MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMadan-Mohan
HomeMadan-Mohan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya kabhi mujhko yaad karke jo bahenge tere aansu kabhi mujhko yaad karke jo bahenge tere aansu to wahin pe rok lenge unhen aake mere aansu tu jidhar ka rukh karega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya mera ghum raha hai shaamil tere dukh mein tere ghum mein mera ghum raha hai shaamil tere dukh mein tere ghum mein mere pyaar ne diya hai tera saath har janam mein tu koi janam bhi lega mera saaya saath hoga tu jahaan jahaan chalega mera saaya saath hoga mera saaya mera saaya mera saaya mera saaya meraa saaya meraa saaya meraa saaya click here
tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain aur tere honth larajte huye maikhaane hain mere armaan issi baat pe deewaane hain main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai teri saanson se gulaabon ki mehak aati hai tu jo chalti hai to kudrat bhi behak jaati hai main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai click here
na gila hoga na shikwa na shikayat hogi araz hai chhoti si sun lo to inaayat hogi tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein chaahe tu humen apna na bana lekin na samjh beganon mein marne se humen inkaar nahin jeete hain magar iss hasrat mein marne se humen inkaar nahin jeete hain magar iss hasrat mein bhoole se humara naam kabhi aa jaaye tere afsaanon mein tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein mitte hain magar haule haule jalte hain magar ek baar nahin mitte hain magar haule haule jalte hain magar ek baar nahin hum shamma ka seena rakhte hain rehte hain magar parwanon mein hum shamma ka seena rakhte hain rehte hain magar parwanon mein tu pyaar kare yaa thukaraye hum to hain tere deewanon mein click here
tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai meri har khushi tere dum se hai meri zindagi tere ghum se hai tere dard se rahe bekhabar mere dil ki kab ye majaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar tere husn par hai meri nazar mujhe suboh shaam ki kya khabar meri shaam hai teri justzoo meri suboh tera khayaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba mere dil jigar mein sama bhi jaa mere dil jigar mein sama bhi jaa rahe kyun nazar ka bhi faaslaa ke tere bagair to jaane jaan mujhe zindagi bhi muhaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba tere saamne mera haal hai teri ik nigaah ki baat hai meri zindagi ka sawaal hai tujhe kyaa sunaaun main dilruba click here
aaaa aaaaa aa aa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan roothe tum jab se piya roothe tum jab se soona sa hai man ka dera bairi hai duniya bairi hai duniya baante koi kyun dukh mera apne aansoo apna hi daaman tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kaise dil behle aye ye aye ye ye ye ye ye kaise dil behle hasna chaahoon rona aaye dhoondha jag saara dhoondha jag saara kuchh na soojhe kuchh na bhaaye tod gaye tum man ka darpan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan kis ko samjhaaun kis ko samjhaaun guzari kya kya beeti kya kya poochhe ye duniya poochhe ye duniya kis ke haathon ye dil toota haal hua ye kis ke kaaran tum bin jeevan kaisa jeevan phool khile to dil murjhaye phool khile to dil murjhaye aag lage jab barse saawan tum bin jeevan kaisa jeevan tum bin jeevan click here
tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho ye behki fizaayen ye jhoomti hawayen jo chhed chhed jaayen to dil machale yahi to hai zamaane dilon ke afsaane jo sune na sunaye to dil machale tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho apni khushi se kisi ne jo kisi se kiya hai koi waada to dar kis ka dil hi diya hai kisi ka kya liya hai kahe to koi luta hai ghar kisi ka tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar duniya waalon ke dil jal rahe hain tum chal rahe ho pyaar ki adayen zamane ko na bhayen wo dekh dekh jale to jalne do humein na koi roke kisi ke hum ho ke chale hein masti mein to chalne do tum chal rahe ho hum chal rahe hain magar click here
ae hey hey aa haa aa haa o ho o la la la lalala tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre karte ho baat bad badke din jo shabaab ke thehre kya teer meri nazron ke dil mein janab ke thehre uff ye gajab haye haye yedhak haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye oye hoye ye chaal ka jadu dar hai zamin na fat jaye seene ko tham kar rakho dil na jagha se hat jaye uff ye akad haye ye pakad haye haye haye tum ho haseen kahan ke hum chaand aasman ke haye haye gurur itna ha ha huzoor itna uff ye ada haye ye nasha ha ha haa kya rab tu husn walon ko kaisa mizaaj deta hai kya rab tu husn walon ko click here
tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai chaand jaanta nahin ye daastaan kiss taraf chala hai mera carvaan chaand jaanta nahin ye daastaan kiss taraf chala hai mera carvaan phir kabhi naa saath honge hum yahaan chaand ko to ye khabar nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai kitna khushnaseeb mera pyaar hai mere saamne meri bahaar hai kitna khushnaseeb mera pyaar hai mere saamne meri bahaar hai teri har adaa se mujh ko pyaar hai aaj mujh ko koi ghum nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai aaj phool mere pyaar ke khile ab na hain shiqaayeten na hain gile aaj phool mere pyaar ke khile ab na hain shiqaayeten na hain gile jo maut mujh ko tere haath se mile wo maut zindagi se kam nahin hai tum ho saath raat bhi haseen hai ab to maut ka bhi ghum nahin hai click here
tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya ek bhatke huye raahi ko carvaan mil gaya tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya baitho na door humse dekho khafa na ho baitho na door humse dekho khafa na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho kismat se mil gaye ho milke juda na ho meri kya khata hai hota hai ye bhi ke zameen se bhi kabhi aasma mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum kya jaano tum kya ho ek surila nagma ho bheegi raaton mein masti tapte din mein saaya ho tum kya jaano tum kya ho ab jo aa gaye ho jaane na doonga ke mujhe ik hasin mehrbaan mil gaya ke jahaan mil gaya hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum jo mil gaye ho to ye lagta hai ke jahaan mil gaya ke jahaan mil gaya tum bhi thei khoye khoye main bhi bujha bujha tum bhi the khoye khoye main bhi bujha bujha tha ajnabi zamaana apna koi na tha tha ajnabi zamaana apna koi na tha dil ko click here
tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas reh kar gair the ab toh humaare ho gaye laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah laut jaane ko kaha tumne magar kuchh iss tarah zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye zindagi se maut tak ikraar saare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin wasl ki ab chaandni chhaaye na chhaaye ghum nahin hijr ki raaton mein roshan chaand taare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi pyaar ke tufaan mein har mauj saahil ban gayi jis taraf dekha kinaare hi kinaare ho gaye tum juda ho kar humein kuchh aur pyaare ho gaye paas rehkar gair the ab toh humaare ho gaye click here
tum mere swaami antaryaami maat pita tum mere tum mere tan man tum mere jeevan bandhu sakha tum mere tum mere swaami antaryaami mere man ki tu hi jaane jaaun kise main aur sunaane aaaa aa aa aa aa mere man ki tu hi jaane jaaun kise main aur sunaane dukhiya man ki karun kahaani tu hi ek sune re tum mere swaami antaryaami chaaron or uthi hai aandhi chaaron or uthi hai aandhi ajab saadhna maine saadhi aanchal mein ek deep chhupaaya kabhi na haaye bujhe re tum mere swaami antaryaami maat pita tum mere tum mere tan man tum mere jeevan bandhu sakha tum mere tum mere swaami antaryaami click here
tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho tum haath pakad kar mera jab pyaar jata jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke jo door rahe dil baithe paas aaye to zaalim dhadke shola to nazar na aaye aur aag si dil mein bhadke dum bhar ke liye kyun aa kar ye aag bujha jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai is pyaar ne kab se dil ko deewaana bana rakha hai duniya to hai duniya khud se begaana bana rakha hai tum apne siwa duniya ki har cheez bhula jaate ho ik dard mita dete ho ik dard badha jaate ho tum saamne aa kar jis dum jalwa sa dikha jaate ho kuchh tum ko khabar hai dil mein ik aag laga jaate ho kab tak ye bichhad kar milna mil mil ke bichhadte rehna kab tak ye bichhad kar click here
tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga safar ik umr ka pal mein tamaam kar loonga nazar milaayi to poochoonga ishq ka anjaam nazar milaayi to poochoonga ishq ka anjaam nazar jhukaayi to khaali salaam kar loonga nazar jhukaayi to khaali salaam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga jahaan e dil pe huqoomat tumhein mubaarak ho jahaan e dil pe huqoomat tumhein mubaarak ho rahi shikast to wo apne naam kar loonga rahi shikast to wo apne naam kar loonga tumhaari zulf ke saaye mein shaam kar loonga safar ik umr ka pal mein tamaam kar loonga click here
tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho ibaadat hai nigaahon ki tujhi ko dekh ko sehna teri har baat ko sehna tumhin to mere saathi ho tumhen apna banaaya hai tumhin to meri pooja ho tamanna hai inn aankhon ki tumhaare hi nazaaren hon jahaan dekhun tumhen dekhun haseen jalwe tumhaare hon haseen jalwe tumhaare hon tumhin ne meri manzil ko bahaaron se sajaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhare haath mein hai ab humari laaj ka aanchal naa beh jaaye kahin dekho humari aankh ka kaajal humari aankh ka kaajal tumhin to meri pooja ho aaaaaaa aaaaa aaaaaa tumhin to meri pooja ho tumhen dil mein basaaya hai tumhin to meri duniyaa ho haan haaan haaaan haaan tumhin to meri duniyaa ho tumhen dil se lagaaya hai tumhin to meri duniyaa ho tumhin to meri pooja ho click here
tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge hoge jahaan tum hum bhi wahin aa jaayenge poochhon kyun haan haan haan haan poochhon kyun hum ye kahenge ke tum ho humari manzil tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge hoge jahaan tum hum bhi wahin aa jaayenge poochhon kyun haan haan haan haan poochhon kyun hum ye kahenge ke tum ho humari manzil tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge dil humen laaya yahaan hum aa gaye dil humen laaya yahaan hum aa gaye dekh kar tum hum ko kyun ghabraa gaye raaz tum hum raazdaar saath jaise jism o jaan chhup ke jaaoge kahaan nazren churaoge aur nazar hum aayenge hum aayenge hum aayenge tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge kitna dilkash hai ye ruhon ka safar kitna dilkash hai ye ruhon ka safar paanv kaanton par hai phoolon par nazar dar hai kya deewaar kya jeet kya hai haar kya ruk sakega pyaar kya phool to kya hai kaanton ko hum mehkaayenge mehkaayenge mehkaayenge tumse bichhad ke chain kahaan hum paayenge naam honthon par click here
tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmmm hmmm hmmm hmm raat meri hai chhanv tumhaare hi aanchal ki hmmm hmmm hmmm hmm tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche soyi galiyaan baanh pasaare aankhen meeche hmm hmm hmm hmm main duniyaan se door ghani palkon ke neeche hmm hmm hmm hmm dekhun chalte khwaab lakiron par kaajal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise dhundhali dhundhali rain milan ka bistar jaise hmm hmm hmm hmm khulta chhupta chaand sej ke upar jaise hmm hmm hmm hmm chalti phirti khaat hawaaon par baadal ki tumse kahoon ik baat paron se halki halki halki halki halki hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hai bheega sa jism tumhaara inn haathon mein hmm hmm hmm hmm baahar neend bhara panchhi bheegi shaakhon mein hmm hmm hmm hmm aur barkha ki boond badan se dhalki dhalki tumse kahoon ik baat paron se halki halki hmm click here
ho ho aa aa aa aa aa aa aa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jab aankhon se preetam door base un aankhon mein oooo aaa aaaaa aaaaa aa aa aa aaaaa aaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base chain kahaan se paaye wo dil jiska basiyaa paas na ho haar singaar bhi zehar lage usse jis ka rasiya paas na ho behte aansun unki zubaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen laakh bahaaren jhoom ke aayen daali daali phool khilen mere mann ki kali khile jab mujhse preetam aan mile wo kya dekhen mast samaan jin aankhon se preetam door base un aankhon mein neend kahan jin aankhon se preetam door base click here
aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa unhen qissa e ghum jo likhne ko baithe to dekhe kalam ki rawaani mein aansu ye anmol taare ye ulfat ke moti unhen humne bheje nishaani mein aansu unhen qissa e ghum mera dard ulfat unhen kheench laaya nazar jo uthaayi to wo saamne the mera dard ulfat unhen kheench laaya nazar jo uthaayi to wo saamne the humaari khushi ka wo aalam na puchho nikal aaye the shaazmaani mein aansu unhen qissa e ghum mere aansuon mein chhupe hain wo tufaan jo machlen to saare jahaan ko dubo den mere aansuon mein chhupe hain wo tufaan jo machlen to saare jahaan ko dubo den abhi tumne duniya mein dekha hi kya hai laga dete hain aag paani mein aansu unhe qissa e ghum ye aansu ke jugnu meri roshni hain andhere mein raahen dikhaate hain mujhko ye aansu ke jugnu meri roshni hain andhere mein raahen dikhaate hain mujhko na samjhegi duniya na samjhoge tum bhi jhalakte hain meri kahaani mein aansu unhen qissa e ghum jo likhne ko baithe to dekhe kalam ki rawaani mein click here
aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte apni to ye aadat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko majboor bahot karta hai ye dil to zubaan ko ye dil to zubaan ko kuchh aisi hi haalat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate kehne ko bahot kuchh tha agar kehne pe aate agar kehne pe aate duniyaa ki inaayat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye shikaayat hai kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa kuchh kehne pe toofan utha leti hai duniyaa utha leti hai duniyaa ab ispe qayaamat hai ke hum kuchh nahin kehte kuchh nahin kehte unko ye click here
unse nazaren milin aur hijaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya unse nazaren milin aur hijaab aa gaya aa bekhabar the udhar ke taakaajon se hum bekhabar the udhar ke taakaajon se hum humko maaloom na tha aise bhi din aayenge aaina dekhen to aap apne se sharmaayenge bekhabar the udhar ke takaajon se hum aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aaj jaana ke sach much shabaab aa gaya aa aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun aankh jhukti hai kyun saans rukti hai kyun in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya in sawaalon ka khud se jawaab aa gaya aa dil ke aane ko hum kis tarah rokte dil ke aane ko hum kis tarah rokte dilko roka na gaya usko sambhala na gaya baat is tarah badhi baat ko taala na gaya dil ke aane ko hum kis tarah rokte jispe aana tha khana kharaab aa gaya jispe aana tha khana kharaab aa gaya zindagi mein haseen inqalaab aa gaya click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Jahan Jahan Chalega (Sad) Mera Saaya (1966) 04:22 38148
 
Poster of Mera Saaya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhna, Sunil Dutt
Duration : 04:22   Song Number : 38148   

Tu Mere Saamne Hai Teri Zulfein Hain Khuli Suhagan (1964) 04:20 12141
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12141   

Tu Pyaar Kare Ya Dekh Kabira Roya (1957) 03:16 13046
 
Poster of Dekh Kabira Roya (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shubha Khote
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 13046   

Tujhe Kyaa Sunaaon Aakhri Dao (1958) 03:19 12557
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shekhar, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 12557   

Tum Bin Jeevan Kaisa Bawarchi (1972) 05:41 12861
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Raag- 
Hemant
Duration : 05:41   Song Number : 12861   

Tum Chal Rahe Ho Duniya Na Mane (1959) 03:37 12059
 
Poster of Duniya Na Mane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Pradeep Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12059   

Tum Ho Haseen Kahan Sharabi (1964) 03:41 36308
 
Poster of Sharabi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 03:41   Song Number : 36308   

Tum Ho Saath Raat Bhi Haseen Mohar (1959) 03:29 15628
 
Poster of Mohar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:29   Song Number : 15628   

Tum Jo Mil Gaye Ho Hanste Zakhm (1973) 08:41 21360
 
Poster of Hanste Zakhm (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 08:41   Song Number : 21360   

Tum Juda Ho Kar Humein Madan Mohan (Tere Bagair) 04:36 13223
 
Poster of Madan Mohan (Tere Bagair)
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 04:36   Song Number : 13223   

Tum Mere Swaami Antaryaami Chhote Babu (1957) 03:13 19971
 
Poster of Chhote Babu (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:13   Song Number : 19971   

Tum Saamne Aa Kar Khazanchi (1958) 04:42 39413
 
Poster of Khazanchi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Shyama
Duration : 04:42   Song Number : 39413   

Tumhaari Zulf Ke Saaye Mein Shaam Kar Loonga Naunihal (1967) 03:41 13844
 
Poster of Naunihal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 13844   

Tumhin To Meri Pooja Ho Suhagan (1964) 04:32 11831
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:32   Song Number : 11831   

Tumse Bichhad Ke Maharaja (1970) 05:47 21387
 
Poster of Maharaja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:47   Song Number : 21387   

Tumse Kahoon Ik Baat Dastak (1970) 05:43 12137
 
Poster of Dastak (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 05:43   Song Number : 12137   

Un Aankhon Mein Neend Kahan Minister (1959) 04:10 15627
 
Poster of Minister (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Roop Mala
Duration : 04:10   Song Number : 15627   

Unhen Qissa E Ghum Naya Kanoon (1965) 03:53 40332
 
Poster of Naya Kanoon (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:53   Song Number : 40332   

Unko Ye Shikaayat Hai Adalat (1958) 04:48 12619
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Malgunji
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:48   Song Number : 12619   

Unse Nazaren Mili Gazal (1964) 04:06 19751
 
Poster of Gazal (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 04:06   Song Number : 19751   
Karaoke Songs of madan mohan, Sad Songs of madan mohan, Love Songs of madan mohan, Dance Songs of madan mohan, Hip-hop songs of madan mohan, Best songs of madan mohan, Super hit songs of madan mohan, hit songs of madan mohan, duet songs of madan mohan, solo songs of madan mohan, old songs of madan mohan, famous songs of madan mohan, Hindi Karaoke Songs of madan mohan, Hindi Sad Songs of madan mohan, Hindi Love Songs of madan mohan, Hindi Dance Songs of madan mohan, Hindi Hip-hop songs of madan mohan, best Hindi songs of madan mohan, super hit Hindi songs of madan mohan, hit Hindi songs of madan mohan, duet Hindi songs of madan mohan, solo Hindi songs of madan mohan, old Hindi songs of madan mohan, famous Hindi songs of madan mohan, Sing Along Songs of madan mohan, Sing Along Sad Songs of madan mohan, Sing Along Love Songs of madan mohan, Sing Along Dance Songs of madan mohan, Sing Along Hip-hop songs of madan mohan, Sing Along Best songs of madan mohan, Sing Along Super hit songs of madan mohan, Sing Along hit songs of madan mohan, Sing Along duet songs of madan mohan, Sing Along solo songs of madan mohan, Sing Along old songs of madan mohan, Sing Along famous songs of madan mohan