meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat liye meri duniyaan mein tum aayin tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye kab se yun hi phirta tha main armaan ki baaraat liye meri duniyaan mein tum aayin dhalka aanchal faila kaajal aankhon mein ye raaz liye kaise jaaun sakhiyon mein ab teri ye saugaat liye dhalka aanchal faila kaajal seene ki ye dhadkan sun le naa koi haaye haaye haaye dekhe naa koi naa jaao naa jaao hato hato darr lagta hai suno suno darr lagta hai dil mein kitni kaliyaan mehki kaise kaise phool khile naazuk naazuk meethe meethe honthon ki khairaat liye meri duniyaan mein tum aayin chaand se kaise aankhen milaaun baahon mein aao tumko bataaun bas bhi karo ab naa daro raat hai ye apni paayal chhanke kangna khanke badli jaaye chaal meri manzil manzil chalna hoga haathon mein ab haath liye meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat
Meri Duniyaan Mein
Heer Raanjha (1970)