoon kahann tu kahaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi rone lagi zindagi hansne laga aasmaan hansne laga aasmaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan click here
dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye oonchee oonchee deewaaron see iss duniyaa ki rasmein naa kuchh tere bas mein julie naa kuchh mere bas mein dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye jaise parbat pe ghataa jhukti hai jaise saagar se lehar uthti hai aise kisi chehre pe nigaah rukti hai jaise parbat pe ghataa jhukti hai jaise saagar se lehar uthti hai aise kisi chehre pe nigaah rukti hai hoooo rok nahin saktee nazron ko duniyaa bhar ki rasmein naa kuchh tere bas mein julie naa kuchh mere bas mein dil kya kare jab kisi se kisi ko pyaar ho jaaye jaane kahan kab kisi ko kisi se pyaar ho jaaye aa main teri yaad mein sab ko bhulaa doon duniyaa ko teri tasveer banaa doon meraa bas chale to dil cheer ke dikhaa doon aa main teri yaad mein sab ko bhulaa doon duniyaa ko teri tasveer banaa doon meraa bas chale to dil cheer ke dikhaa doon hoooo daud rahaa hai saath click here
dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gayi aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya haal aisa rahega agar hum to deewane ho jaayenge haal aisa rahega agar hum to deewane ho jaayenge humko dhoondegi duniya kahan ik duje mein kho jaayenge bas jo kehna tha keh liya bas jo sunna tha sun liya aaja agar tujhe aana hai aana hai waapas mujhe nahin jaana hai jaana hai mushkil ye vaada nibhaana hai ye soch le saathiya dil leke haan jaan leke haan teri gali mein main aa gaya mera aanchal zara thaam le apna saajan bana loon tujhe haan mera aanchal zara thaam le apna saajan bana loon tujhe baith jaa tu mere saamne apne dil mein bassa loon tujhe aaj hi click here
oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana jeene na dega ye zamaana oo oo oo dil na lagana kehta raha dil sunte rahe hum daastaane ghum teri muhabbat mein aise rahe hum laakhon sitam ban gaya ek fasaana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana uthati jawaani mein dil jo lagaaye chain na paaye dil ja ke pehlu pe wapas na aaye haaye re haaye pichhe pade hai pachhatana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana mil na sake haaye do dil bechaare kismat ke maare yaad aa rahe hain jo din gujaare saath tumhare haaye wo gujra zamaana oo oo oo dil na lagana oo oo oo dil na lagana jeene na dega ye zamaana oo oo oo dil na lagana click here
sitaaron ki mehfil mein goonje ka taraana ke honthon pe aaya hai dil ka fasaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar tumhaara main hoon saagar tum ho kinaraa sitaaron ki mehfil mein goonje ka taraana ke honthon pe aaya hai dil ka fasaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara ajab shaam hai ye pyaar ki pehlun mein sabke yaar hai ajab raat hai zazbaat ki dil mein pyaar hi pyaar hai yeh pyaar tumhaara yeh pyaar humaraa hai khoob nazaara zamaana ussi ka hai saara zamaana ke jisne bhi seekha hai pyaar nibhaana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar tumhaara main hoon saagar tum ho kinaraa kadam aayen hain uss mod pe hum tum hai jahaan saamne nazar se nazar karne ab lagi baaten bade hi raaz se yeh raaz tumhaara yeh naaz humaraa kare hai kya ishaara nishaane pe dil hai ke dil pe nishaana deewana hai apni hi dhun mein deewana are dil ne dil ko pukaaraa lo main aayaa milne doobaara manzil pyaar click here
dil tujhe diyaa tha rakhne ko tune dil ko jalaa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko tune dil ko jalaa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa bhanware ke labon per fariyaadein kaliyon ke labon par muskaanein bhanware ke labon per fariyaadein kaliyon ke labon par muskaanein bhanware ka kaleja kaliyon mein haai kisne chhupa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko jis dard se duniyaa darti hai jis ghum se kinaara karti hai jis dard se duniyaa darti hai jis ghum se kinaara karti hai teri nazar ne mere seene mein wo dard chhupa ke rakh diyaa kismat ne de ke pyaar mujhe mera dil tadpa ke rakh diyaa dil tujhe diyaa tha rakhne ko jab dil mein tumhein basaaya tha aashaa ka deep jalaaya tha jab dil mein tumhein basaaya tha aashaa ka deep jalaaya tha taqdeer ke ek hi jhonke ne wo deep bujhaa ke rakh diyaa kismat ne de ke click here
dilruba aa meri baahon mein aa dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya mausam ne jaado kiye itni khushi kis liye mausam ne jaado kiye aaj shaam tu mere paas hai tu paas hai phir bhi piyaas hai is piyaas mein pyaar ka hai mazaa tujhko nahin ye pata dilruba do din zamaana hai ye achha bahaana hai ye do din zamaana hai ye ye bahaar to chali jaayegi chali jaayegi phir waapas aayegi rut ke issi aane jaane mein hi jeevan guzar jaayega dilruba aa meri baahon mein aa baahon mein kya in nigaahon mein kya main tere dil mein piya click here
main ek disco tu ek disco main ek disco tu ek disco duniya hai ek disco disco 82 disco 82 disco 82 lala laa laa pa ni sa ni sa re sa ni sa pa pa ni re rama rama rama meri khushiyan mere sapne hai zinda yahin mujhe pinjra na dikhao main parinda nahin meri khushiyan mere sapne hai zinda yahin mujhe pinjra na dikhao main parinda nahin mujhe kehne de kehne de tujhko meri kasam lala la laa ye jaam to phir jaam hai koi zeher to nahi ise peeke gungunaun tu khafa to nahin ye jaam to phir jaam hai koi zeher to nahi ise peeke gungunaun tu khafa to nahin mujhe jeene de jeene de tujhko meri kasam disco 82 disco 82 disco 82 lala la laa tu mujhse main tujhse kuchh kehte rahen raat adhi baat baaki hum behkte rahen tu mujhse main tujhse kuchh kehte rahen raat adhi baat baaki hum behkte rahen mujhe udne de udne de tujhko meri kasam disco 82 disco 82 disco 82 lala laa main ek disco tu ek disco main ek disco tu ek disco duniya hai ek disco disco 82 disco 82 disco 82 lala la laa click here
dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor chaand pari hai chanchal hai wo teri hai chitchor mukhade ko hi takte takte ho jaayegi bhor gori dhan ka tumhein darshan hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat aisi betabi hai kaisi padi hai saari raat jee bhar bhar ke kar lena tum kamseeniya se baat kandhe pe jhuka saaman hoga o mann thodi dheer dharo baahon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot wo hai teri padminiya aur tu baanka rajpoot gaj bhar ki chaati rakhata hai dil bhi rakh majboot nayanon nayanon mein ran hoga o mann thodi dheer dharo baanhon mein chaandi ka badan hoga o mann thodi dheer dharo dulhan se tumhara milan hoga o mann thodi dheer dharo click here
duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain poochhe koi ke dil ko kahaan chhod aayen hain kis kis se apna rishtaa e jaan tod aayen hain mushkil ho arz e haal mushkil ho arz e haal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya poochhe koi ke dard e wafaa kaun de gaya raaton ko jaagne ki sazaa kaun de gaya kehne se ho malaal kehne se ho malaal to hum kya jawaab dein tum ko naa hoo khayaal to hum kya jawaab dein duniyaa karen sawaal to hum kya jawaab dein click here
duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai koi koi apne piya ke kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai door hi rehte hain unse kinaare din ko na koi maajhi paar utaare door hi rehte hain unse kinaare din ko na koi maajhi paar utaare saath hai maajhi to kinaara bhi kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai chaahe bujhaa de koi deepak saare preet bichhaati jaaye raah mein taare chaahe bujhaa de koi deepak saare preet bichhaati jaaye raah mein taare preet deewani ki kahaani bhi ajeeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai barkhaa ki root ho yaa din hon bahaar ke lagte hain sune sune bin tere pyaar ke tu hai to zindagi ko zindagi naseeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai koi koi apne piya ke kareeb hai duniyaan mein aisa kahaan sab ka naseeb hai click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dakan Ki Ek Haseena Ulta Seedha (1985) 05:40 18537
 
Poster of Ulta Seedha (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Rati Agnihotri
Duration : 05:40   Song Number : 18537   

Deewaane Do Dil Mile Kudrat (1998) 06:40 40004
 
Poster of Kudrat (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Akshaye Khanna, Urmila Matondkar
Duration : 06:40   Song Number : 40004   

Dekhti Hi Raho Aaj Nai Umar Ki Nai Fasal (1965) 03:19 13825
 
Poster of Nai Umar Ki Nai Fasal (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajeev
Raag- 
Kedar
Duration : 03:19   Song Number : 13825   

Dhoom Mache Dhoom Kaala Patthar (1979) 06:07 20340
 
Poster of Kaala Patthar (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Neetu Singh, Parveen Babi, Others
Duration : 06:07   Song Number : 20340   

Dil Ho Gaya Shanty Flat Shisham (1952) 03:19 15670
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Nazim Panipati
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 15670   

Dil Jo Bhi Kahega Dil Hi To Hai (1963) 03:16 15630
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 15630   

Dil Jo Na Keh Saka Bheegi Raat (1965) 04:21 11818
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Meena Kumari, Pradeep Kumar
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 11818   

Dil Jo Na Keh Saka (Female) Bheegi Raat (1965) 04:43 36052
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:43   Song Number : 36052   

Dil Ki Kali Yun (Happy) Inkaar (1977) 04:24 13372
 
Poster of Inkaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:24   Song Number : 13372   

Dil Ki Preshaaniyaan Hum Log (1951) 03:26 13359
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:26   Song Number : 13359   

Dil Kya Kare Julie (1975) 06:40 17908
 
Poster of Julie (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Laxmi, Vikram
Duration : 06:40   Song Number : 17908   

Dil Leke Na Tum Jaano Na Hum (2002) 06:52 20371
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Esha Deol
Duration : 06:52   Song Number : 20371   

Dil Na Lagana Mashuqa (1953) 03:07 13638
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ameer
Duration : 03:07   Song Number : 13638   

Dil Ne Dil Ko Pukaaraa Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 07:57 21244
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan
Duration : 07:57   Song Number : 21244   

Dil Tujhe Diya Tha Malhar (1951) 04:14 13669
 
Poster of Malhar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Arjun
Duration : 04:14   Song Number : 13669   

Dilruba Aa Meri Baahon Mein Aa Yehi Hai Zindagi (1977) 06:39 31096
 
Poster of Yehi Hai Zindagi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Seema Deo
Duration : 06:39   Song Number : 31096   

Disco 82 Khud-daar (1982) 03:43 32327
 
Poster of Khud-daar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Parveen Babi
Duration : 03:43   Song Number : 32327   

Dulhan Se Tumhara Anokhi Raat (1968) 04:00 32500
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Zaheeba
Duration : 04:00   Song Number : 32500   

Duniyaa Karen Sawaal To Hum Bahu Begum (1967) 03:09 20413
 
Poster of Bahu Begum (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Ashok Kumar
Duration : 03:09   Song Number : 20413   

Duniyaan Mein Aisa Devar (1966) 03:20 13057
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Baby Fareeda
Duration : 03:20   Song Number : 13057   
Karaoke Songs of roshan, Sad Songs of roshan, Love Songs of roshan, Dance Songs of roshan, Hip-hop songs of roshan, Best songs of roshan, Super hit songs of roshan, hit songs of roshan, duet songs of roshan, solo songs of roshan, old songs of roshan, famous songs of roshan, Hindi Karaoke Songs of roshan, Hindi Sad Songs of roshan, Hindi Love Songs of roshan, Hindi Dance Songs of roshan, Hindi Hip-hop songs of roshan, best Hindi songs of roshan, super hit Hindi songs of roshan, hit Hindi songs of roshan, duet Hindi songs of roshan, solo Hindi songs of roshan, old Hindi songs of roshan, famous Hindi songs of roshan, Sing Along Songs of roshan, Sing Along Sad Songs of roshan, Sing Along Love Songs of roshan, Sing Along Dance Songs of roshan, Sing Along Hip-hop songs of roshan, Sing Along Best songs of roshan, Sing Along Super hit songs of roshan, Sing Along hit songs of roshan, Sing Along duet songs of roshan, Sing Along solo songs of roshan, Sing Along old songs of roshan, Sing Along famous songs of roshan