MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeN/A
HomeN/A
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oooooo hooo ooo aaaoooo meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye hum kahaan kahaan se guzar gaye mere dil se aayi teri sada hum jahaan jahaan se guzar gaye hum jahaan jahaan se guzar gaye meri zindagi mere dil ne dhundha jagah jagah ki pata tumhaara nahin chala phire hum bhi teri talaash mein gul e aarzu toh nahin khila jahaan aaftaab na ja sake jahaan aaftaab na ja sake hum wahaan wahaan se guzar gaye meri zindagi tu hazaar pardon mein ho kahin tujhe pa ke maanenge ek din tu kahin rahe tu kahin chhupe tujhe la ke maanenge ek din humein maut ka koyi dar nahin humein maut ka koyi dar nahin tere aastaan se guzar gaye meri zindagi mere dil se nikla hai geet jo tu sune toh phir koyi baat hai tu jhalak dikha tu nazar toh aa tu jhalak dikha tu nazar toh aa meri har duwa tere saath hai tujhe dekh len isi shauk mein tujhe dekh len isi shauk mein ghum e do jahaan se guzar gaye meri zindagi tere pyaar mein hum kahaan kahaan se guzar gaye meri zindagi click here
merise meghamalika urumulu chalu chalika chelito maataladani valape paata padani valape paata padani merise meghamalika urumulu chalu chalika kamalale naadamani nayanalai virise addale naacheliya chekkille merise aaa nayanala kamalalalona naa jiyyugu kalalu choosukoni aaa addala chekkillalona naa muddule daachukonee eeeee merise meghamalika urumulu chalu chalika madhumaasam cheli mohini darahasam cherche cheli jaabili chelimomuno kalalarabose aaa darahapu kiranalalona nanu kalakalam karigiponi aaa kalala pandu vennelalona naa valapulanni veligiponi merise meghamalika click here
lailai lailai lailailaee laahilaahi laahilae merke merke merke thaan suuriyangal uthithudemein sudum veyil koodai kaalam kadum pani vaadai kaalam irandakkum naduve yethum kaalam ullathaa illayuthir kaalam theernthu yelinthidum mannin vaasam mudhal mazhai kaalam yendre nenjum solludhe ho minnalum minnalum netruvarai pirinthathu yeno pinnalaai pinnnalaai indrudan pinainthudathaano lailai lailai lailailaee laahilaahi laahilae merke merke merke thaan suuriyangal uthithudemein ho koovam kollum nerum vanam yellam megam kaanaamale poogum oree nilaaaa hoo koovam theerum nerum megum illaa vaanam pournamiyai thondrum athee nilaa inni ethirigal yendre everum illai pookkallai virumbaa vergal illai nadhiyai veelthum naanal illayeee idhu neerin tholil kai poodum oru chinna theeyin kadhai aagum thiraigal inimael theevai illayeee merke merke merke thaan suuriyangal uthithudemein lailai lailai lailailaee laahilaahi laahilaahilae vaasal kadhavi yaaro thattum oosai kettaal nee dhaan click here
mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre ghar angnaa na bhulo na main to dekhu thari vaat dina beete naahi raat kone kahun dil ni baat main to thaaki reeeee na main gayiyaan dhowaa jaaun na main paani bharwaa jaaun na main sukh chain paaun maahre ghar angnaa na bhulo na mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre ghar angnaa na bhulo na tame aa raya maahre gaam ab to chhodo naahi shaam ab to chhodo naahi shaam suno suno mone laage maahra man ne thes waaghe maahra gaan ho maahra gaan maahra gaam ab to chhodi jaayiyo na fari aavo maahre gaam o pardesiya o pardesiya o pardesiya mero gaam ka tha baare jahan dhoodh ki nadiyaan baahen jahaan koyal tohko gaayen maahre ghar angnaa na bhulo na hey maahre click here
kisi ka chhutta kisi ki daulat kisi ka love to kisi ki mohabbat yahan pe zindagi ki har khushi rupaiya hai ya dollar ya pound hey meter down down down down down down ho meter down down down down down down hey meter down down down down down down hey meter down hmmm kitna kitna kitna kaafi hai kisko bolo uske jitna apni kismat ko aise tolo o o kitna kitna kitna kaafi hai kisko bolo uske jitna apni kismat ko aise tolo sabka dharam ki kam na ho rakam saare sapnon mein sikkon ka sound meter down down down down down down meter down down down down down down meter down down down down down down meter down chikni chikni nayi nayi noton ki chamdi chikni bikni bikni duniya hai inke dum pe bikni dil hai naram to khayega zakham tera lost kisi aur ka found meter down down down down down down meter down down down down down down meter down down down down down down kisi ka chhutta kisi ki daulat kisi ka love to kisi ki mohabbat yahan pe zindagi ki har khushi rupaiya hai ya dollar ya click here
mezhuguvarthi erikindrathu edhir kaalam therigindradhu mezhuguvarthi erikindrathu edhir kaalam therigindradhu pudhiya paadhai varugindradhu pugazhaaram tharugindradhu pudhiya paadhai varugindradhu pugazhaaram tharugindradhu pudhu megam ezhugindradhu poonthogai asaigindradhu mezhuguvarthi erikindrathu edhir kaalam therigindradhu anbu ennum koyil thannile aasai ennum dheepam thannile anbu ennum koyil thannile aasai ennum dheepam thannile ullam ondru parandhu vandhadhu uravu kolla pirandhu vandhadhu uravu kolla pirandhu vandhadhu mezhuguvarthi erikindrathu edhir kaalam therigindradhu thaaimai ennum koyil thannile paasam ennum dheepam thannile thaaimai ennum koyil thannile paasam ennum dheepam thannile dharmam ondru mayangugindradhu thannai enni kalangukindradhu thannai enni kalangukindradhu mezhuguvarthi erikindrathu edhir kaalam therigindradhu pudhiya paadhai varugindradhu pugazhaaram tharugindradhu pudhu megam ezhugindradhu poonthogai asaigindradhu mezhuguvarthi click here
mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa hoo mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan badla mausam badle nazaare ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai ooooo ooooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo oooooo tu nayi naveli dulhan hai tera roop pyaar ka darpan hai teri mehndi se tere gajre se mehka mehka mera jeevan hai mere sawaalon ka jawaaab ban ke tu aayi sajjaniyaa mhaare hiwada mein mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya aisi bandhi pyaar ki dor huyi main baawariyaa badla mausam badle nazaaren ya badla hai nazariyaa ho mhaare hiwada mein naache mor tak thaiyya thaiyya bhanware ne machaaya shor khili dil ki kaliyaan ye pyaar ka saawan click here
oh miya miya miya is a girl made in india oh miya miya miya is a girl made in india miya miya miya is the girl made in india kiya kiya kiya bhagwan ne aisa kyun kiya ara kilo andam tho paatu pavu kilo pogaruntundi oka kilo overaction chesi adukuntundi aradazan alakatho paatu pavu dozen melikalu thirgi oka dozen kulukulane choopi confuse chestundi miya miya kiya kiya miya miya miya is the girl made in india kiya kiya kiya bhagwan ne aisa kyun kiya hmm hmm hmm hmm january la vachestaru december kelathaaru calendar laanti vaallu mee kurrollu sarikothavi vethikesthaaru paathavi vodilesthaaru computer laanti vaalu dina kanthri gaallu imax laki icecreamulaki accept chestunthaaru anni cheesi climaxlo adi frienship antaaru kama kathulage chelikathisthu chelikante munduntaaru kanapadinollu veedevadante casinantu chepthaaru miya miya kiya kiya miya miya miya is the girl made in india miya miya miya is the girl made in india choravaga naa chenthakuachi microscope pettesi click here
mil gaye mil gaye dilbar mere khil gaye khil gaye khawaab sunehere ulfat kee raahon mein aa gaye tum baanhon mein aankhon mein tum ho khwaabon mein tum ho sanson mein tum ho jaane jaa mil gaye mil gaye dilbar mere khil gaye khil gaye khawaab sunehere ulfat kee raahon mein aa gaye tum baanhon mein aankhon mein tum ho khwaabon mein tum ho sanson mein tum ho jaane jaa meri tammanna hai ye mere dil ki raaja tum ko main seene se lagaa loon meri thamanna hai ye mere dil ki raani zulfon mein mujhko chhupaa lo tere hain saajan zulfon ki thandi chhaiyan tujh mein fida hoon sajan dil se laga le oo saiyaan loot hi gaya hoon main to dekha jab se tujhko teri mohabbat sajni raat din tarsaye mujhko jee na sakoongi main tere bina jaane wafa hothon ko choom loon main aye mere jaane jaa mil gaye mil gaye dilbar mere khil gaye khil gaye khawaab sunehere ulfat kee raahon mein aa gaye tum baanhon mein aankhon mein tum ho khwaabon mein tum ho sanson mein tum ho jaane jaa bheegi fizayen click here
aaaaaaaaaaa aa aa aa aa aaaa aaaa taalaab mein yunnn kankar phenka itne hi tufaan utha den ek chalti phirti laash mein phir jeene ke armaan jaga den mil gayi aaj do lehren kuchh iss tarha mil gayi aaj do lehren kuchh iss tarha ab na saahil mile to koi ghum nahin haath mein haath le yun hi chalte rahe ab na manzil mile to koi ghum nahin mil gayi aaj do lehren kuchh iss tarhaaa pyaar ka ek pal kitna anmol hai pyaar bin saare jeevan ka kya mol hai pyaar ka ek pal kitna anmol hai pyaar bin saare jeevan ka kya mol hai saari duniya mein jiss pal ka charcha rahe saari duniya mein jiss pal ka charcha rahe aisa ek pal mile to koi ghum nahin mil gayi aaj do lehren kuchh iss tarha ab na saahil mile to koi ghum nahin mil gayi aaj do lehren kuchh iss tarhaaa jee rahe the isi aas pe hi sanam ek na ek din mil hi jaayenge hum jee rahe the isi aas pe hi sanam ek na ek din mil hi jaayenge hum mil gaye to mili ek nayi zindagi mil gaye to mili ek nayi zindagi maut ab kal mile to koi click here
husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi surat nazar aaye to gazal kehte hein hodri saadri aadri aadri aadri aadri aana mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniya bhar ke hasin chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aladpan ala masti unki us par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawaani aur ladakpan jaise jawaani aur ladakpan hum hi hum hain jab se humein pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi usne kaha dil hai to laao hum ne kaha jaan bhi haazir click here
mila hai kisi ka jhumka thande thande hare hare neem tale hoooooo sachche moti waala jhumka thande thande hare hare neem tale suno kya kehta hai jhumka thande thande hare hare neem tale mila hai kisi ka jhumka pyaar ka hindola yahaan jhool gaye naina sapne jo dekhe mujhe bhool gaye naina pyaar ka hindola yahaan jhool gaye naina sapne jo dekhe mujhe bhool gaye naina haaye re bechaara jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka jeevan bhar ka naata pardesiaa se joda aap gayi piyaa sang mujhe yahaan chhoda jeevan bhar ka naata pardesiaa se joda aap gayi piyaa sang mujhe yahaan chhoda pada hai akela jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka haaye re ye preet ki hai reet jaane kaisi tan mann haar jaane mein hai jeet jaane kaisi haaye re ye preet ki hai reet jaane kaisi tan mann haar jaane mein hai jeet jaane kaisi jaane naa bechaara jhumka thande thande hare hare neem tale hooooooo mila hai kisi ka jhumka click here
mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi koi unmein bewafaa hoga koi unmein bewafaa hoga koi dhokha ho gaya hoga suna hai fasaane ko pata kya zamaane ko kisne ki berukhi mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi ye ishaara kiss ki jaanib hai ye ishaara kiss ki jaanib hai dil humara jiss ki jaanib hai wo bhi ise jaana naa humen pehchaana naa baat kya logon ki mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi kisliye ye aag se darta hai kisliye ye aag se darta hai bach ke sholon se guzarta hai kaho dil deewane ko tere aashiyaane ko phoonkegi chaandani mile kahin do ajnabi ho gayi unmein dosti phir suna doston mein ho gayi dushmani mile kahin do ajnabi click here
mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya ulfat ki to ghabrana aazaar se kya dil de baithe to phir jeet se kya haar se kya dil ki baazi hai jeet haar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye man mein jalti kuchh tapti si pyaas liye path mein baithe rahe roz nayi aas liye yahi rut hoti hai intzaar ki mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom mile to phir jhuke nahin nazar wahi pyaar ki naadan dil tujhe kya maaloom na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum pyaar karen na sahi kaliyaan daman ko gulzaar karen jo mile chahat ka khar to hum click here
kehte hain har ek dil mein chhupa kahin pyaar hai bas pehchaane jo koi na jane kis pal kahan kaise khota karaar hai naina lag jaye jo kahin nazdikiyon ka pata hain dooriyaan de gayi mileya mileya mujhe par meinu janeya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par meinu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi der se hi toh sahi haye eee dil ko kisi pe hai yakeen chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na chhoote na chhoote na ab ye laagi chhoote na tu bas ja mujh mein mera ban ke hi mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin mileya mileya mujhe par meri suneya nahin mileya mileya mujhe par mainu jaaneya nahin je main janeya janeya tujhe phir te main bhuleya sabhi click here
milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho poochho na muhabbat ka asar haai na poochho haai na poochho dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka dum bhar mein koyi ho gaya parwaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo hanste hi na aa jaayein kahin aankhon mein aansoo aankhon mein aansoo bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka bharte hi chhalak jaayein na paimaana kisi ka afsaana mera ban gaya afsaana kisi ka milte hi aankhein dil huaa deewaana kisi ka click here
ho maa kasam batata hoon suno na dhoondhe na mile aisa namoona sample hai ye for retail cent percent he''s not for sale lady log ko patata par usmein bilkul fail idli appam sambhar khao quick gun murugun ke gun gao ye hai rebel without a cow mind it mind it idli appam sambhar khao quick gun murugun ke gun gao dhishoon dhishoon aur dhishkyaon yo mind it mind it hoooo aar tu taar tu aai bala ko taal tu iske yaar fande hai ghatiya aur faltu bheje ka noodle tera banega isko agar tu chunega ekvede meter fail ya tu murda ya fir jail ho mare na marta hai peeche jo padat hai chhode nahi sala idli appam sambhar khao quick gun murugun ke gun gao ye hai rebel without a cow mind it mind it easy easy brother now apna pichhvada bachao dhishoon dhishoon aur dhishkyaon yo mind it mind it hoooo kal boot height mein just like dad ye well toned body hai just thoda fat re ho iske dikhave pe na jaana item hai badaa ye sayana tum jo ser to ye sava ser kat le pehle jo ho der ho mare na click here
hoooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo oooo aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa hoooo hoooo hooooo hooooo mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo o mitwaaaaa mitwaa re mitwaa uttar naa jayi ho dakkhin naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo chaaron dishaayen pardes jaayen chaaron dishaayen pardes jaayen pardesi waapas aaye naa aaye pardesi waapas aaye naa aaye ghar se nikas ke ghar se nikas ke dhoka naa khaiyo mitwaaaaa mitwaa re mitwaa poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo mere dil mein rahiyo iss jee mein rahiyooooooooo iss jee mein rahiyo tum jaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke nainon mein rahiyo muskaan ban ke ankhiyon se aansoo ankhiyon se aansoo ban ke naa bahiyo poorab naa jayi ho pachchhim naa jayi ho mere dil mein click here
mitwaa mitwaa mitwaa mitwa mann mitwa mann mitwaa aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re raat ke mukh par chaand ka teeka tujh bin laage pheeka pheeka hooooo ooooo mitwa raat ke mukh par chaand ka teeka tujh bin laage pheeka pheeka mitwa aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mitwa aa jaa tujhko pukaare pyaar kisi ka aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re ik pal rok naa paaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon ik pal rok naa paaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon kyun itne barsaaye aansoon koi naa jaane dukh badli ka koi naa jaane dukh badli ka ooooo mitwa tujhko pukaare pyaar kisi ka aa jaa re aa jaa re aa jaa re aa jaa re mitwa mitwa more mann mitwa aa jaa re aa jaa re aa jaa re click here
mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi se khelna phir chhod dena kisi se khelna phir chhod dena khiloono ki tarha dil tod dena haseenon haseenon ki ye aadat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kabhi tha naam iska bewafaai kabhi tha naam iska bewafaai magar ab aajkal ye behayaaii sharifon ki sharaafat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai kisi mandir ki murat thi kabhi ye kisi mandir ki murat thi kabhi ye badi hi khoobsurat thi kabhi ye magar kyaaa magar kya iski surat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai mohabbat ab tijaarat ban gayi hai tijaarat ab mohabbat ban gayi hai click here
  Song Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Zindagi Tere Pyaar Mein Ji Chahta Hai (1964) 05:18 17183
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shyama, Rajendra Nath
Duration : 05:18   Song Number : 17183   

Merise Megha Malika Deeksha (1974) 03:35 15313
 
Poster of Deeksha (1974)
 
Category
- Telugu
Year- 
1974
Lyricist
- C Narayana Reddy
Music Director- 
Pendyala Nageswara Rao
On Screen Actors- 
Jamuna, Ntr
Duration : 03:35   Song Number : 15313   

Merke Merke Kanda Naal Mudhal (2005) 05:06 10010
 
Poster of Kanda Naal Mudhal (2005)
 
Category
- Tamil
Year- 
2005
Lyricist
- Thamarai
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
On Screen Actors- 
Laila, Prasanna
Duration : 05:06   Song Number : 10010   

Mero Gaam Ka Tha Baare Manthan (1976) 06:30 13682
 
Poster of Manthan (1976)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
- Neeti Sagar
Music Director- 
Vanraj Bhatia
Singer- 
Preeti Sagar
On Screen Actors- 
Girish Karnad, Shabana Azmi
Duration : 06:30   Song Number : 13682   

Meter Down Taxi No 9211 (2006) 03:09 20959
 
Poster of Taxi No 9211 (2006)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
- Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Adnan Sami
On Screen Actors- 
Nana Paatekar, John Abraham
Duration : 03:09   Song Number : 20959   

Mezhuguvarthi Erikindrathu Gauravam (1973) 03:34 39625
 
Poster of Gauravam (1973)
 
Category
- Tamil
Year- 
1973
Lyricist
- Kannadasan
Music Director- 
M S Viswanathan
On Screen Actors- 
Sivaji Ganesan, Usha Nandhini
Duration : 03:34   Song Number : 39625   

Mhaare Hiwada Mein Naache Mor Hum Saath Saath Hain (1999) 06:17 11884
 
Poster of Hum Saath Saath Hain (1999)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
- R Kiran
Music Director- 
Ram Laxman
Duration : 06:17   Song Number : 11884   

Mia Mia Thulasi (2007) 04:32 10358
 
Poster of Thulasi (2007)
 
Category
- Telugu
Year- 
2007
Lyricist
- Chandrabose
Music Director- 
Devi Sri Prasad
On Screen Actors- 
Venkatesh, Nayantara
Duration : 04:32   Song Number : 10358   

Mil Gaye Mil Gaye Love Birds (1997) 07:13 18139
 
Poster of Love Birds (1997)
 
Category
- Tamil
Year- 
1997
Lyricist
- P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Hariharan, Chitra
On Screen Actors- 
Nagma, Prabhu Deva
Duration : 07:13   Song Number : 18139   

Mil Gayi Aaj Do Lehren Yeh Vaada Raha (1982) 05:27 18077
 
Poster of Yeh Vaada Raha (1982)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
- Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Poonam Dhillon, Various
Duration : 05:27   Song Number : 18077   

Mil Gayi Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 05:55 15603
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
- Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 05:55   Song Number : 15603   

Mila Hai Kisi Ka Jhumka Parakh (1960) 02:49 13910
 
Poster of Parakh (1960)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
- Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 02:49   Song Number : 13910   

Mile Kahin Do Ajnabi Manchali (1973) 05:13 20964
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 20964   

Mile To Phir Jhuke Nahin Aakash Deep (1965) 03:49 37790
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
- Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 03:49   Song Number : 37790   

Mileya Mileya Happy Ending (2014) 04:27 37278
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
- Priya Saraiya
Music Director- 
Jigar, Sachin
On Screen Actors- 
Ileana D'Cruz, Saif Ali Khan
Duration : 04:27   Song Number : 37278   

Milte Hi Ankhen Babul (1950) 03:04 12780
 
Poster of Babul (1950)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
- Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar
Duration : 03:04   Song Number : 12780   

Mind It (Tamil Bhangra) Quick Gun Murugan (2008) 04:08 17005
 
Poster of Quick Gun Murugan (2008)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
- Ankur Tewari
Music Director- 
Sagar Desai
Singer- 
Mika Singh
On Screen Actors- 
Sandhya Mridul, Nassar, Raju Sundaram
Duration : 04:08   Song Number : 17005   

Mitwa Re Mitwa Pankaj Udhas 04:42 18502
 
Poster of Pankaj Udhas
 
Category
- Ghazal
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Pankaj Udhas
On Screen Actors- 
Vikas Anand, Danny
Duration : 04:42   Song Number : 18502   

Mitwaa More Mann Mitwaa Parinay (1974) 03:09 16287
 
Poster of Parinay (1974)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
- Naksh Layalpuri
Music Director- 
Jai Dev
On Screen Actors- 
Abhijeet Sen, Shabana Azmi
Duration : 03:09   Song Number : 16287   

Mohabbat Ab Tijaarat Ban Gayi Arpan (1983) 05:10 20970
 
Poster of Arpan (1983)
 
Category
- Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
- Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anwar Hussain
Duration : 05:10   Song Number : 20970   
Karaoke Songs of n/a, Sad Songs of n/a, Love Songs of n/a, Dance Songs of n/a, Hip-hop songs of n/a, Best songs of n/a, Super hit songs of n/a, hit songs of n/a, duet songs of n/a, solo songs of n/a, old songs of n/a, famous songs of n/a, Hindi Karaoke Songs of n/a, Hindi Sad Songs of n/a, Hindi Love Songs of n/a, Hindi Dance Songs of n/a, Hindi Hip-hop songs of n/a, best Hindi songs of n/a, super hit Hindi songs of n/a, hit Hindi songs of n/a, duet Hindi songs of n/a, solo Hindi songs of n/a, old Hindi songs of n/a, famous Hindi songs of n/a, Sing Along Songs of n/a, Sing Along Sad Songs of n/a, Sing Along Love Songs of n/a, Sing Along Dance Songs of n/a, Sing Along Hip-hop songs of n/a, Sing Along Best songs of n/a, Sing Along Super hit songs of n/a, Sing Along hit songs of n/a, Sing Along duet songs of n/a, Sing Along solo songs of n/a, Sing Along old songs of n/a, Sing Along famous songs of n/a