MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadan-Mohan
HomeMadan-Mohan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mast pawan dole re dole re dole re mast pawan dole re dole re dole re mora jiya uda jaaye jaise barkha mein mor lehraaye haaay mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae dole pawan aur odhaniya udaaye dole pawan aur odhaniya udaaye odhaniya sambhaalun to ghunghat uthaaye ghunghat bachaaun to aanchal giraaye dole pawan aur odhaniya udaaye kahaan jaake chhupe haaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae jhonka jo aaye to jiya mora sanke jhonka jo aaye to jiya mora sanke paayal kare shor bichhua bhi chhanke khole na bairi ye bhed kahin mann ke jhonka jo aaye to jiya mora sanke isse koi samjhaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi naam unka le le ke bindiya lagaayi kesar mein tori chunriya rangaayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi koi pee ka sandesha laaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan click here
oooo hoooo hooo oooo hoooo hooo hooo hooo hoooo lara lala la lara lala lara lala lara lala lala oooo hoooo hooo hooo oooo hoooo hooo hooo masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka pyaar behltaa nahin behlaane se pyaar behltaa nahin behlaane se lo main chaman ko chala veerane se shamma hai kab se juda parwaane se ashq thamenge nazar mil jaane se dil se milega deewana koi dil kaa aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mil ke wo pehle bahot sharmaayegi mil ke wo pehle bahot sharmaayegi aage badegi magar ruk jaayegi ho ke kareeb kabhi ghabraayegi aur kareeb kabhi kheench aayegi khel nahin hai manaana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mukhde se zulf zara sarkaaunga haaye mukhde se zulf zara sarkaaunga suljhega pyaar uljh click here
mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan hai jisne banaya mitaaye wohi hai jisne banaya mitaaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi phool kaanton ko sang sang khilaye wohi khel jeevan maran kaaaaaaaa khel jeevan maran ka rachaye wohi daale maati ke putle mein jaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan jo vidhata ne likhi use maan le praan deve wohi aur wo hi praan le praan deve wohi aur wo hi praan le tere bas mein hai kyaaaaaaa tere bas mein hai kya ye zara jaan le tu hai nirbal to wo balwaan mat bhool are insaan mat bhool are insaan teri neki badi nahin uss se chhupi sab dekh raha bhagwan mat bhool are insaan mat bhool are insaan click here
meow meow meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi bol mere balma ki surat hai kaisi bol mere balma ki surat hai kaisi meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi dil to pehchaan liya hai bada pyaar bhara ankh jisse na hate aankhen aisi hain kya dil to pehchaan liya hai bada pyaar bhara ankh jisse na hate aankhen aisi hain kya chaal kaisi hai bata hogi dariya ki tarah chaal kaisi hai bata hogi dariya ki tarah honth honge aise jaise pankhudi gulaab ki meow meow meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi bol mere balma ki surat hai kaisi bol mere balma ki rat hai kaisi meow meow meri sakhi achchhi achchhi meri sakhi dekh kar unko kahin chaand jalta to nahin unke aangan mein khada haath malta to nahin dekh kar unko kahin chaand jalta to nahin unke aangan mein khada haath malta to nahin unke baalon se hawa roz chhu jaati hai kya unke baalon se hawa roz chhu jaati hai kya jaan gayi main wo kyun khushbuon se click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm lala lal lal la lala la lara la mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera jeevan hai ye mera singaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai meri chhoti si bagiyaa ke o baaghbaan meri chhoti si bagiyaa ke o baaghbaan tere dam se hai saari bahaaren yahaan tere dam se hai saari bahaaren yahaan saare baagon se achhchha ye gulzaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera jeevan hai ik muskuraahat teri mera jeevan hai ik muskuraahat teri meri duniyaa hai kadmon ki aahat teri meri duniyaa hai kadmon ki aahat teri tere kadmon mein hi mera ghar baar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai mera chhota sa dekho ye sansaar hai chhod ke main tujhe koi jannat na loon chhod ke main tujhe koi jannat na loon tere badale mein duniyaa ki daulat naa loon tere badale mein duniyaa ki daulat naa loon meri pooja piya tera deedar hai mera chhota sa click here
aye abdul rehmaan duuueesheee hey hey mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah leo ji bhai shaab humra pishtaa bahot achchhaa leo ji mem shaab humra pishtaa nahin kachchaa leo ji shab log khaayenga aap ka baal bachchaa khaa ke dekho very very good mera charlie badaam pishtaa mera naam abdul rehman pishtaa waala main hoon pathaan khaane waale ka dil hota gul gul waah re waah re waah waah abdul rehmaan ki main abdul rehmanniyaaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniya yahi mera sona chaandi yahi meri duniyaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniyaaa abdul rehmaan ki main abdul rehmanniya hooooo ooooo ooooooo ooooooooo aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa hooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo khush hoon main chaahe mujhe rakhe jiss haal meinnnnn khush hoon main chaahe mujhe rakhe jiss haal mein click here
mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mere din guzar rahen hain teri yaad ke sahaare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare mera dil tadap rahaa hai teri aarzoo ke maare bechain mere dil ko bas ek baar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale mujhe ik jhalak dikhaa ke pardon mein chhupne waale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale kab tak lage rahenge khamoshiyon ke taale nazaren churane waale nazaren to chaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa click here
aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de meri zindagi ki raaten aa dard se basaa de dil soz se hai khaali ik aag si laga de meri khushi ka daaman aa taar taar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani chhayi huyi ghataa mein jaise chhupa ho paani tunjh mein chhupi huyi hai meri bhi zindgani main to hoon saath tere ye aetbaar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa mera qaraar le jaa mujhe beqaraar kar jaa dam bhar to pyaar kar jaa click here
tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon kabhi mujhko yaad kar ke jo bahenge tere aansoon to wahin pe rok lenge unhe aake mere aansoon tu jidhar ka rukh karega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi tu agar udaas hoga to udaas hongi main bhi nazar aaoon ya na aaoon tere paas hongi main bhi tu kahin bhi jaa rahega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna main agar bichhad bhi jaaun kabhi mera ghum na karna mera pyaar yaad kar ke kabhi aankh nam na karna tu jo mud ke dekh lega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera click here
mere ashqon ka ghum na kar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil apni barbaadiyon se dar ae dil apni barbaadiyon se dar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil silsila rok beeti baaton ka silsila rok beeti baaton ka silsila rok beeti baaton ka warna tadpega raat bhar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil raah sunsaan hai andhera hai raah sunsaan hai andhera hai raah sunsaan hai andhera hai kaise tay hoga ye safar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil teer barsaayen chaand ki kirnen teer barsaayen chaand ki kirnen teer barsaayen chaand ki kirnen raat ke nange jism par ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil apni barbaadiyon se dar ae dil mere ashqon ka ghum na kar ae dil ae dil ae dil ae dil ae dil click here
mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa kal jo lagi thi tere gale se aaj wo birhan path mein padi hai paanv ke neeche jalti hai dharti sir pe birha ki dhoop khadi hai mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa deepak se lau door ho jaise jaise kiran sooraj se paraayi dekhi na hogi jag ne sanwariya aisi mili hai mujhko judaayi mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa pyaar sahaara tha jeevan ka pyaar hi mujhko raas na aaya ab hai bhatakna galiyon galiyon saath liye apni hi chhaya mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa click here
mere dil mein aane waale mujhko pyaar sikhane waale mere dil ki taraf se many many thanks meethe baan chalane waale meri neend churane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks teri zulfon ke naag mujhe das gaye mere khwabon mein tum bhi to bas gaye teri zulfon ke naag mujhe das gaye mere khwabon mein tum bhi to bas gaye aji hum tumse tum hamse fans gaye meethe baan chalane waale meri neend churane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks oh mere dil mein aane waale mujhko pyaar sikhane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks jaadu nazron ka dil furr ho gaya ek chutki mein pehlu se wo kho gaya jaadu nazron ka dil furr ho gaya ek chutki mein pehlu se wo kho gaya chalo achha hua jo bhi ho gaya mere dil mein aane waale mujhko pyaar sikhane waale mere dil ki taraf se many many thanks meethe baan chalane waale meri neend churane waale mere dil ki taraf se many many many many thanks hum to bhukhe hain duniya mein pyaar ke hum bhi click here
mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke ye nazar ki bijliyan toot ke kahin le gayi humen loot ke karen kya ke apni khushi se bhi huye hum tabaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai tu hai saamne to qaraar hai teri berukhi se bhi pyaar hai jab bhi rooth rooth ke rok li teri humne raah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se tujhe dekh loon main kareeb se tujhe maang loon main naseeb se teri shokh zulf ke saaye mein jo mile panaah kabhi kabhi aji haan nazar ne kiya to hai ye haseen gunaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi ye haseen nigaah kabhi kabhi mere dil se aa ke lipat gayi click here
taj tere liye ek mazhar e ulfat hi sahi tujhko iss waadiye rangeen se akeegat hi sahi meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai anginat logon ne duniyan mein mohabbat ki hai kaun kehta hai ke sadiq na the zazbe unke lekin unke liye tashheer ka samaan nahin kyuke wo log bhi apni hi tarah muflis the meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye chaman zar ye jamuna ka kinara ye mahal ye mulakash dar o deewar ye mehraaw ye taak ik shehnshaah ne daulat ka sahara le kar hum gareebon ki mohabbat ka udaya hai mazaak meri mehboob meri mehboooob meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob kahin aur mila kar mujhse meri mehboob click here
mere pyaar mein tujhe kya mila tere dil ka phool na khil saka mere pyaar mein tujhe kya mila tera rang roop ujad gaya ke haseen chehra utar gaya na bahaar hai na singaar hai na koi khushi na qaraar hai mujhe apne aap se hai gila mere pyaar mein tujhe kya mila rahin dil ke dil hi mein hasrten bani zeher pyaar ki raahten tujhe khaa gayin ye khamoshiyan bani chudiyaan teri bediyaan ke ghumon pe kuchh bhi naa bas chala mere pyaar mein tujhe kya mila mere dil yahan se tu chal kahin mujhe koi jeene ka haq nahin main karunga tera hi khatma tere saath apna bhi khatma mera aaj hai yahi faislaa yahi faisla yahi faisla yahi faislaaa aaaaaaaa click here
meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam raat bhar jaagenge hum tumse chhup chhup ke sanam aankh jhapke naa kabhi chaand taaron ki kasam dil mera aaj ye iqraar kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai baat jo unse chali wo idhar aake ruki baat jo unse chali wo idhar aake ruki naam jab unka liya ek khushboo si udi ik tasavvur hai jo madhosh kiye jaata hai door se pyaar ka paigaam diye jaata hai meri aankhon se koi neend liye jaata hai click here
meri aawaaz suno pyaar ka raaz suno meri aawaaz suno maine ek phool jo seene pe sajaa rakhaa tha uske parden mein tumhen dil se lagaa rakha tha tha juda sab se mere ishq ka andaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno zindagi bhar mujhe nafrat si rahi ashkon se mere khwaabon ko tum ashkon mein doobote kyun ho jo meri tarha jiyaa karte hain kab marte hain thak gaya hoon mujhe so lene do rote kyun ho so ke bhi jaagte hi rehten hain jaanbaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno meri duniyaan mein naa purab hai naa pachham koi saare insaan simat aaye khuli baahon mein kal bhataktaa tha main jinn raahon mein tanha tanha kaafile kitne mile aaj unhi raahon mein aur sab nikle mere humdum o humraaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno naunihaal aate hai arthi ko kinaare kar lo main jahaan tha inhen jaana hai wahaan se aage aasmaan inka zameen inki zamaana inka hai kai inke jahaan mere jahaan se aage inhen kaliyaan na kaho hain ye chaman saaz suno meri aawaaz suno meri click here
meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat liye meri duniyaan mein tum aayin tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye kab se yun hi phirta tha main armaan ki baaraat liye meri duniyaan mein tum aayin dhalka aanchal faila kaajal aankhon mein ye raaz liye kaise jaaun sakhiyon mein ab teri ye saugaat liye dhalka aanchal faila kaajal seene ki ye dhadkan sun le naa koi haaye haaye haaye dekhe naa koi naa jaao naa jaao hato hato darr lagta hai suno suno darr lagta hai dil mein kitni kaliyaan mehki kaise kaise phool khile naazuk naazuk meethe meethe honthon ki khairaat liye meri duniyaan mein tum aayin chaand se kaise aankhen milaaun baahon mein aao tumko bataaun bas bhi karo ab naa daro raat hai ye apni paayal chhanke kangna khanke badli jaaye chaal meri manzil manzil chalna hoga haathon mein ab haath liye meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat click here
aa aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa aa aaaa aaaa meri veena tum bin roye meri veena tum bin roye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye sanvariyaa tum jahaan base ho main wo gaon na jaanon bitegi kab birhaa ki yeh paapan shaam na jaanon haai madhur milan kab hoye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye tujh bin mere geet adhoore honton pe sharmaaye saaz uthaun taar na baaje tadap tadap reh jaaye meri peer na jaane koye sajna sajna sajna meri veena tum bin roye haaye roye haaye roye click here
meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein juda meri manzil juda teri raahen juda meri manzil juda teri raahen milengi na ab teri meri nigahen mujhe teri duniya se hai door jaana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil yeh ro ro ke kehta hai toota hua dil nahin hoon main teri muhabbat ke qaabil mera naam tak apne lab pe na laana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana meri yaad mein tum na aansoo bahana na jee ko jalaana mujhe bhool jaana samajhna ke tha ek sapna suhana woh guzra zamaana mujhe bhool jaana meri yaad mein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mast Pawan Dole Re Bawarchi (1972) 04:51 41015
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:51   Song Number : 41015   

Masti Mein Chhed Ke Haqeeqat (1964) 04:24 13316
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:24   Song Number : 13316   

Mat Bhool Are Insaan Mastana (1954) 03:18 16275
 
Poster of Mastana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Chaman Puri
Duration : 03:18   Song Number : 16275   

Meow Meow Meri Sakhi Pooja Ke Phool (1964) 03:28 20314
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:28   Song Number : 20314   

Mera Chhota Sa Dekho Bhai Bhai (1956) 03:30 12900
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Niroopa Roy
Duration : 03:30   Song Number : 12900   

Mera Naam Abdul Rehman Bhai Bhai (1956) 05:18 12901
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Nimmi, Kishore Kumar
Duration : 05:18   Song Number : 12901   

Mera Qaraar Ashiana (1952) 03:18 12741
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 12741   

Mera Quraar (Female) Ashiana (1952) 03:32 12740
 
Poster of Ashiana (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:32   Song Number : 12740   

Mera Saaya Saath Hoga Mera Saaya (1966) 06:22 21325
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Nand
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:22   Song Number : 21325   

Mere Ashqon Ka Ghum Lata Mangeshkar (Tere Bagair) 04:09 39387
 
Poster of Lata Mangeshkar (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Madhu Bala
Duration : 04:09   Song Number : 39387   

Mere Bichhde Saathi Chirag (1969) 05:30 12999
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:30   Song Number : 12999   

Mere Dil Mein Aane Waale Baap Bete (1959) 03:40 36997
 
Poster of Baap Bete (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Jagdeep, Chitra
Duration : 03:40   Song Number : 36997   

Mere Dil Se Aa Ke Lipat Neela Akash (1965) 04:29 11890
 
Poster of Neela Akash (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Mala Sinha
Duration : 04:29   Song Number : 11890   

Mere Mehboob Kahin Aur Gazal (1964) 03:53 16241
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:53   Song Number : 16241   

Mere Pyaar Mein Tujhe Suhagan (1964) 03:29 14291
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 03:29   Song Number : 14291   

Meri Aankhon Se Koi Pooja Ke Phool (1964) 03:30 20938
 
Poster of Pooja Ke Phool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:30   Song Number : 20938   

Meri Awaz Suno Naunihal (1967) 06:50 20939
 
Poster of Naunihal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 06:50   Song Number : 20939   

Meri Duniyaan Mein Heer Raanjha (1970) 05:02 13327
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:02   Song Number : 13327   

Meri Veena Tum Bin Roye Dekh Kabira Roya (1957) 02:59 13045
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ameeta, Anita Guha
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:59   Song Number : 13045   

Meri Yaad Mein Tum Madhosh (1951) 03:02 12190
 
Poster of Madhosh (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Manahar
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:02   Song Number : 12190   
Karaoke Songs of madan mohan, Sad Songs of madan mohan, Love Songs of madan mohan, Dance Songs of madan mohan, Hip-hop songs of madan mohan, Best songs of madan mohan, Super hit songs of madan mohan, hit songs of madan mohan, duet songs of madan mohan, solo songs of madan mohan, old songs of madan mohan, famous songs of madan mohan, Hindi Karaoke Songs of madan mohan, Hindi Sad Songs of madan mohan, Hindi Love Songs of madan mohan, Hindi Dance Songs of madan mohan, Hindi Hip-hop songs of madan mohan, best Hindi songs of madan mohan, super hit Hindi songs of madan mohan, hit Hindi songs of madan mohan, duet Hindi songs of madan mohan, solo Hindi songs of madan mohan, old Hindi songs of madan mohan, famous Hindi songs of madan mohan, Sing Along Songs of madan mohan, Sing Along Sad Songs of madan mohan, Sing Along Love Songs of madan mohan, Sing Along Dance Songs of madan mohan, Sing Along Hip-hop songs of madan mohan, Sing Along Best songs of madan mohan, Sing Along Super hit songs of madan mohan, Sing Along hit songs of madan mohan, Sing Along duet songs of madan mohan, Sing Along solo songs of madan mohan, Sing Along old songs of madan mohan, Sing Along famous songs of madan mohan