Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye bui bui bui bui bui bui heyy bui bui hey hey ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re ha jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro hey ru ru ru ru ru ru ru ru ya yaa yaa jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro chaar katron se nikal jaata hai saara kaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re uu ha ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo bujha lo bujha lo bujha lo aa ha ha ha ha ha ha ha ha hmm ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo dekho jannat mil rahi hai kitne saste daam ek botal ho bagal mein aur
tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne ghar ka banaana koi aasaan kaam nahin duniyaan basaana koi aasaan kaam nahin dil mein wafaayein hon to tufaan kinaara hai bijli humare liye pyaar ka ishaara hai tan mann lutaaunga o o o o tere ghar ke saamne o o o duniyaan basaaunga o o tere ghar ke saamne ek ghar banaunga tere ghar ke saamne kehte hai pyaar jise dariyaan hai aag ka ya phir nasha hai koi jeevan ki raag ka dil mein jo pyaar ho to aag bhi phool hai sachchi lagan jo ho to parbat bhi dhool hai taare sajaaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar banaunga tere ghar ke saamne kaanton bhare hain lekin chahat ke raaste tum kya karoge dekhein ulfat ke waaste ulfat mein taaz chhute yeh bhi tumhein yaad hoga ulfat mein taaz bane yeh bhi tumhein yaad hoga main bhi kuchh banaunga tere ghar ke saamne duniyaan basaaunga tere ghar ke saamne ik ghar
oo ooo kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans gharse jaata nikal roz roz roz bhor hote hi jab khil jaate kamal door door door moti chugne ko hans ghar se jaata nikal sandhya hote eeee sandhya hote ghar ko aata jhoom jhoom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar rehta tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil jab jab jab chhip jaata tha din taare jaate the khil so jaate hil mil ke wo dono jaise lehron ke dil chanda hanstaa aaaa chanda hansta donon ke mukh choom choom ke kuchh din pehle ek taal mein kamal kunj ke andar kaun tha ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda ek hans ka joda thi unki
aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa ek jaanib shamme mehfil ek jaanib shamme mehfil ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil ek jaanib shamme mehfil ho ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil ek soo ek shola charaago ki anjuman mein ek soo rang e jalwaa kisi butt ke baankpan mein ek shola ek jalwa aur inmein ek deewana ek jaanib shamme mehfil hooo ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil uski kya hai manzil nahin itna bekhabar bhi aayaa dilbaron mein to hai kaafi ek nazar bhi inn nazron ko yaaro kya jaanun main anjaana ek jaanib shamme mehfil ek jaanib rooh e jaana hoooo girta hai dekhen kahaan parwaana ek jaanib shamme mehfil hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm aaaa haaaaaa lara la lala laaaa laaa lala laaaa lala kya kya rang nikle haseenon ki saadgi se hoooo ooooo ooooo itni hai shikaayat ke milte hain ajnabi se jo aisa beparwaa kya usse dil
ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam tere waadon ke sahaare pe jiye jaayenge hum sehte jaayenge sitam sehte jaayenge sitam raaz ye tere siwaa aur koi jaan naa le mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar apne beemar ko wo dekhne aaye the magar di naa kuchh dil ki khabar li naa kuchh dil ki khabar bujh naa jaaye ye diya yun ke jalaaye naa jale mera dil le ke chale ek jhooti si tasalli wo mujhe de ke chale mera dil le ke chale
hmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi hmmmm ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi jab wo mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ghar mein use hum apni dulhan banaa ke laaye baahon ki doli mein hum us ko bithaa ke laaye jab raat ho gayi to armaanon ko jagaaya yaani ke apni bigdi taqdeer ko banaaya naaraaz kaise hoti naaraaz kaise hoti wo so rahi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi phoolon ki chaandni pe hamne usse sulaaya phir pyaar vyaar kar ke seene se bhi lagaaya aage naa hum se poochho us raat hum kahaan the dil dil se mil rahe the do jism ek jaan the maare sharam ke shamma maare sharam ke shamma gul ho gayi thi haaye ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi ek khoobsurat ladki mujhe raat ko mili thi dil ki kali khili thi dil ki kali khili thi
ek laal darwaje tambu taniya re lol hai amdavadi nagri hai eni farte kote kangri hai maneklalni madhi hai guljari jova hali he vau tame nau jaso jovane tya badsho bado mijaji ek laal darwaje tambu taniya re lol manek chok na mahi sabarmati na pani hai rani na madire hai guljari jova hali he vau tame nau jaso jovane tya badsho bado mijaji ek laal darwaje tambu taniya re lol sidi saiyyad ni jadi hai guljari jova hali hai kankariya nu pani hai guljari jova hali he vau tame nau jaso jovane tya badsho bado mijaji ek laal darwaje tambu taniya re lol tran darwaja mahi ma biraje bhadrakali hai madina mandiriye hai guljari jova hali he vau tame nau jaso jovane tya badsho bado mijaji ek laal darwaje tambu taniya re lol
Ek Ladki Ko Dekha Toh
sunne waalo ek maje ki baat suniye ek romantic picture dekh ke main ghar aa raha tha raaste mein rd burman ka ek gaana gaa raha tha ki achanak wo mil gai ek ladki le gayi dil de gayi wo dhokha wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa ek ladki le gayi dil de gayi vo dhokha wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa is shahar ki har ek sadak par maine usko dhundha us hasin ka jaldi mein maine naam bhi na puchha is shahar ki har ek sadak par maine usko dhundha us hasin ka jaldi mein maine naam bhi na puchha aise aayi aise gayi jaise hawa ka jhonka wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa ek ladki le gayi dil de gayi wo dhokha wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa kar saka na main apne dil ki baat usse koi isse pehle ke main sambhalta bheed mein wo khoi kar saka na main apne dil ki baat usse koi isse pehle ke main sambhalta bheed mein wo khoi ab na jaane phir kab milega ye sunehri mouka haan wo deewaani ek na maani laakh maine roka haa ek ladki le gayi
aaa haan hmm aaa haan hmm hmm aaa hmm aaa haaan aaaa ek main hoon ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouu hum tum mein ouuuu halka sa parda chahiye ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouu hum tum mein ouuuu halka sa parda chahiye mohabbat mein parde ki zarurat nahin hai shararat hai ye koi sharafat nahin hai chhodo bahaana baaton se behlaana mousam hai ouuuu dilkash ouuuu aur kya chahiye ouuuu tum humko ouuuu na chhedoge wada chahiye ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouu hum tum mein ouuuu halka sa parda chahiye hamein aap chhodenge deewana bana ke hey nazar kyun churaate ho nishaana bana ke ho bechain jaisa ye pyaar hai kaisa hum donon ouuuu khush hain ouuuu aur kya chahiye hum tum mein ouuuu thoda sa jhagda chahiye ek main hoon ouuuu ek tu ouuuu aur kya chahiye ouuuu hum tum mein ouuuu halka sa hmm chahiye la la hmm aaha hmm hmm aaa hmm aaa haaa aa hmm aaa haa hmm hmm aaaa hmmm aahaaa aaja hmmm aahaa hmm hmm aaa hmm aahaa
yaar mile dildaar mile tab yaar ila vandachas hai kaafir hai jo yaar kar ke phir ye kahe meri bas hai ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin sau nahin laakhon baaaaar hum bhi kahenge tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana deewane ka deewana jab saath nibhaaye waqt meharbaan ho ke yunhi tham jaaye saari duniyaa se pyaara hai pyaar tera tu hi darpan tu hi hai singaar mera hoooo baalmaa saajnaa aajaaa baahon mein pyaar duwaa pyaar wafaa pyaar ek baar kahun main zamaane se tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana tere mere pyaar ke charche rahen sadaa main dharti tu ambar honge kaise judaa pedon ke saaye mein hum tum pyaar karen dhalte sooraj ke aage iqraar karen hooo laajawaab ye shabaab aajaa baahon mein dhoop kahin chhanv kahin chhaaya hai khumaar kahun main zamaane se
Ek Nazar Bas Ek Nazar
ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai sama rangeen sa hone lagta hai jahaan haseen sa lagne lagta hai koi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai chamakte hain chehre chamakti hai duniya behekti hain saansein bhi mere liye nazar se nazar jo mila loon agar to phirakti hai dhadkan bhi mere liye nasha kuchh nigaahon mein bhi aisa hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai hawa pe jahaan dekhne ko chale hain bani baadlon se hai apni zameen jo udne lage aasmaan tak hai jaana na khushiyon mein apni hai koyi kami asar kuchh hawaaon ka bhi aisa hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai sama rangeen sa
amma ledhu naanna ledu akka chelli thambi leru ek niranjan pilla ledhu pelli ledhu pillanicchi pelli cheesy maava ledu ek niranjan oorey ledhu naako perey ledhu needa ledhu naake thoodu ledhu nen evariki gurthey raanu ekkile raavasale naakantu evaru lere kannile levuley padhi mandhi lo ekakini naa lokamey vere eragesina thiragesina nenu eppudu ehe ontari vaadiney amma ledhu naanna ledu akka chelli thambi ledu ek niranjan pilla ledhu pelli ledhu pillanicchi pelli cheesy maava ledu ek niranjan care of platform son of bad time aawara dot com ey dhammara dhum tons of freedom manakadhey ga problem arey date of birth e theliyadhey penugaaliki perigaaley ey jaali joola eruganey naa gola edho naadhey thinnava dhammesava ani adigedhi dhevvadu ley unnava poyava ani choosey dhikkelede padhi mandhi lo ekakini naa lokamey vere eragesinav thiragesina nenu eppudu ehe ontari vaadiney amma ledhu naanna ledu akka chelli thambi ledu ek niranjan thatta ledhu butta ledhu butta kinda
ek paheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ek paheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ek paheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye deewana hone laga hoon main inmen khone laga hoon aye deewana hone laga hoon main inmen khone laga hoon oooo naina tere aise jaise bhool bhulaiyaa badi albeli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ye premi aankhon ko meeche chalta jaaye tere peeche hey ye premi aankhon ko meeche chalta jaaye tere peeche hey keenchaa chala jaaye kachche dhaage se saiyaan khel wo kheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye jaadoo koi hai ke dhokhaa kadmon ko jaaye na roka hey jaadoo koi hai ke dhokhaa kadmon ko jaaye na roka jaane kahaan le ke chali thaam ke baiyaan aaj akeli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ek paheli hai tu
ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai mujhe chaand samjhane waale bata ye raat hai yaa koi sapna hai ye raat hai yaa koi sapna hai ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain phoolon ko agar khilna hai to wo veeranon mein khil jaate hain veeranon mein khil jaate hain ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni
ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara na meet koi na saathi phir kiske sang wo khele mehlon mein ek akela phirta tha raj dulara ek raja ka ek beta tha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone haha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone suno aage bina laage kehta tha ye wo bechara ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara ek raja ka ek beta tha dost uncle haan uncle aage bolo na aage usne chhoti si ek gudiya banai usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi na wo bole na wo dole karke jatan wo sab hara ek raja ka ek beta tha tum jaisa hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din sara ek raja ka ek beta tha phir koi jadugar raja ne bulaya gudiya mein jaan dalo gudiya
Ek Roop Kai Naam
khamosh hai jo ye wo sadaa hai wo jo nahin hai wo keh raha hai saathiyo tum ko mile jeet hi jeet sadaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara jaao jo laut ke tummm ghar ho khushi se bhara bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal parbaton pe kahin barsi thi jab goliyaan hum log the saath meinnnn aur hausle the jawaan ab tak chattanon pe hai apne lahoo ke nishaan saathi mubaarak tumhen ye jashn ho jeet ka bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile kal tumse bichhdi huyi mamta jo phir se mile kal phool chehra koi jab tumse mil ke khile paao tum itni khushiii mitt jaaye saare gileee hai pyaar jinse tumhennnn saath rahe wo sadaaa bas itna yaad raheeeee ek saathi aur bhi tha jab aman ki baansuriii goonje gagan ke tale jab dosti ka diyaaaaa inn sarhadon pe jale jab bhool ke
Ek Sitara Hai Akash Mein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Botal Ho Bagal Mein Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970) 04:20 40535
 
Poster of Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:20   Song Number : 40535   

Ek Ghar Banaunga Tere Ghar Ke Samne (1963) 03:30 20437
 
Poster of Tere Ghar Ke Samne (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 20437   

Ek Hans Ka Joda Lajwanti (1958) 05:28 32972
 
Poster of Lajwanti (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Nargis
Duration : 05:28   Song Number : 32972   

Ek Janib Shamme Mehfil Abhilasha (1968) 04:32 12617
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay, Kashi Nath
Duration : 04:32   Song Number : 12617   

Ek Jhooti Si Tasalli Shisham (1952) 03:01 14251
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Ziya Sarhadi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:01   Song Number : 14251   

Ek Khoobsurat Ladki Shaadi Se Pehle (1980) 03:39 36904
 
Poster of Shaadi Se Pehle (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Praveen Sood, Shehnaaz
Duration : 03:39   Song Number : 36904   

Ek Laal Darwaje Tambu Santu Rangili (1976) 04:21 37335
 
Poster of Santu Rangili (1976)
 
Category
Gujarati
Year- 
1976
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Harshada Rawal
On Screen Actors- 
Aruna Irani, Arvind Trivedi
Duration : 04:21   Song Number : 37335   

Ek Ladki Ko Dekha Toh Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga (2019) 02:34 40312
 
Poster of Ek Ladki Ko Dekha Toh Aisa Laga (2019)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2019
Lyricist
Gurpreet Saini
Music Director- 
Rochak Kohli
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Sonam Kapoor
Duration : 02:34   Song Number : 40312   

Ek Ladki Le Gayi Dil De Gayi Naya Nasha (1973) 04:10 40684
 
Poster of Naya Nasha (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Sapan Chakraborty
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Nanda, Ranjit Mallick
Duration : 04:10   Song Number : 40684   

Ek Main Hoon Ek Tu Darling Darling (1977) 04:17 33039
 
Poster of Darling Darling (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman, Dheeraj Kumar
Duration : 04:17   Song Number : 33039   

Ek Nahin Do Nahin Biwi O Biwi (1981) 05:11 12921
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:11   Song Number : 12921   

Ek Nazar Bas Ek Nazar Munimji (1955) 04:02 39198
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:02   Song Number : 39198   

Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai Taxi No 9211 (2006) 04:36 20445
 
Poster of Taxi No 9211 (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
K K, Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
John Abraham, Sonali Kulkarni
Duration : 04:36   Song Number : 20445   

Ek Niranjan Ek Niranjan (2009) 04:59 10564
 
Poster of Ek Niranjan (2009)
 
Category
Telugu
Year- 
2009
Lyricist
Ramajogaiah Sastry
Music Director- 
Mani Sharma
Singer- 
Ranjith
On Screen Actors- 
Prabhas, Sonu Sood, Kangana Ranaut
Duration : 04:59   Song Number : 10564   

Ek Paheli Hai Tu Heera Panna (1973) 04:35 13330
 
Poster of Heera Panna (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:35   Song Number : 13330   

Ek Raat Mein Barkha (1959) 03:43 12840
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Anant Kumar, Jagdeep Nanda, Shubha Khote
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:43   Song Number : 12840   

Ek Raja Ka Ek Beta Tha Tyaag (1977) 04:40 37680
 
Poster of Tyaag (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Master Tito
Duration : 04:40   Song Number : 37680   

Ek Roop Kayi Naam Swami Dada (1982) 05:32 36923
 
Poster of Swami Dada (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:32   Song Number : 36923   

Ek Saathi Aur Bhi Tha LOC Kargil (2003) 08:27 11982
 
Poster of LOC Kargil (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam
Raag- 
Gavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 08:27   Song Number : 11982   

Ek Sitaara Hai Akaash Mein Nagina (1951) 02:29 37660
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 02:29   Song Number : 37660   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a