badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se shikwaa bhi kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se jeene ko jee rahe hain marne ka dar nahin hai apni duwaaon mein ab shayad asar nahin hai shayad asar nahin hai sunta nahin hai koi faryaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se barbaadiyon ke saaye mein ghar basa rahe hain le ab tere jahaan se hum door ja rahe hain hum door ja rahe hain barbaad hone waale barbaad kya karenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se maana ke bewafa hum tum bhi to bewafa ho phir kaun si khata thi jis par ke tum khafa ho jis par ke tum khafa ho khushiyaan tumhen mubaarak na shaad hum rahenge jab tu hi bewafa hai teri yaad kya karenge badnaam zindagi se
Badnaam Zindagi Se
Majboori (1986)